meri alto k10 (2016) model new shape ,1,10,000 km chal chuki hai .meri timing chain/belt service walon ne badli nahi hai , kya mujhe nayi lagwa leni chahiye? Mujhe pata nahi hai ki ye kitane KMs k bad badal leni chahiye ?Engine ki awaj mai kuch fark lag raha hai ?Pls guide .
Vaise to company vale life time ke liye bolte hai k-10 ki timing chain but fir b check krva lai ki awaaj chain ki hai ya kisi aur ki agar chain ki ho fir hi change krvaye
@@TECHNICALAUTOMOBILESERVICE thanks a lot sir , apne mere paise bacha diye, local mechanic ne kaha tha badlegi, maruti center gya tha , vahan maine lifetime wali bat boli to keh rahe the ki nahi badlegi, or meri car ki ek belt tight kar di or kam ho gya
Bhai ek baar chain aur guide daal kr dekh laina agar gap nhi rahta Jada to fir sprocket change krne ki jurat nhi hai aur agar gap AA gya to fir change kr dena
@@TECHNICALAUTOMOBILESERVICE Bhai Kya issue hua hai ki me khud service karta hu Pichle 3 - 4 saal se khud kar Raha hu service Pura kaam a1 Kiya Aur spark plug 3 no ka mere se over tight ho ke tuut gaya To ab head utar ke head tuning Embory face gaskit change kar Raha hu Local mistri hai aan pehchan ke To me agle saal timing change karne wala tha to ab socha head khula hai to Lage haat ye bhi karle Labour Bach jayega. Cam ke dono sprocket aache hai thoda chain ka marks aaya hai 138000 running ke baad. To crank ka sprocket change kar leta hu aur agar gap ka hua to exhaust cam ka bhi
@@TECHNICALAUTOMOBILESERVICEustad ji labour charges kya hai Me Maharashtra se. Hu mere idhar local mechanic se karne wala hu, labour ka mereko idea nahi hai labour charges kitna hoga Timing kit change ka? Aur agar tappet clearance check karke change karwau to uska kya labour hoga? K10b engine hai
Ok but pta kya hoya hai k series engine ki timing ek bar kro ge to fir oske baad jab engine run kare ga to fir check kro ge to woh out hi dekhe ga but oski timing sahi hai
Very nice job sir thanks
Thanks 🙏
Excellent explanation and video. Thank you.
Thanks brother
nice informationsir👌👌
Great job
Useful information
Useful video 👍👍
meri alto k10 (2016) model new shape ,1,10,000 km chal chuki hai .meri timing chain/belt service walon ne badli nahi hai , kya mujhe nayi lagwa leni chahiye?
Mujhe pata nahi hai ki ye kitane KMs k bad badal leni chahiye ?Engine ki awaj mai kuch fark lag raha hai ?Pls guide .
Vaise to company vale life time ke liye bolte hai k-10 ki timing chain but fir b check krva lai ki awaaj chain ki hai ya kisi aur ki agar chain ki ho fir hi change krvaye
@@TECHNICALAUTOMOBILESERVICE thanks a lot sir , apne mere paise bacha diye, local mechanic ne kaha tha badlegi, maruti center gya tha , vahan maine lifetime wali bat boli to keh rahe the ki nahi badlegi, or meri car ki ek belt tight kar di or kam ho gya
Wlcm g
Awesome👍👍
Nice sir 🙏🏻👍👍👍
Thanks bro
Brother maruti astar 2010 zxi
Timing chain
Timing guide 2
Tensioner
Ye sirf change karna hai ya
Cam sprocket exhaust
Aur crank sprocket bhi change karna hai?
Hamare mistri bhia bol rahe sprocket nahi badalna hai sir guide chain aur tensioner
Bhai ek baar chain aur guide daal kr dekh laina agar gap nhi rahta Jada to fir sprocket change krne ki jurat nhi hai aur agar gap AA gya to fir change kr dena
@@TECHNICALAUTOMOBILESERVICE Bhai
Kya issue hua hai ki me khud service karta hu
Pichle 3 - 4 saal se khud kar Raha hu service
Pura kaam a1 Kiya
Aur spark plug 3 no ka mere se over tight ho ke tuut gaya
To ab head utar ke head tuning
Embory face gaskit change kar Raha hu
Local mistri hai aan pehchan ke
To me agle saal timing change karne wala tha to ab socha head khula hai to Lage haat ye bhi karle
Labour Bach jayega.
Cam ke dono sprocket aache hai thoda chain ka marks aaya hai
138000 running ke baad.
To crank ka sprocket change kar leta hu aur agar gap ka hua to exhaust cam ka bhi
👍👍👍👍👍
Nice
Brother maruti astar zxi 2010 model 140000 km running, what is price to change timing kit with labour charges please.
6,7 thousand mai ho Jaye ga
@@TECHNICALAUTOMOBILESERVICEustad ji labour charges kya hai
Me Maharashtra se. Hu mere idhar local mechanic se karne wala hu, labour ka mereko idea nahi hai labour charges kitna hoga
Timing kit change ka? Aur agar tappet clearance check karke change karwau to uska kya labour hoga? K10b engine hai
Alto k10 ki timing ki thi.. pr pir sy out ho gyi.. . 10 din car achi chali. Fir sy pickup milelge low ho gya
Sir apne oska kiya kya tha
@@TECHNICALAUTOMOBILESERVICE timing out thi cam ki.. eski wajh sy pick up low mileage v 12 ki dy rahi thi.. fir timing set ki.. usky bad thek ho gyi..
Fir sy 10 din drive ki.. ab pick up v kam lg rha hi.. or average b fir 12,13 ki ho gyi
Ok but pta kya hoya hai k series engine ki timing ek bar kro ge to fir oske baad jab engine run kare ga to fir check kro ge to woh out hi dekhe ga but oski timing sahi hai
Agar apko problem Pickup aur average ki aa rahi hai to ap oska throttle body clean kare