Heating is normal thing engine hai tho heat hoga hi but bike heat hone ki bada start nhi hore ye heat hote he band hojati hai aur engine thand hone par chalo hoti hai tho coolent circuit nhi ho raha thik se ! Aur heat hoke fan chalo hota hai tho koi problem nhi agar fan thoda heat hoke chalo hota hai tho coolent check karo app normally bike heat hoti he fan chalo hona chaiya apka engine oil & coolant check karo ek bar aur koi problem hai tho Dm again I will make vlog on that problem heating Kai bohat se reason hai ek problem nhi ho skate
Bhai meri bike mei coolent dal rha hoon toh coolent over maar rhi h aur jab bhi bike start krta hoon toh fan bhi saath mei start ho jayi accelerator feta hoon toh tejj hoti h aur coolent dalta hoon toh coolent phek deti h aesa kyu kya kre
Bhai ek problem nhi ho sakta dekh fan chalo ho raha hai tho overheating ho rahe hai reditor mai coolent dal aur coolent kaha se fek rahi hai bike radiator se ya bottle se coolent jada hua tho bhi fek sakte hai nhi tho gas kit gaya hoga tho engine mai bhi coolent gaya rahe ga , water pump check karlo coolent circulation nahi ho raha ga bike ka video send kardo Insta par mujhe mai uske related video daldunga
6 Sal hogay bike ko ! Bike Mai kuch problem nhi tha bike Kai fatake fodai thai tho ek bhar kai mechani Ki pass engine down ki tha usne properly bike ka kam nhi kiya tho aur jad he bike ka kam nikal gaye aur block piston bi change karna pada
Bhai apki or meri problem same hai mere shat bhi same problem hai main bhutt parshan hu abhi tk approx 40k se jayda laga diya hai but meri ns200 bs3 mai bhi same problem arhi hai 😢
Apka kya problem hai showroom mai ek bar bike dekho or jaise sports bike ka Accha experience hai usko app ek bar deko nhi tho mujhe cmt down karo mai problem ke solution par video upload karta hu bike hone kya bada maine video he upload nhi kiya
Best of luck broo for...life better in u tube...
Thank u bhai ❤
Bhaiya mera engine SIRF heating ho raha hai kya problem ho sakta hai
Heating is normal thing engine hai tho heat hoga hi but bike heat hone ki bada start nhi hore ye heat hote he band hojati hai aur engine thand hone par chalo hoti hai tho coolent circuit nhi ho raha thik se ! Aur heat hoke fan chalo hota hai tho koi problem nhi agar fan thoda heat hoke chalo hota hai tho coolent check karo app normally bike heat hoti he fan chalo hona chaiya apka engine oil & coolant check karo ek bar aur koi problem hai tho Dm again I will make vlog on that problem heating Kai bohat se reason hai ek problem nhi ho skate
@@Adivlogs46check water pump fan
Bhai meri bike mei coolent dal rha hoon toh coolent over maar rhi h aur jab bhi bike start krta hoon toh fan bhi saath mei start ho jayi accelerator feta hoon toh tejj hoti h aur coolent dalta hoon toh coolent phek deti h aesa kyu kya kre
Bhai ek problem nhi ho sakta dekh fan chalo ho raha hai tho overheating ho rahe hai reditor mai coolent dal aur coolent kaha se fek rahi hai bike radiator se ya bottle se coolent jada hua tho bhi fek sakte hai nhi tho gas kit gaya hoga tho engine mai bhi coolent gaya rahe ga , water pump check karlo coolent circulation nahi ho raha ga bike ka video send kardo Insta par mujhe mai uske related video daldunga
Same Mera bhi same problem 😢💔@@Adivlogs46
Bike kab liya tha Bhai
6 Sal hogay bike ko ! Bike Mai kuch problem nhi tha bike Kai fatake fodai thai tho ek bhar kai mechani Ki pass engine down ki tha usne properly bike ka kam nhi kiya tho aur jad he bike ka kam nikal gaye aur block piston bi change karna pada
Bhai appka bike ka problem thik hogiya kya?
Ha hogya
Bhai apki or meri problem same hai mere shat bhi same problem hai main bhutt parshan hu abhi tk approx 40k se jayda laga diya hai but meri ns200 bs3 mai bhi same problem arhi hai 😢
Bro but meri bike Abhi properly work kar rahi hai
Apka kya problem hai showroom mai ek bar bike dekho or jaise sports bike ka Accha experience hai usko app ek bar deko nhi tho mujhe cmt down karo mai problem ke solution par video upload karta hu bike hone kya bada maine video he upload nhi kiya
kya prblm aa rhi ha