کپور تھلہ ریاست کا دوسرا حصہ اودھ یو پی میں تھا اور وہ رقبہ میں دو گنا تھا دریائے گھاگرہ کے کنارے پر واقع تھا میرے خاندان نے تلونڈی چوہدریاں سلطان پور لودھی سے ھجرت کی
Jesalmer mein hindu sodha rajput rehtay hein 1000 sal pehlay turk afghan uzbuk mongol bloch awan aur boht say invaders kay attacks boht ziada thay to rajput hindu jesay rana kapoor singh wahan say kapoorthala a gay aur yehi log choonkay raja huva kertay thay yeh phir kapoorthala kay raja ban gay in ko rajput bhatti kehtay hein bhatti is liay kehtay hein aik in kay raja ka name bhatti tha yeh log musalman ho gay baba guru nanak bhee rajput bhatti tha to ik nia religion 1469 say shru huva baba guru nanak 1469 mein peda huva tha aur jo hindu us kay followers huvay us ko sikh kehtay hein sikh punjabi word hey yani seekhna aur yehi rajput bhatti sikh ban gay kapoorthala ka raja rajput bhatti sikh tha aur kapoorthala kay musalman rajput bhatti us kay rishtaydar thay us kay khandan kay lerki kee shadi ik musalman lerkay say huie yeh rajput bhatti huge farmer Thay pakistan mein burewala f abad sahiwal pakpatan okara bahawalpur chishtian aur her jagah abad hein rana kehlatay hein rana sangram singh bhee sodha rajput tha raja daher bhee 1947 mein lakhoun maray gay lapata huvay aur yeh brahman say nikli shakh hey aur khatri say rana ka matlab farmer hey yeh sansikrat lafaz hey aur is lafaz ko nepal srilanka aur hindustan mein name ka part kay tor per istamal kia jata hey jesay mera name rana taj Muhammad hey aur Pakistan mein important politicians isi tribe say belong kertay hein punjab assembly mein hein aur hoshiaarpur kay ghoraywah bhee sodha rajput hein aur bhat but dar aur boht say log bhee brahman hein to bhat but rajput shekh khatri brahman combo gujar aur log jo hindu thay aik hein hindustan bohat purana mulk hey aur aik pind jis kee zameen sultan pur city tak thee woh rajput bhatti logoun ka pind tha is city sultan pur mein baba guru nanak kee behen aur beti kee shadi huie thee aur yeh lerka jo bol raha hey is nay aik lafaz galat kaha hey lafaz talwandi choudhrian hey 22 pind zameen ka owner choudhry gohar rajput bhatti tha ham hindustan mein nawab aur Pakistan mein kamzor
سردار ماسٹر تارہ سنگھ کے کردار کو نہ بھولیں۔
Yar Pakistanion bahut vadi jankari sari jankari bilkul sahi hai
معلوماتی پروگرام ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
منجانب :
ڈاکٹر اظہار احمد گلزار
Zabardast
My grandparents city Kapurthala ❤
Well done
Kamal kar diya ap ny
❤Mughal ❤
Ahhh, my ancestor's home, Karpothala, is missing you a lot! Those were migrated from Ocha Pind, near Fatutinga
Aaj kal aap log kahan rehty hein
My grandfather city ha ya
Dear Umair, saw your very well researched historic compilations. Very well done, keep it up.
کپور تھلہ میں ھمارے جد امجد نے نواں پنڈ کے نام سے گاؤں بسایا تھا آج سے تین سو سال پھلے
i have not seen just like your informative channel your struggle is very impressive may Allah give you long life
My Grandfather's City, Pind Fatehgarh Sikri, Bhulath, Kapurthala
My Home Town Kapurthala city Paris of Punjab I am proud to Kapurthala city
want to talk to you dear
Bhai koi khangah gaon Ka hai?
@@AffanChaudhryOfficial Kapurthala City
WhatsApp number dena please apna
kya baat
Good work ....very interesting 👍
Thanks bro
Very good info my elders also belonged to phhagwara kapoorthhala
Apne Ibrahim bhatti ka zikr nahi kiya jisko ahuliwalia ne shaheed karke riyasat pe kabza kiya tha
شہر سلطان پور ضلع جالندھر ریاست کپور تھلہ
Nice
koi saab thola pend ka hai
آذاد رہنے کا آپشن کس ریاست کو حاصل نہیں تھی۔
I'm from Jalandhar near by Karputhala
thola pend ki koi video mil sakti hay.hamray baray tholay pend se pakistan aye thay
کپور تھلہ ریاست کا دوسرا حصہ اودھ یو پی میں تھا اور وہ رقبہ میں دو گنا تھا دریائے گھاگرہ کے کنارے پر واقع تھا میرے خاندان نے تلونڈی چوہدریاں سلطان پور لودھی سے ھجرت کی
Mai kapurthala se hu
I am an ex student of Sainik school kapoorthala.
Ab kitny %muslam hn is me
Jesalmer mein hindu sodha rajput rehtay hein 1000 sal pehlay turk afghan uzbuk mongol bloch awan aur boht say invaders kay attacks boht ziada thay to rajput hindu jesay rana kapoor singh wahan say kapoorthala a gay aur yehi log choonkay raja huva kertay thay yeh phir kapoorthala kay raja ban gay in ko rajput bhatti kehtay hein bhatti is liay kehtay hein aik in kay raja ka name bhatti tha yeh log musalman ho gay baba guru nanak bhee rajput bhatti tha to ik nia religion 1469 say shru huva baba guru nanak 1469 mein peda huva tha aur jo hindu us kay followers huvay us ko sikh kehtay hein sikh punjabi word hey yani seekhna aur yehi rajput bhatti sikh ban gay kapoorthala ka raja rajput bhatti sikh tha aur kapoorthala kay musalman rajput bhatti us kay rishtaydar thay us kay khandan kay lerki kee shadi ik musalman lerkay say huie yeh rajput bhatti huge farmer Thay pakistan mein burewala f abad sahiwal pakpatan okara bahawalpur chishtian aur her jagah abad hein rana kehlatay hein rana sangram singh bhee sodha rajput tha raja daher bhee 1947 mein lakhoun maray gay lapata huvay aur yeh brahman say nikli shakh hey aur khatri say rana ka matlab farmer hey yeh sansikrat lafaz hey aur is lafaz ko nepal srilanka aur hindustan mein name ka part kay tor per istamal kia jata hey jesay mera name rana taj Muhammad hey aur Pakistan mein important politicians isi tribe say belong kertay hein punjab assembly mein hein aur hoshiaarpur kay ghoraywah bhee sodha rajput hein aur bhat but dar aur boht say log bhee brahman hein to bhat but rajput shekh khatri brahman combo gujar aur log jo hindu thay aik hein hindustan bohat purana mulk hey aur aik pind jis kee zameen sultan pur city tak thee woh rajput bhatti logoun ka pind tha is city sultan pur mein baba guru nanak kee behen aur beti kee shadi huie thee aur yeh lerka jo bol raha hey is nay aik lafaz galat kaha hey lafaz talwandi choudhrian hey 22 pind zameen ka owner choudhry gohar rajput bhatti tha ham hindustan mein nawab aur Pakistan mein kamzor
Aap iss time kahan reh rahy hu??
Not many people know that information
😂 your argument defies logic 😂