Bldc fan chalega bldc inverter freeze chalega filament bulb chalega led chalega induction heater chalega submersible nahi chalega jisme capacitor hoga wo Dc se nahi chalega
@@RcEgyan main ghar me din ke samay me solar se load chalata hu , direct without battery ke ,usme lagbhag 180 v ka Dc supply ata hai ,isme fan aur motor chhodkar ghar ke lagbhag sare appliance chalte hain ,, lekin problem ye hai ki jab main solar use karta hu to grid ka electricity cut kar deta hun ,, mera sawal ye hai yadi grid ka power or solar ka power dono on rhe to 220v ac supply + 180v Dc supply dono ek sath ho jayega aise me home appliance me kuch risk hai kya ,aur koi aisa system hai to bataiye jisse jab main solar se load chalaunga aur automatically grid ka power cut ho jaye,,
microwave nagal k concept par apka kya vichar h ...?
Kya 220 volt dc se 220 volt AC Banaya Ja sakta hai Agar Banaya Ja sakta hai to iski lagat Kya Hogi
DHANYAWAAD SIR JI AAPNE BEHETARIN JAANKARI DI.
220 volt dc se ev ka charger use kar sakte hai kya ev scooter ko charge karne ke liye
Sir ev charger chalega kya 220 volt DC se.
Ya ev scooter charger kharab ho jayega.
Bldc fan chalega bldc inverter freeze chalega filament bulb chalega led chalega induction heater chalega submersible nahi chalega jisme capacitor hoga wo Dc se nahi chalega
Aacha sar ak washer machine 2800 wat ka machine chal sakta hai kya
240v DC se AC smps 12v 30a Kam karega ya nahi Meri pass 6 solar panel hai 24v 300 Watt ka
🅰️🅱️🕉️🕉️GOOD TEACHING FOR YOUR CHANNEL🚦THANK YOU SO MUCH VERY VERY GOOD 👌👍👌👍💃💃💃😁😀😂😝😝
Ager fan ko dc pr chlana ho to kya add karna pdega
Thanks for information sir
200watt 220volt ac water immersion road train ke 110volt dc per chalega
110 v dc pr Laptop charger work krta he ????
Ap apne charger ko check kijiye agar usme likha hai ye 110v se work kar sakta hai phir chelega
Pura Saman DC current wala ghar mein Laga De to Kaisa rahega kya yah work Karega
Bahut badhiya information, mujhe kuch aur jankari chahiye
Bataye apko aur kya chahiye
@@RcEgyan main ghar me din ke samay me solar se load chalata hu , direct without battery ke ,usme lagbhag 180 v ka Dc supply ata hai ,isme fan aur motor chhodkar ghar ke lagbhag sare appliance chalte hain ,, lekin problem ye hai ki jab main solar use karta hu to grid ka electricity cut kar deta hun ,, mera sawal ye hai yadi grid ka power or solar ka power dono on rhe to 220v ac supply + 180v Dc supply dono ek sath ho jayega aise me home appliance me kuch risk hai kya ,aur koi aisa system hai to bataiye jisse jab main solar se load chalaunga aur automatically grid ka power cut ho jaye,,
Pc direct chalega kya dc voltage se 100 se 240 dc Dene se
No
Agar power section me thoda changes Kiya Jaye to chalega
@@RcEgyanexample please
100% chelega, per dc voltage 240,250 sey ziyada nahi honay chahiyey
Amazing
Thank you
220v ac to 220 dc karne ke liye brig recryfi kese banaye
Sir kese 220v DC supply ko 220v AC me convert kia jae to gar ka sab upkaran chal saktahen?
Use inverter
Your face Is funny 😅😅🤭🤭🤭🤭
Tq
Hello
Nice sir
Sir mujhe solar ke baare me aapse jankari chahiye
Aapse contact kese kare
kya jan na hai batao vdo bana jayega
Tq so much sir
👌👌👌👌👌👌👌👌
AAYA H.
Sab Clega, cable Code alti palti krke
Geyser??
220 dc se 1.5 ten ac chaega
Chalega Bhai ...but vahh pure inverter technology par hona chahiye..
Adhik jankari keliye microwave nagal TH-cam channel dekhe ..
Dhanyawad.
220 v Dc ko Ac me kaise convert karen please bataiye
Inverter
Kon sa inveter h 220 v ka batana jarur
Khud se bana ke use karo
VFD use krlo bhai
मैन बात मत बताना 220dc से 220ac बनाने की
Bhale aadmi apka bhla ho kuchh kha pee liya karo.