new noha 2023|Dashte ghurbat me hai ik maan|Muharram 2023|

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 11 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 25

  • @ehtashamali7218
    @ehtashamali7218 3 หลายเดือนก่อน +1

    Mashalla 🌹🇸🇦

  • @msaddamshaikh2604
    @msaddamshaikh2604 ปีที่แล้ว +2

    ❤masah allah ❤

  • @msaddamshaikh2604
    @msaddamshaikh2604 ปีที่แล้ว +1

    es nauha ko fir se pado bhaut pyara nauha hai bro❤❤❤❤❤😢❤😢❤❤❤

  • @SFheartbeats
    @SFheartbeats ปีที่แล้ว

    best nauha of 2023

  • @malikmobbasir
    @malikmobbasir 5 หลายเดือนก่อน

    दस्ते गुरबर्त में है एक मां के लबों पे ये सदा
    या क़तील अल अबरा,
    गरीब अल गोरबा।
    खुद खंजर से सीतमगर ने तुझे जबहा किया।
    या क़तील अल अबरा।
    या गरीब अल गोरबा।
    i)जब्हा हैवानों को आगे से किया जाता है।
    हो अजियत न छूरी तेज रखा जाता है।
    हाय हुसैन.
    ए शहीदे कर्बला,
    ऐ गरीबे नैनवा,
    ऐ क़तीले अल्कमा.
    पुस्ते गर्दन से तेरा शीर्म ने काटा है गला।
    या क़तील अल अबरा।
    या गरीब अल गोरबा।
    दस्ते गुरबर्त में है एक मां के लबों पर ये सदा
    या क़तील अल अबरा।
    या गरीब अल गोरबा।
    पानी हैवान को भी देते है दम ए जिबहा पीला।
    पर मोहम्मद के नवासे को न एक कतरा मिला।
    हाय हुसैन.
    ए शहीदे कर्बला,
    ऐ गरीबे नैनवा,
    ऐ क़तील अल्कमा.
    सामने आखों के मौजूद था बहता दरिया।
    या क़तील अल अबरा,
    गरीब अल गोरबा।
    दस्ते गुरबर्त में है एक मां के लबों पे ये सदा
    या क़तील अल अबरा गरीब अल गोरबा।
    कभी हाथो से मैं खंजर को पकड़ लेती थी।
    कभी गर्दन तेरी गर्दन पर मैं रख देती थी।
    हाय हुसैन.
    ए शहीदे कर्बला,
    ऐ गरीबे नैनवा,
    ऐ क़तील अल्कमा.
    फिर भी तुझ को न बचा पाई मेरे माहे लका।
    या क़तील अल अबरा,
    गरीब अल गोरबा।
    दस्ते गुरबर्त में है एक मां के लबों पे ये सदा
    या क़तील अल अबरा गरीब अल गोरबा।
    टीले पर आ के फरियाद बहन करती रही।
    तेरी गर्दन पर सीतमगर की छूरी चलती रही
    हाय हुसैन.
    ए शहीदे कर्बला,
    ऐ गरीबे नैनवा,
    ऐ क़तीले अल्कमा.
    हाय अफसोस की जालिम न तरस कुछ खाया
    या क़तील अल आबरा,
    या गरीब अल गोरबा,
    दस्ते गुरबर्त में है एक मां के लबों पे ये सदा
    या क़तील अल अबरा,
    गरीब अल गोरबा।
    भूख और प्यास में ये सब्र ये हिम्मत तेरी
    जेरे खंजर भी न क़ातिल को कोई बद्दुआ दी
    हाय हुसैन.
    ए शहीदे कर्बला,
    ऐ गरीबे नैनवा,
    ऐ क़तील अल्कमा.
    बद्दुआ की जगहां लब पर था तेरे शुक्रे खुदा।
    या क़तील अल अबरा,
    गरीब अल गोरबा।
    देखा जाता न था आंखों से वो खूनी मंजर।
    रुक के चलता था तेरे खुशक गले पर खंजर।
    हाय हुसैन.
    ए शहीदे कर्बला,
    ऐ गरीबे नैनवा,
    ऐ क़तील अल्कमा.
    बारह जर्बों में सीतमगर ने तेरा कटा गला।
    या क़तील अल अबरा,
    गरीब अल गोरबा।
    दस्ते गुरबर्त में है एक मां के लबों पे ये सदा
    या क़तील अल अबरा,
    गरीब अल गोरबा।
    कत्ल के बाद मजहिर न रुके अहले जफा,
    घोड़ों की टापो पामाल मेरा लाल हुवा।
    हाय हुसैन.
    ए शहीदे कर्बला,
    ऐ गरीबे नैनवा,
    ऐ क़तील अल्कमा.
    हड्डियां टूट गई बिखरा था रन में लाशा,
    या क़तील अल अबरा,
    गरीब अल गोरबा।
    दस्ते गुरबर्त में है एक मां के लबों पे ये सदा
    या क़तील अल अबरा,
    गरीब अल गोरबा।

    • @AzadariBaragaonGhosiMau
      @AzadariBaragaonGhosiMau  5 หลายเดือนก่อน

      Kund khanjar se sitamgar ne tujhe zabha kiya
      खुद नही है कुंद है mean jisme धार न हो

    • @AzadariBaragaonGhosiMau
      @AzadariBaragaonGhosiMau  5 หลายเดือนก่อน

      दस्ते गुर्बत( ग़लत)
      दश्ते गुर्बत (सही)

  • @ishanmirza_np
    @ishanmirza_np ปีที่แล้ว +1

    Masah allah . Lyrics daten to accha hota

  • @alimohdsamad4971
    @alimohdsamad4971 ปีที่แล้ว +2

    Mashallah ♥️ please Provide the lyrics of this noha

  • @ZeenatFatima-q7k
    @ZeenatFatima-q7k 5 หลายเดือนก่อน +1

    Lyrics send kr dijiye please 🙏🙏🙏

    • @AzadariBaragaonGhosiMau
      @AzadariBaragaonGhosiMau  5 หลายเดือนก่อน

      Lyrics video ke description me maujood hai aapne dekha nahi phir bhi bhej raha hoon Maula sabhi azadoron ki khidmaten qobool farmaye
      Lyrics-
      Dashte gurbat m hai ek ma k labo par ye sada
      Ya qateel al abra, ya gareeb al goraba
      Kund khanjar se sitamgar n tujhe zabha kiya
      Ya qateel al abara, ya ghareeb al ghorana
      Zabha haiwano ko agey se kiya jata hai
      Ho azeeyat na chhuri tez rakha jata hai
      Haaye Hussain haye Hussain haye Hussain
      Ai shaheede karbala ai ghareebe nainawa, ai qateele alqama
      Pushte gardan se tera shimr n kata hai gala
      Ya qateel al abara ya ghareeb al ghoraba
      Paani haiwan ko bhi dete hain dam e zabha pila,
      Par mohammad ke nawase ko na ik qatra mila
      Haye husain Haye husain Haye husain
      Ai shaheed e karbala, ai ghareeb e nainawa, ai qateel e Alqama
      Ya qateelal abara ya ghateebal ghoraba
      Kabhi hathon se mai khanjar ko pakad leti thi,
      Kabhi gardan teri gardan pe mai rakh deti thi,
      Haye husain Haye husain Haye husain
      Ai shaheede karbala, ai ghareeb e nainawa ai qateele alqama,
      Phir bhi tujhko na bacha paayi meray maahe laqa
      Ya qateelal abara ya ghareebal ghoraba
      Teele par aan ke fariyad bahan karti rahi,
      Teri gardan pe sitamgar ki chhuri chalti rahi,
      Haye husain Haye husain Haye husain
      Ai shaheede karbala, ai ghareebe nainawa, ai qateele alqama
      Haye afsos ki zalim na taras kuch khaya,
      Ya ghareebal ghoraba, ya qateelal abara
      Bhook aur pyas me ye sabra ye himmat teri
      zere khanjar bhi na qatil ko kabhi badduaa di
      haye husain haaye husain
      Ai shaheede karbala ai ghareebe nainawa, ai qateele alqama.
      Baddua ki jagah lab par tha teray shukre khoda
      ya qateelal abara ya gahreebal ghoraba
      Dekha jata na tha ankhon se wo khooni manzar,
      Ruk ke chalta tha teray khushk gale par khanjar
      Haye husain Haye husain Haye husain
      Ai shaheede karbala ai ghareebe nainawa
      Ai qateele alqama
      Barah zarbon me sitamgar ne tera kata gala
      Ya qateelal abara ya ghareebal ghoraba
      Qatla ke baad Mazahir na ruke ahle jafa
      Ghodon ki taapon se pamaal mera laal hua,

  • @jackwilliams8577
    @jackwilliams8577 ปีที่แล้ว

    Jeo Jeo Zakirae Ahlaebait, bhai description mae last stanza ke line missing hi barayae meherbani dae sako to ???

    • @AzadariBaragaonGhosiMau
      @AzadariBaragaonGhosiMau  ปีที่แล้ว

      Aap dobara dekhen, Line sahi ho gayi hai magar waqt ki kami ki wajah se noha poora nahi padha gaya tha magar lyrics me complete hai maqta bhi hai aap phir se dekhen.

    • @jackwilliams8577
      @jackwilliams8577 ปีที่แล้ว

      Jazakallah khair,

    • @zeeshankausar3867
      @zeeshankausar3867 ปีที่แล้ว

      bediyaan todi gayi bikhra tha ran me lasha..

    • @jackwilliams8577
      @jackwilliams8577 ปีที่แล้ว

      ​@@zeeshankausar3867jazakallah khair

  • @ShahzadiOfficial724
    @ShahzadiOfficial724 ปีที่แล้ว

    Koi lyrics dedo km se km nauha pdh ske voice clear ni h

    • @AzadariBaragaonGhosiMau
      @AzadariBaragaonGhosiMau  ปีที่แล้ว +1

      Dashte gurbat m hai ek ma k labo par ye sada
      Ya qateel al abra, ya gareeb al goraba
      Kund khanjar se sitamgar n tujhe sabha kiya
      Ya qateel al abara, ya gareeb al gorana
      Zabha haiwano ko agey se kiya jata hai
      Ho azeeyat na chhuri tez rakha jata hai
      Haaye Hussain haye Hussain haye Hussain
      Ai shaheede karbala ai gareebe nainawa, ai qateele alqama
      Pushte gardan se tera shimr n kata hai gala
      Ya qateel al abara ya gareeb al gorana
      Paani haiwan ko bhi dete hain dam e zabha pila,
      Par mohammad ke nawase ko na ik qatra mila
      Haye husain Haye husain Haye husain
      Ai shaheed e karbala, ai ghareeb e nainawa, ai qateel e Alqama
      Ya qateelal abara ya ghateebal ghoraba
      Kabhi hathon se mai khanjar ko pakad leti thi,
      Kabhi gardan teri gardan pe mai rakh deti thi,
      Haye husain Haye husain Haye husain
      Ai shaheede karbala, ai ghateeb e nainawa ai qateele alqama,
      Phir bhi tujhko na bacha paayi meray maahe laqa
      Ya qaterlal abara ya ghareenal ghoraba
      Teele par aan ke fariyad bahan karti rahi,
      Teri gardan pe sitamgar ki chhuri chalti rahi,
      Haye husain Haye husain Haye husain
      Ai shaheede karbala, ai ghareebe nainawa, ai qateele alqama
      Haye afsos ki zalim na taras kuch khaya,
      Ya ghareebal ghoraba, ya qateelal abara
      Bhook aur pyas me ye sabra ye himmat teri
      Ai shaheede karbala ai ghareebe nainawa, ai qateele alqama.
      Baddoa ki jagah lab par tha teray shuke khoda
      Dekha jata na tha ankhon se wo khooni manzar,
      Ruk ke chalta tha teray khushk gale par khanjar
      Haye husain Haye husain Haye husain
      Ai shaheede karbala ai ghareebe nainawa
      Ai qateele alqama
      Barah zarbon me sitamgar ne tera kata gala
      Ya qateelal abara ya ghareebal ghoraba
      Qatla ke baad Mazahir na ruke ahle jafa
      Ghodon ki taapon se pamaal mera laal hua,
      Haye husain Haye husain Haye husain
      Ai shaheede karbala ai ghareebe nainawa, ai qateele alqama

    • @ShahzadiOfficial724
      @ShahzadiOfficial724 ปีที่แล้ว

      Shukriya apka bhut bhut 🥺 allah apko salamat rkhen❤️

    • @AzadariBaragaonGhosiMau
      @AzadariBaragaonGhosiMau  ปีที่แล้ว

      Ji dua me yaad rakhiye video ko share kariye

    • @ShahzadiOfficial724
      @ShahzadiOfficial724 ปีที่แล้ว

      @@AzadariBaragaonGhosiMau ji zrur

    • @mohdsaleem-s
      @mohdsaleem-s ปีที่แล้ว

      ​@@AzadariBaragaonGhosiMauisme Adha adha kyo likhe hain ap pura dijiye kuch kuch line nhi h isne