bhai yr ye batao jo railway mai doctors hote hain admo, unko konsa type quarter milta h aur kaisa hota hai. kya quarter seprate milta hai ya ek hi building mai kai sare quater mai se milta h reply plz
2400 aur 1900 me jisne pahle apply kiya hoga, agar first time dono alot ho rha h tb 2400 ko milega, agar pahle se koi quarter hai 2400 ke pass to 1900 ko milega
bhai yr ye batao jo railway mai doctors hote hain admo, unko konsa type quarter milta h aur kaisa hota hai.
kya quarter seprate milta hai ya ek hi building mai kai sare quater mai se milta h
reply plz
Sir what is the difference between running and non running staff?
जिन्हे ट्रेन में ड्यूटी करनी होती वो सभी रनिंग स्टाफ कहलाते है । ट्रेन के बाहर ड्यूटी करने वाले स्टाफ non running
same quarter me (type-II) 1900 or 2400 grade pay wala apply kiya h but date of joining 1900 wale ka phle h toh wo querter kisko milega?
2400 aur 1900 me jisne pahle apply kiya hoga, agar first time dono alot ho rha h tb 2400 ko milega, agar pahle se koi quarter hai 2400 ke pass to 1900 ko milega
Traning me quater mil te hai kya ?
Sir jo 12 cctv hot hai usme bhi milti hai kya quarter
sir agar apni city m posting hai to bhi kya quater le sakte hai ?
ha le sakte hai agar aapke naam se house property nahi hai
Tte ka liya konsai hoga
Type -2 and type- 3 dono ke liye eligible hain, iske sath GP badhne par quarter change kar sakte hain next type- 4 ke liye,
4200 gp pe B type quarter lena badhyakari h kya
Ydi type C nhi milta to HRA claim skte h kya
Reply pls?
Nahi aisa jaruri nhi hai, fir bhi aap allottee se apni baat rakh sakte hai, central pool me yadi koi quarter ho to preference ke liye.
Dur daraj jungle me railway station hote hai vaha railway ke quater hote hai kya. ( nice video👍 )
Ha, limited hote h, sabhi jagah par nhi hai
Grade 3 walo ko quarter milta h kya
Ha milta hai quarter available hone par seniority base par
Agar mujhe quarter mila to HRA nehi milega?
Nahi milega
Quarter na milne par hi apko HRA milega