Talaq ka Sahi Tariqa By Shaikh Hafiz Shakeel Ahmed Meeruthi
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 29 ต.ค. 2024
- Talaq ka Sahi Tariqa By Shaikh Hafiz Shakeel Ahmed Meeruthi
PRESENTED BY
IDARAH DAWAT-UL FALAH
Join us on whatsapp
9266245001
Editor Muhammad Salman SAHIL
DARAUL IFTA DELHI INDIA
011-49049559
Subhhanallah
Bahut behter trike se btaya aap ne
Allah hum sabhi Musalmano ko sahi din me chalne ki tofik ata farmaye
Ameen
Molana ji m badi paresaan thi k talak ho gai magar ap ki bate sun kar sab smaj aa gaya allah ka sukar h us n rasta dekha diya aur ap ka bhi sukariya
Me b sunke bahot khush hua... Ek video or he aise hee wo agar tum sunoge na to or khush hojaoge
@@lolokhan5215 8657810585 ye mera watsap number he... Ispar aao video bhejta hu
May Allah grant u jannat ul Firdous. (Aameen)
Maa shaa Allah zabardast bayan
Allah S w t app ko Jaziay khair dain
اسلام وعلیکم مفتی صاحب اگر فون پر تین دفه طلدق کھنے سے طلدق هو جاتی ھے اور پھر عدت ختم هونے سے پھلے رجو ع هو سکتا ھے
Zabrdast 😍😍😍
جی آپکی آ ی ڈی کییس نمبر پر ہے
00971556132798 whatap my call
Esa kiyuo
Kya zabardast
Jazak Allah Khair
Kya khoob smjhaya h ....great
Tallaq ka masla hummai tab yaad aata hai jab hamari family m kesy ko tallaq ho jaati hai phir dekh te hai kia sahi h kia galat.
th-cam.com/video/SmbEUMzEoHM/w-d-xo.htmlsi=d4PkKfCvrBeA69pY
جب سے غیر مقلدیت کا فتنہ عالمگیر پذیر ہوارہا ہے تب سے صحابہ کرام رضوان اللہ علیہم اجمعین بھی غلط ثابت ہو رہے ہیں اور جمہور امت بھی صرف یہ عالمگیر فتنہ صحیح ھے
Yahi gheer muqalid hai jou daleel Quran or khadees sy daity hai or Teri sofi or muqalid daleel k tor par baf Dada k aqwal zarren peish krty hai
Muj se ziada sahaba ka chahnay wala peda nai hua. Jb ikhtilaf peda hojay jis maslay pr to sub se pehlay quran w hadees atay hain phr. Tum logo ko tumharay ulema esi he be tukki mantaqen detay hain.
@@homecrafts436 ahle tasheh to pher Thek howay
@@asmatkhan3201 bahi aap ko kis nay keh dia sunni aur shia theek hain? 🤔
Ahle tasheh Thek Hain ahle sunna nai
لوگ نہیں مانتے ۔۔ وہ کہتے ہیں ایک وقت میں دی گئی تین طلاقیں ایک نہیں ھوتی تین ہی ھوتی ہیں۔۔۔
تبھی اب بہت زیادہ طلاقیں ھو گئی
Aleena Zumar bilkul thek kaha
Logon ki waja se aaj itny ghar ujar gy
Aleena Zumar
Kooi mujy bta sakta hai agr husbnd ne taalaaq nama salsa se talaaq de di ho aik e dafa de di ho akthi aik papr pa sb likha hua hi 3 br likha hai talaq talaq taqal kia talaaq ho jati hai agr raju krna chahy tu ya raju kr sakty plzzz koi sai trha se guide kr de bcz koi kch kehta koi kch plzzz give me ans bcz m tens jbk kaha tha ka shari tor pa de gye talq means k hr mahinyee ma tu larka sing krne ni aya sirf aik br aya sing krne 2 br sing ni kiye us ne
Madiha Ijaz dekho agar 1talaq di he to ruzu karlo plz
@@princessm2327
Soch rhe hn raju kr ln kal ko pta ni aglaa mohal kasia ho is b batar na ho agye ka mohal meri abi khud age 22 hai
@@princessm2327
Ap ne mera comnts parha hai na sara read kia hai na
قرآن میں واضع احکامات ہیں طلاق کے مطلق کیا ہوگیا ہے مسلمانوں کو جو قرآن کے احکامات پر اجماع کرتے ہیں
Salaam bhai plzzz muje batao ye batao mery husband nay muje 2 talaqq 2007 main de pir do talaaq 2013 main de hai . Muje pata taa k rojo karny bad talaq khtam ho jate hai quraan k mutabiq kya hukum hai mery liye
اسلام علیکم-
سر سوال ہے ایک کے مینے اپنی بیوی کو اُس کے اور اپنے گھر والوں کے دباؤں میں آکر ٹیلی فون پر طلاق دے دی اور 8 بار طلاق بولا ہر الفاظ اپنی ماں کے کہنے پے بولا میرے دل میں طلاق دینا نہیں تھا بہت دباؤں میں بولا اور میری بیوی حیض کی حالت میں تھی اور اس کا بھی کوئ ارادہ نہ تھا موقعہ ملتے ہی مینے رجوع کر لیا کیا طلاق واقعہ ہوئ۔
aap chahey jitni bhi baar talaq dete lekin unn sab ki niyat baandhi tau 1 niyat bandhi hai, hai na?. lihaza ek talaq count hoi hai lekin kyun keh rujuh hogai tau iss keliye mubarak ho. aur ab bohat ehtiat kero keh dubara aisa nah ho. Allah hum sab ki hifazat farmaye.
ager aap ne apni biwi ko 10 minute ke baad mamla thanda hone ke baad dubara 8 ya 1 talak di hoti tau ab woh 2 talak count hoye gi. kyun keh ab nayi neeyat bandhi thi aur purani niyat ki miyad khatam hogai. (expire hogai)
amalon ka darumadar niyaton per hai. Aur aap sallallaaho alayehe wasallam ne bhi 3 talak ko ek hi majlis main ek karaar di hai. woh tau Nabi s.a.w. ki wafaat ke baad hazrat Umar r.anhu ka ek zaroorat ke aitabaar se fatwa tha jis main 3 ko 3 karaar diya tha jiss mein uss zamane ke sab alim razi the Umar r.anhu ke mashware se ta keh log Allah ki Kitaab se khelain nah. tab ja keh unho ne fatwa jaari kiya. kyun keh nabi sallal laahu alayehi wasallam ko bhi bohat burra lagta tha jab 3 talaq ek hi majlis main koi deta tha. khair ab kyun keh Ulmao ka ikhtilaaf hai tau qur'an ki ayat 4/59 ke mutabik yh mamla Allah aur uss ke rasool s.a.w. ki taraf lautana lazim aur wajib hai. yaine keh 3 ko 1 manna ager ek majlis main di hai.
Shukrya sir
Pata nahi
Naqvi hifsa dost muhammad nahi kar sakti...hanafi fiqh shafi fiqh maliki fiqh hanbali fiqh imam bukhari ye saray mila k ummat k 99% log hai followers hai sab ka fatwa hai k 3 talaq aik time me 3 parhti hai...sirf shia aur ahle hadis kehte hai ju k 1% log hai wo kehte hai nahi hoti...ye kehte hai quran me likha hai quran me ye nahi hai k aik time pe 1 hota hai...quran me hai talaq 2 martaba hai teesri martaba haram hojati hai...waha ye nahi hai k aik time pe ya mukhtalif auqat me...agar ye log yahi samajthe hai k iska matlab mukhtalif auqat ta tu kiya in 4 imamo se quran ko hum zyada samajthe hai?raste nukal rahe hai ye log...3 talaq ka matlab haram higayi ak dosre pe...sirf agar sath rehna chahti hai tu halala sharia k ilawa aur koi rasta nahi hai...ye log kehte hai k ye halala k liye rasta hai tu kon kehta hai k halala karle koi b nahi 3 talaq higayi tu khatam koi halale k liye majbor nahi kar raha ye tu har bande ka apne headache hai k 3 talaq de k b sath rehna chahte hai..agar ye saza pasand nahi tu 3 talaq di phir q?
Allah SWT Musalmano ko ilm, sabr, aamal, muhabbat aur izzat say nawazay. Kisi ka ghar na ujday. Sub khush rahein. Ameen.
Firqon ki lanat mein na padhen jo baat sub say ziyada fayida mund sabit ho wo baat apnaye Quran aur sahi Hadith ki roshni mein. Ghusa sub buraiyon ki jadh hai. Sheikh Hafiz Sahab nay sahi kaha magar masla pura nahi samjhaya. Video full length banao aur ummah ko tafseel say samjhao. Ye jamiyat e ulemai Hind ki duty hai ki wo sirf Quran aur Hadith say sabit talaq k tariqa pa ek pamphlet puray Hindustan mein circulate karen. Ye hidayat bhi jari karay k phone ya khaton k zariya talaq muna hai bulke wohi talaq sahi hai jo Shakeel sahab nay farmaya ki talaq e ahsan maana gaya hai. Asl mein Muslim ladka ladki ko Deen ka pata nahi hai. Abb to aur bhi door ja rahay hain hum. Phir Hindu jis ko apnay mazhab ka pata nahi hota wo taang ada ta hai humaray maslay mein. Khud to Draupadi k panch pandav pati thay aur Krishna nay Arjun say khud kaha ki uski behan k saath bhago Mahabharat mein likha hai, wo Islam ki burai kar tay hain. Magar zimadar hum Muslim khud hain k na humaray ulema samjhatay hain aur na hum ko time hai Deen k liye.
Good information
सर अगर सोहर बीवी की बहस होती है सोहर बोलता है कहीं जाना तो तलाक़ ले के जाना नही तो यहीं रहना क्या ऐसा बोलने से तलाक होती है या नही
Jab husband 17 month se pass me nhi hai to usko 3 month iddat karna jaruri hai kya ...please reply me
محترم۔الگ الگ طہر میں طلاق دینے کا طریقہ بتایا گیا ھے۔لیکن ایک مجلس میں تین طلاق دینے۔پرحلالہ نہیں۔رجوع ھے۔قرآن کریم اور احادیث مبارکہ صلی اللہ علیہ وسلم میں وضاحت موجودھے۔سورۃالبقرہ۔کی آیات۔228 میں ثلاثتہ قروء۔کا تزکرہ ھے۔ترجمہ۔اورطلاق والی عورتیں انتظار میں رکھیں خود اپنی جانوں کو تین۔قروء (طہروحیض۔تک۔اور انکے لئے حلال نہیں کہ چھپائیں جو پیدا کیا اللہ تعالیٰ نے ان کے پیٹ میں اگر وہ ایمان رکھتی ہیں اللہ پراور آخرت کے دن پر اور انکے خاوند حق رکھتے ہیں انکے لوٹانے کا اس مدت میں بشرطیکہ صلح کرنا چاہیں اور عورتوں کا بھی حق ھے جیسا کہ مردوں کا ان پر معروف طریقے سے اور مردوں کا ان پر ایک درجہ حاصل ھے۔آخر۔تک۔ اللہ تعالٰی۔حکم دےرہا ھے کہ ان کے خاوند حق رکھتے ہیں انکے لوٹانے کا۔اور عورتوں کوبھی۔حق دیا۔اپنے خاوند سےرجوع۔کاصلح کی
شرط۔پرعدت کےاندر۔اور عورتوں کی عدت تین حیض یا۔تین ماہ ھوتی ھے۔آپ حضرات۔طلاق مغلظہ کا فتویٰ دیتے ھیں۔اور تلقین کرتےھیں کہ جب تک حلالہ۔نہ ھو گا تو پہلے والے شوھرکے لئے۔حلال۔نہ ھوگی۔زرا سوچیں۔اور 229 میں۔طلاق دو مرتبہ ھے جب صحابی رضی اللہ تعالیٰ عنہ نےپوچھا۔اے اللہ کے نبی صلی اللہ علیہ وسلم قرآن کریم میں تیسری طلاق کہاں ھے تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نےیہ نہیں فرمایا۔فان طلقھا۔تیسری طلاق ھےبلکہ فرمایا۔اوتسریح باحسان تیسری طلاق ہے۔معروف طریقے سے رجوع یا احسان کے ساتھ رخصت کرنا ھےپھر۔فرمایا۔تمھارے لیےحلال نہیں جوکچھ بھی ان کو دیا ھےاس میں سے واپس لے لو مگر دونوں یہ خوف رکھتےھوں کہ اللہ کی حدود پر قائم نہ رہ سکیں گے اور فیصلہ کر نے والےبھی یہ ھی خوف رکھتے ھوں تو بیوی کی طرف سے وہ چیز فدیہ کرنے پر اور شوہر کی طرف سے وہ چیز لینے پر کوئی حرج نہیں یہ اللہ کی حدودھیں۔ان سے تجاوز نہ کرو۔آخرتک۔آیات 230 میں ۔پس اگر اس نےاسکو طلاق دیدی۔تو اسکے لئےحلال نہیں اسکے بعد جب تک کہ وہ نکاح نہ کرے کسی اور سے پھر اگر وہ طلاق دیدے تو دونوں پر کوئی گناہ نہیں اگر باہم مل جائیں اگر ان کو گمان ھو کہ اللہ کی حدود کو قائم رکھ سکیں گے اور یہ اللہ کی حدود ھیں۔جو واضح کرتا ھے اس قوم کے لئےجو سمجھ رکھتے ہیں۔صرف اس آیات کو مقدمہ بناکر حلالہ کا فتویٰ دیا جاتاھے۔230۔ آیات میں طلاق کے بعد ایک مخصوص صورتحال کے پیشِ نظر عورت کی دوسری جگہ شادی لازم قراردی گی ھے۔جب میاں بیوی کے علاوہ معاشرہ بھی دونوں کی مستقل جدائی پر یہاں تک آمادہ ہو کہ عورت کی طرف سے فدیہ دینا جائز نہ ھونے کے باوجود جائز بن جائے تو پھر بھی شوھر کو طلاق کے بعد دوسری شادی پر اعتراض ھو تا ھے شوہر کے اس ضمیر کی نفی کے لئے ضروری تھا کہ ان الفاظ میں وضاحت کردی جاتی شھزادہ چارلس پر لیڈی ڈیانا کو مروانے جیسی مثالوں سے تاریخ بھری پڑی ہے۔مسلم شریف.باب الطلاق۔۔1472 میں ھے۔حضرت عباس رضی اللہ تعالیٰ عنہ نے فرمایا۔عہد رسالت صلی اللہ علیہ وسلم اور عہد ابوبکر صدیق رضی اللہ تعالیٰ عنہ اور حضرت عمر فاروق رضی اللہ تعالیٰ عنہ کے دور خلافت کے ابتدائی دوسالوں تک ایک مجلس میں تین طلاقیں ایک ھی شمار ھوتی تھی.اس پر اجماع صحابہ کرام رضوان اللہ علیہم۔ھے۔حضرت عمر فاروق رضی اللہ تعالٰی کے دور میں جب طلاق کی شرح زیادہ ھو نے لگی اور لوگ طلاق دیتےاوررجوع کرتےتو حضرت عمر فاروق رضی اللہ تعالیٰ عنہ نے فرمایا اگر کوئ شخص تین طلاق ایک ساتھ دیگا تو میں ان کے درمیان علیحدگی اختیار کر وادونگا۔جب تنازعہ کی صورت اختیار کرجائےتو حاکم وقت پر ضروری ھوتا ھے کہ فریقین میں تفریق کردی جائے۔کیونکہ قرآن کریم میں صلح کی شرط پر رجوع کی گنجائش موجود ھے۔اگر دونوں میں سے ایک راضی نہ ھو تو رجوع نہیں۔ھوسکتاھےیہ فیصلہ عین قرآن کریم۔کے مطابق تھا۔بعد والے حضرات نے اس بات کو غلط سمجھا۔اور بات حلالہ تک آپہنچی۔اورحضرت علی کرم اللہ وجہ ابوموسیٰ اشعری رضی اللہ تعالیٰ عنہ۔ابن عباس رضی اللہ تعالیٰ عنہ۔ابن مسعود رضی اللہ تعالیٰ۔عنہ۔حضرت عبدالرحمان بن عوف رضی اللہ تعالیٰ عنہ حضرت زبیر رضی اللہ تعالیٰ عنہ کایہ مسلک بیان کیا ھے۔کہ طلاق کے پیچھے طلاق واقع نہیں ہوتی ھے۔کتاب کا نام ۔ایک مجلس کی تین طلاقیں اور اسکا شرعی۔حل۔صفحہ۔63۔حافظ صلاح الدین یوسف۔حفظہ اللہ.مشیر وفاقی شرعی عدالت حکومت پاکستان۔بریلوی۔مکتب کےمشیر۔وفاقی شرعی عدالت حکومت پاکستان مولانا پیر کرم شاہ الازہری رحمۃ اللہ بھی ایک مجلس کی تین طلاق کے قائل نہیں تھے۔عبداللہ ابن عمر رضی اللہ تعالیٰ عنہ نےجب اپنی بیوی کو حالت حیض میں طلاق دی آپ صلی اللہ علیہ وسلم کوجب پتالگا۔تو عبداللہ ابن عمر رضی اللہ تعالیٰ عنہ پر غضبناک ھوئے اور سمجھایا کہ پہلے طہر میں رکھ لو یہاں تک کہ حیض آئےپہر دوسرے طہر میں رکھ لو۔کہ حیض آئے۔پھر تیسرے طہر میں رجوع کرلو۔یاہاتھ لگانے سے پہلےچھوڑدو۔بخاری شریف۔کتاب الاحکام۔آپ صلی اللہ علیہ وسلم نےالگ الگ طہر میں طلاق دینے کا طریقہ سکھایا۔حضرت رکانہ بن عبد یزید رضی اللہ تعالیٰ عنہ نے اپنی بیوی کو ایک مجلس میں تین طلاق دے دیں بعد میں بہت غمگین ھوئے۔رسول اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے ان سے پوچھا۔تم نے اسے کس طرح دی۔انھوں نے کہا تین مرتبہ۔آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایاکہ تین طلاقیں ایک ساتھ دی تھیں۔انھوں نے کہا۔ہاں آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا پھر یہ ایک ھی۔طلاق ھےاگر تم چاھوتو رجوع کرلو۔حضرت ابن عباس رضی اللہ تعالیٰ عنہ فرماتےھیں۔کہ حضرت رکانہ نے اپنی بیوی سے رجوع کر لیا۔مسنداحمد۔123/4۔امام ابوحنیفہ رحمہ اللہ کےاستاد۔تابعی حضرت حماد۔ اورمحدث حضرت سعید بن مسیب رحمہ اللہ۔عنھم۔بھی ایک مجلس میں تین طلاق کے قائل نہیں تھے۔رجوع کے قائل ھیں۔جبکہ آیات 231۔اور جب تم نے عورتوں کو طلاق دی پھر پہنچیں وہ اپنی عدت کو تو معروف۔طریقےروکو یا۔معروف طریقے سے چھوڑو۔232 میں اورجب تم نے عورتوں کو طلاق دی پھر پورا کرچکی اپنی عدت کوتو نہ روکو انکوکہ ازواجی تعلق قائم کریں اپنے خاوندوں سے جب راضی ھوں آپس میں معروف طریقےسے۔سورۃالطلاق ۔آیات۔ا میں اے نبی جب تم عورتوں کوطلاق دو تو انکو عدت کے لئے طلاق دواور شمار کرو عدت کو۔آیات 2 میں ترجمہ اورجب پہنچیں وہ اپنی عدت کو تو معروف طریقے سے رکھ لو یا معروف طریقے سے الگ کردو۔سورۃالنساء۔آیات 35 میں بھی صلح کا تزکرہ ملتاھے۔ سورۃالبقرہ.آیات۔228.229۔231.232.اورسورۃالطلاق میں آیات 1.2. میں اللہ تعالٰی موقع فراہم کرتا ھے۔صلح کی شرط پر عدت کے اندر اور عدت کے دوران اور عدت کے اختتام پر۔بھی۔رجوع ھو سکتا ھے مشیروفاقی شرعی عدالت حکومت پاکستان۔مفتی حسام اللہ شریفی۔مفتی فلک شیر۔ان حضرات نے بھی تین طلاق سے رجوع کیاھے۔مزید۔یوٹوپ zarbehaq tv پر ریسرچ کرسکتے ھیں۔چیف ایڈیٹر۔حضرت سید عتیق الرحمن گیلانی مدظلہ العالی
Mei ap sy bat krna chahti hon plz
Mashallah
مولانا اصل بات تو آپ نے بتائی نہیں آپ نے یہ نہیں بتایا کہ اگر کوئی قران کے حکم کی خلاف ورزی کرتے ھوئے تین طلاقیں اکٹھی دے دے تو کیا بائن طلاق واقع ھو جائے گی؟
Yes. It will be effective. But in a very undesired and disliked manner
3 baar qubul bolne se ek nikah hota he na...3 talak ek sath dene se 1 hogi... Quran me tarika diya he na
ALLAH AAPKO JANNAT ATTA KAREY
Assalm walekum .
Mara sawal hai ke mera Shohar ne muje post se pahle ek talak di aur 2 gawa ke saat. Aur uske baad phir se dusre mahine me talak di to mai ne o post wapis kardiya.
Aur uske baad mera Shohar ne phir se dobara o post phir send kiya to mai ne phir se o post wapis kardiya.
Mai iss liye o post wapis ki ke muje talak nahi chahiye thi.
Us ke shohar ne e ek mifti se 2 talak ka fatwa nikal kar ek wakeel se muje 3 talak aur 2 talak ka fatwa post send kardiya .
Mera ek chota bacha hai.
Kya mai dobara nikha usi shohar se karsakti hun.
Talaq Quran ke bilkul qilaf hai.
2talaaq k baad talaaq ho jati hey kia or agr dobara shoher rabta kry 2 talaaq k baad to ksy rujoo kia jy kia tareeka hy
2 k bad phr neka ho jata ha
g ap ruju kar skte hain
Subhan allaha
Agar koi ek bar 3 talak de diya ho to kya karega
1 ki tarah count hoti hai. iddat hoti hai sab kuch 1 ki tarah hoye ga phir. kuch alim ka kehna hai keh jis ilaqe ka jo dastoor hoye uss ko follow kere lihaza ager woh 3 ko 3 mante hain tau 3 hai, aur ager 3 ko 1 mante hai tau 1 hai. yh baat shaeed logically to accept hoti hai lekin islam mai iss ki kia khaisiat hai? koi daleel hai keh jagah jagah ke hisaab se kerna hai? Qur'an mai tau maksoos tariqa bitlaya gia hai talaq ka. aur ek ayat mai aisa bhi kaha Allah ne keh ager tafarraqa ho jaye tau wohi kero jaisa Allah aur uss ke rasool s.a.w. ne bitlaya. tau hum Qur'an se hat jayen aur Alim ke piche lag jayen kiya? Ahle hadees/Shia aur Hanafi/Shafi/ wigera mai tafarraqa hai jinab talaq ko le ker. tau ab hum tafarraqa khatam kerain ya phir ilaqe ilaqe se fatwa jari kerain?
corpus.quran.com/translation.jsp?chapter=4&verse=59
Kya shohar junnooni pagal karrar gussey ki halat me apni biwi ko 3 talak de ek hi waqt me de aur uske baad usi biwi se niqah karskta h agar biwi bhi raazi ho aur uske ghar wale bhi.. please bataye isme koi fathwa ho agar
Nai aur yeh junooni gysa nai ta warna tumhy para hi na hota k teri biwi samny hain
As salam o alaikum warahmatullahi wabarakatuhu
Agar Hazrat maa pap ki zabrdsti se dilwye to talkhq ho jaye ga kya
nahi
Agra tune diya he to hojayga... Wo tera mu pakad ke hilarahe the kya
Wife ko Peetna Islam me mana hai. Only allowed when she cheats on husband.
An open invitation to all muslims,rulers and islamic scholars, Let us join the sect of our beloved prophet Muhammad peace and blessings of ALLAH be upon him,ahl al bayt and caliphs rashidun(RA) by saying good bye to other 72 sects and groups.
Our beloved prophet Muhammad peace and blessings of ALLAH be upon him ,all prophets(from Adam to Muhammad) peace and blessings of ALLAH be upon them, ahl al bayt and caliphs rashidun(RA) were not brailvies, wahabi,shia,deobandi,hanafi, al hadis,malki,shafi,zadi, ismaili,sunni etc.
They were only muslim. Therefore,We have to be a muslim. Haven is only for muslim.
A muslim means who follows the commandments of ALLAH TALLAH as our beloved prophet Muhammad peace and blessings of ALLAH be upon him showed, acted and taught.
We should practise islam according to quran, authentic hadiths and sunnah(life of our beloved prophet peace be upon him).
Our beloved prophet muhammad peace and blessings of ALLAH be upon him is a last and final nabi and prophet (rasool). No more nabi and rasool (prophet) are coming. He (SAWS) is seal of prophet,nabi and rasool.
We have to get rid of all inauthentic hadiths,fake or selfmade traditions,culture,sects and groups introduced by scholars,rulers and authorities to divide muslims,spread hatred,collect donations,get favours, make them weak,stay them away from real ALLAH and sunnah,make a cult, name them such as sunni,deobandi,brailvi,shia,wahabi,malki,hanafi,zadi,humbali,naqisbandi and so on, follow them, say one another non muslim(kafir) and rule over them.
Meaning of an authentic hadith, whenever you see conflicts among people(scholars and authorities) about Islam, come back to ALLAH and HIS prophet muhammad peace and blessings of ALLAH be upon him to get a right path.
This is only way of salvation and become muslim umma united.
Please be called youself muslim not abovesaid sects or groups.
Do not just read it forward it to whom you care as i do for you
Jab husband wife dono chahta ho ki saath me nhi rahna hai to tallaq le skte hai 3 baar
Sabhi bhaiyon ko salamu alek arz ye karna h ke jab kabhi bhi talaq hoti h wo ek hi talaq hoti h . 3 talaq nahi 3 talaq ka bahut bada proses hota h mujhe nahi lagta ke hamare mulk me kisi ko 3 talaq hoti ho afsos h is ka k ek ko hi 3 man late hain ek talaq ke bad agar ruju huva to dusri talaq ki nobat aa sakta h varna nahi ek bar m 3 talaq nahi hoti hain .ek majlis ki talaq ko 3 talaq na kahen ek majlis ki ek hi talaq hoti h 3 nahi
Teen talaq TEEN hoti hain
Agar sohar ne Ek Bar mai teen talaq de diya hai aur 4 ya 5 din baad fir se pyaar se rahene lage aur fir Teen talaq bol diya aur fir ek sath pyaar se rahene lage to kya talaq ho jata hai pl tell me
ameen khan h bhaijan ho gayega eidat pura karne ke bad he yo eife fer se apnd husband ke sth rah sakte hai
ap ke pass abi bhe chance hae ap ruju kar skti hain
@@kashifjaved8805 maulana abdul maudadi Kiya kehtey Thai 3 talaq k barey Mai. Plz guide
@@tahiratariq7848 sister muje tu yeh pata hae jis taraha yeh movli talaq karva dety aise hoti nahi modi sab ka moqaf muje nahi pata
Albta
Javed ghamdi
Molana ishaq
Aur iss ke.elwa almost arb main yeh hi practice hae jo main.ne oper batye hain
@@kashifjaved8805 ap plz kisi Sai pooch kur Bata dai
Mai out of country hu or meri wife mjh sy 2 mrtba talaq mang chuki. Or mai ny aj aik talaq day de. Is mai mjhy gunah to ni, jb k kai krtba usy smjhaya lakin wo kuch time bad phir esa kehti hai jb k mery 2 bchy b hn.
Kutti ney kasi or say moo kala kerwa rey hai talaq do kunjeri ko
Dedo bhai first bismillah bolkar
Naseeb wale ho ap.
@@misbaahmed5678 helo ji kesi hai ap boliye??
Kya hamal mn 4 br talaq dine se talaq ho jati he
4bar do ya 10bar talak 1hi bar mana jayga
4 baar hamal ke doraan ya gaer hamal ki halat mai, ager ek sath ek majlis mei di tau phir 1 hi hai, Allah aur Rasool s.a.w. ke mutabiq. lekin Umar r.anhu ke mutabiq 3 ya 4 baar ek sath 3 count hojati hai.. ab Hanafi umar r.anhu ko mante hain kyun keh Imam Abu hanifa r.a. ne bhi Umar r.anhu ke fatwe ko tasleem kera tha kyun keh inn ke yahan koi tafarraqa nahi tha, sab alim aur sahaba r.anhum ne umar r.anhu ka fatwa maan liya tha 3 ko 3 samajhne ka (iss ke piche wajah yh thi ta keh log talaq dene se phele gaur kiya kerain aur aise hi gusse mai nah de diya keren). Ab kyun keh Hanafi school of thought establish ho chuka hai aur iss mai koi changes nahi ker sakta lihaza hanafi log Umar r.anhu ke fatwe ko hi mante hai. lekin aik azeem loop-hole (loophole) hai Qur'an ke ander maujood hai. Surah An-Nisa ki ayat 59 mai hai keh Alim ke dermian koi tafarraqa ho tau baat ko Umar r.anhu pe nahi balkeh Allah aur uss ke rasool s.a.w. ki taraf wapis loutao. Koi alim nahi jhutla sakta keh hazoor s.a.w. 3 ko 1 maante the. ager aaj abu Hanifa zinda hote tau woh tafarraqa pate Alimo ke dermian aur lihaza apna fatwa change kerna perhta unko bhi ager tau Qur'an 4:59 ke sath insaaf kerna hai tau.
Firqon ke tazad main kuch samajh nhi aa raha.
Har koi quraan o hadees sy hawaly deta hy kis ki sunen or kis ke na sunen
bilkul sahi kaha apne bahot confysion hai
Janaab agr Quran gahr mi hy oss mi khud trajumaa nikaal k parh lo.... parh naa aata hy
You are right
Km
Sach me mjhe b smjh n ata
hafiz ji mujhe mere shohar ne mazaak me teen bar talak talak bol diya tha to kiya hamari talak ho gyi mujhe iska jwab zarur de hafiz ji allah k vaste m bohot pareshan hu is ko leke
Nai hui
Mere sath bi aese hi hua hai
Ham dono abhi tak sath rehte hai
Kya apko apka jawab mil gya hai to pls mujhe bhi btaye me bhi bhut pareshan hu isko le kar
Kia hogaya nai hoti esay talaq. We are living in an age where such talaqs are against quran. Anything against quran can never be permissible. Only if there is khilafat and if khalifa think otherwise.
Imran Kureshi hifsa dost muhammad nahi kar sakti...hanafi fiqh shafi fiqh maliki fiqh hanbali fiqh imam bukhari ye saray mila k ummat k 99% log hai followers hai sab ka fatwa hai k 3 talaq aik time me 3 parhti hai...sirf shia aur ahle hadis kehte hai ju k 1% log hai wo kehte hai nahi hoti...ye kehte hai quran me likha hai quran me ye nahi hai k aik time pe 1 hota hai...quran me hai talaq 2 martaba hai teesri martaba haram hojati hai...waha ye nahi hai k aik time pe ya mukhtalif auqat me...agar ye log yahi samajthe hai k iska matlab mukhtalif auqat ta tu kiya in 4 imamo se quran ko hum zyada samajthe hai?raste nukal rahe hai ye log...3 talaq ka matlab haram higayi ak dosre pe...sirf agar sath rehna chahti hai tu halala sharia k ilawa aur koi rasta nahi hai...ye log kehte hai k ye halala k liye rasta hai tu kon kehta hai k halala karle koi b nahi 3 talaq higayi tu khatam koi halale k liye majbor nahi kar raha ye tu har bande ka apne headache hai k 3 talaq de k b sath rehna chahte hai..agar ye saza pasand nahi tu 3 talaq di phir q?
Mujhe 3 din phle hamare shauhar mujhe talaq de dia h wobi 3 baar ek time pr call pr bota h...or mai period me thi us time pr kya hamara talaq hogya h.. Or ab ham dono bhhhttt preshn h hm dono alg ni hona chate...ALLAH ke waste hamari madat kijia..hm ek dusre se alg ni hona chate... Or halala bi ni kr skte...hamari madat kijia
Kiya apke answer apko mila ji mera saat wahi huwa rply ki jiye
Ager husband wife ko hambistri k baad talaq dy to kia talaq hoti hai??????
Yes
Aurat agar nafarmani Karti rahe to mard kya kare.
Mari bawi b vaja mugsa talak mang rahi h. Or 8 sal bad vo kahti h k vo mugha pasand nahi karti.vo zabardasti kar rahi h k vo mugha talak mang rahi h
me to 6 saal se ami ka pas hu or mera husband taalaq nhi de rah he to kya mujh idad nekl ni jaruri he
Nhi isme iddat ki koi zrurt nhi h
in general aise cases mei husband ko gunnah nahi hai. balkeh woh tau ulta sabar kerta hai. chahe tau doosri shadi bhi ker sakta hai. lekin aik biwi kis wajah se nahi balkeh kis haq se ghar chorti hai (uski merzi hai)? woh chahey tau khula lay sakti hai aur aise gunnah jariah ko apne sir se khatam ker sakti hai.. ager understanding hai dono mia biwi ki iss tarah hi rehne ki tau phir aur baat hai lekin tab bhi jism-o-dil ke haq bhi ada kerne perte hain. iss ka guilt bhi hoye ga zaroor such cases mai dono mia biwi mai. aur sach mei ager koi jaiz wajah hai dono ke pass tau phir please publicly aam nah kere koi.. Allah behteri kere hum sab ke liye.
Assalam Walekum fhir 3 bar talaq dediye to fhir se nika karsakte hain kya plz muje iska masla boliye
Yes
Agr shohar 2 bar talaq phele bole or 1 word talaq ka bht time bad to kyo talaq ho jati h
Ananya Khan agar pehle rujo kiya ho iddat k dauran ya iddat k bad dobara nikah kiya ho tu ye teesra parh gaya aur aik dosre pe haram hogayi...
Kaha Sai Hai ye Molana kis jgha Sai hai
assalam walaikum
mereku kharza bahot hai
esko keasa katam kare
Molana sahb kia ak bar m 3 br tlaq bol do to ho jati h plz rehnumai kren
eik baar me 100 dfa b keh do Talaq 1 e hogi, jo Quran ka tariqa hai aap ose e follow kren.
Bhai 1 majlas ki 3 talaq 1 hi hote hi Qur'an ko follow kro
WRONG, teen talaq TEEN hoti hain
Agar napak Ho talaq dede to iske bare Main batao aor uske pet mein haml ho to talaq hota hai ya nahi iski jankari sabko dijiye
Agar aurat hamal se ho toh talaak nahi honga
Mufti uncle ka number chahye
Agar sauhar gussame talak dede to kya o kabool nahi hogi aur hogai ho to aurat kya kare kaha jai
kabool ho jaati hai aur 1 talak hojaye gi. ager pehli ya doosri talak hai tau aurat apne shohar ke ghar main rahe gi 3 months tak ya 3 haiz tak. phir woh uss ki biwi nahi rahe gi 3 month/haiz ke baad, aur kissi ke sath bhi shadi ker sakti hai, aur ussi shohar ke sath bhi ker sakti hai jis ne talaq di thi. lekin ager shohar uss se rujuh kerle ga 3 months ke ander ander phir sab pehle jaisa hojaye ga lekin 1 talak count tau phir bhi hojaye gi. aur 2nd talaq tak rujuh hai phir 3rd mein final hojati hai. 3 talak ke baad woh fauri taur per uss ki biwi nahi rehti aur 3 month/haiz ka silsilla apne maa ke ghar ada kere gi aur fauri taur per uss ke ghar wale uss ko lene ke liye ayen gae. 3 months ke baad ab jab tak woh kissi aur se nikkah nah kerle aur niya shohar uss ko chor nah de tab tak woh pehle shohar se dubara nikah nahi ker sakti...
teen talaq ka pehla waqiya jab nabi s.a.w. ke samne aya tau aap s.a.w. gusse se uth gaye the aur farmaya keh "mein abhi tum logon ke dermiyan maujood hun aur abhi se tum log Allah ki kitab se khelna shuruh ho gaye". Tab ek sahabi r.anhu ne aap s.a.w. se pucha keh "aap hukum kerain tau abhi mein jaa ker uss ka sir kalam ker doon?". Iss per Nabi s.a.w. ne kuch nah kaha aur saza nahi di..
Iss hadith se yeh sabit hota hai keh
1) uss shaks ne zaroor gusse mein aur tang aa ker talaq diya ho ga tab hi jaa ker 3 baar talaq bola.
2) Nabi s.a.w. ne yeh nahi kaha keh talaq nahi hoi.
3) Nabi s.a.w. ne yeh bhi nahi kaha keh abb woh rujuh nahi ker sakta.
4) Aap s.a.w. ka yun kehna keh shariat ke sath khela jaa raha hai apne aap yh sabit kerta hai keh gaer sharai tariqe se talaq wakia hoi hai.
5) Aap s.a.w. ke sahabi r.anhu tayyar the uss ka sir kalam kerne keliye tau aap s.a.w. ne yh hukum bhi nahi diya keh jao deryaft kero keh uss ne gusse mein talaq di hai ya phir soch samajh ker.
Lekin ager gussa bohat peak per tha aur woh be-ikhtiyar hi bol pera tau shaeed iss ki puch nahi. jaisa keh ek sharab piney wale ko yh hosh nahi rehta keh uss ne nashe ki halat mein kiya kaha. Allahu walam.
@@salehakhanpathan2227 ager tau pehle ki 2 talaq ek sath di thi tau phir yh doosri talaq hoye gi.
aur ager bitaur aap ke ager teesri baar gusse mein di hai, tau phir fourth time aur fifth time aisa dubara bhi ho sakta hai tau phir? tau yh gusse ki nauyat kaisi thi yh ab aap ya aap ke shohar hi bita saken gae.
@@salehakhanpathan2227 ager tau bohat peak per gussa tha keh hosh nahi rehta keh kya bol raha tha insaan tau phir talaq count nahi hoye gi. Allahuwalam.
Assalamualaikum ek bewa se shadi ki aur us ko talaq dena kaise hai
Mera shohar 6 mhine S na tlak de rha h... Na kharcha... 2 bachhe mere pass h...1 uske pass.... Mujhe btaye m kese tlak lu
G
Shohar ne 3 talaq 3 months mei de phir idaat ke bad dubara nikkah ker sekte plz reply plz plz
Nai
Gussese akar kisi miya ne uski bibi ko 3 talak boldeto sachme talak hoja a ga.mujhe bata a
g ghuse main talaq nahi mani jati
@@kashifjaved8805 kiu ni mani jati.talaaq hamesha ghusy me he di jati hai pyar me nahi.
@@waqarahmed428 bhai jaan jo asol quran ka hae uss main 3 asool hae
1. 2 adil gawah
2. Haiz ki halat main.na hoo
3. Aisa tuhar ho jis main main bv ne sex na kia ho
Ab sawal yeh paida hota hae agar kisi ne in 3 asolon ko made nazar nahi rakha tu iss amal ki validity kia ho ge iss main ahle ilm ka ikhtilaf hae
@@waqarahmed428 baqi sab ka apna faham hae jis ko jaisa samj aye kar lain koi majbori tu hae nahi ahle ilm ka ha ikhtilaf paya jata hae iss bat py
@@kashifjaved8805 bro me na aalim hun na ziada ilm rakhta hun lekin ap ne jo 3 situations btai inko samny rakhty huay ghusy me talaaq de to talaaq hojye gi.i mean orat tuhr me ho,sbky samny talaq d jye or heiz me bhi na ho.is liye hum nahi keh sakty k ghusy me talaq nahi hoti.ghusa hona ya na hona koi shart nahi.
Phn bar ek bar me gusse ki halat h talq talq talq bol de to kya ho jati h ya nhi plzz.btaiye muje.
No asiy ni hoti
Gusy meh talaq HOTI HAIN
Maulana ji mere Shahar ko talak bare mein ilm nahin tha talaq ke bare mein nahin jante the aur unhone mujhe teen teen bar 2 bar talaq de chuke hain kya meri talaq ho chuki hai mujhe bataye main koi bhi Gonda nahin karna chahti mujhe dar lagta hai kahin main sath rahakar gunah to nahin kar rahi
Teen talaq pehli dafa ho gaye tee
Shohar ko sudharne k liye aadmiyo k islam me naseehat nai lekhe gae hn kya ?? me to such hi kahunga .. or Kya aurat hi galat hoti hn admi aab e zam zam sy nahate hongy 🤞
agr sohar galat ho to kya krna chaiye
Talak de dena cahiye?
sir bivi agar zabardashti talak mange to kya karun
usko nashiyat karen samjahyen unke ghar walo ko batayen
Plzzzz reply
HAFIZ. SAHIB. TALAQ.KE.BARE.QURAAN.PAAK.MAIN.WAZIA.IHQAMAT.HAIN.PHIR.YE.TALAQ.KE.MOKHTALIF.TAREEQE.KIU.......IS.SE.SABAT.HAI.KE.NABI.PAAK.PBUH.AUR.PAAK.AIMA.A.S.H.KE.IHKAMAT.HI.SAHI.HAIN.....BAQI.SUB.BIDATI.HAIN....WO.APNI.GALUTION.AUR.GONAHON.KE.KHOD.ZUMADAR.HAI......
आप मौलानाओं को वर्तमान में तो जीना आता ही नहीं और नाही दिमाग़ ज़रखेज़ होते हैं, बस ready made बातें ही करते हो क्योंकि वहाँ भेजे की ज़रूरत नहीं होती। मेरे प्यारे मौलाना आजकल शादियाँ बिना घर वालों के भी हो रही हैं और मियां बीबी भी अलग अलग शहरों और अलग अलग देशों में नौकरी कर रहे हैं तो ऐंसे में ना तो घर वालों से बीच बचाव कराया जा सकता है और ना बीबी के बिस्तर को अलग करने की आवश्यकता है क्योंकि वह तो पहले से ही अलग रह रही है!!
इन हालात की रोशनी में सही जवाब दीजिये।।
what is hairy take
qula
Ruju se kya phli wali talak hatam ho jati hai
No. it remains intact and will be counted
Ayesha Zaheer ji ha
No. It will remain as its place. It will not end.
@@princessm2327 aslkm plz mere sawal ka jawab dijiye mai bht pareshan ho
Mre shohar ne mujhe ek waqt mein 3 bar talaq talaq kaha h.. kya hmra talaq hogya ?? Jawab dijiye
Aslamo alikum
Ye to sab kuch apne biwi k liye bola hai ager sohar batmiz ho jo insan apne bochon ka haq adha nakare aur biwi ko haq na de apni marzi se ayshi karta ho sharab pita ho larkiyon k sath taluk rakhe aur biwi se main tumse naraz hoon tum alg so jao to kia ye theek hai aurt ko to marne ki saza de di mard k liye kia saza hai ap mardon k bare main bola karien
talaq mard aur aurat dono ke liye barabar ki saza ya nijaat bhi ho sakti hai. Qur'an mai hai keh shohar aur biwi ek doosre ka libaas hain. lihaza apne apne libaas ki izzat rakhain aur apna comment delete kerdain.
Talaq ka tareekh manta kaun hai. Talaq dena sirfardon ka ekhteyar kiyon hai. Aurten talaq kiyon nahi de sakti hain. Quran mein mamaniyat ki koi aayat nahi hai. Phir donon ke hoqooq barabar kaise hue jo allah ka farmaan hai.
Mujha jawab do pls
Abhi tak jitnay bhee logon ne questions kiye hain wo sab mard k haqooq k baray mein huay hain, aurat k haqooq k baray kissi ne na sawal kiya hai aur na kissi ne issay discuss kiya hai. kaya aurat ka talaq k mutallaq koi haq nahi? main poochhna chahta hoon k kaya agar mard aurat par zulm o jabar bhi karta hai aur phir ussay aik talaq de deta hai aur phir rujoo ki ya dobara nikah ki zid karta hai tu aisi surat mein aurat rujoo ya dobara nikah karnay ki paband hai ya apni marzi se rujoo/dobara nikah se inkar kar k kissi doosray mard se nikah kar sakti hai ?
pls jawab zaroor deejye ga.
wah
Jarur kar sakti he
Buhat say masail hain her kisi ki different situation hoti Hai. Example Ager msg ker Kay 3 dafa talaq talq talaq likha Hai to Kia mutlab Hai. Laraai Kay waqt ager gusay main 3 dafa bol Dia. Or jub bhi larai hui yehi kuch Kia or bad main kaha aisay thori na talaq hoti hay. To aisy surat main aurat kahan Ja ker maray. Koi sahi guide nahi kerta. Àb in Molana ka Bayan sun lo. Meray husband mughay 4 years Kay liye chor ker chalay gai thay or koi rabta nahi Kiya 4 years tak. Phir sulah ka kaha or sulah ho gai. Is ka koi Bayan Hai TH-cam per. Nahi Hai. 10000 masail hain subkay. Allah say Raju Karo. Bus.
Kia ghalat Hai Kia sahi Hai mernay Kay baad Pata chalay ga
Ye to jis Kay sath ho raha hota Hai sirf usi ko Pata hota Hai is ka dard.
The Qur'an and sunnah is way off Life in whole world
dusra shauhar kisi wajah se hath lagaye baghaire talaq dede to pehle shauhar se nikah jaiz hai?
Of course not JAHIL
Kya biwi shauhar ko zabardasti talak bolwa skti h...
Or shauhar biwi k zabardasti me 2 bar talak bol de to kya talak ho jata h
Haan
depend kerta hai .. ager gun point pe talak bolwaya hai tau nahin.
talaq yun waqiya nahi ho gi..
Zabardasti koi tlaqa nahi hoti hai
Bv bakasor farmabardr ho phr b shohar talak da to Kia saza hoge shohr p
Bilkul
@@ayeshashahid2423 inshaAllah
phir wo Allah k azab ka intzar kary
Allah ki nazar sab pe hai... Wo tum mat socho
Mjhy 3 talaq aik sath di hain mry husband ne kya main rajuu kr skti hun
Ha
G kar sakti han
yes you can
3 talaq ek dafa mein kahey husband Tu ky a rajuh karsaktey hein Ibarra.
@@hifsadostmuhammad1645 g kar skte hain
Uncle plz reply
Plz
Assalamualaikum ji ek aadmi apni biwi se ye kaha ki usko ghar se bahar nahi nikalna hai agar wo bahar nikalegi to wo nikah se bahar ho jayegi aur wo aurat ghar se bahar nikal gayi to kya nikah toot gya ?
Nikah nahi tutega
Iddat kitne din ki hoti hi
MAHABOOB BASHA SHEIKH 3 mahine ki
3 mhina 10 din
رہنمائی فرما ديں
ايک شخص نے 3 بار طلاق دے دى ہے
پھر ہر مہينے ہر حيض کے بعد تحريرى طلاق دى
عدالت میں میںثاليت نہ کامياب رہى
عدالت میں کيس چلتا رہا اور لڑکى کى طرف سے اس دوران اس کے ولى فيصلہ مانگتے رہے اور باپ ولى بھائى ولى ان دونوں نے طلاق کو تسليم کر لى تھى اور فيصلہ جارى کرنے پر زور ديا نافنقطہ مطلب خرچہ
اس کے بعد اہلحدیث کى مسجد میں دوبارہ نکاح ہو گیا
جاننا يہ ہے کہ يہ نکاح جائز ہے يا ناجائز اس پر رہنمائی فرما ديں شکريہ
Agr koi shaks bole bewi ko tum haram ho or talak ki niyat nhi ho to kia talak hojati he
Agar 3 marataba mukhtalif awqat Mai talaq de gi ho lekin Quran k àsolon k muta iq na ho yani kisi ki taraf sy razi nama na karwaya gya hoo
Larky or khusy ki kafiyat Mai control na hota ho or shaded pagalpan k khusay ki galat Mai. Talaq do ho jab k miya biwi abhi b sath rehna xhahty hai tu rehnumai farmai
hogayi talaq...agar dobara rehna chahta hai halala sharia karna hoga agar sath nahi rehna chahte tu kuch nahi ho sakta
Agar manbaap ne kisi ladki ki zabardasti matlab marzi ke khilaf Nikaah karwYa hai to ladke Ko nahi bataya ki meri beti Purani koi muhabbat ya koi badmashi me lagi hui hai ladke ne to Nikaah karlia aur ladki lekar aagya atehi ladki Aasman sarpar uthalia sab bata dia laakh samjhane ke baad nahi mana to kya aisi shadi hui ya nahi ab ladke wala kya kare zara tafseel bayan Karen 9718088853
mo wasim
ALLAH app ko iska bohat ager de ,sunno 2 nember molivio aur amal karo .awam ko bevakoof .banate hoo saram karo aur apne gunahoo ki mafi mango
jo aurat maike se bachcha girwa ke aai ho to
mai to kai bar talak de Chula hu
MashAlllah
V v nice
@@ishmohdishmohd4877 tu ub bv ap sath ha ya talaq waqiya hogae
Meray shohar ny mujhy pehlay auk talaq di 10 din baad dusri tu kia 2 talaq ho gai hai
Nahi hua 3mahine tak tum se duri banaye rahega tab jake nikah tutega agar humbisteri kya to rujoo hojayga
Agar 8/10mahina bad ya 1/2/5/8sal bad laga bhai jo kiya galat kya agar aapki aur uski sahmati hai to phir se nikah karo
Agar isi tarah 3bar nikah hua aur talaq hua uske baad kisi aur se tumko nikah karna hai aur usko bhi isi ko halala kahte hai
@@abdulmajididrissi1449 aslkm bhai mre shohar ne mujhe ek sth 3 bar talaq talaq talaq kaha h kya hamra talaq ho gya ?? Jawab dijiye bhai jldi
Mrs Khaledd.
Nikah tabhi tut ta Hai jab 3month aapse hambistari nahi karega
3month ke Bad hi nikah tute GA
Agar wapis rajamandi hota hai to wapis nikah Karlo
Abhi a 1hi talaq hua hai
Agar isi tarike se 3bar nikah hota Hai 3bar talaq hota Hai Tab Jake ap Kisi Aur se nikah karo usi ko halala bolte Hai aur jyada jankari K liye rabta karlo 8108246422
@@abdulmajididrissi1449 jazakallah khair bhai mai apse rabta krungi abhi
@Fatima Saddique 2 talaq ho gai hai. kyun keh bhai ne aik majlis mein nahi di talaq . dau muhtalif majlison (sittings) mein di matlab yh keh dono ki alag alag niyat ker ke di. amalon ka darumadaar niyat se hai. lihaza ager ab talaq waqia huwa tau phir rujuh ki koi surat baki nahi reh jati.
@Mrs. Khaledd 1 talaq hoi hai kyun keh aik majlis mein 3 baar talaq di hai jisse talaq-e-salasa kehte hain. kyun keh insaan biwi se faraar hasil kerne ke liye ek waqt mein sirf aik baar niyat bandh sakta hai . doosri niyat tab hi mumkin hai jab tak pehli niyat ki miyad khatam nah hojaye (expire hojaye), yaine kamaskam 10 ya 15 minute ke baad thande damag se ager doosri niyat bandh ker talaq deta hai tau phir 2 talak hoye gi. aik hi niyat se 2 talak 1 maani jati hai. theek waise jaise namaz mein niyat her namaz ke liye alag kerni perti hai. aur aik hi niyat se 2 ya 3 namazain nahi perhi jaa sakti. ab rakat chahe kitni hi ada kere.
bat toda speed kahna hoga
kiya aksath 3 bar talak bolne se talak ho jata hai.
In
Iddat Ka kya matlab hi
MAHABOOB BASHA SHEIKH talaq K baad larki bahar nahi nikalti ise talaq kehte he
@Farid Qureshi teen baar bolne par.ya ek baar bolne par har ek baar bolkar teen mahine wait karna hi kya
Agr mensis main divorce dai tu kiya count hogi
1bAr bolo ya 10bar bolo 1hi talak hoga 3mahina bv se door ho lagatar tabhi talaq hoga wo bhi 1hi bar phir se usi aurat se sadi karna hai to nikah karna ha
i aisa hi 3bar talak hoga tabhi chothi bar jake usi k sath nikah nahi hogaa
As asalam o alikum.mera sawal ha agr 3 talaq sath denny se talaq ho jati ha is k bad koi tarika ha 2bara rujo krny ka plz jawab zarur dena
sister aik sath 3 talaq nahi hoti ap apne soher se ruju kar skti hain
Bhai ruju kaise krte hai btao plzzz
@@MDIMRAN-pk2hz kisi bhe ahle hadees molvi se poch lain bus 2 gawaha bana lain aur ruju kar lain
Gusse me agar 3 bar talaq bolne se talaq ho jata hai kya?
@@MDIMRAN-pk2hz imran bhi ap kaha se ho muje what's ap kary 00974 77173635 sara masla batye phir kisi se fatwa le deta ho ap ko
Agar aurat jaghde ke baad akele mein sohar se 4 bar ye kahe ke mujhe talak chahiye to Kya talak ho jayega
AslmaLecum mere qable qadar kya edat kee dino may rojoo k laye naqa zarori hay
g idat main bina nikha ke ruju ho skta hae
Talaq ki vajah Se meri Biwi mujhko kartu karva rahi hai uska HAL kaisa Karen
Whtap kry sawal tafseel sy
Aap apna kitan sunnat ko khud smjh k
Hazrat umar ra k upr tohmat lga rhe hai ....
Agr 3 talaq teen nhi to UMAR ra ne halal biwi ko haram kiya...ye ilzaam Qayamat ke din aap sb pr bhari parega ..INSHA 👍
Kya ak bar mai 3 talaq daina jaiz hai
Assalamualaikum ,mera sohar ne mujhe teen talaq likh kr send Kiya hai, kya talaq hogyi hai, please humri madat Kariya.
Talaq ki vi gawa hona jaruri ha
Nahito talaq nahi hogi
Aurat pr hath uthana bilkul galat hai main apki is baat se agree nhi hu
abe shakeel nikah ki fikr kar na ki talaq ki
Agar ek hi waqt me teen talaq de diyen ho to talaq ho jata hai
amalon ka darumadaar niyat per hota hai. jab koi admi ek sath deta hai ek se ziada talak uss ki bunyaad 1 niyat per hoti hai . Pehli niyat khatam kerne ke liye kamazkam 10 minute tau lagte hain. Phir jaa ker gussa thanda hone ke baad doosri niyat ker sakta hai. lihaza ek niyat ka matlab yh hai keh ek talaq count hoi hai. ab sirf one chance aur hai rujuh kerne ka. teesri talaq main rujuh nahin. rujuh sirf pehli aur doosri talak tak hai. Allah hum sab ki hifazat farmaye.. ager koi bura scene hojata hai tau ek hafte ke liye hamoshi ehtiyaar kere koi. matlab keh har 5 minute main ek baar baat kere. phir dubara normal baat cheet kere from Monday. Naqvi bhai neh ek hafte pehle sawal kera un ka jawab bhi dekh lain baraye meherbani.
Khooshnaseeb Alam hifsa dost muhammad nahi kar sakti...hanafi fiqh shafi fiqh maliki fiqh hanbali fiqh imam bukhari ye saray mila k ummat k 99% log hai followers hai sab ka fatwa hai k 3 talaq aik time me 3 parhti hai...sirf shia aur ahle hadis kehte hai ju k 1% log hai wo kehte hai nahi hoti...ye kehte hai quran me likha hai quran me ye nahi hai k aik time pe 1 hota hai...quran me hai talaq 2 martaba hai teesri martaba haram hojati hai...waha ye nahi hai k aik time pe ya mukhtalif auqat me...agar ye log yahi samajthe hai k iska matlab mukhtalif auqat ta tu kiya in 4 imamo se quran ko hum zyada samajthe hai?raste nukal rahe hai ye log...3 talaq ka matlab haram higayi ak dosre pe...sirf agar sath rehna chahti hai tu halala sharia k ilawa aur koi rasta nahi hai...ye log kehte hai k ye halala k liye rasta hai tu kon kehta hai k halala karle koi b nahi 3 talaq higayi tu khatam koi halale k liye majbor nahi kar raha ye tu har bande ka apne headache hai k 3 talaq de k b sath rehna chahte hai..agar ye saza pasand nahi tu 3 talaq di phir q?
Bina nikha ke nahi reh sakte sarh
Gushe ki halat me talaqhogi
bhai talaaq hoti he ghusy me hai,pyar me bhi koi talaq deta hai??
Bht zarori chahye
9910889357
@@IDARAHDAWATULFalah uncle koi mobile no dijye ya num sahi nai ha
@@IDARAHDAWATULFalah whatsapp no