Urdu - Breaking Barriers with Himanshu & Pragya (Dastangoi)

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 5 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 6

  • @peace2globe
    @peace2globe 2 วันที่ผ่านมา

    Dastangoi pe recent times mei bahut achchi guftago suni. Bahut bahut shukriya.

  • @nabeellopgoodread4541
    @nabeellopgoodread4541 5 วันที่ผ่านมา

    informative Thank you Mujeeb bhai.

  • @iqbalfazli371
    @iqbalfazli371 4 วันที่ผ่านมา

    Very informative learning very interesting...Kudos to all specially Himanshu ji aur Pragya sahiba...💕🌹😥

  • @smitachandra432
    @smitachandra432 2 วันที่ผ่านมา

    Very informative

  • @ArifKhan-gs9jw
    @ArifKhan-gs9jw 4 วันที่ผ่านมา

    Bohat umda guftgu rahi Mujeeb. Mujhe yad hai ke Dastan goi ya story telling hamare yahan Barah Basti mn bohat maqbool thi. Haweliyan hoti theen badi badi. Bachchon ke liye haweli mn aik jagah makhsoos hoti thi. Wahan rat mn palang bich jate aur unpar dutayi bichadi jatin aur sabhi bachche palang par beth jate. Wahan hamare yahan jo nayan theen unke shohar unko laine aate thai. Jab tak nayan masroof rehteen unke shohar aik mudhiya par beth kar hamen kahani sunana shuru karte. Shart ye rehti ke jab tak wo kahani sunate rahen ham hunkara bharte rahen. Ab kahahi itni lambi hoti ke ahista ahista wickets girne shuru hojate. Jab sabhi bachche so jate to doosre din kahani phir wahin se shuru ho jati aur ye silsila kyi kyi din chalta rehta tha. Bohat shukriya bachpan yaad dilane ke liye.

  • @hhasan9919
    @hhasan9919 4 วันที่ผ่านมา

    Keep up the good work, @Mujeeb bhai.