Sir mera do grafted rose plant jo ki nusery se layi thi wo pehle toh achi thi fir baad me mtlb parso hi uske stem leaves apne aap hi jal gayi , fir mene pot se ukhad lii mitti ke saath nhi withou mitti, fir mene ushe usime lagaya h , usk top ko aloe gel aur haldi se coat krli h, chhaon me rakha h kya wo bachengi kya mujhe unhe pani dena h har roz....
sir father ne rose k plant Mai dap uraia Daal diya ta. ab wo slow grow kr raha hai. pehely wo bahut jabardast grow krta ta....bahut flower aatey ty. ab wo grow slow kr ra h...Mai kya kru
Thunde mai gulab ka phool chota aur murjha kyo jata hai uska kaise bachaya jaye taki bada flower ho .halaki burmi compose+ gober khad milker diye huye hai.
@@GardeningloverswithAkash plant to bhar garden me hai.....dhop aur shadow dono braber milti hai usko... Bs duphr ke tym hi 2_3 ghante dhoop me rehta hai....
@@GardeningloverswithAkash ...ab Maine uski ek brach cut kri aur uski do klme bnakr lgayi....haldi me dip krke....10,12 din me hi dono klme ho gyi hai..in pr leaves b a gye hai....3se 4new branches nikli hai dono pr....pot me lgayi hai...m feel happy....
Hi sir Saaf fungicide na ho to garelu koi tip bataye mene ek month pahle rose plant liya tha par ab sukh gaya h abhi November chal raha h m Mumbai s hu pl reply garelu tip
सर मेरा सवाल थोड़ा लम्बा है, प्लीज जवाब जरूर दें, मैं इंग्लिश गुलाब नर्सरी से लाया हु जिसके पत्ते बीमारी में है पीलापन पत्तो में छेद टाइप के से है, अभी मैंने उसे गमले।में नहीं लगाया है,आप मुझे yr bataye mai use gamle me kab lagaun phir kis jagh par rakhu aur lagane ke baad kya karna hai, Maine uski posting mix 7 din pahle se milakar rakh di hai alag jagh, Varmi compost normal mitti cocopit adha chammach rakh haldi adha chammach sarso ki khali 1 chammach ande ka pisa hua chilka,yr posting mix hai,sawal lamba hai, लेकिन आपको पूरी बात पता चल सके इसलिए मैं बहुत सारा लिख दिया है,
Mere gulab sardiyo me aise ho gaye. Please suggest, sardiyo me kya kare. Mere sare gulab ke patte jhad gaye. Honestly, maine 1-2 mahine regular paani bhi nahi dala kyon ki the soil had moisture.
बहुत अच्छी जानकारी ! आपके बताए अनुसार मैंने समय समय पर अपने गुलाब के पौधों की देख रेख करी है इस कारण आज 46 डिग्री तापमान में भी गुलाब फूल दे रहे हैं। फूलो का आकार और रंग थोड़ा कम है मगर फूल आ रहे हैं। आपका धन्यवाद ! एक गुलाब प्लांट में मिट्टी के ऊपर आज ही मैंने पतले सफेद रेंगने वाले कीड़े देखे। परेशान हो गयी हूं। कुछ समझ नही आया तो नीम आयल डाला है। आकाशजी , ये क्या कीड़े होते हैं और इनका क्या इलाज है ?
Save your plants in Summers Everyone and Happy Environment Day, keep Loving keep Supporting.
#GardeningloverswithAkash
Bhai
Hi sir green net kahan milta hai
Aur kisi bhi tarha k plant pe use karsakte hain plzzzzz reply sir plzzzzzzzzzzz
@@Sunilsingh62606 👍
Thanks for information
Mere Desi gulab ke sath esa hi ho rha tha
Abhi sabhi plants ki halat khrab hai...
nirankar rastogi
Ab theek ho gya aapka plant n kaise plz reply
बहुत सुंदर जानकारी दी धन्यवाद बेटा
बहुत सुंदर जानकारी,भाई जी,आपका बहुत आभार।🙏🙏🌹🌹
Thanks a lot
Achi jankari 🌞👍
Sir mera do grafted rose plant jo ki nusery se layi thi wo pehle toh achi thi fir baad me mtlb parso hi uske stem leaves apne aap hi jal gayi , fir mene pot se ukhad lii mitti ke saath nhi withou mitti, fir mene ushe usime lagaya h , usk top ko aloe gel aur haldi se coat krli h, chhaon me rakha h kya wo bachengi kya mujhe unhe pani dena h har roz....
Thanks bro bot achi jankari di
Pleasure...
Shop me 100 gram saaf ka price kya hai. Sir
Useful tip starts at 4:10
Ys
Thank u
Thanks
Very nice info akashje
Thanks a lot
Aoa bhai mra poda jb maai ny lya tha gulab tu bhuy acha tha aik do phool nikale aap murza Gaya kuchh iske liye bataen
mere plant ki nea leaf badi hone se pahle hi murjha kr gir gyi h ab ek bhi new leaf nhi arhi h .abhi June me aisa q hua plzz help
Ye Jo aap ne safe fungeside sorry keys hai vo Roz krna hai or kitne duno to krna hai
Mere plant mai bahut saare eartwarm ho gaye kya karu or plant b sukh gaya
aap konsi mitti dal te ho
Nice video sir ...sir mein agar Pesticide spray Karke Uske 1 din bad normal water se spray Kar sakta hu kya ?? Plz reply
Sir hemara plant bhi ap ke plant. Ki thera suk Gaia hai
sir father ne rose k plant Mai dap uraia Daal diya ta. ab wo slow grow kr raha hai. pehely wo bahut jabardast grow krta ta....bahut flower aatey ty. ab wo grow slow kr ra h...Mai kya kru
Sir ye bataye gulab me kali aati hai thora bhool khilta hai phir kali sukhne lagti hai kya kare....
Goog information bhai but abhi Fangisid nahi mil raha uski jagan kya use karna chahiye plz...reply
Humara anar kya Jo paudha hai vo bilkul sukh gaya hai us par ek bhi patti bag hai
Bhai gulab ke plant ko bakra khaneese kisa re groth Kare plz replay me
Aaj ke tarikh mein kar sakate hain kya
ji ha
Konsi soil rehna chye gulab plnt k leye
Sir mere yellow rose k plant me nyi brance nhi aa rhi h bs ek hi h kya kru cutting me dar lg rha h ki khi ek hi dal h wo bhi kat du to sookh na jaye
Sir plzz reply me
Agar gulab ka paudhe aur flower agar murjhaya jaye to ke kare
Muje aapka grp nhi Mila FB par meri bahut si problem h rose plant ko le kar
Thunde mai gulab ka phool chota aur murjha kyo jata hai uska kaise bachaya jaye taki bada flower ho .halaki burmi compose+ gober khad milker diye huye hai.
Bhiya mera gulab pura mara huva he to kya ra chaiye plz muje help karo
Mere gaal ke patte pile ho ja rahe h kya karu jisse gulaab goro kare
Fungicide siki bhi plant me dal sakte ha
Bhai ye kushu bhi ful ke poodhe me dal sakte hai
Neeam powder ya neeam ki fengiside use kr skte ghr me bna hue
Super fast
Happy Gardening
English gulaban garmima sukhaie jay che to tips chaie
Mere gulab ke plant pr bs do hi branches atti hai..Kia kre plz tell me... cutting b kri or khad b Dali ..chaye Patti b Dali.....koi benifi nii hua☹️☹️
Plant aap ne kha par rakha hai.. Dhoop me... Ya shade me..
@@GardeningloverswithAkash plant to bhar garden me hai.....dhop aur shadow dono braber milti hai usko...
Bs duphr ke tym hi 2_3 ghante dhoop me rehta hai....
@@GardeningloverswithAkash ...ab Maine uski ek brach cut kri aur uski do klme bnakr lgayi....haldi me dip krke....10,12 din me hi dono klme ho gyi hai..in pr leaves b a gye hai....3se 4new branches nikli hai dono pr....pot me lgayi hai...m feel happy....
Mera rose plant pora sukh chuka ha uska colour bhi change ho gaya ha kya wo thik ho sakta ha
Jesi apki branches green dikh rahi hain meri builkul brown ho gai ha
Bhai mitti ka pot agar use karte to yah baromance rahata roj ka plant
भय्या yah जो साफ fungicide hai unko ratio batao Matlab कितना water aur kitna fungicide
Nice info👌👍
Thanks a lot
mene naya paudha online order kiya tha wo sookha hua aaya ...ab usme kya karu
yaar mera paudha bilkul mar gya h jb mene liya tha hra bhara tha par dheere dheere bilkul khatam hogya h me usse nikal k fake du ya koi umeed h
Umeed hai
Same condition hai plant ki kaise hoga sahi
Gulab k plant ko konsa fertilizer dale
Bhai mere yahan jahan paudhe rakhe h wahan subah se 11 bje tk direct dhup rhti h to kya wahan rhe sakte h...
Very nice
Sir mera rose kharab ho raha he kiya kare sir
Sir mere bela ke poodhe me flower nahi aa raha hai
Sir mere gulab ke plant mei damage hole mai se mungiya mitti kha rahi hai who shayad jado tak na pahunch jaye please mujhe solution bataye
Sir mera english rose plant sukh rha kya kru smajh nhi aa rha
Humara gulab dusra hai kaise chalayai
Same problem
Sir mere rose plant puri tarkese zal Gaye hai sir or uski sari dandidya Black hogayi hai sir ek leaf bhi nahi hai sir please reply me
Jaldi bata subh panvel jana hai
Elovera ka flower pane keliye kya kare
Ghar per hifengisid kese bnay
Mere gulab ke podhe karab ho rehe hai
Gulab ke poudha pe sarso khali Dale ki nhi
Same problem winters m ho to kya kare
N.P.K daal skte h ajkl or ye kya hota h mtlb kisliye hota h
Hi sir Saaf fungicide na ho to garelu koi tip bataye mene ek month pahle rose plant liya tha par ab sukh gaya h abhi November chal raha h m Mumbai s hu pl reply garelu tip
Haldi vala pani ya baking soda pani m dal k spray kar sakti hu Saaf fungicide k jagah p
Sir mera koi paudha groth nhi kar rahe gulab bhi
Agar baarish me bhi gulab ka podha kharab ho Jay to yahi saluetion hai kya?
सर मेरा सवाल थोड़ा लम्बा है, प्लीज जवाब जरूर दें,
मैं इंग्लिश गुलाब नर्सरी से लाया हु जिसके पत्ते बीमारी में है पीलापन पत्तो में छेद टाइप के से है,
अभी मैंने उसे गमले।में नहीं लगाया है,आप मुझे yr bataye mai use gamle me kab lagaun phir kis jagh par rakhu aur lagane ke baad kya karna hai,
Maine uski posting mix 7 din pahle se milakar rakh di hai alag jagh,
Varmi compost normal mitti cocopit adha chammach rakh haldi adha chammach sarso ki khali 1 chammach ande ka pisa hua chilka,yr posting mix hai,sawal lamba hai, लेकिन आपको पूरी बात पता चल सके इसलिए मैं बहुत सारा लिख दिया है,
AK pode ke lia kitna funguses Lana hai
Ek lit pani me ek tea spoon fungicide use keriyea...
@@GardeningloverswithAkash ye milta kaha hai
Hindi me bataye
Rose ki kalia kyu sukh jati hai
Ye fungicides carbendazim and mancozeb ka mixture h .. kindly keep ratio in mind and cover ur face while using
Pesticide aur fungicide ka use k bad bhi plant sukh rha h
Mene 35 day pehle nursery se laake plant lgaya tha uske ek new leave germinate hui but uske ek flower lgte hu wo new leave dry ho gai
What reason?
sbhi plants pr use kr skte h jese gudhal pr kr skte h
Mere Gulab Ka paudha Jalta ja raha hai Dhire Dhire khatam ho raha hai vo Kaise Sahi hoga
अभी लाॅकडाऊन में दुकानें बंद हैं, तो उसकी जगह क्या ले सकते हैं?
egg shel le
Very good
Thanks a lot
Mera rose plant kala kyu hogaya hai
Hello sir mere gulab k podha sukh kar black ho gaya h to app hi bataye ki m kya karu plz sir riply jarur digiye ga
Mem usko pyaar do sahi ho jaega☺️☺️
Price kia hogi is ki
Maine dawaee spray kiya tha tabse ped sukh gaya hai bataye kya kare
Gulab ke paudhe ki mitti ek saal se jyada ho jaye to kya badalni chahiye ?
Sir plz btae kya kre
Patte pilee pad rahe hai parr growth nhi ruk rahi toh kya karein
Sardi ke mosam me kya kare
Desi aur English Gulab me kya fark hai aur kese pehchan skte hai???
My rose plant have no leave because i go other station so plant have no properly care plz what i do plz🙏🙏
Barish me gulab ki kali bina khile sukh rahi hai aisa kyu ho raha hai
Sir nursery layi hua plant repot karti hu to wo hamesha mar jata hai any idea
सर, saaf के बदले मे npk 20 20 20 munasib होगा..
Mere gulab sardiyo me aise ho gaye. Please suggest, sardiyo me kya kare. Mere sare gulab ke patte jhad gaye. Honestly, maine 1-2 mahine regular paani bhi nahi dala kyon ki the soil had moisture.
Bhaiya Fangesaid ka pani gulab me kitne din me daalna hotah
Jo flower pot nahi jameen main ho shade main nahi ja sakte ?
Uper se Green net lega sekte hai aap ni to watering k bhut ache se dhyan degiyea..
Mei chiti ka kya kya karoo
Turmeric powder use kar sakte h
Mene uriya our thoda comical use kiya tha
बहुत अच्छी जानकारी ! आपके बताए अनुसार मैंने समय समय पर अपने गुलाब के पौधों की देख रेख करी है इस कारण आज 46 डिग्री तापमान में भी गुलाब फूल दे रहे हैं। फूलो का आकार और रंग थोड़ा कम है मगर फूल आ रहे हैं।
आपका धन्यवाद !
एक गुलाब प्लांट में मिट्टी के ऊपर आज ही मैंने पतले सफेद रेंगने वाले कीड़े देखे। परेशान हो गयी हूं। कुछ समझ नही आया तो नीम आयल डाला है। आकाशजी , ये क्या कीड़े होते हैं और इनका क्या इलाज है ?
Kya vo kide mealy bug to ni....
@@GardeningloverswithAkash मिली बग्स तो नही है। एक cm आकार के सफेद कीड़े, मिट्टी में रेंग रहे हैं।
Fir neem oli spray best hai.. Ni to kesi regular Insecticide k bhi spray kar sekte ho aap...
@@GardeningloverswithAkash थैंक्स
Welcome
Thanks for wonderful information.
Thanks
Help me mene mere gulab ke podhe murjhare hai so me aisa kya karu ki ache khile
Ye fungicide powder kya baki ke poudhe par spary kr sakte hai kya.
Maine gulab Ka paudha naye gamle me lagaya uski pattiya sukh gayee hai.
Sir abhi fungicide nahi mil raha toh ab kya use kare fungicide k liye
Fungicide daily karna hai ya one week mai karna hai
Thanks sir 🙏👍
Start from 2.51
Ye offline kaha. Milega
Mere poddhe ki bi groth ruk gyi h
Mera gulab ka plant sukh gya..
Kaise thik kr sakte hai...