R 410 GAS TOP-UP KAB KARNA CHAHIYE AUR KAISE KAREN ||O GENERAL INVERTER AC GAS TOP-UP

แชร์
ฝัง

ความคิดเห็น • 27

  • @ratedr1993
    @ratedr1993 3 หลายเดือนก่อน

    Ek Daikin Inverter machine ka full gas charging video banao vai

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  3 หลายเดือนก่อน

      Okk

  • @khizershaikh2637
    @khizershaikh2637 3 หลายเดือนก่อน

    O general ka 1.5 ton ya 2 ton ka machine kittte milega second

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  3 หลายเดือนก่อน

      15 se 20

  • @laeeq2242
    @laeeq2242 18 วันที่ผ่านมา

    Standing pressure kya hoga

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  18 วันที่ผ่านมา

      235

  • @ganeshburnwalburnwal7248
    @ganeshburnwalburnwal7248 หลายเดือนก่อน

    Bhaijaan mein bahut pareshan hu mein 1.5 ton ka hitachi split inverter ac shift karwaya hu doosre room mein cooling ehle jaisi nhi aarhi he kya karu technician bol raha hein cooling thik h par mujhe doubt he 16 degree karke usne naapa 7.30 A aaraha h jo machine mein likhi hui hein running pressure 110 hein 410 A gas hein but room not cooling discharge aur suction pipe dono cooling hein aur pani pipe ke uper hein but still cooling nhi ho rhi hein please help me bhaijaan

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  หลายเดือนก่อน

      Bhai room size bada hoga yah room me koi aisi jagha jaha se cooling leakage kar rahi ho room 1.5 ac k hisab se suitable bhi hai yah nahi ??

    • @ganeshburnwalburnwal7248
      @ganeshburnwalburnwal7248 หลายเดือนก่อน

      @@MrAcTech. Bhai room 10 *11 size hein

    • @ganeshburnwalburnwal7248
      @ganeshburnwalburnwal7248 หลายเดือนก่อน

      Aur Bhai meri discharge pipe aur suction pipe dono pasijte hein Pani se

  • @shahzadalam188
    @shahzadalam188 3 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ mashallah bhaijaan kese h aap mene 1 week pehle R32 LG Spilt Ac m veccume karke gas daali or 1 week baad aaya hu to ye problem jabhbhi aarahi thi or phir ab aarahi h aaharcheak kiya to pressure 80 psi ka aaraha h 34'digri temperature h or top-up kar raha hu to bahut mushkil se 100 aaraha h but 120 osi nhi aaraha or 1 week pehle bhi 80 psi se upar nhi ha Raha tha ab top-up Kiya 100 aagya h mushkil se return bhi cooling bhi ho rahi h magar 16 temperature set karke rakha h ab 1 ghanta hogya magar kambal nhi udha raha kahi ye choking to nhi jo 140 psi bhi nhi aaraha pressure plzzzzzzzzzzzzz reply

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  3 หลายเดือนก่อน

      Filter caplery change kardo

  • @aadilbhopali481
    @aadilbhopali481 3 หลายเดือนก่อน

    Bro mein MP mein kam karta hun Hyderabad mein Kam hai to batao mujhe karna hai

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  3 หลายเดือนก่อน

      Ok bhai

  • @khajaazharuddin1025
    @khajaazharuddin1025 3 หลายเดือนก่อน

    Hello bhai... mera voltas ka ac hai usme compressor start hua toh band hi ni hora 29-30 pe 16 wali cooling dera ac kya masla hoskta please reply.

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  3 หลายเดือนก่อน

      Return air sensor problem hosakta yah relay dire t

    • @khajaazharuddin1025
      @khajaazharuddin1025 3 หลายเดือนก่อน

      @@MrAcTech. solution kya hai iska ab?

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  3 หลายเดือนก่อน

      @@khajaazharuddin1025 technician ko bulaiye Bhai Jo bhi rahega woh batadega

    • @khajaazharuddin1025
      @khajaazharuddin1025 3 หลายเดือนก่อน

      @@MrAcTech. apki shop kaha hai Hyderabad mein? Aur hai toh contact number do apka

  • @shivomborkar3181
    @shivomborkar3181 3 หลายเดือนก่อน +1

    Yeh inverter ac agar gas charging ke waqt room temperature reach ho gaya aur fir gas charge ke waqt compressor ka speed kam ho gaya toh pressure mei kuch difference ata kya

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  3 หลายเดือนก่อน +1

      How Bhai aata amps aur pressure dono me aata amps Kam hojate
      Aur pressure badh jaata

    • @arshadansari2248
      @arshadansari2248 3 หลายเดือนก่อน +2

      Bhai aap log chapal qyu nhi phne itne garmi me

    • @shivomborkar3181
      @shivomborkar3181 3 หลายเดือนก่อน +2

      ​@@arshadansari2248practice hogi bhai ko..experience 😅

    • @shivomborkar3181
      @shivomborkar3181 3 หลายเดือนก่อน +1

      ​@@MrAcTech.Iss pe ek short ya video banao na practical karke

    • @MrAcTech.
      @MrAcTech.  3 หลายเดือนก่อน +1

      @@arshadansari2248 Bhai costomer k Ghar k uper Jaana tha toh baher utar kar gaye