LYRICS Taweel muddat ke baad aayi Husain ki sogawar zainab fogha'n hai karti mazaar e shah se, Lipat ke be akhtiyar Zainab Taweel muddat ke ------------------------------------ Na koi hamdard juz Khoda Tha, Zamana itna badal chuka tha, Teri shahaadat ke baad bhaiyya, aseer thi bedayaar Zainab, Taweel muddat ke----------------------------- Tumhara sar Tasht me rakha tha, hamaara bazoo bandha hua tha, Yazeed ke roo baroo khadi thi, Barahna sar sharmsaar Zainab Taweel muddat ke-------------------------------- Na aisa duniya me saaneha ho, Bahan na bhai se yu'n juda ho, Tumhare laashay pe bain kar ke, Na ro saki dil fegaar Zainab. Taweel muddat ke----------------------------------- Na teray kaam aa saki ai bhaiyya, ye sadma taa zindagi rahega, Feda kiye dono Laal Lekin, na ho saki khud nesaar Zainab. Taweel muddat ke-------------------------------------- Milaa na ik boond tumko paani, ai tashna lab fatema ka jaani, ab apne ashko'n se tar karegi, Husain tera mazaar Zainab. Taweel muddat ke---------------------------------- Na poochho beemaar ki tabaahi, ki pusht ki khaal udhad chuki thi, Ghareeb Abid ki bekasi par, Tadapti thi baar baar Zainab. Taweel muddat ke---------------- Hai iska afsos mujhko bhaiyya, Na kar saki ik kafan mohayya, Aseer thi kis tarah se karti, Tumhe supurde mazaar Zainab. Taweel muddat ke-----------------_------------- YOU CAN FIND LYRICS IN DESCRIPTION TOO
😢😢
😭😭😭😭😭
share please
😭😭😭😭😭😭😭
Share please
Plz send me
LYRICS
Taweel muddat ke baad aayi Husain ki sogawar zainab
fogha'n hai karti mazaar e shah se, Lipat ke be akhtiyar Zainab
Taweel muddat ke ------------------------------------
Na koi hamdard juz Khoda Tha, Zamana itna badal chuka tha,
Teri shahaadat ke baad bhaiyya, aseer thi bedayaar Zainab,
Taweel muddat ke-----------------------------
Tumhara sar Tasht me rakha tha, hamaara bazoo bandha hua tha,
Yazeed ke roo baroo khadi thi, Barahna sar sharmsaar Zainab
Taweel muddat ke--------------------------------
Na aisa duniya me saaneha ho, Bahan na bhai se yu'n juda ho,
Tumhare laashay pe bain kar ke, Na ro saki dil fegaar Zainab.
Taweel muddat ke-----------------------------------
Na teray kaam aa saki ai bhaiyya, ye sadma taa zindagi rahega,
Feda kiye dono Laal Lekin, na ho saki khud nesaar Zainab.
Taweel muddat ke--------------------------------------
Milaa na ik boond tumko paani, ai tashna lab fatema ka jaani,
ab apne ashko'n se tar karegi, Husain tera mazaar Zainab.
Taweel muddat ke----------------------------------
Na poochho beemaar ki tabaahi, ki pusht ki khaal udhad chuki thi,
Ghareeb Abid ki bekasi par, Tadapti thi baar baar Zainab.
Taweel muddat ke----------------
Hai iska afsos mujhko bhaiyya, Na kar saki ik kafan mohayya,
Aseer thi kis tarah se karti, Tumhe supurde mazaar Zainab.
Taweel muddat ke-----------------_-------------
YOU CAN FIND LYRICS IN DESCRIPTION TOO