बेटा जी आपने बहुत ही अच्छे तरीके से समझाया है मैं भी अपने एक ac में टॉप अप करराने की सोच रहा था लेकिन अब मैं अपना विचार बदल लिया है पहले लीकेज ढूंढ लूंगा इसके बाद गैस डलवा लूंगा आप एक पवित्र आत्मा है आपके मन में कोई पाप नहीं है आप ऐसे ही बने रहे❤
Thank you. This is excellent. You are doing a great service by sharing your knowledge to educate AC users. May God bless honest and caring people like you. India needs many many more people like you. Please keep it up.
Sir mene URBAN se mera ac ko service book kiya or bo log aa kar sabse pahale meter lagake humko bola app ka ac me gas kam he,gas bharna parega uske liye Rs add hoga,mene sirf service jet pump karbana tha ,ye log extra work add kar rahe the, gas bharne ke liye mana kar diya,fir inhone kaha app ka ac ka drain jam he iss ke liye bo hum se extra money le liya,kese bhi karke ye log extra money lete hai, Thanks sir app ka channel se bahut kuch sikne ko milta hai,me Kolkata se hu
Mandeep, excellent and extremely honest presentation. Keep uploading such informational videos so that we are not cheated. I remember that in my unit a Condenser was changed and service charges enhanced as explained by you. God bless you for explaining everything with examples and in a very simple manner.
Thankyou for making informative video....ek cheez apse puchne hai mera AC ka outdoor unit ki coil aluminium tha jiske karan technician ne bola ki iski gas leak hoti ja rahi hai jo fir pura outdoor unit legaya aur coil bronze Ka laga k Diya....is that process was correct?
बहोत ही बढ़िया वीडियो! सरदारजी एक सवाल है की नई एसी में बर्फ जमना क्या कोई प्राब्लम हो सकता है? अगर हां तो उसको कैसे रिपेयर कर सकते है? कृपया गाईड करे, धन्यवाद 🙏🏻
@@doctordhamaka Pahle toh uska discharge pressure check karana chahiye, agar pressure specifications ke kam aaye toh samajh jaiye ki compressor weak ho gaya hai. Agar warranty mein hai toh poora replace hoga.
Kya bat he pape!!!!Bulkul Sahi bat he, great information.Lekin jab fit Kiya huva AC ak jagah se dusri jagah fit karva rahe ho to kya bat dhyanme rakhni Chahiye???Qki us vakht GAS leak ho janeke chances badh Nahi jate??? Please advise 🤔
Sir. Very nice video....... Aap mahan ho....,Mera split AC me Indoor unit ke cooling quail me puncher batata gaya tha kuch din pahle. Repair ke liye indore unit le jane ke pahle outdoor unit ke pass gage se pressure nala tha. Jo 235 tha. After 4-5 days,Indoor unit repair ke baad bhi out door ko gage se napa to pressure 235 tha. To kya mai thaga gaya ya o outdoor ka pressure 235 tha...... Please🙏 suggest me
Praji Aapka video muze BADA achha laga ye technician log top-up ke na'am per topi pehnaate hain.maine thodese paise bachane ke chakker me Kuch din pehele top-up karwaya tha cooling to hua Nahi per 800/- rupye Ka choona lag gaya
Hi Bro, thank you, your vdos r so helpful. I m from Bangalore. This summer humne 8k kharcha kiye and firbhi ac colling nahi de raha hai..ek mechanic bol raha hai evaporator kharab ho gaya jiske chalte gas baar baar khatam ho raha hai. Mera ac bas 1.5 yrs old hai. Bol raha hai 7k lagega. Dusra bol raha hai evaporator theek hai, installation me problem hai and outer pipe me leakage hai ..tofirze installation charge lagega..hum pura confused hai....aap thora evaporator ka ek video please baniye...aapke vdo hum pura dekh chuke ..Aab mujhe koi aur fool nahi bana sakte
Agar baar baar leak ho rha hai gas to aapke installation me khi pin hole hoga jo ki installation k time reh gya hoga, baaki evaporator itne jaldi kharab hone waali chiz nhi hai ki 2 saal me hi kharab ho jaye. Aap mechanic logo k chakkar me mat pado or service center me baat karo. Service center waale ladke topi nhi pehnaate generally kyoki repair ka paise service center ko jaate hai unko nhi so aap service center me baat karo.
Or jabtak aapke evaporator me koi physical damage jaise ki dent ya fir fins kharab na ho to evaporator badalne ki koi zarurat nhi hoti, or jo aapko bol rha hai ki evaporator kharab hai vo aapko 60% chances hai ki topi pehna rha hai. Baaki take second opinion from service center only.
@@4_doors_more_whores thank you. Yeh service center walo ne he bola hai... whirlpool ka...yaha third party service center he whirlpool k liye kaam karta hai...wohi cheat kar raha hai..isiliye mujhe itna problem ho raha hai
Ask them to repair the evaporator at your home. Leakage is possible in joint below the indoor unit, connection of outdoor unit , evaporator or condensor too. Ask them to find out the leakage in front of you. Its very easy but time consuming process. If it ll done infront of you, then you ll know the exact fault too.
Sir mai aapki video dekhti hu aap bhut acha btatey h Muzhe aapne ghar k ac k liye aapse puchna tha mai pictures send kar ke aapse ek discuss karna tha kya ye possible hai
Hi sir mere pass split ac h jo ki mene new liya tha. Aapne jo last point bataya indore out door ke bich length jyda h. Ac liye hue 2 saal ho gye h ab uske cooling ki problem aa rahi h.
You r very honest person, I m disinstal of my split AC due to some civil work in my house, Can u suggest to stop of gas leakage, n when civil work compleated then reinstall my AC. Pl comment your valuable suggestions.
Sir, Mere ac me R 32( daikin 1.5 tn 3 star inverter model ETKL50TV)gas ka pressure 150 show kar rahi hei.. mene February me install kia hai ac. Is it okay or gas leaking problem hei?? Plz reply
Paji.. 👍 Main top up ka shikar ho chuka hu.. Abhi muje mera AC shift kiya he jo michenic aaya Tha usne chote pipe ka valve khola to vaha snow aa gaya or indoor unit me Bhi air flow area me half area me cooling nahi aa raha. Muje bolta he k ges dalna padega.. Lekin usko bulane k agle din raat ko to AC badhiya chal raha tha.. Ase hi ye log paisa kamate he..!
Very nice and helpful for me .. Now please suggest if I want to purchase an used ac then what to check .. please suggest . Thank you . Stay blessed always .
Hello sardar ji. Maine abhi Apne1.5 ton 5star ac Ka condenser change karwaya hai aluminium (alloy) se cooper Ka lagwaya hai. phele ac Ka consumption 1480watts tha or 6.5amp per abb Woh 1990 watts consume Kar Raha hai or 8.6 se 8.9amp le Raha hai. Or cooling bhi Normal he hai MATLAB Kuch zaida Nahi hui. Kaya problem hoosakti hai.
I'm Ac Technician Main Mumbai Bhandup Se Hu Aap Ne Aisi Video Bana Kar Bahut Achcha Kaam Kiya Logo Ko Jaankari Mil Rahi Hai Good Work Paa Ji
That is why Sikh brother’s are loved. They are loved for their forthright and honest attitude. Thank you so much!
Modi sir bhi best hai
Yes they are very honest
@@yogendrasingh4188 यहां भी मोड़ी?
But today I was duped by a Sikh ac mechanic in the case of gas.
I totally agree. Sikh worker best
Sardarji HATSOFF TO YOU.Itana saccha aadmi maine nahi dekha.Aapka explanation is fantastic.GOD BLESS YOU,FOR THE EDUCATION YOU ARE GIVING.THANQ.
thanks for appreciation
Love this guy. The world would be a much better place to live if everyone will be as honest as him.
बहुत ही सतर्क करने वाला वीडियो l
धन्यवाद l वाहे गुरू जी का खालसा वाहे गुरुजी की फतह l
👍👍👍
बेटा जी आपने बहुत ही अच्छे तरीके से समझाया है मैं भी अपने एक ac में टॉप अप करराने की सोच रहा था लेकिन अब मैं अपना विचार बदल लिया है पहले लीकेज ढूंढ लूंगा इसके बाद गैस डलवा लूंगा आप एक पवित्र आत्मा है आपके मन में कोई पाप नहीं है आप ऐसे ही बने रहे❤
waah Sardarji waah... amazing video thank you so much
Sır ye bat apki thek Aj kal koi leakig ni cheak karta baş gas bhar deta hay..Me khod mechanic hn mujhe bhi pata hay..from pakistan
Thank you. This is excellent. You are doing a great service by sharing your knowledge to educate AC users. May God bless honest and caring people like you. India needs many many more people like you. Please keep it up.
Tusi imandar banday hon , thwanu hamesha barkat milagi .
Thank you Brother, for sharing the knowledge.
My a c fan not working
Thanks si
Thanks sirji, for info. Tusi great to.
Speed AC dusri jagah Swift Karen fir bhi gas top ki jarurat hoti hai
@@Aman-ph2nm Split AC not speed AC, Shift and swift
Thank you so much, very helpful. Bhagwan Kuchh logon ko chunta hai kisi ki madad krne ke liye aap unn mein se ek hain.
Sir mene URBAN se mera ac ko service book kiya or bo log aa kar sabse pahale meter lagake humko bola app ka ac me gas kam he,gas bharna parega uske liye Rs add hoga,mene sirf service jet pump karbana tha ,ye log extra work add kar rahe the, gas bharne ke liye mana kar diya,fir inhone kaha app ka ac ka drain jam he iss ke liye bo hum se extra money le liya,kese bhi karke ye log extra money lete hai,
Thanks sir app ka channel se bahut kuch sikne ko milta hai,me Kolkata se hu
A C सर्वीसिग बाबत फार उपयुक्त माहिती आहे.
Thank you for such an informative video Mandeep paji.
Aaj hi bulaya h AC service wale ko, zarur ye cheeze check karunga mei.
Mujhe bhi 1200 le liya tha ac servicing wla kaha tha thoda gas km hai.Thanks for advice
Amazing explanation ! Very informative talk which makes us alert against cheaters in AC repair business. Thanks Sardar ji. Tusi GREAT ho.
Thanx Mandeep ji Bhagwan apko bhi khush rakhe. Achi knowledge dene ke liye.
You are a gem for educated and curious consumers
Thank you soo much pajji mere window AC me 2 saal me 3 bar gas topup krke gya h, thank you soo much
Very good, making the customer intelligent and avoiding getting cheated. God Bless you
बहोत बढिया सरदारजी, एक व्हिडीओ कॉल्डरूम कॆ इंस्टॉलेशन और प्रॉब्लेम पर भी बना दो प्लीज
thanx to ypur video .I could really service my ac and improve the cooling
Sir from andhara Pradesh iam a consumar aapne jo tips batayaa gas charg ke bareme altimate tha meri sare confusion doorhogae thankyou sir
बहुत ही बढ़िया समझाया है जी।बहुत धन्यवाद प्राजी।
Got some basic idea after seeing this video. Thank you pajii, god bless u too..
Thanks my brother. Your honest efforts must save many of us from being cheated by dishonest technicians. May God bless you 🙏
Kitna aachi tarh se aap smjhiye sir
Thank you so much sir
सत्श्री अकाल very good भाईसाहब
Mandeep, excellent and extremely honest presentation. Keep uploading such informational videos so that we are not cheated. I remember that in my unit a Condenser was changed and service charges enhanced as explained by you. God bless you for explaining everything with examples and in a very simple manner.
Thankyou for making informative video....ek cheez apse puchne hai mera AC ka outdoor unit ki coil aluminium tha jiske karan technician ne bola ki iski gas leak hoti ja rahi hai jo fir pura outdoor unit legaya aur coil bronze Ka laga k Diya....is that process was correct?
बहोत ही बढ़िया वीडियो! सरदारजी एक सवाल है की नई एसी में बर्फ जमना क्या कोई प्राब्लम हो सकता है? अगर हां तो उसको कैसे रिपेयर कर सकते है? कृपया गाईड करे, धन्यवाद 🙏🏻
Thanks dear, aaj sahi se pata chal gaya gas top up ka funda.
Sardaarji kaafi achi knowledge share kr rhe ho aap 👍
Aisi jaankari kahin se nahi milti. Thank you so much. Kya AC ka compressor weak bhi ho jata hai. agar weak ho jaaye toh uska kya ilaaj hai?
bht kam chance hote hai compressor week hone k
@@emmvlogs agar weak ho jaaye toh kya change karwana chahiye
@@doctordhamaka Pahle toh uska discharge pressure check karana chahiye, agar pressure specifications ke kam aaye toh samajh jaiye ki compressor weak ho gaya hai. Agar warranty mein hai toh poora replace hoga.
Weak means pumping less
Bahut honest video.Bless you Singhji.
Thanks Sir, Fridge me bhi yehi rule apply hoga?
Waah jatta dil jitt liya.. thanks for itni saari madad.
Eye opener video. This is very common infamous tactic from most of ac service mechanics.
Thank you brother, you told very important stuff.
Kya bat he pape!!!!Bulkul Sahi bat he, great information.Lekin jab fit Kiya huva AC ak jagah se dusri jagah fit karva rahe ho to kya bat dhyanme rakhni Chahiye???Qki us vakht GAS leak ho janeke chances badh Nahi jate??? Please advise 🤔
Pump down aur connections proper hone chahiye. Agar pipe length badh jati hai to gas topup karni hogi
Aap ki video very help ful he ye top up of gas hota kya he us me puri gas fill nahi karte????
Sir apke video se bhut Jankari mili h thanks
Sir. Very nice video....... Aap mahan ho....,Mera split AC me Indoor unit ke cooling quail me puncher batata gaya tha kuch din pahle. Repair ke liye indore unit le jane ke pahle outdoor unit ke pass gage se pressure nala tha. Jo 235 tha. After 4-5 days,Indoor unit repair ke baad bhi out door ko gage se napa to pressure 235 tha. To kya mai thaga gaya ya o outdoor ka pressure 235 tha...... Please🙏 suggest me
Thankiyo sir aap ki video se bahut kuchh sikhane ko milta hai
बहुत अच्छी जानकारी आपको धंन्यवाद
Woh pagi mast .. mja aa gya technician ho gye hum bhi thanks bro
Thanks brother appreciate your knowledge and TRYING to help everyone
Thanks
Crystal clear knowledge paaji.
Wah paa ji ,mujhe jiska information chahiye tha wahi aapne bataya .Than q.
बहुत ही अच्छी जानकारी साझा की गई
पाहजी, बहुत अच्छी जानकारी दे है
धन्यवाद सर बहुत नॉलेज वाली बात बताई आपने
Gas ko leak hone se roka bhi ja skta hai kya...Ya koi aisa tarika ho jisse ki gas leak hone ki sambhavna ko kam.kiya ja sake...?
Thanks, very beautifully explained..
We need more such videos to enhance our knowledge...
Bhoath badiya Sirji.. Bhagwan aap ko khush rakhe
Bahut achha topic bataya sir aap ne sir ji ak ghar ki ac jo latest modal ac jisme inverter hei us ka gas Kitana din chalta hai
Zindagi Bhar
This man is a gem ❤ God bless him 🙏🏻
Thank u paji apka video bahot hi kam ka he 👍 achhe se samjaya he apne
Yours video contains very best information which provide good knowledge, I m from Pakistan, Thanks!
Praji Aapka video muze BADA achha laga ye technician log top-up ke na'am per topi pehnaate hain.maine thodese paise bachane ke chakker me Kuch din pehele top-up karwaya tha cooling to hua Nahi per 800/- rupye Ka choona lag gaya
Thank brother happy with u r service. love from Hyderabad. U r my best friend.
Very good information
Waah ji waah bahut badiya sat Sri akal ji
Hats off for solving such things which are not seen by the naked eye and are easily hood winked by such mechanics.
Hi Bro, thank you, your vdos r so helpful. I m from Bangalore. This summer humne 8k kharcha kiye and firbhi ac colling nahi de raha hai..ek mechanic bol raha hai evaporator kharab ho gaya jiske chalte gas baar baar khatam ho raha hai. Mera ac bas 1.5 yrs old hai. Bol raha hai 7k lagega. Dusra bol raha hai evaporator theek hai, installation me problem hai and outer pipe me leakage hai ..tofirze installation charge lagega..hum pura confused hai....aap thora evaporator ka ek video please baniye...aapke vdo hum pura dekh chuke ..Aab mujhe koi aur fool nahi bana sakte
Agar baar baar leak ho rha hai gas to aapke installation me khi pin hole hoga jo ki installation k time reh gya hoga, baaki evaporator itne jaldi kharab hone waali chiz nhi hai ki 2 saal me hi kharab ho jaye. Aap mechanic logo k chakkar me mat pado or service center me baat karo. Service center waale ladke topi nhi pehnaate generally kyoki repair ka paise service center ko jaate hai unko nhi so aap service center me baat karo.
Or jabtak aapke evaporator me koi physical damage jaise ki dent ya fir fins kharab na ho to evaporator badalne ki koi zarurat nhi hoti, or jo aapko bol rha hai ki evaporator kharab hai vo aapko 60% chances hai ki topi pehna rha hai. Baaki take second opinion from service center only.
@@4_doors_more_whores thank you. Yeh service center walo ne he bola hai... whirlpool ka...yaha third party service center he whirlpool k liye kaam karta hai...wohi cheat kar raha hai..isiliye mujhe itna problem ho raha hai
Ask them to repair the evaporator at your home. Leakage is possible in joint below the indoor unit, connection of outdoor unit , evaporator or condensor too.
Ask them to find out the leakage in front of you. Its very easy but time consuming process.
If it ll done infront of you, then you ll know the exact fault too.
बहोत ढंग से समझाया।
Sir ji aap bahut hi informative video banatae ho. Aam logo ko kafi information milta hai. Tussi great ho. Issi Tarah Ka video banatae rahaiaga.
Thnxs bro ap bahut achi tarah samja dete ho...
Superb and genuine explanation. Thank you
sir ji aapki video sabse achi lagi hai .aage bhi batate rehna.thankhyou.
Sir thank you sir Mai Saudi me hu Maine apne ac Ka blowar saf keya bhut acchi hawa aarhe hai very very thanks you my guru
Sai baat hai bohat log hai jo is tarh kartay hai lakin ap ne kitni baar isa kiya hai sach batna Sardar g har koi ek jesa ni hota
Sir mai aapki video dekhti hu aap bhut acha btatey h
Muzhe aapne ghar k ac k liye aapse puchna tha mai pictures send kar ke aapse ek discuss karna tha kya ye possible hai
Honest review thank you soooo much Bhai god bless you and your loved ones
Sir accha samjhaya thnk u 👍 👍👍
Hi sir mere pass split ac h jo ki mene new liya tha. Aapne jo last point bataya indore out door ke bich length jyda h. Ac liye hue 2 saal ho gye h ab uske cooling ki problem aa rahi h.
Sir aap bohat sahi zankari de rahe
Veer ji ac internal unit coil coating karvani chahiye kya
I did not see brother and teacher like you who helps people for good knowledge. Thank you so much.
You r very honest person, I m disinstal of my split AC due to some civil work in my house, Can u suggest to stop of gas leakage, n when civil work compleated then reinstall my AC. Pl comment your valuable suggestions.
outdoor has 2 valves for gas storage ... just tight them before deinstalling
@@emmvlogs Thx for valuable suggestions
Very thank u so much 👍👍
Thankyou for these knowledge but mere gharpe ac ka capaciter change karke vo leke jate hai vo kya usse theek karte hai?
dusre customers k ac me laga dete hai qki mostly capacitor thik hi hota hai... aur unse bhi paise kamate hai unka capacitor change karke
@@emmvlogs toh if capaciter theek karana ho to hum kaha se kara sakhte hai me mumbai se hu yaha 1000 rs tak lete hai
@@yogeshlotlikar7703 capactor check kr skte hai par theek nhi hota vo
Thanks for this informative video to make the common man aware.
THANKU SOMUCH SIRJI...THANKS FOR GUIDING US...GOD BLESS YOU
Thnk u sir....4 previous knowledge..... Sir meri ac ka pani drain ni ho ra h kya ap bata sakte h kya prob hogi......Pls reply
Either front drain tray is choked up. It needs servicing.
If back tray is choked, it needs pump down servicing.
Sir,
Mere ac me R 32( daikin 1.5 tn 3 star inverter model ETKL50TV)gas ka pressure 150 show kar rahi hei.. mene February me install kia hai ac.
Is it okay or gas leaking problem hei??
Plz reply
Vir Ji tusi great Ho 🙏🏻🥰
Thanks ap ne sahi cheejen bataiyi
Thank you sir ji. Keep Making videos.
Paji.. 👍 Main top up ka shikar ho chuka hu.. Abhi muje mera AC shift kiya he jo michenic aaya Tha usne chote pipe ka valve khola to vaha snow aa gaya or indoor unit me Bhi air flow area me half area me cooling nahi aa raha. Muje bolta he k ges dalna padega.. Lekin usko bulane k agle din raat ko to AC badhiya chal raha tha.. Ase hi ye log paisa kamate he..!
Praji 🙏 windows Ac ki Coil kaha milengi wholesale market k bare me agr jankari ho to pls bataiye...
aapki guidence ke liye thank
Very nice and helpful for me .. Now please suggest if I want to purchase an used ac then what to check .. please suggest .
Thank you . Stay blessed always .
Hello sardar ji.
Maine abhi Apne1.5 ton 5star ac Ka condenser change karwaya hai aluminium (alloy) se cooper Ka lagwaya hai. phele ac Ka consumption 1480watts tha or 6.5amp per abb Woh 1990 watts consume Kar Raha hai or 8.6 se 8.9amp le Raha hai. Or cooling bhi Normal he hai MATLAB Kuch zaida Nahi hui.
Kaya problem hoosakti hai.
Alluminium condensor se copper condensor dalenge to ye hona possible hai. Lekin wo condensor sahi se banana chahiye means higher capacity
Bhot sahi bataya aapne.
Thanks brother for sharing the tips of AC gas topup keep on doing more vedios 👍 👍👌 👌
ਬੁਹਤ ਬੁਹਤ ਧੰਨਵਾਦ 22 ਜੀ
All time best channel for appliances knowledge. Keep it up sir
Bhot Bhadiya bhai
Very minutely explained...