Ma'am September last me nursery se lakar rose lagana chahti hu.....is waqt new rose plant lagane ki kya trick hai? Means soil mixture, fertilizer aur nursery se Lana k kitne dino baad ise lagana chahiye? Plz iske bare me batayein
Koi dikkat nahi hai,ap plant repot karne ke bad baking soda 1/4 teaspoon one liter pani me gholkar spray karen,kide ki wajah se aisa hota hai, jyada damage or khrab patton ko pehle se hi nikal den.
At 6.41 per 3 khad ek sath de diye Cow dung Tea powder Banana peel .....ek sath de sakte hain Please let me know Mera plant abhi abhi are new shoots ky may desakti hoon ye sab .....
Sukhe phoolon ko teen patton ke niche se cut kar do,lambi branches ko do teen node upar se cut kar do ap, Mere next video me apko is bare me detail me bataungi please use dekhen ap, Comment ke through batana muskil hota he,apko bhi thik se samajh nahi ayega.🌸
Ma'am rooting 15 din me nahi ati,kam se kam 30 se 45 din lagte hai,upar sirf patte aa jate hai jab ap cover karke grow karte hai,bina cover kiye grow karen.
हमारे एक नाग चंपा के पौधे पर फंगस लग गया है तने को छूने पर पिलपिला रहा था तो उसकी अपर स्किल हटाई तो उस से बदबू भी आ रही है क्या उपाय करें यह समस्या पौधे की आधे तने तक है पत्तियां भी सही है कालिया भी खूब सारी है फुल भी दे रहा है
दीदी मेरे गुलाब की हार्ड पुरनिंग करने के बाद ग्रोथ नही हो रही है पोधा शोक में चला गया है मेने नर्सरी से लाने के 2 महीने बाद ही करा थी तो अब क्या करे plz सजेसन दे 😓😓
Kuch mat Karo,jyada pani mat dena,naye plant ki kabhi bhi hard pruning nahi karni chahiye,abhi winter December January gulab ki growth slow rehti hai, February last se phir growth tez ho jati he.plant ke upar pattiyan hain to dhoop me rakho plant ko.
, mam Ji Mere Gulab ke paudhe Mein Naya paudha Lagaya Tha 15 din ho gai aur abhi tak usmein Patte Peele padte Ja Rahe Hain vah Guru nahin kar raha hai to kripya bataen uske liye Main Kya Karun
Very informative vidio
Thanku mam
बहुत ही अच्छी जानकारी आपने दिया मैं🎉🎉
बहुत अच्छी जानकारी देते के लिए हार्दिक आभार 🙏
Very very nice video my sister
Very informative video thanks for sharing 😁😁
Bahut acchi jankari di hai sis
Very Nice. Treatment 👌👌
Very useful information. 🎉
Nice jankari
Beautiful ❤️ one Big Like 🎉stay connected 🎉😊
Nice sharing❤❤❤
Nice good job mam❤❤❤
Very nice information
Nice information.many thanks madam.
Very nice information😊
ZABARDAST thanks
Very nice ❤
I'll try ... thank u
Beautiful vidio, Good presentation, important tips ❤️❤️❤️👌
Very good
Excellent ❤❤
Thanks 👍👍
❤😊
Mere paas bhi h ye spray
Please asi e aik vedio hibiscus k liye b bna dy???
Mam niche se nayi stem aane se usko katna chahiye ya nahi?
Thanks for sharing wonderful information which are available from kitchen❤️👍. Mam baking soda kitne din ke Antar me use karna hai
Regular basis par karna he to 10 din me ek bar kafi hai
@@greenhouse1 okay thank you so muchmam
Mam kya ma abhi aglaonema ka plant nurcery se lekr Uga lu ??
Thank
👍
Ma'am rose ke plant ki cutting black ho rahi hai Kya Kare
गुलाब की growth बहुत अच्छी चल रही है।
Hamara enha por itina rain ho raha he mera gulab ka pouda morgoi he me kya korungu
Very informative video 👍 thanks for sharing 🩷💚❤
ये कटिंग इंग्लिश गूलाब की हे या देशी कि
Ma'am September last me nursery se lakar rose lagana chahti hu.....is waqt new rose plant lagane ki kya trick hai? Means soil mixture, fertilizer aur nursery se Lana k kitne dino baad ise lagana chahiye? Plz iske bare me batayein
Kya grafted, high breed Rose ki cuttings lag jaatee hain, Mem
Lag jati hai
Root pruning every year krte h kya?
M abhi aap ke channel m new hu maine abhi market se lakr rose lgaya h pr usme abhi se hi leaves m hole ho rhi h pls guide me
Koi dikkat nahi hai,ap plant repot karne ke bad baking soda 1/4 teaspoon one liter pani me gholkar spray karen,kide ki wajah se aisa hota hai, jyada damage or khrab patton ko pehle se hi nikal den.
Mam sprear ka link coment box me send kre please
Mam I don't have any potash dap bone meal and any type of compost I have only biovitex seweed liquid and humidity acid in liquid
At 6.41 per 3 khad ek sath de diye
Cow dung
Tea powder
Banana peel
.....ek sath de sakte hain
Please let me know
Mera plant abhi abhi are new shoots ky may desakti hoon ye sab .....
De sakte hain, mahine se pehle repeat mat karna koi or khad.
Ma'am Sirf DAP dalna hai reactivate karne ke liye ya sath hi sath bone meal aur rock phosphate bhi de sakte hai, please reply
Spray ka naam mention keejiye plz
Pump agar jam ho jaye to kaise thik karein
Gulab ki soft pruning kaise kre plz bataiye
Sukhe phoolon ko teen patton ke niche se cut kar do,lambi branches ko do teen node upar se cut kar do ap,
Mere next video me apko is bare me detail me bataungi please use dekhen ap,
Comment ke through batana muskil hota he,apko bhi thik se samajh nahi ayega.🌸
Sare treatment karne ke bad dubara treatment kitne din bad karna hai
Plant m white colour ke kide lag jate h kya karna chahiye
Jab Ham cutting Gulab Ka Lagaye the to usko poly bag kiye the to usmein routine Pata Achcha Se Aaya FIR Jab 15 din ke bad khole to vah sukhne Laga
Ma'am rooting 15 din me nahi ati,kam se kam 30 se 45 din lagte hai,upar sirf patte aa jate hai jab ap cover karke grow karte hai,bina cover kiye grow karen.
Mere sare gulaab k podhe kale or patte mud gye h kali bhi kali pd rhi h kya karun
Sabhi infected part ko remove kar do, baking soda ka spray Karo.
Mam meko koi fungicide btaiye jisse mere flower ache ho or usme kide na lage
Saaf ya Bavistin le sakte hain,
I tried all 5 steps. However no growth of flowers on my rose though it’s completely healthy. Are you sure these steps are effective and tested?
Mam mere rose growth kar ruk gaya hai kya karu
Mere gulab mein ekka dukh ka ekka dukka hote Hain ek sath dher sare gulab ke phool nahin hote
Mam maine haldi lagaie magar phir bhi mera rose 🌹 plant black hora hai,,Kay karru abb
😮
हमारे एक नाग चंपा के पौधे पर फंगस लग गया है तने को छूने पर पिलपिला रहा था तो उसकी अपर स्किल हटाई तो उस से बदबू भी आ रही है
क्या उपाय करें
यह समस्या पौधे की आधे तने तक है
पत्तियां भी सही है कालिया भी खूब सारी है फुल भी दे रहा है
ਆਪ ਚੰਪਾ ਕਿ ਸਾਫ healthy ਸਟੈਂਪ ਕੱਟ ਕੇ fungside ਲਗਾ ਕੇ ਰੱਖ ਦੇ ਦੋ ਦਿਨ ਤਕ ਸੁਖਣੇ ਦੇ ਬਾਦ ਮੇ ਉਸ ਸਟਮ ਕਿ ਦੁਆਰਾ grow ਹੋ ਜਾਏ ਗੀ
ਸ਼ੈੱਡiairiyae rakhe dupp me nhi
Pani ka hisaab se den
Sukha kela nahi hai to Kya de
Mere podhe me roj Pani Dene ke bad bhi pattiya pili pad rahi h or nai kaliya nhi a rahi
Pani kam dalen.
दीदी मेरे गुलाब की हार्ड पुरनिंग करने के बाद ग्रोथ नही हो रही है पोधा शोक में चला गया है मेने नर्सरी से लाने के 2 महीने बाद ही करा थी तो अब क्या करे plz सजेसन दे 😓😓
Kuch mat Karo,jyada pani mat dena,naye plant ki kabhi bhi hard pruning nahi karni chahiye,abhi winter December January gulab ki growth slow rehti hai, February last se phir growth tez ho jati he.plant ke upar pattiyan hain to dhoop me rakho plant ko.
@@greenhouse1 ok thanks for reply di ...
Happy gardening 🌹🌹🌿🌿🌱🌱☘️☘️🌵🍀🍀
Local market me 40 se 50 rupaya mil jayega ye wala pichkari....
Man mane lgayi hai cutting achi chal rahi hai 🙂
, mam Ji Mere Gulab ke paudhe Mein Naya paudha Lagaya Tha 15 din ho gai aur abhi tak usmein Patte Peele padte Ja Rahe Hain vah Guru nahin kar raha hai to kripya bataen uske liye Main Kya Karun
Soil kesi banai h bro.. Mitti kesi banai h
Reporting krli hai lekin new growth nhi aayi😢😢 7 din ho gye
Madam ji aapke gulab ke paudhon mein . Trips Laga hai uska ilaaj bataiye
Sir, bataya he ilaaj, video dhyan se dekhne ki kripa karen.🌸
Kis mahine mein karna hai ? Purane Vedio hote hain pata hi nahi chalta sahi samay kya hai koi nahin batata .
Hard pruning September mahine ke akhir me or October me kar sakte hain, February last me bhi kar sakte hain.soft pruning kabhi bhi kar sakte hain.
@@greenhouse1 Thanks for reply 🙏🌹
Chai ka Pani diya tha mene mera plant jal gaya
Kitna de Diya , excess quantity harm karegi,dilute Kiya tha apne?
@@greenhouse1 han ab uspr leaves nahi a rhi h to ab wo thik ho payega ya nhi please help me
Thank