@@ankitmohurle8704 Agar woh income ka hain toh lagega, Par agar woh Income ka part nahi hain toh nahi lagega End mein aapki financial bhar ki jitni income hui hain, Utna tax bharna padta hain
Points to remember - 1. No limit of saving accounts (ITR is filed via PAN, not on acct). 2. Up to 10Lakh Deposit and 10 lakh Withdrawal is allowed inf form of cash above that file ITR. If Transaction above 2Lakh per day in any form then file ITR. 3. Current acct limit is 40Lakh deposit/withdrawal pr year and 5Lakh per day. 4. UPI or online transaction are less hostile compared to cash transactions. 5. No limit on money you can keep on your savings account. 6. File ITR if earning above 5Lakh 7. Use current bank account if you do more transactions. 8. 60% penalty will be imposed on undisclosed money.
Agar 10 lakh tak ka deposit bank k bahar se ho matlab bank bc se ya fr online money transfer karne wale k pass se. Or fr us deposit se sirf online transaction ho physically nikala na jaye is case m bhi income tax lagega kya ?
No agr ap 10lakh cash deposit krwata hoto to apka bank automatically income tax walo ko notice bejega uske bad income tax wale apke pass notice send krenga apko 10lakh kha se mila ye btana hoga business na khi or se lakin iska reply apka taxes lawyer hi dega ap nhi
Sahi baat hai sir aaj mere ko HDFC Bank walo ka call aya ki apke saving ac. Me 10lakh se oper transaction hoyi hai kaisi transaction hai. Mene bola ki main tax bharta hu. Bole no problem.😉
Hello Sir, Agar ek financial year me mere saving bank account me online se yani neft,rtgs,imps ya upi se 3 crore ka incoming transfer aata he aour 3 crore ka outgoing transfer hota he kul milakar online se hi 6 crore ki len-den hoti he toh income tax ka notice aayega ya nahi? Note:- isme koi bhi transaction rs 49000 se jyada nahi he.
Sir mere pass union bank of india kaa current account hai udyog adhaar cerficate k base par open karvaya hai kya itr file karna aur tax pay karna jroori hai jaa nhi plz msg reply kar k btaa digiye jab bi app k pass tym ho jaa phir is topic par video bnaa digiye
Bhai maine abhi 16ko saving account open kiya hai sbi me or maine abhi 13 deen me maine 12lakh ka transaction kiya hai abhi kya income tax se koi notice aa skta hai? Pls bhai reply dena yr mai bhut presaan hoon bhai pls
Bhai kya Airtel payment bank account se multiple translation karne par income tax lagega main Airtel payment bank account se multiple translation karta hoon kya mujhe income tax lagega please bataye
Bhai koi business h... Current account me 50 lakh ka online payment krte hain chote chote parts me... Per day 5-6000 ka online payment krte h to kitna income tax dena padega??
If u hv taxable income (i.e net of deduction )above 2.5 lakhs then u t mandatorily required to file return or even if u hve total income less than 2.5 lakhs but tds is deducted the also u should file return to claim refund of tax paid...
Bhai Agar Stock market se muje 1cr ki income ho gayi aur mene ITR File Ki aur Tax Bhi pay Kiya To kya Dusre saal Muje Phir se Tax Dena Padega. Please Reply karna
Dada big fan... Mera ek sawal tha ki...fantasy sports mai winings hai 2 cr se upar (mera ek padosi dost ka hai) to uska sbi savings account hai..to uska wining tax kat ke aya hai uska wallet mai ..abhi uska jo total amount hai usme se daily 2 lakh withdwarl limit hai..to uska daily transaction savings account mai kar sakta hai ki nahi aur per day 2 lakh transaction se kya account freeze ho sakta hai kya ? Agar wo transaction kare to uske liye kya itr file karna hoga kya..uska agar pura winings uthana hai to roj ka hisab se usko continue 3 month per day 2 lakh lena hoga..please clear dada❤
Thanks bro boht ache se samjhaya aapne 🙏💕 Brother ek question hai ki agar kisi ki yearly income 2.5 ya 3 lakh ho to kya usse bhi Return bharni chahiye ?? Aur 2nd question agar wohi person apni income se saal mein saving krke Har saal 1.5-1.5 lakh krke apne account mein deposit krta jaye to use koi tax to nhi dena padega Kyuki 1.5-1.5 lakh krke 10 saal mein uske account mein 15 lakh ho jayenge to kya phir koi income tax ka jhanjhat hoga ????????????
Hello sir please reply. Main Bharat pay merchant interest account for 1 lakh Rakha hua Hai ap balia me Paisa rakhunga kya withwal kar dunga aap boliye please please
Doosra Sidtalk Aa Gya 😍😍
Very useful video 👌👌
Thank you 😉
Hello.. Bhai hamara business he harroj 5000000...se jyada withdrawl hoga to kya income tax lagega
SMS Services sell krta Hein, 5paisa ka leta Hein 20paisa ka bechta heun
Aeps chalane wale ko tax lagega kya
@@ankitmohurle8704 Agar woh income ka hain toh lagega, Par agar woh Income ka part nahi hain toh nahi lagega
End mein aapki financial bhar ki jitni income hui hain, Utna tax bharna padta hain
Points to remember -
1. No limit of saving accounts (ITR is filed via PAN, not on acct).
2. Up to 10Lakh Deposit and 10 lakh Withdrawal is allowed inf form of cash above that file ITR. If Transaction above 2Lakh per day in any form then file ITR.
3. Current acct limit is 40Lakh deposit/withdrawal pr year and 5Lakh per day.
4. UPI or online transaction are less hostile compared to cash transactions.
5. No limit on money you can keep on your savings account.
6. File ITR if earning above 5Lakh
7. Use current bank account if you do more transactions.
8. 60% penalty will be imposed on undisclosed money.
भाई आपकी वीडियो बहुत अच्छी लगी इतनी अच्छी तरह से कोई और नहीं जानकारी देता जितनी अच्छी तरह से आपने दी है।
Sir hum spice money ka business saving account se kar sakte h without problem ke unlimited transaction ke sath
Sir saving me 9 lakh or current me 39 tak agar transaction karte hain toh dono ko jodkar koi problem toh nahi hogi .
Sir..Agra may atm card say paytm or airtel money pay add karu to koi problem hay. .mayra transactions jada hota hay ..inform me sir
भाई आपने जो ज्ञान दिया काफी काबिल ए तारीफ है
Agar 10 lakh tak ka deposit bank k bahar se ho matlab bank bc se ya fr online money transfer karne wale k pass se. Or fr us deposit se sirf online transaction ho physically nikala na jaye is case m bhi income tax lagega kya ?
No agr ap 10lakh cash deposit krwata hoto to apka bank automatically income tax walo ko notice bejega uske bad income tax wale apke pass notice send krenga apko 10lakh kha se mila ye btana hoga business na khi or se lakin iska reply apka taxes lawyer hi dega ap nhi
Ap ekdam clear krke samjhate ho bro Acche se Samjh aati h Apki baate
8:53 hisab kaise rakhe??? Excel mein sara details var ke bad mein ITR kar le ya kuch or upai hain???
But minimum ITR kitni ki ho jo apne 40lakh ki limit mile current account me btao plzzzzzz plzzz
bhai like there is cash deposit and withdrawal limit 10,00,000 , is there UPI transaction amount limit in one financial year ?
Current account gst no. Ke sath open karvane se kya benifit hai
10 lakh me atm withdraw bhi count hoga kya
Thanks bro apki is video ki muhje bahut jrurut thi bro.
My pleasure
I am doing UPI transaction from my United Bank of India . United Bank of India taken 6 rupes upto 10000 and 12 rupes upto 50000 transaction fees .
United bank sa Upi transaction par charge lagta hai,aup paytm say transaction kro nahi to airtel payment bank say karo
Sir current account kaise khulwaye,, kya kya document lagege.?
Sir kaya saving account me 10 lac se Jayda jaise 15 lac hai or hum credit card use karte hai koi dikkat tou nahi hai
Sr me bob m contact se tranjecsan karta hu to tax lagega
आप का बतानेका तरिका मस्त हे मेरे भाई
Apke smjhane ka trika bahot acha lga.dhnywad 👍
Bhai ek bat cliyer kr do ek siving or ek corrent Account dono ek sath rakh sakte hai kya
Bhai koi tarika hai kya Pan card se check Karne Ka kitne transection ke humane total
Bhi eak bat batao ki agar hm axis Bank me Paisa mainten karne ke liye kya hm Paisa agar montth ke last me Dale to bhe charge lagega kya
Sir mai online casino se onlie transfr withdraw keya huu to incom tex me pasa earning kaya batauga hoga
Sahi baat hai sir aaj mere ko HDFC Bank walo ka call aya ki apke saving ac. Me 10lakh se oper transaction hoyi hai kaisi transaction hai.
Mene bola ki main tax bharta hu.
Bole no problem.😉
Hello Sir,
Agar ek financial year me mere saving bank account me online se yani neft,rtgs,imps ya upi se 3 crore ka incoming transfer aata he aour 3 crore ka outgoing transfer hota he kul milakar online se hi 6 crore ki len-den hoti he toh income tax ka notice aayega ya nahi?
Note:- isme koi bhi transaction rs 49000 se jyada nahi he.
Bhai mujhe bhi batao agr aapko iska answer pta chla
Answer this question.
Notice aaya kya aapko
mera koi business nhi hai, current account kaise open kar sakte hai?? ab paytm ka current account open nhi ho raha, plz help
Agar ATM ke through cash withdraw 10 lakh se adhik ho tb tax payable hoga kya.. pls reply
Jawab mila kya
Jawab Mila bhai
Sir mere pass union bank of india kaa current account hai udyog adhaar cerficate k base par open karvaya hai kya itr file karna aur tax pay karna jroori hai jaa nhi plz msg reply kar k btaa digiye jab bi app k pass tym ho jaa phir is topic par video bnaa digiye
Upi transaction to others account limit kitna hai?????
200000
Hamen limit badhwana hai 20 hajar pratidin transistor kar sakun
AEPS wale agent jo roj settlement krte h kya wo amount ki income me ginti hote h
Nahi hota bro kyunki vah to financial work hai
Bhai current account upi mein add kyun nahi Hota hai. Axis current hai mera. Please reply
Bhai maine abhi 16ko saving account open kiya hai sbi me or maine abhi 13 deen me maine 12lakh ka transaction kiya hai abhi kya income tax se koi notice aa skta hai? Pls bhai reply dena yr mai bhut presaan hoon bhai pls
Bhai kya apko koi notice Aya hain abhi tak?
Please reply brother.
@@ritanbarman nhi
Brother mai paytm me pancard add kiya hun ,or paytm mai upi transaction kar raha hoon ,koi to problem nehi hai na bhaiya plz help me and reply
Cash back ke liye amount ko khud k hi accounts me transfer kre to kya hoga. Pls reply
Bhaiya Saving Account ko Current me Convert karva sakte hai kya 🙏🙏🙏
Ha
आपका वीडियो बहुत ही बढ़िया है मस्त है
Thank you
Bhai hm aadhar se paisa nikalne ka kam krte h or mera account savings h to is hisab se to salana me bahut jyada ho jayega to kya kre
I have done 10 lakh upi transactions so muje IT pay karna aur nahi ?
Sir mai dubai se mahine ka 1.5 lakh 1years me 18lakh ka bhejta hu apna biwi ke account me ispe bhi tax lagega
Current account khula lo
Aap bahut hi acche tarike se samjhati hun dhanyvad
Hello kaifi bhai
Mera SBI ka saving account hai
Main mahine ka ₹150000 Paytm dwara
( Send - Recieve ) UPI transaction karta hoon mujhe GST charge Dena hoga kya
isme mujhe GST charge Dena hoga kya
Bhai agar paytm ka ATM se mpos se withdraw kare 10 lakh se upar..fir bhi kiya tax bharna parega
Sir
Mera question ye h ki company kisi employee ke account me branch expenses ka amt transfer karti h . To wo amt income tax under ata h kya.
Bhai kya Airtel payment bank account se multiple translation karne par income tax lagega main Airtel payment bank account se multiple translation karta hoon kya mujhe income tax lagega please bataye
Aap kitna transaction kiye ho
sir ydi cheque se 40 lac rupee current account me dalte hai to tax dena padega..
Bahi tax dena he padega
@@karankhanna9023 aur agar upi se dalte hai ? Tb bhi tax dena padega
Fast comments fast like aur fingure to rok hi nahi paye subscribe karne se jio raja khush kar diya aisi jankari se🙏👍
Very Useful Information. Thank you.
Bhai koi business h... Current account me 50 lakh ka online payment krte hain chote chote parts me... Per day 5-6000 ka online payment krte h to kitna income tax dena padega??
Bhai muhhe ek info do ki visa, debit card m kya fayeda h ya, rupay master card m plz batiye detail se
@mr Khan - rupay card India ka hai. Aur is par offer rehte hai
Visa all worlds work karega or rupey card sirf Bharat me
Bhai apka explanation bahut badhiya hai .sara doubt clear ho gya
Me salaried hou aur ITR file na kru yearly 5 lakh se kaam income ho to jruri hai kya file krna ?
If u hv taxable income (i.e net of deduction )above 2.5 lakhs then u t mandatorily required to file return or even if u hve total income less than 2.5 lakhs but tds is deducted the also u should file return to claim refund of tax paid...
You say Withdrawal more than 10 lakh in saving account is taxable . Konse section me mention h ye ?
Mere bank me pan card nhi diya huaa hai
to kya mere aucaunt se tds kategaa kya
500000 se jyada income (yearly) pe kitna itr dena pdta h
Reply please 🙏🏻🙏🏻
500000 tak ka inkam ek sal me karne per apko keval 250000 rupay ka lnkam tax 12500 repay dena padga bake 250000 repay tak ka maf rahta hai
@@ShubhamKumar-jx4qu upto 5 lac no tax
Sir savings account me atm se cash nikalne se tax lagta hai kya
Bhaiya hum Amazon flipcard par shopping karte hai or market . Me sales karte hai yese trasition par koi problem to nahi hogi
Plz batao
Bhai Agar Stock market se muje 1cr ki income ho gayi aur mene ITR File Ki aur Tax Bhi pay Kiya To kya Dusre saal Muje Phir se Tax Dena Padega.
Please Reply karna
Bhaiya aap bahut hi acche tarike se samjhate ho dhanyvad
Sir plz yeh bataye ager ham current account se kise dusare ke account main saal main kitna paisa transfer kar sakte hai...
Dada big fan...
Mera ek sawal tha ki...fantasy sports mai winings hai 2 cr se upar (mera ek padosi dost ka hai) to uska sbi savings account hai..to uska wining tax kat ke aya hai uska wallet mai ..abhi uska jo total amount hai usme se daily 2 lakh withdwarl limit hai..to uska daily transaction savings account mai kar sakta hai ki nahi aur per day 2 lakh transaction se kya account freeze ho sakta hai kya ? Agar wo transaction kare to uske liye kya itr file karna hoga kya..uska agar pura winings uthana hai to roj ka hisab se usko continue 3 month per day 2 lakh lena hoga..please clear dada❤
Sir tds 1 baar kat jaae to kya continue katta rahega agar 1000000. Ka withdraw na kare to bhi please tell me 🙏
Bhai Paytm KYC expiry date hoti hai ya nahi aur hoti hai to kitne dino ki hoti hai? Please reply back
Kya withdraw aur credit do mila kar
Mere Ac me 6,00,000 Credit Huva hai 2021TO2022 FINANCIAL YEAR mai tb mereko tax pay Krna padega ???
Hello sir suppose Maine online cricket betting(1xbet, crickex) se 1 year me 10 lacs win Kiya hai to Hume ITR me is income ko kaha dikhayenge?
Waah mere sher😆
Other income
Kuch report ki bank nae tumhe ya tumhe koi solution mila ho to please share
Sinier citizen ko saalaana kithna limit hotha hy
Very Useful Video !
Thank You..👏👏👏
Csp me kitne bar transjection hota hai
Agar vides me kama te hain tavi problem hoga sir
sir mere monthly 10 lakh something upi transection hote hai to koi problem hai kya ....
Please reply dena bank mai translation ak saal mai kitna kar sakte hain maximum kya usper tex lag sakta hai 50 lac ke uper
Agar koi current account use kar raha hai to usko kitna kitna tax dena padega 1 year ka
Hello sir suppose Maine online cricket betting se 1 year me 10 lacs win Kiya hai to Hume ITR me is income ko kaha dikhayenge?
Which cricket betting you do ? App?
ITR File kunsa month se karna parna hai
Bhai sahaj website keyse open karna ha plz video banow
Cheque ma kitna limit ha dada
Sir i do game streaming and get money on paytm wallet till how much amount will it be exampted to income tax
SIR AGAR ME APNE SAVING ACCOUNT SE GAADIYON KA BEEMA KARU JO KI SAAL KA 200000 KA HO TO KYA MUJHE INCOME TAX DENA HOGA
Sir agar NRE account h tab bhi yhi role h
Sir agar ham paise deposit krke swipe machine se paise nikalte hai to kya tax lagega
Super Explained... Good Video.. thanks
Cheque transition per tax lagta hai kya
Bro ager foreign se saving account me more than 10 lkh aata ha via neft, global link to kya income tax lag sakta hai
Big bro ham yah kahana chah rahe hain aapse yah bataiye jisse phone par Google par se roj ka Kitna transaction kar sakte hain
Hamen Jaise salana kitne per tax lagega hamara phone par Google par se ham transaction karte hain tab hamen
Very nice info.. Vai.. Itna barhiya tarike se samjhane ke liye thanks.. God bless you
08:48 pakda gaya mins credit and diposite in form of cash ya total money jo banc me available hai
Phone pe se 1month me 30lak karu to koi problem hongey kya?everyday Phone pe se 1 lak dusri ko account pe bhejungi to...plz answer
Sar can I use current account debit card for upi purposes please reply to my query
Bhai current account sirf business ke liye use karo
Bhai just ek question hai agar 10 lac se uper hone per agar income tax questions karta hai aur agar hum bata de income ka source to Kitna tax lagega
Thanks bro boht ache se samjhaya aapne 🙏💕
Brother ek question hai ki agar kisi ki yearly income 2.5 ya 3 lakh ho to kya usse bhi Return bharni chahiye ??
Aur 2nd question agar wohi person apni income se saal mein saving krke
Har saal 1.5-1.5 lakh krke apne account mein deposit krta jaye to use koi tax to nhi dena padega
Kyuki 1.5-1.5 lakh krke 10 saal mein uske account mein 15 lakh ho jayenge to kya phir koi income tax ka jhanjhat hoga ????????????
भाई आपकी जितनी तारीफ की जाए कम है।
And Apka samjane ka tarekaa bhut he aacha Hai proper clearity se samjhate hain tnks for you.
And mare kai questions ke answer muje mill Gaye hai tnks brother
Yes
Atm se nikalengen to by ?katega
Sir mera online transaction 10 lakhs ke upper hai to koi dikkat nahi hogi ke hogi reply
Bhai khud ke ek account se khud ke dusre account me paisa idhar se udhar transfer karte hai to kya tab bhi notice ayega
Cdm deposit bhi 10 lac me add hota hai??
Bro if we use UPI transactions more than 10lacks on a year from gpay or other can i get income tax notice
Same problem
Same
Any notice comes ?
Bro any update?
Same
Post office pe bhi income tax ki nazar hoti h kya
Sir ji , saving account mein ek financial year mein 15lakh ka online credit transaction kiya hai ,esse bhi koi income tax se mail ayega ya nhi
Any problem u facing bro ??
Hello sir please reply.
Main Bharat pay merchant interest account for 1 lakh Rakha hua Hai ap balia me Paisa rakhunga kya withwal kar dunga aap boliye please please