Hello sir🙏 mera eq question tha , maine prt railway tecaher prayagraj ke liye apply kiya hai grade pay 4200 ....mai kisi aur state se hun , to kya ye quarters teachers ke liye bhi available hai ?
If person fulfill qualification then training will be same 1year hoga jinka qualification pura nahin hai CG ground se hai training period 3 years ka hoga as apprentice ke rup mein
generally officer ,senior section engineer ,junior engineer ,Technician Gr -1 jo kisi station per independent duty karte hain jinko night me kabhi bhi Bulaya Ja sakta hai use CUG SIM provide Kiya jata hai Baki Agar available hoga to aapke incharge De bhi sakte hain CUG SiM |
Sir reply meri mummy aurr mere bhai dono ki ticket maine 7 oct ko delhi ke liye book ki thi mummy ki ticket to 45+ age wali criteria se confirm ho gyi hai par bhai ki ticket abhi bhi RLWL /27 dikha Raha hai ese mein cancel krke bus se jaye ya train se please reply and kya train mein fine lene baad jane denge 🙏🙏🙏 journey date 8 dec hai
@@Nikhilthakur5675y Same PNR no ke saath hai kya agar dono ka ticket ek saath hai to saath mein ja sakte hain aise Rule ke anusar waiting ticket allow nahin hai
PRYJ division me 6-6 days ka shift ka naya intensive roster chal raha hai 00 -06 ,6 days then R uske baad 18-24 6 days then R uske bad 12-18 ,6 days then R uske bad 6-12 ,6 days then R halaki 6-12 karne ke bad kabhi kabhi 0-6 me bhi aapko bulaya ja sakta hai 18-24 ke bad 12-18 ,phir 12-18 ke bad -6-12 bhi, rest kabhi 7 days kabhi 8 days me bhi mil sakta hai |
Bahut achha
Super❤
Thanks 🔥
भाई इसमें लाइट वर्क मैने ही करवाया हे
achha work hua hai yar lekin electric board ki quality achhi nahin lagwaye ho
@dyadavvlog1341 भाई ये 2016 का टेंडर था और जो टेंडर में था वोही लगाया गया था।
@@SMARTWORKWITHRAILWAY koi bat nahin ab naye quarter me sahi electrical equipment lagwana
Nice
Thank you!
Hello sir🙏 mera eq question tha , maine prt railway tecaher prayagraj ke liye apply kiya hai grade pay 4200 ....mai kisi aur state se hun , to kya ye quarters teachers ke liye bhi available hai ?
Kya aap inse inki in hand salary puch skte h 🙏🙏
Aapse bat karwa denge Salary bhi bata denge
@dyadavvlog1341 💝 thanks
Shuru time me 55000 se lagabhag suru hoti hai baad me ye per year badhati chali jaati hai
Thank you vinod ji ( Sr Train manager )
@@VinodKrYadav2 Aur jaise Google krne pr 2.7 lakh dikhata h kya sch me salary 2.5 lakh tk pahuch jati h
Sir meri qualification 12. Pass pcm se hai mai CGA se snt grade 3 m select hua hu to meri training kitne din ki hogi ?
If person fulfill qualification then training will be same 1year hoga jinka qualification pura nahin hai CG ground se hai training period 3 years ka hoga as apprentice ke rup mein
@@dyadavvlog1341 Aur sir isme kuch apperantice ka bhi scene hota hai kya ?
@dyadavvlog1341 Sir grade two ke promotion ke liye 2 ya 3 saal ki grade 3 m working hoti h to apperantice wali chal jayegi ya usse alag
Sir snt technician grade 3 ko bhi CUG sim milta hai kya ?
generally officer ,senior section engineer ,junior engineer ,Technician Gr -1 jo kisi station per independent duty karte hain jinko night me kabhi bhi Bulaya Ja sakta hai use CUG SIM provide Kiya jata hai Baki Agar available hoga to aapke incharge De bhi sakte hain CUG SiM |
Sir reply meri mummy aurr mere bhai dono ki ticket maine 7 oct ko delhi ke liye book ki thi mummy ki ticket to 45+ age wali criteria se confirm ho gyi hai par bhai ki ticket abhi bhi RLWL /27 dikha Raha hai ese mein cancel krke bus se jaye ya train se please reply and kya train mein fine lene baad jane denge 🙏🙏🙏 journey date 8 dec hai
kis train me hai aur kis class ka ticket hai or online ticket liye the ki railway booking counter se
@dyadavvlog1341 sir online hi book Kiya tha 7 oct ko 8 dec ko journey hai TRAIN NO. 15707 KIR ASR EXPRESS please reply sleeper class
Hii sir reply please 🥺🥺
@@Nikhilthakur5675y Same PNR no ke saath hai kya agar dono ka ticket ek saath hai to saath mein ja sakte hain aise Rule ke anusar waiting ticket allow nahin hai
@dyadavvlog1341 different pnr hai but ek ticket hai mere pass mummy wala confirm ticket
Lal sadak Nawaz Yusuf road?
Yes
Sir Railway Teachers ko bhi same flat allot hote hn ? Pls reply
jahaan jis type ka quarter available hoga Waisa hi milega
Kya ye govt quarter h
Han purane quarter ko tod kar flat type ka quarter 6 floor ka banaya gaya hai kam space mein jyada Logon ke liye bana hai Railway quarter |
sir
section controller ka 6 hours ka roster kaise hota hai bataiye sirji
PRYJ division me 6-6 days ka shift ka naya intensive roster chal raha hai 00 -06 ,6 days then R uske baad 18-24 6 days then R uske bad 12-18 ,6 days then R uske bad 6-12 ,6 days then R halaki 6-12 karne ke bad kabhi kabhi 0-6 me bhi aapko bulaya ja sakta hai 18-24 ke bad 12-18 ,phir 12-18 ke bad -6-12 bhi, rest kabhi 7 days kabhi 8 days me bhi mil sakta hai |
Kaun sa match chal rha
Indian womens and australia womens