Agar 3 phase motor hai , to Submersible Pump Current jyada le rahi hai..3 hp ki Motor 6 ya 7 Amp se jyada nahi leni chahiye. 1 baar Submersible pump ki Service karwa do.
स्टाटर चालू करने बाद बार बार गिर रहा है. स्टाटर 30सेकंद भी नही चल रहा .मोटार की वायर निकालने बाद स्टाटर चालू किया तो स्टाटर चल रहा है.. कीस मे प्रॉब्लेम हॊ सकता है. मोटार या स्टाटर? 3hp मोटार है. Relay 6,10 है.
Sir hamari motar auto switch se connect hai par wo 1 mint chalti hai fir automatic band hojati hai Fir lal batan daba te hi chalu ho jati hai is problem ko kaise solve kare
Sir meri 5hp feloxe moter h aato sahi line bata raha lekin moter trip ho rahi h or new moter h aato bhi change karke dekh liye aato band karne achchi chalti h kuch bataye @@TechnicalWork1
Agar 3 phase ki Motor hai to Red Wire aur Yellow Wire ko interchange krke check karo. Red wire ko yellow ki jagah aur Yellow Wire ko Red ki jagah laga kr check kro..
Congratulations 🎉 4k
Thanks Bhai..
Super bro 🔥
😊🙏
4k Subscriber complete 👍
Nice video bro
😊🙏
Sir hamara samarsable 3hp ka hai our 19,20 ampier current le rahi hai to rile kitne par set kare our voltage 260,270 hai
Single Phase motor hai ya 3 Phase motor
@@TechnicalWork1
3 phase
Agar 3 phase motor hai , to Submersible Pump Current jyada le rahi hai..3 hp ki Motor 6 ya 7 Amp se jyada nahi leni chahiye. 1 baar Submersible pump ki Service karwa do.
Sir Rile kitna par set kr band toh ho jata hai par lekin phir automatic start nhi hota hai. Please replay sir, 🙏
Kitni Der me trip hota hai , ya fir Start krte hi trip ho jata hai
1.5 Hp नवीन मोटर बोरवेल मध्ये टाकली आहे तर स्टार्टर सोडत आहे काय प्रोब्लेम असेल
स्टाटर चालू करने बाद बार बार गिर रहा है. स्टाटर 30सेकंद भी नही चल रहा .मोटार की वायर निकालने बाद स्टाटर चालू किया तो स्टाटर चल रहा है.. कीस मे प्रॉब्लेम हॊ सकता है. मोटार या स्टाटर? 3hp मोटार है. Relay 6,10 है.
3hp ka moter 15a ka hai relay kitne me set kare.. ye moter 4 minute bad trip ho ja raha hai.
Abhi jitne pr set hai usse 2 Amp Setting aur badha do.
Bhai 12.5 hp ki moter ke liye seating kya honi chahiye
20 Amp.. Rakh do setting
Dol Starter Panel hi hai na
Oil wala h
Koi problem nhi.. 20 Amp set kr do
Sir hamari motar auto switch se connect hai par wo 1 mint chalti hai fir automatic band hojati hai
Fir lal batan daba te hi chalu ho jati hai is problem ko kaise solve kare
Kb se Problem aa rhi hai.
Sir meri motar 30 hp ka uska bhi minimum 10 minat chlta hai aur trip ho jaga hai aur relay 45 max lga hai
Usme Starter.. Star Delta Starter laga hai na?
@@TechnicalWork1 sir kya aap insta par ho
Haan aap mujhe pic send kr do.. About me I'd ki link hai
❤❤❤❤
❤️🙏
3 fes ki moter he to kitna amp rakhna he
Kitne HP ki Motor hai
3 ki moter h to kitne point me
3 Hp 3 phase motor hai?
mayne rile 21pe rkha he koi problem 5hp pamp he bar bar trip hota he
Kitni kitni Der me trip hoti hai.
@@TechnicalWork1 5minit ya 10 minit kebal bhi garam hoti he
Sir bar bar trip hota hai toa 14 number set kiya hu motor ko kuch problem toa nai hoga na
Kitne Hp ki Motor hai
थ्री फेस मोटर सबमर्सिबल पंप 3 एचपी कितने आरपीएम ले सकता है लोड
Green button press krne se on hota h uske baad fir off ho jata hai
Kitne der me off hota hai
7.5hp Motor 5minutes running automatic turn off please help problem
what is the setting of relay..
Motor ka green button press krta hn tb motor on ho raha h uske baad tu
Uske Baad 🤔
5 HP sumarsibal pump 2-3 mint chalne ke baad moter band ho ja Raha hai
Relay ki Setting kitne pr hai.
Aur Relay ki Range kaha se kaha tk hai.. Fir btata hu kya krna hai
9-14 tak hai 12me set hai abhi
AMP bhi 25 le raha hai
25 Amp jyada le rhi hai Submersible Pump iski Service karwani padegi Apko..
relay ki setting karne ke bad bhi starter trip kar raha hai to ab Hamen kya karna chahie
Kitni der k Baad Trip ho raha hai
एक मिनिट बाद बंद हो रही है
Kitne HP ki Motor hai aur Relay kitne Amp pr Set kiya hai?
@@TechnicalWork1 same problem 1hp
Kitne der me trip ho rhi hai.. Aur Relay ki setting kitne pr set hai
ऑफ बटण दाबतेही मोटर ऑन हो जाती है क्या कारण है
Aur ON Button dabane se kuch ho rha hai
Nhi kuch nhi@@TechnicalWork1
20hp की मोटर की रीले की टाइमिंग क्या होगी
20 Hp Motor k liye Star-Delta Starter laga hoga.. Isme Timer ki Setting 10 se 15 Sec k Aas pass Rakh sakte ho..
19 se jyada PE set h fir bhi trip ho rhi h
Kitne hp ki Motor hai, aur kitne Der me Trip ho rhi hai.
5 hp मोटर हैं सर ऑन होते ही ट्रिप ले रहा स्टाटर salotinn बताओ सर जी
Sbse pehle Starter me check kro 3 phase aa rhi hai ya nhi.. Agar aa rhi hai to Motor me Problem hai ya Fir Motor ki Wire kahi Short ho rhi hai
Sir meri 5hp feloxe moter h aato sahi line bata raha lekin moter trip ho rahi h or new moter h aato bhi change karke dekh liye aato band karne achchi chalti h kuch bataye @@TechnicalWork1
@ankitsanodiya7474 aato kya hai ?
Bhai neeche pe hole kyon diya hai
Kaha bhai.
Kaha bhai.
Plz batao na sir
3hp motor he,3_4 minite pe trip ho raha he, Replay plz
Relay ki setting kitne Amp pr hai
Padosi ne motor jaladi kya kare
Motor ko nikaal kr check karo kabhi kabhi Wire bhi jal jaate hai.
@@TechnicalWork1 sir motor ghum rahi hai lekin pani nhi aa raha hai please reply
Motor hai ya Submersible Pump
@@TechnicalWork1 motor hai kuwe me dale hui
Agar 3 phase ki Motor hai to Red Wire aur Yellow Wire ko interchange krke check karo. Red wire ko yellow ki jagah aur Yellow Wire ko Red ki jagah laga kr check kro..
Mera bhi same aisahi kr rha he
Moter
Kitne Der me trip ho raha hai
Bhai mere me 10 12 sec me trip ho raha kya problem hai@@TechnicalWork1
Motor jyada Current le rahi hai Relay ki Setting 2 Amp Aur badha do.
@@TechnicalWork1 relay badakar bhi deka electrican ne left tharaf gumaya relay ko phir bhi 12 sec ke baad trip ho raha barbar broo
Yah sab karne ke bad bhi trip kar rahi hai
Kitne der me trip kr rhi hai
10 min 20 min maximum
Kitne HP ki Motor hai aur Relay kitne pr set hai
@@TechnicalWork1 2 Hp ki motor hai 20 pr relay set h
Motor me problem hai Motor ko check karwao