noha | 9 muharram 2023 | Taziya | ghosi | azadari | Dasht e ghurbat me

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 23 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 10

  • @rizwanjafar14
    @rizwanjafar14 6 หลายเดือนก่อน

    😭😭😭😭😭😭

  • @sabbirali9482
    @sabbirali9482 6 หลายเดือนก่อน +1

    lyric upload kro bhai plzz

    • @AzadariBaragaonGhosiMau
      @AzadariBaragaonGhosiMau  6 หลายเดือนก่อน +1

      SADA E MATAM
      Dashte ghurbat me hai ik maa ke labon par ye sada
      Ya Qateelal abara ya ghareebal ghoraba
      Kund khanjar se tujhe zabha sitamgar ne kiya
      Ya qateelal abara ya gahareebal ghoraba
      Zabha haiwano ko aage se kiya jata hai
      Ho azeeyat na chhuri tez rakha jata hai,
      Haye Husain Haye Husain Haye Husain
      Ai shaheed e karbal Ai ghareeb e nanawa Ai qateele alqama,
      Pusht e gardan se tera shimra ne kata hai gala
      Ya qateelal abara ya ghareebal ghoraba.
      Paani haiwano ko detey hain damay zabaha pila,
      Par Mohammad ke nawase ko na ik qatra mila
      Haye Husain Haye Husain Haye Husain,
      Ai shaheed e karbal Ai ghareeb e nainawa Ai qateele alqama,
      Saamnay ankho ke maujood tha bata dariya
      Ya qateelal abara ya ghareebal ghoraba.
      Kabhi haathon se mai khanjar ko pakad leti thi,
      Kabhi gardan teri gardan pe mai rakh deti thi,

      Phir bhi tujhko na bacha paayi meray maahay laqa
      Ya qateelal abara ya ghareebal ghoraba.
      Teele par aan ke fariyad bahan karti rahi,
      Teri gardan pe sitamgar ki chhuri chalti rahi,

      Haye afsos ki zalim na taras kuchh khaya
      Ya qateelal abara ya ghareebal ghoraba.
      Bhook aur pyasme ye sabra ye himmat teri,
      Zeray khanjar bhi na qaatil jo koi baddoa di,

      Baddoa ki jagah lab par tha teray shukr e khoda,
      Ya qateelal abara ya ghareebal ghoraba.
      Dekha jata na tha ankho se wo khooni manzar,
      Ruk ke chalta tha teray khushk galay par khanjar,

      Barah zarbon me sitamgar ne tera kata gala,
      Ya qateelal abara ya ghareebal ghoraba.
      Qatla ke baad mazahir na ruke ahle jafa,
      Ghodo ki taapon se pamal mera laal hua,
      Haye Husain Haye Husain Haye Husain,
      Haddiyan todi gayi ran me tha bikhra lasha,
      Ya qateelal abara ya ghareebal ghoraba
      The end

  • @sabbirali9482
    @sabbirali9482 6 หลายเดือนก่อน

    is noha ka lyric do bhai

    • @AzadariBaragaonGhosiMau
      @AzadariBaragaonGhosiMau  6 หลายเดือนก่อน

    lyric do bhai

      ​@@AzadariBaragaonGhosiMauঅনেক অনেক শুকরিয়া ভাই(bohut bohut sukriya bhai)