You have given very good information. Those who are coming for Hajj this year, they will be very helpful in this video or you can also make a video of the restaurant.
Mashallah you doing a great job. May Allah reward you with best. I have few questions: 1. Which SIM card we should buy, which will have better network during 5 days of hajj and during the time we spend in KSA. 2. Please explore the cheaper Pakistan/Indian restaurant in Azizia . 2 what is Laundry cost in azizia?
As salaamu alaikum, baraye meherbaani laundry aur hotels( jo k reasonable price me khane ka intezaam rakhty hain) k baary me bataiye, aur agar kisi emergency me complain karna ho to wo bhi tafseel dijiye, bohot Shukriya bhai
bhai mai hajj ana chata hun aur mai abhi saudi me hi hun jop yahi karta hun plz ap mujhy ye bataye k 4000 riyals me kin kin chizo ki Facilities hoti hai aur yahi 4hazar me bakre ki qurbani bhi ho jaye gi ya uska alag se paisa dena padega plz reply me bro
Assalamualaikum..adahi se qurbani karne me agar rami aur qurbani ki tarteeb aage peeche ho jaye to kya kare...q ki qurbani to subah hi ho jaayegi hamari rami hone se pehle....
Agar India se, Hajj Committee of India ki taraf se aa rhe hain to bilkul kar sakte hain. Aap mujhe instagram par ek message drop kr dein. Account ID - Aftab Footnotes
mane 2023 me apna haj kiya tha ab apni ammi ke sath haj ke liye selection ho gaya hai form bhi ja ma ho gaya hai to koi pareshaani to nahin hogi ammi 85 yrs ki hain
Hamne last year apna hajj kiya he. Or is saal apne kisi relative ka hajj e badal karna he. Or hajj kameti me naam bhi select ho gaya he. To aap batae ki, kya esa mumkin he. Kya Saudi government allowed nahi karti he. Ya fir private tour se hajj karna padega. Plz thoda batae is bare me.
Assalamualaikum wrwb. Better to carry groceries from India it will be costly there.. if you want to purchase it there, you will find it in multiple stores in Aziziya.
Assalamu alaikum Ur videos are very informative. Mera ek sawaal hai ki jo log india se 1st phase ki flight se hajj ke liye aate hai,, unhe madina me pehle rakha jata hai ...but madina me kahan rehte hai especially for hajj committee.. Is pat ek video bana ke bataye please
Assalamualaikum Bhai buses ka transportation hajjio ka liya free hota hai ya charges lagta hai aur kitna rooms members ma ek kitchen rahega plz iski information bataiya jazzak Allah
Walaekumassalam wrwb.. Bus service 24 ghante hoti hai aur woh bhi free.. Alhamdulillah.. hum jo building may rukay thay waha 5 rooms ko ek kitchen Diya Gaya tha.
Hello Bhai kya Haj committee wala food provide karete hai ya nahe agar nahe karete hai to Haji log kin kin cheeze lane ki zaroorat hote hai pls detail me batayega
Aswk bhai can u say from wr to buy dt head umbrella white wh u hv wore as it vll b best hands free hoge plz Batai kaha milegi any link or so n wanna now haj mai madine mai rauda permit lagega k v can go as old law n haj baad normal cloths mai tavaf kar sakte hai k v need ahram as current law fr gents plz Do reply me bro jazk fr india 🇮🇳
तेज धूप से बचाने के लिए हर हाजी को चाहिए कि प्याज, लिंबू, धनिया कोथमीर, फुदिना, काली मारी, जीरा, काला नमक पानी या जूस बनाकर तेज गर्मी से अपने आप को बचाएं।
Asalamuelekum bhai mai handicap hu apne bhai or ammi ke sath hajj krne aana hai mere mind me ek problem hai ki kya mai hajj ke duran arkan kr paungi sahi se ya nhi mai electric wheel chair laker jana chahti hu aap meri problem ke bare me kuch batay
*وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته* Aap bilkul bhi pareshan na hon. Bilkul aasani se aap Hajj karengi. Electric wheel chair ke bare me mai Hajj Committee se confirm kar ke aapko bataunga. In shāʾ Allāh - إن شاء الله Koi bhi query, problem ho to zaroor batayein. جزاك اللهُ خيراً
Walekum assalam wa rahmatullaah wabarkataho
Jazakallah
बहुत ही बेहतरिन जानकारी दी गई है... 🇮🇳 🇮🇳
Mashaallah Bhai aap ki vajha se naye aane wale hajiyo ko bahot achi malaumat milti he Allah aap ko iska sawab ata kare...Aameen
جزاك اللهُ خيراً
Very nice &.useful.emformation.on.Haz.period
Masallah
Masha Allah bahut achi jankari dete hain bhai aap. Allah aap ko khush rakhe. Hamara HAJJ asaan kare. Ameen. DUA kariyega🤲
جزاك اللهُ خيراً
Assalam alaikum Bhai ap restaurant ki video zaroor banaya. Apki wajah se hum ko bohot achhi maloomat mil jati hai. Jazakallah
*وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته*
In shāʾ Allāh - إن شاء الله
Zaroor
Mashalla bhai
Mashallah bhai bahot khub Allah barkat de .... Main vlogs banata huon bhai Azizya makkah and makka Ziyart vlog
Nice information.
Really great
very helpful..more videos plz
In shāʾ Allāh - إن شاء الله
Alhamdulillah inshallah is sal haj krege
Ma sha Allah - ما شاء الله
JazakAllah.. pls share the India and Pakistan hotel details at Aziziya
Assalamualaykum Aftab 2023 K hajj me mulaqat hui aap se bahut accha laga
*وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته*
Ma sha Allah - ما شاء الله
Allah khush rakhe aapko
Good information Aftab keep it up.
جزاك اللهُ خيراً
Thanks a lot for sharing all these things...jazakallah 🤲🤲
Jazak Allah khair, very nice and useful information, please continue
وَأَنْتُمْ فَجَزَاكُمُ ٱللَّٰهُ خَيْرًا
Bahut Bahut shukriya bhai... Main meri mother ko leke aa rahi hun woh physically challenged ho gai h ab bt Allah se dua karein asaan karein hajj
Allah aasan karega, Allah par yaqeen rakhein
Assalamualaikum Bhai Mai Maharashtra India se ho hamare nazam ke khane ka location Kahan hai please
You have given very good information. Those who are coming for Hajj this year, they will be very helpful in this video or you can also make a video of the restaurant.
Thanks a lot
Assalamualaikum
Bhai main jeddah mein nusuk app se apply karrah hoon kon se company ka package select karo plz bataye shukriya
Nice information... Please give the location of restaurants.
Zaroor
In shāʾ Allāh - إن شاء الله
Asssalamualaikum Please Khane ki Hotel ki information aap pata karke ek Video dal de .
Bhai Indian restaurant ke liye bataye plz 🎉
Haa Information chahiya hotels ki
Mashallah you doing a great job. May Allah reward you with best. I have few questions:
1. Which SIM card we should buy, which will have better network during 5 days of hajj and during the time we spend in KSA.
2. Please explore the cheaper Pakistan/Indian restaurant in Azizia .
2 what is Laundry cost in azizia?
Will cover everything. In shāʾ Allāh - إن شاء الله
Keep following videos
جزاك اللهُ خيراً
Bhai rubat ke bare mein bhi kuch bataeen
Assalamualaikum Bhai nice video.. just wanted to know can we get access to contract what hajj comittee has signed with buliding owners
*وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته*
جزاك اللهُ خيراً
Those documents are confidential Brother. They won’t share.
As salaamu alaikum, baraye meherbaani laundry aur hotels( jo k reasonable price me khane ka intezaam rakhty hain) k baary me bataiye, aur agar kisi emergency me complain karna ho to wo bhi tafseel dijiye, bohot Shukriya bhai
Very good question
Bhai Indian restorent ke bare me batai
Aftab bhai hajion ke liye data aur calling plans ki jankari melegi kya
Already video hai is par, check my Hajj 2023 playlist
bhai mai hajj ana chata hun aur mai abhi saudi me hi hun jop yahi karta hun plz ap mujhy ye bataye k 4000 riyals me kin kin chizo ki Facilities hoti hai aur yahi 4hazar me bakre ki qurbani bhi ho jaye gi ya uska alag se paisa dena padega plz reply me bro
Assalamualaikum..adahi se qurbani karne me agar rami aur qurbani ki tarteeb aage peeche ho jaye to kya kare...q ki qurbani to subah hi ho jaayegi hamari rami hone se pehle....
Restaurant se parcel azizya building ke room pai asakta hai kya please information dijiye
Assalamualaikum wrwb.. Ji bilkul koi rok tok nahi hogi
Bhai wheel chair heading lagay lekin wheel chair kaise le sakte ye nahi batye
Meri ispar dedicated video hai .. Meri playlist check karein…
Bhai building no 263 batana
Hum 2023 me isse me te
Merbani hoge aftab bhai
اشلام علیکم ورحمتہ وبرکاتہ
Assalamualaikum Sir,
We’ll be coming as volunteer for khidmat.
Is it possible for us to perform hajj ?
Agar India se, Hajj Committee of India ki taraf se aa rhe hain to bilkul kar sakte hain.
Aap mujhe instagram par ek message drop kr dein.
Account ID - Aftab Footnotes
mane 2023 me apna haj kiya tha ab apni ammi ke sath haj ke liye selection ho gaya hai form bhi ja ma ho gaya hai to koi pareshaani to nahin hogi ammi 85 yrs ki hain
@@AftabFootnotesaap apna contact no de sakte hain mai jab aungi to contac karoongi
Ma sha Allah - ما شاء الله
Aap mujhe Instagram par message kar sakti hain.
Please give information of India hotel
Assalam
Hamne last year apna hajj kiya he. Or is saal apne kisi relative ka hajj e badal karna he. Or hajj kameti me naam bhi select ho gaya he.
To aap batae ki, kya esa mumkin he. Kya Saudi government allowed nahi karti he. Ya fir private tour se hajj karna padega.
Plz thoda batae is bare me.
Agar Hajj committee me naam aa gya hai to aap bilkul karenge
In shāʾ Allāh - إن شاء الله
Rubat k bare me btayeye
Tell about grocery shops on azizya
Assalamualaikum wrwb. Better to carry groceries from India it will be costly there.. if you want to purchase it there, you will find it in multiple stores in Aziziya.
assalaam o alaikum bhai , hum 1cover mai 5admi hai 2ladiesand 3gents seprate room milega ya alag alag nilega
Walaekumassalam wrwb.. ek hi room milega
Assalamu alaikum
Ur videos are very informative. Mera ek sawaal hai ki jo log india se 1st phase ki flight se hajj ke liye aate hai,, unhe madina me pehle rakha jata hai ...but madina me kahan rehte hai especially for hajj committee..
Is pat ek video bana ke bataye please
*وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته*
Zaroor In shāʾ Allāh - إن شاء الله
Assalamualaikum
Bhai buses ka transportation hajjio ka liya free hota hai ya charges lagta hai aur kitna rooms members ma ek kitchen rahega plz iski information bataiya jazzak Allah
Walaekumassalam wrwb.. Bus service 24 ghante hoti hai aur woh bhi free.. Alhamdulillah.. hum jo building may rukay thay waha 5 rooms ko ek kitchen Diya Gaya tha.
bathroom comon hota hai kya azizia k hotel mai
Bhai Aziziya me Texi ka Nizam huta hai kya
Assalamualaikum wrwb.. Haan Bhai Alhamdulillah.. aap khud hi taxi kar kay haram ja sakte hai.
@@MkMk-oe4nr Walikum Assalam bhai
@@MkMk-oe4nr bhai subha Fajar ke time Bhi milte hai Kya Taxi
Ji Haan, magar aap ko Main road tak jaana hoga.
Hello Bhai kya Haj committee wala food provide karete hai ya nahe agar nahe karete hai to Haji log kin kin cheeze lane ki zaroorat hote hai pls detail me batayega
Wheelchir sab ko mil jati hi ya yha se lekar jay
Please share restaurants location and groceries shop / mall location
Shukriya ❤️
Sure 😊
@@AftabFootnotes Bahot Shukriya reply k liye 🥰🫶🏻
Aswk bhai can u say from wr to buy dt head umbrella white wh u hv wore as it vll b best hands free hoge plz
Batai kaha milegi any link or so n wanna now haj mai madine mai rauda permit lagega k v can go as old law n haj baad normal cloths mai tavaf kar sakte hai k v need ahram as current law fr gents plz
Do reply me bro jazk fr india 🇮🇳
Message me on instagram, will share it
Assalamu alaikum bhai jaan Hamra Pyar Hai Ab ki bar Ramzan Mein Aur Main Vikram hun aur Bechara Mein dikha Kuchh madad kar dena aap bhi Milo
Assalam o Alikum bhai private hajj tours ke bare me information den please.agr possible ho to
In shāʾ Allāh - إن شاء الله
@@AftabFootnotes shukran
Building no 151 ku dikhaiye
Jii aap hotels ka video dikhana
In shāʾ Allāh - إن شاء الله
Assalamualaikum bhai agar fajar ki namaz haram mai padhni ho to bus miljati hai kya ❓
Walaekumassalam wrwb.. ji Haan bus service 24 hours hoti hai.. Alhamdulillah
Jazahakallah
Aziziya me Indian hotal kha milegi
तेज धूप से बचाने के लिए हर हाजी को चाहिए कि प्याज, लिंबू, धनिया कोथमीर, फुदिना, काली मारी, जीरा, काला नमक पानी या जूस बनाकर तेज गर्मी से अपने आप को बचाएं।
Agale bar sab batana zaroor
Aftab bhai assalamu alaikum
Bhai hum puchh rahe hai ki aap makka me kya kaam karte ?
*وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته*
Bahut jald bataunga, In shāʾ Allāh - إن شاء الله
Bhai kya hum apni wheel chair yahan india se lekey ja saktey hai
Bilkul, aap wahan se le kar aa sakte hain aur Behtar hai agar aapke pas hai to le kar aayein.
Airport par bhi aapke liye aasani hogi.
Kya aziziya mein bartan bhi rehtey hai ya haney ley jana padta hai
Ji, Mil jayenge
Kichen mein already rehtey hai kya
Ya hamein purchase karna padta hai
Kitchen me nhi hota hai, Aap meri Hajj 2023 ki playlist open karein usme sari videos padi hain…
Chote chote kuch barran lana padega
Mare ku weelchar elctrik kiray pa chahiya mil sakhte hai kiya
Aise nahi mil sakegi, Aap ko le kar aana padega
Laundry cost kya h 1 pair ka.??
Last year ek joday kay 10-12 Riyal tha
Assalamualaikum bhai
Kya hum ration leke Jaa sakte hai ? Ha tho kya kya leke Jaa sakte
Jazakallah
*وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته*
Is par detailed video aayegi. In shāʾ Allāh - إن شاء الله
Asalamuelekum bhai mai handicap hu apne bhai or ammi ke sath hajj krne aana hai mere mind me ek problem hai ki kya mai hajj ke duran arkan kr paungi sahi se ya nhi mai electric wheel chair laker jana chahti hu aap meri problem ke bare me kuch batay
*وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته*
Aap bilkul bhi pareshan na hon. Bilkul aasani se aap Hajj karengi.
Electric wheel chair ke bare me mai Hajj Committee se confirm kar ke aapko bataunga. In shāʾ Allāh - إن شاء الله
Koi bhi query, problem ho to zaroor batayein.
جزاك اللهُ خيراً
Asalamualikum mina arfat muzdalifa total how many k m walk karna Haj ke waqt please batao
Understand Makkah Routes for Hajj | #makkahlive #hajj2023update #aziziyah @AftabFootnotes
th-cam.com/video/K68GLluLs0w/w-d-xo.html
How many k m walk Karna hai
20+ KM maan kar chalein.. Lekin aaram aaram se..
pareshan na hon.. Sab aasani se ho jayega
Plz batade
Kya raat ko be yeh buses chalti hai
Assalamualaikum wrwb.. Ji 24 hours bus service hoti hai . Alhamdulillah
Please tell about hotels serving Indian food only. During Umrah I didn't like Bengali or Pakistani food
Assalamalikum bhai , can I get any contact number who prepares the Indian style food and provide service near aziziya building.
Azizia junubia building 132 2024
I heard from travel agency that we can hire local volunteer for 5 days wheelchair will cost INR 1 Lakh.
No Brother, Nothing as such as of i know.
70+ ke sat koi bhi ja skta hai na plz kuch btaya
Abhi to koi fayda nhi, date ja chuki
Wo to koi baat nahi next time k liye puch rha tha mera waiting main 906
Qurbani ka gosh Haji ko mila ga ya nai ?
Jo Adhahi se hota hai, Uska gosht nhi milta kisi bhi Haji ko
I am coming for haj 2024 kindly send me your number I am from India kashmir
Jazakallah