any torch low light problem fix || किसी भी टॉर्च लाइट की रोशनी काम हो जाये तो कितने Watt की LED लगाए

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 28 ส.ค. 2024
  • any torch low light problem fix || किसी भी टॉर्च लाइट की रोशनी काम हो जाये तो कितने Watt की LED लगाए | ( Hindi ) 2020
    Hi
    I am Raj Welcome to our youtube channel Technical jugaad hindi
    About this video :-
    Hello friends Is video me maine aapko kisi bhi torch me use hone wali led ke bare me bataya hai hamko apni torch me kitne watt ki led use karni chahiye
    Umeed Karta Hu Ki Aapko Ye Video Pasand Aayegi
    Thank you so much......🇮🇳🇮🇳
    Topic covered in this video :-
    1. how to repair power problem of a led flashlight
    2. emergency light battery not charging
    3. how to repair rechargeable torch
    4. how to repair torch light switch
    5. how to repair torch light at home
    Our some other video playlist :-
    1) How to Repair DC 5, 6, 12, Volt mini Motor
    👇
    • How to Repair Any DC 5...
    ****************************************************************************************💥💥💥 🇮🇳🇮🇳🇮🇳
    My affiliate marketing ( increase Earning )
    MY Boya Mi Mic :- amzn.to/3gmwQ9F 👈
    My Tripod :- amzn.to/3hmmgQZ👈
    My Laptop :- amzn.to/3hpFRjA 👈
    👇
    My Hand free :- amzn.to/2YqUPhy
    My Canon 200D Camera :- amzn.to/3gmqhUj 👈
    ****************************************************************************************
    Social networking ( Follow Me On ) :-
    / rajrnder0 👈
    / jugadhindi 👈
    / technical_jugaad_hindi 👈
    / technicaljugaadhindi 👈
    ****************************************************************************************⚡⚡⚡🇮🇳🇮🇳🇮🇳
    #बैटरी_फुल _चार्ज _है_रोशनी_बोहोत_काम_है_😫
    #any torch low light problem fix
    #rechargeable_led_torch
    #how_to_repair_led_torch_light
    #technicaljugaadhindi
    Disclaimer :-
    Video is for educational purpose only Copyright disclaimer undersection 107 of the copyright act 1976 allowance is made for " fair use" for purposes such as criticisms, comment, news, reporting, teaching, scholarship and research. Fair use is a permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, non-profit educational or personal use tips the balance in favour of fair use.

ความคิดเห็น • 286

  • @raajsuman1292
    @raajsuman1292 3 ปีที่แล้ว +1

    Nice info +demo, thanks a lot

  • @smartsawant3955
    @smartsawant3955 3 ปีที่แล้ว +2

    Your is great 👍☺️

  • @GangaRam-dj3vr
    @GangaRam-dj3vr 2 ปีที่แล้ว +1

    Very nice video bro 🙏👍🌹🔥🔥👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍

  • @asishkumargouda688
    @asishkumargouda688 ปีที่แล้ว +2

    Bhai isi led ke sath konsa resistance use Karen for not heating issue.

  • @gammingas3757
    @gammingas3757 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir aapne jo 8 watt ki LED batai aesihi 5 watt ki LED aati he sir 5 watt ki 3 led ko sirij connect karke 12 volt 2.5 amp ki bettri pe chalana ho to konsa rajistens rakhna chahiye

  • @gammingas3757
    @gammingas3757 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir aapne jo 8 watt ki LED batai aesihi 5 watt ki LED aati he sir 5 watt ki 3 led ko sirij connect karke 12 volt 2.5 amp ki bettri pe chalana ho to konsa rajistens rakhna chahiye taki wo lambe samai tak chale

    • @nileshsolanke2692
      @nileshsolanke2692 2 ปีที่แล้ว +1

      3.7 volt battery me 11watt ki led use kar sakte hai
      Kuch problem nahi ayega na
      Please answer

  • @rajeshjaiswal2229
    @rajeshjaiswal2229 10 หลายเดือนก่อน

    Sir
    Sabhi focus led bulb 8 11 15w ka ho volt same hota hai ?
    Aur kitna volt hoga ?

  • @harshshukla2579
    @harshshukla2579 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai good 👍👍👌

  • @lakhasinghrandhawa2265
    @lakhasinghrandhawa2265 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhai kya mobile torch wali led normal torch mein lag Sakti hai ?
    Hamein jrurat hai Bhai 9 ghante tak chale Raat Ko Paani ki baari par

  • @tarasingh5868
    @tarasingh5868 2 ปีที่แล้ว +2

    Ok

  • @shubhamss4898
    @shubhamss4898 3 ปีที่แล้ว +2

    Light tez jalane k liye Battrey k Volt jyada hone chahiye ya amp. ??

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai voltage bhai amp se battery backup badta hai bas bhai

    • @shubhamss4898
      @shubhamss4898 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi you mean light tez k liye volt jyada hona chahiye...m right ?

  • @smartsawant3955
    @smartsawant3955 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai मैने 3led ( ek led 3.4 v 1 watt) को series me lagane ke बाद भी resistance lagana hoga ya nahi ( मेरी बॅटरी output 5.2v 2A 10,000mahki hai)
    Please answer batao please
    Aap great Ho please Bhai mere question ka answer batao

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai agar aapne 3 led ko series me joda diya hai to ye led 5.2 volt par yato jalegi hi nahi ya phir jalegi to halki halki light jalegi kyo 3 led ko series me jodne ke bad aapko us led ko jalane ke liye kam se kam 9 volt ki jarurat padegi

    • @smartsawant3955
      @smartsawant3955 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi
      Thanks 👍👍👍

  • @dkbairagi4873
    @dkbairagi4873 3 ปีที่แล้ว +2

    Sir a1watt led heat problem in 9 volt battary plz give me solution in comment plz plz plz plz

  • @sujitbiswas6319
    @sujitbiswas6319 3 ปีที่แล้ว +1

    Hello bhaiya a torch circuit may samnay bala led balb ka phala jo ragistans uska valu kitna or kitna watt

  • @smartsawant3955
    @smartsawant3955 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhai mera ek aur questions hai
    please उसका answer do please
    Q. Led ko series me कैसे लगाया जाता hai??
    Bhai please इस question ka answer do

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai maine aapne youtube channel par ek 12 volt ki battery ko kaise banaya jata hai usi video dal rakhi hai us battery ko maine series me joda hai aapko bhi same usi tarike se sabhi led ko karna hai mere youtube channel par jake meri us video ko dekhe aapko sab samjh aa jayega

    • @smartsawant3955
      @smartsawant3955 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi
      उसके बाद भी resistance lagana hoga ya nahi
      Please answer batao

  • @Monika-hc3wt
    @Monika-hc3wt 2 ปีที่แล้ว +2

    Please please Bhai krypton torch Kay cerkit repair pr video Bnao please please Bhai i request😭😭😭😭

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai maine torch circuit ki ek nahi kai video full detail se bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri un sabhi video ko dekh sakte ho

  • @srkamde
    @srkamde 3 ปีที่แล้ว +1

    In Delhi where this led bulb can purchase ?. My torch having same problem as you shown in video.

  • @gangadharjunjappanavar5911
    @gangadharjunjappanavar5911 2 ปีที่แล้ว +1

    Malti color led video banane sir

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai maine us led par bhi video full detail se bana rakhi hai aap mere TH-cam channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @shahrukhbarbhuiya3144
    @shahrukhbarbhuiya3144 3 ปีที่แล้ว +1

    So nice

  • @PareshDalwadi
    @PareshDalwadi 2 ปีที่แล้ว +1

    Led testing instrument jo aap use krte ho uska video link bhejo...

  • @apachelover299
    @apachelover299 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai mere pass keniya ka tarch hai jiska bulb tut gya hai koin sa led dale jo achhi roshni degi

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai wo to torch ko dekhne ke bad hi pata chal payega ki usme konsi led dalegi baki aapke pass uski purani led to hogi hi aap usi size ki led use karo bhai

  • @bramahanandasontakke106
    @bramahanandasontakke106 3 ปีที่แล้ว +2

    SIRJI MERE TORCHKI BATTERY DC 3.60VOLT DIKHA RAHI (MULTIMITERSE CHECK KARNEPAR) TO BATTERY KO BADALNA PADEGA?????

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai aap battery ko charge kar ke check karo kitne volt batati hai

    • @bramahanandasontakke106
      @bramahanandasontakke106 3 ปีที่แล้ว +1

      @@TechnicalJugaadHindi TORCH KI BATTERY CHARGE NAHI HO RAHI.KYA KARE??????

  • @mohankumarsharmamohankumar4188
    @mohankumarsharmamohankumar4188 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai galat bata rahe ho torch wali LED bahut hi badhiya hoti hai aur light bhi jyada deti hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai mera kam hai logo ko sahi jankari dene meri gav me ek chhoti si repairing shop hai or mai us shop par khud repairing ka kam karta hu or isi liye log meri video par Vishwas karte hai baki bhai agar aapko meri jankari galat lag rahi hai to iske liye mai mafi chahuga aapko apne hisab se jo thik lage aap wo kare

  • @bindassaddajitu1002
    @bindassaddajitu1002 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir 6volt batary se 3w keyse convat kore?
    May 1k register lakake dekha tha bulb ki roshni bohot kom hay,
    1k register or 3v zenar lagake d to sem problem horaha hay
    Kayse koru plz help me

  • @pradeepgupta1190
    @pradeepgupta1190 3 ปีที่แล้ว +1

    8 watt li yah led agar 4 v wali lithium 18650 se parrallel connection karke chalaye to high brightness milegi kya

  • @smartsawant3955
    @smartsawant3955 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai mere पास 1watt 3.4v ki LED hai to मुझे उसे 5.2v 2A output ki power bank se chalaya to kya hoga
    Please answer batao

  • @smartsawant3955
    @smartsawant3955 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai ek Aur questions please उसका answer दो
    Q. Mere pas 3.4 v 1 watt ki LEDs ko eksat 3 pannel lagaya aur use 5.2v 2A ka power Diya to kya hoga leds ka

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai aagar aapne 3 led ke connection series Mein Karoge Tu Nahin chalegi aur Agar parallel Mein Karoge to jal Jayegi

    • @smartsawant3955
      @smartsawant3955 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindithanks for important information

  • @MANISHkumar-sz1ik
    @MANISHkumar-sz1ik 3 ปีที่แล้ว +1

    Jyda time k liye or achi rosni k liye kitne watt ki led shi rhegi torch m

  • @harishbhaipatel7826
    @harishbhaipatel7826 ปีที่แล้ว +1

    Jay Bharat. I want 3 watt, 4 volt, butten type led bulb pl. Me also price

  • @pesology8158
    @pesology8158 3 ปีที่แล้ว +1

    Isko ghr pe charge kr sakte hai kya ?? Wire jalne ka danger h kya ?

  • @bindassaddajitu1002
    @bindassaddajitu1002 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir 6volt batary 3 vholt convat keysa kore
    Link send me plz

  • @abidansari3320
    @abidansari3320 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai isko fuse hone se bachane ke liye konsa Component lagana hai

  • @smartsawant3955
    @smartsawant3955 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai मैने 3led (एक led 3.4 1watt ki hai )series me lagane ke bad 9.12 v 3watt ho ga ya nahi

  • @Nirmalverma906
    @Nirmalverma906 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir mene lithium ion battery se torch banai hai battery voltage 4.0 hai
    Esme 1w ki led use ki thi wah garm hokar fuse ho gai h
    Kya kre sir ?
    Esme kitne watt ki use hogi
    Resistor kitne ka use hoga ?

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai ye problem kai logo ke sath ho rahi hai isi liye is problem par mai bohot jaldi ek video full detail se banane wala hu

    • @pradhanstudyofline8931
      @pradhanstudyofline8931 3 ปีที่แล้ว

      Fgh

  • @ahsanqureshi1908
    @ahsanqureshi1908 2 ปีที่แล้ว +2

    आप ने यह नही बतायै कि इस टारच मे कितने वाट कि एल ई डी लगाये

  • @ajmatkhan3870
    @ajmatkhan3870 2 ปีที่แล้ว +1

    9v battery ke sat konsa resistance Laguna

  • @muskanrajpoot1836
    @muskanrajpoot1836 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir 6 volt ki battery 4 watt ki led ko fuse kar rahi hai konsi lagaye

  • @mahavirsing1984
    @mahavirsing1984 3 ปีที่แล้ว +1

    Kya led m voltage ka bhi kuchh hisab hota h meri torch 6 volt k bettary lagi h

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Ha bhai hota hai

    • @shubhamss4898
      @shubhamss4898 3 ปีที่แล้ว

      Battrey k amp kam hone se Roshni par kya parbhav pdega
      Btaye bhai plz

  • @gaytripal2239
    @gaytripal2239 2 ปีที่แล้ว +1

    Meri 2 cell ki Saudi torch hi uska bulb kharb ho gya hi torch ka output 8 v hi market me jo bulb mil rha hu wo lagate hi to bulb fuse ho rha hi baar baar agr apke pas Saudi torch ka bulb hi to batye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว

      Ha bhai mere pass hai or maine us led ke upar full detail se video me bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @smartsawant3955
    @smartsawant3955 3 ปีที่แล้ว +1

    Series me lagane ke बाद resistance lagana hoga ya nahi?

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai wo led or battery ki voltage par depaind karta hai resistance lagana hai ki nahi

  • @DineshSingh-rr8gp
    @DineshSingh-rr8gp 2 ปีที่แล้ว +1

    Dinesh Singh

  • @chiranjibsharma5148
    @chiranjibsharma5148 2 ปีที่แล้ว +1

    5watt Ka smd led Kaha milega sirji please link bhejiye online ka

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Torch best led :-
      amzn.to/359mEys 👈
      Torch led :- amzn.to/35cBYtY 👈

  • @skgaming-lg6vg
    @skgaming-lg6vg 3 ปีที่แล้ว +2

    एलईडी बल्ब कितने रुपए का आता है यह वाला

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Torch best led :-
      amzn.to/359mEys 👈
      Torch led :- amzn.to/35cBYtY 👈

  • @jivankkumarjivankkumar9950
    @jivankkumarjivankkumar9950 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir ye jo torch ka better kitne wat ka hai
    Sir torch me better kitna vat ka acha rahta hai

  • @ramansinghbahl4785
    @ramansinghbahl4785 3 ปีที่แล้ว +1

    Nyc

  • @Agressive167
    @Agressive167 3 ปีที่แล้ว

    Osm video 👍

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      भाई अगर आपको वीडियो पसंद आई है तो चैनल को सब्सक्राइब भी करें वीडियो को लाइक 👍भी करें और घंटे के बैल 🔔आइकन पर क्लिक करके ऑल नोटिफिकेशन को ऑन करें ताकि आने वाली हमारी लेटेस्ट वीडियो की जानकारी आने आपको सबसे पहले मिल सके

    • @Agressive167
      @Agressive167 3 ปีที่แล้ว

      Bhai nhi
      Chhoti dii h
      Subscribe
      Bahut pahle se hi h

  • @djsongandanything173
    @djsongandanything173 2 ปีที่แล้ว +1

    Ye kitne watt tak aati hai
    Minimum and maximum

  • @KuldeepSingh-zt4cg
    @KuldeepSingh-zt4cg 3 ปีที่แล้ว

    Mere pas aisi same torch hai
    Uski battery khrab hai
    Bus mujhe ye bata do k wo battery kitne volt ki hai
    Or laptop battery k kitne cell se chal jayegi?

  • @somss2442
    @somss2442 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir battery full auto cut keise insert krna hein

  • @ravirajpootana3413
    @ravirajpootana3413 2 ปีที่แล้ว +1

    Bhai is LED bulb ki price kitni hai 8 wat

  • @nitishkumarroy7757
    @nitishkumarroy7757 3 ปีที่แล้ว +1

    Brightness was to show in a dark place.

  • @mohdalikargil6184
    @mohdalikargil6184 3 ปีที่แล้ว

    Sir kisi emergency torch ka flashlight led kharab ha to ktnay watt ka flashlight use kray please reply

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Mar market me 3 watt se lekar 11 wat tak ki led ati hai yaha ke dukan dar to wahi bol kar dete hai bhai kyo ki jitne jada watt ka led aap use karoge utni jada uski roshani hoti mai aapko link de raha hu aap waha se bhi lagwa sakte ho
      Torch best led :-
      amzn.to/359mEys 👈

  • @MangalSingh-ng3wm
    @MangalSingh-ng3wm 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir 8 Watt ki led light market me kitne ki Mili aap plz bataye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Bhai mai to 11 rupaye me laya tha

    • @MangalSingh-ng3wm
      @MangalSingh-ng3wm 3 ปีที่แล้ว +1

      @@TechnicalJugaadHindi very nice sir me aap se yehi pata karna tha sir aap jo bhi component laga te ho un ke paise bhi bata ya karo market me kitne ki milti h ok sir

  • @digambaryermulepatil5693
    @digambaryermulepatil5693 2 ปีที่แล้ว

    Sir 12 mm ki led kitane holt ki hoti hai..?

  • @NeerajKumar-uh5vt
    @NeerajKumar-uh5vt 2 ปีที่แล้ว +1

    Led kha sa milta ha plese bta da

  • @Amit00716
    @Amit00716 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai 0.5 ya 1 w ki led use hoti hai isme to. 8w kaha se chalegi battery pe

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai jis dukan karne se mai light lekar aya tha bhai usi dukan dar se bataya tha bhai mai mai koi apni tarah se nahi bata raha hu

    • @vu4991
      @vu4991 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi dukandar par bharosa mat karo, muje 7W ki bola tha, par max 1W deti he (300mA at 3.4v)

  • @iyyanarramu570
    @iyyanarramu570 3 ปีที่แล้ว +1

    Iss lite kkaa buying link give me jiiii.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Torch best led :-
      amzn.to/359mEys 👈
      amzn.to/35br73v 👈
      Torch led :- amzn.to/35cBYtY 👈

  • @rajpootboy4374
    @rajpootboy4374 3 ปีที่แล้ว

    Mere pas 200 watt wali torch 🔦 h agar ye kharab ho jaye to ,, kiya 200, watt ki led market m mil sakti h kiya

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Sorry bhai ye to market me pata karna padega kyo ki abhi tak mere pass repairing ke liye koi bhi 200 watt wali torch nahi ai hai

    • @ishika2.
      @ishika2. 3 ปีที่แล้ว

      Nahi aapko 200 watt ki led milna muskil hai

  • @mrabhishek5297
    @mrabhishek5297 ปีที่แล้ว +1

    Bulb kha se purchase kare

  • @jaatraja7145
    @jaatraja7145 ปีที่แล้ว +1

    Phle jo bulb ate the vo ache the meri 6 voltage bateiy hay acha bulb mila hi nhi

  • @firojsutar17
    @firojsutar17 3 ปีที่แล้ว +1

    Please adress batao kaha led milti he

  • @adityatripathi4924
    @adityatripathi4924 3 ปีที่แล้ว +2

    इसकी लाइफ कितनी होती है

  • @reeteshkumar7658
    @reeteshkumar7658 3 ปีที่แล้ว +1

    Smd led कितने कितने watt का आता है ?

  • @K.bproffetion
    @K.bproffetion 2 ปีที่แล้ว +1

    Bhai ae led ka kitna prize ha

  • @veenagupta3251
    @veenagupta3251 3 ปีที่แล้ว +1

    For testing what voltage you have given to LED?

  • @baradishomboy649
    @baradishomboy649 2 ปีที่แล้ว +1

    3.7 voltage me konsa led lagte he

  • @ssfuture7803
    @ssfuture7803 3 ปีที่แล้ว +1

    👍

  • @firojsutar17
    @firojsutar17 3 ปีที่แล้ว +1

    Kaha milegi ye led please adress bataiye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Sorry Bhai ye led jaldi se market me nahi milti mai ye led lucknow se laya tha aap apni city ki kisi badi electronic shop par ye led pata kare

  • @peeyooshyadav2923
    @peeyooshyadav2923 3 ปีที่แล้ว

    LED bulb ke upar vah laddu ki Chamak Nahin ki katori Hoti Hai nuse Kaise thik Karen

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Sorry bhai mai samjha nahi aap kis katori ki baat kar rahe ho

  • @nishaprajapat3593
    @nishaprajapat3593 ปีที่แล้ว +1

    Bhai mere ko LED chahie Chhoti wali

  • @basicelectricsandelectroni5633
    @basicelectricsandelectroni5633 2 ปีที่แล้ว +1

    This leds r ....1 watt or 3 watt ..... not 8 or 11 watt ....

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +2

      Thik hai bhai jaisa aapko thik lage

    • @basicelectricsandelectroni5633
      @basicelectricsandelectroni5633 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi thik lagne ki baat nehi viya ....a led max 5 watt hotahe ...or uska chip jo bich me dikrahahe oo double size ka Hotahe

  • @abhijitpatil9098
    @abhijitpatil9098 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai hamare market may ye jo led milti hay uasamay barik tar hota hay aap ne jo dilkhayi ye box vali led nahi milati aur shopkeeper se kaha to vo kahata hay ko ye led available nahi ho sakati aur jo tar vali led hay na vo 5rs ki hay aur vo led 1se 2 hour's lagatar chalu rakhi to fuse ho jati hay 😓😓

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Bhai ab le led online bhi jaldi se nahi milti or yaha par bhi bohot muskil se ek 2 shop par hi milti hai

    • @abhijitpatil9098
      @abhijitpatil9098 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi bhai mayne online saba jagah deakh li ek bar mayne to Amazon per se li bhi thi per Amazon valo ne dusarihi led bheja di 😓

  • @NEWtom_lite
    @NEWtom_lite 2 ปีที่แล้ว +1

    Yeah leds 8,11w ki bhi 3w ki Hoti hn

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Thank you bhai jankari dene ke liye

    • @NEWtom_lite
      @NEWtom_lite 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi bhai aap check kar Lena 1ah ki li+ battery approx 4wh ki Hoti h jo ese1hr chala degi because due to battery over discharging, charging circuit battery full charge %is 90%, full discharge % is 10% taki battery approx 6to10yr chal sake

  • @khirodnayak8562
    @khirodnayak8562 3 ปีที่แล้ว

    Charger torch ka led bulb ok hai lekin switch on karne se roshni dhire dhire low ho jata hai our battery dead ho jata hai.Sir problem bataia please.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Bhai torch me laga charging circuit ko check kare agar aap circuit ko check nahi kar pa rahe ho to aap bina circuit ke kaise aapne torch ki battery to charge kar sakte ho uski video maine bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

    • @ishika2.
      @ishika2. 3 ปีที่แล้ว

      Bhai aap apni battery badal ke dekho

  • @MANISHkumar-sz1ik
    @MANISHkumar-sz1ik 3 ปีที่แล้ว +1

    4volt per kitne watt ki led lgegi???

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Torch best led :-
      amzn.to/359mEys 👈
      Bhai light ka use karo

  • @bhupendersingh3826
    @bhupendersingh3826 3 ปีที่แล้ว

    8 watt ki led ka kya price hai aur ye kahan par milege batayein.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Bhai ye led 15 rupaye ki ab milti hai pahle thodi sasti milti thi par bhai ye led sabhi shop par nahi milti maine ye led Lucknow se kharidi the online bhi ye led nahi milti kewal aapko 1 watt ki led milegi aap is led ko apne city ki kisi badi electronic shop par pata karo jaha par torch repairing ka saman milta ho

  • @rameshmunde1558
    @rameshmunde1558 3 ปีที่แล้ว +1

    I want to talk to you plz reply ?

  • @Devendr099
    @Devendr099 3 ปีที่แล้ว +1

    Ye led 2 se 3 watt ki hoti hai isse uper nahi hoti
    8watt 11watt kyun bolte hain log pata nahi

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Sorry bhi galti ho hai lekin aap jo bol rahe ho ki mai logo ko pagal bana raha hu aisa nahi hai bhai aap mere youtube channel par jake meri baki ki or video dekh lena aapko khud pata chal jayega ki mai pagal bana raha hu ki logo ki kuchh help kar raha hu

    • @Devendr099
      @Devendr099 3 ปีที่แล้ว

      Aray bhai aap to bura maan gaye
      Mai keval yahi batana chahta tha ki 3 watt se uper led is designed me nahi ati hai tum jisko 11 watt ki led kah rahe the mere paas keval 8 watt ki bike led hai usse compare karlo brightness 8watt ki led ka jyada hoga ,tumhari 11watt ki torch led se.
      ye sab marketing ke liye shopkeeper 5watt 8watt 11waat ke naam par loot rahe hain.
      Fir bhi agar doubt hai to practical karke dekh lo 3.7volt pe kitna ampere le rahi hai fir 3.7volt se ampere ko multiply kar do watt pata chal jayega .

  • @sohanlalsaini7905
    @sohanlalsaini7905 3 ปีที่แล้ว +1

    Meri torch m bulb lagane par bar bar fuse ho jata hai kya karu

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bgai led ke sath 4.7 ohm ka resistance use karo bhai

    • @sohanlalsaini7905
      @sohanlalsaini7905 3 ปีที่แล้ว +1

      @@TechnicalJugaadHindi sir 6 volt battery laga h torch m

    • @sohanlalsaini7905
      @sohanlalsaini7905 3 ปีที่แล้ว +1

      @@TechnicalJugaadHindi maine 22 ohm lagaya but usse light kam ho gaya

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai 6 volt battery se jalana hai to 10 ohm ka resistance use karo

  • @nrelectrical2953
    @nrelectrical2953 ปีที่แล้ว

    Toch me jo lde he vo kah mileghi

  • @reeteshkumar7658
    @reeteshkumar7658 3 ปีที่แล้ว +1

    8 watt का smd कितने का आता है

  • @nirmalnagar7625
    @nirmalnagar7625 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir led torches ki roshni kam ho gya hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai battery badal kar try karo agar tab bhi nahi ho to led badal kar check karo

  • @firojsutar17
    @firojsutar17 3 ปีที่แล้ว +1

    Led kaha milega bhai

  • @rambhavn1541
    @rambhavn1541 3 ปีที่แล้ว

    Sar raebareli mein component mil jayege

  • @Monika-hc3wt
    @Monika-hc3wt 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhai price One led ka

  • @chongshenchang9367
    @chongshenchang9367 2 ปีที่แล้ว +1

    11watts kitna voltage hai.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai ye led 11 nahi 3 volt ki hai video galti se 11 volt bol diya sorry bhai

    • @chongshenchang9367
      @chongshenchang9367 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi ok. Thank you.

  • @gauravshakya80
    @gauravshakya80 3 ปีที่แล้ว

    Yah bali led ki sath me kitne ohm ki registance lagye se me

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Bhai agar aapki torch me 6 bolt ki battery hai to aap 10 ohms ka resistance use karna hai or agar 4 volt ki battery hai to 4.7 ohms ka resistance use karna hai

    • @Tactar.safari.9057.
      @Tactar.safari.9057. 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi 3.7 ke liye sar

  • @donmd8761
    @donmd8761 3 ปีที่แล้ว +1

    Bro this smd led light online link

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Torch best led :-
      amzn.to/359mEys 👈
      Torch led :- amzn.to/35cBYtY 👈

  • @kumarpainterbrothers8647
    @kumarpainterbrothers8647 3 ปีที่แล้ว +1

    Kon kon 1.25x speed ma video dakh raha h

  • @PankajSharma-gk7ud
    @PankajSharma-gk7ud 3 ปีที่แล้ว

    Bhai 6 v ke liye kon si led lagegi

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai 3 volt ki led hi use karo bas ek 22 omh kar resistance use karna padega

    • @Tactar.safari.9057.
      @Tactar.safari.9057. 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi haf what me ya

  • @ishika2.
    @ishika2. 3 ปีที่แล้ว +1

    Kitne rupees ki hai ek light

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai ye light kai quality me ati hai video me light aapko dikhai de rahi hai ye light 12 rupaye hai hai baki market me 5 rupaye ki bhi milti hai

  • @girishnagar7450
    @girishnagar7450 3 ปีที่แล้ว

    Sir aapki shop Kaha hai agar aapse repair karwana change

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Bhai mai uttar pardesh ke raebareli jile ke ek chhote se gav me rahta hu

  • @arvindvishwakarma9285
    @arvindvishwakarma9285 3 ปีที่แล้ว

    डब्बे वाली led कितने watt की है।

  • @technicalsrap6691
    @technicalsrap6691 2 ปีที่แล้ว +1

    Led price

  • @TAPASDAS-eh9gg
    @TAPASDAS-eh9gg 2 หลายเดือนก่อน

    Mere pas real ha par usme rosni cam ha

  • @sunilkharbe7318
    @sunilkharbe7318 3 ปีที่แล้ว +1

    Led गरम होकर बंद चालु होती है

  • @AbdulHameed-yt5iu
    @AbdulHameed-yt5iu ปีที่แล้ว +1

    I want 8watt

  • @KarpalSinghOfficial
    @KarpalSinghOfficial 3 ปีที่แล้ว +1

    I need bulb 💡

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Torch best led :-
      amzn.to/359mEys 👈
      Torch led :- amzn.to/35cBYtY 👈

  • @mrityunjayzone940
    @mrityunjayzone940 3 ปีที่แล้ว

    1 ps light Ka 7 rs he or me is light Ka ghar emergency light banaya kafi khtrnak jalta he

  • @bhaktiDharapremanandji1.0
    @bhaktiDharapremanandji1.0 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai led kha se mgwae

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Torch best led :-
      amzn.to/359mEys 👈
      Torch led :- amzn.to/35cBYtY 👈