I suggest every bikers n riders not to take bikes or scooty to service centre. There they won't fix the main problem, they only replace the parts and charge the money. Instead take it to the garage.
Bhai aapka Jo headlight blink ho raha hai na. is video meine jo chij clean karvaya hai usse aap clean Karva do toh Aapka blinking problem sahi ho jaega..
Bhai agar throttle body servcing me clean nahi huwa tho vibrations bhi ayega kya kyuki mere ntorq xt me vibration araha hey .3rd service me clean nahi kare the,kya throttle body or fuel injector clean karne se vibration,pickup
Bhai Agar vibration ka problem hai to.aapko Puri gadi check karvani padegi. ki koi part tuta toh Nai Hai. Dhila To Nai Hai. Agar aapki gadi blink ho rahi hai. band ho rahi hai. बार-बार race kam jyada ho raha hai. toh fuel injector clean kar sakte ho. Agar aisa koi problem Nai ho raha hai to mat chhedna Kisi bhi chij ko. Vibration or injector donon alag chij hai.
Bus time to time service Karvate Raho. Agar aapane Mera servicing wala video Nai Dekha Hai to. Yahan click karke dekh sakte ho. apni gadi servicing kab karvani hai Yad rahega. 👇 th-cam.com/video/K-IBCFk2bVo/w-d-xo.htmlsi=7oDB_EXNBMIbEKoO
Bhai mera scooty pe ese problem ayi tha ki jab us ka piche wala tyr speedbreaker ne cross kiya hai jab accelerate karta hai tab engine band ho gaya hei phir chalu phir speedbreaker me cross kiya hei phir band phir chalu ye problem hota hei especially when up hills speedbreaker
Bhai mere ntorq me starting ki problem a raha he subha subha cold start me or 1 hour ke baad bahut self lekar start ho raha he kuch suggestion do please (service centre me khali spark plug change kar rahe hne phirbi kuch der baad bahi problem a raha he)
Dekho bhai Agar Aapka bs6 Hai. toh aapko fuel injector carburettor donon clean Karva lo. Spark plug Se Koi average Nai Milta. aapke throttle dene per depend karta hai. spark plug sirf aap Jab gadi start Karoge To. vah aapko Ek acha feel dega Spark hone ka.
@@ridervikassd aur bhai mera pickup ka problem hain like pehle 95 Aram se jata tha but ab hardly 70 jata hain mein roller aur v belt to change karwalaliya ab kya clutch shoe change karunga to ho jaega kya ??? Please don't mind I'm asking u a lot ... It's because muzhe kamm pata hain aur log bahut lootlete hain so ... Hope u understand
Starting problem is vajah se hota hai. Kyunki injector Mein Bar Bar Dhul lagta hai. Aur petrol ka flow hai usko block karta hai. isliye gadi Ruk Ruk Ke Chalti Hai.
Bhai apko bhi handling problem aayi kabhi ntorq mein ? Mene apni ntorq dikhayi showroom pe toh unhone bola cone set change hoga or alignment hoga ...for that they asked 3100
Bhai aap Showroom per mat Dena apni gadi. Showroom per jao sirf part lane. aur jo bhi gadi ka kam karvana hai vah bahar se Karva Lo Kyunki 3100 rupaye Nai Lagta Hai. Cone seat change karne ka. They making you fool.
Apne pahchan ke garage wale ke pass jana usko bolna handle thoda setting kar do. Behtar Jankari ke liye aap mera yah Video dekh sakte ho. 👇 th-cam.com/video/_dPonodG4jk/w-d-xo.htmlsi=JRqRfMLhAhluDNKb
Mere pass bhi same gadi hai start barabar hoti hai speed breaker pey bar bar baand hojate hai. Bar bar Service center bhi ja ra hu. Wo log borahe hai gadi ko flesh or update karna padega. Tumne kahase kareho address batao bhai please
Bhai meri gaadi me bhi problem hai band hone waali par wo aise self k time band ni hoti. Wo self proper leti hai fir throttle dete time eco power waala green light blink karta hai aur scooty band hojata hai. Mai service centre leke Gaya wo log ne 3 baar scooty ka software flash kara. Fir bhi problem same aara hai. Mai kya karu?
(Throttle body fuel injector clean Karva do bhai aapka problem solve) Aur thoda sa RPM Badha dena. jitni bar company ke pass jaaoge Unka Paisa double hoga Tumhara Ghata. Kyunki Agar unhone Tumhara problem solve kar diya to Tum Bar Bar Nai Aaoge Na to vah apna ghata Kaise Karenge.
200 se 400 ke andar pahchan wala rahega 200 Mein Kar Dega pahchan wala Nahin rahega to Paisa badh jaega. clean Karva Doge To jhatake Nahin lagenge aur aapko average bhi achcha milega. But koi usko Hath nahi lagata hai Kyunki usko Dar Hai Ki Kuchh Ho Gaya to customer ko bhar kar dena Padega
Bhai meri gadi ki problem koe solve nahi kr pa Raha hai Kabhi ye 100km bhi chal jati kabhi 50km Jane par pickup Tod deti hai fir 1 ghanta se upar band karni padti hai fir chalu hoti hai aur pickup leti hai kya Karu bhai koe nahi bta raha
Bhai aap Puri apni gadi ka wiring check Karva lena. aur throttle body jo hai usko Puri Tarah Se clean Karva lena. Agar Aapka bs6 Hai To fuel injector Rahega usmein fuel pump. BS4 Rega to carborator. aur Aisa tabhi Hota Hai Jab gadi overheat hoti hai. isliye aapko 1 Ghanta Laga Band Karke FIR chalu karne. toh metre ke andar heating ka reading hai usko check karna. Voh sahi se kam kar raha hai ki nai. Koi Acche mechanic ke pass apni gadi ko dikha dena. Isase Jyada mujhe bhi Idea Nai bro.
Kyunki bro kisi ko pata hi nahi hai na. ki yeh problem kya hai Karke. Kyunki nai problem Insan ko jaldi samajh Nahin Aata. aapko samajh mein a Gaya to aap apne pahchan wale garage ke pass jaaiye aur vahan se clean Karva dijiye aur aapko average bhi achcha milega.
Bhaisab maine tvs ntorq race edition pune mai purchase ki hai use 1 saal hogaya hai. Ismai kabhi kabhi gadi band padh jati hai aur throttle dete hua drop hoti hai.IDHAR KE GARAGE WALE KO KUCH NAHI ATA TOH MAI SERIVCE CENTER WALO KO KYA KARNE BOLU.AISA NA HO KI WOH LOG BOLE PART BADALDO.PLEASE BHAI MADAT KIJIYE
Aap apni gadi ka. Pura service karva Lo acchi tarike se. FIR uska throttle body hai usko bhi clean karva do. aapko main video ka Link de dunga isase aapko thoda idea ho jaega. 👇 th-cam.com/video/L0XhIDCbcTI/w-d-xo.htmlsi=FjRbpiXRqjG8Yy8_ thoda sa RPM ka setting karne bolo. bus aapka problem jo hai solve ho jaega. wiring vagaira check karva Lena uske vajah se bhi power drop hota hai.
Aapane Mera servicing wala video nai dekha hai to. yah bhi dekh lo aapko isase kuchh Idea mil jaega.👇 th-cam.com/video/K-IBCFk2bVo/w-d-xo.htmlsi=sPHfDHeKfF2fdYM7
Jo is video Maine kam karvaya hai. vah kar doge to Aapka problem solve ho jaega.. throttle body fuel injector clean Karva do. Agar aapka bs6 Nai Hai Toh.carborator aur injector clean Karva Lo.
😐😐 19 din hue hai ntorq liye hue kal subha mere papa leke gye the scooty har din jaise toh kal raat wo wapis aa rhe the ghr toh scooty start nhi ho rhi h baaki sb kuch chal rha naa kick se start hui na self se start ho rhi😐😐
Bhai mere ko iska koi idea Nahin Hai aap apne aaspaas Koi aapka pahchan ka garage Hoga Aap vala par chale jana . fan ke upar magnet wire hai usko check karna..
@@ridervikassdHi Bro! Mere paas 2022 ka ntorq race xp hai aur vo kabhi 2 ya 3 mahine mein ek baar chalate waqt slow karne par band padti hai aur normal self aur kick se start nahi hoti lekin self button ke sath thoda accelerate kiya toh start ho jati hai aur normal chalti hai toh aapke hisaab se usme kya problem ho sakti hai?
Thank you Bhai, same problem mere scooty pe bhi aa Raha Hain.... Yeah chiz abhi main bhi karunga...
Thik hua bhai aapka problem
Thankyou so much mera be same problem ho Raha hai..
Welcome bro..
Mera v yeh prblm hua tha , update krne k baad ab solved. Bs vi ki yehi achi hain
I suggest every bikers n riders not to take bikes or scooty to service centre. There they won't fix the main problem, they only replace the parts and charge the money. Instead take it to the garage.
sahi kaha bro bas parts change karte hai koi bhi problem ho to😢
True
Yes
Thank you bhaiya ❤️ aapne Mera problem solve krdi mere scooty mei bhi yahi same problem hoo rahi thi... Abb service center nai Jana hoo ga 😁♥️🤝
Welcome brother🤗
Shi bola bhya servce cntr ni jana.
Apni paas k garage me AOne kam hota h.
Thank you Bhai yaar❤
Welcome🤗
Bhai mera ntorq slow speed pe headlight blink krta or bich bich me band ho jata h kya problem ntorq bs6 h 5000km runing h bs
Bhai aapka Jo headlight blink ho raha hai na. is video meine jo chij clean karvaya hai usse aap clean Karva do toh Aapka blinking problem sahi ho jaega..
Kaha hai bshowroom bhai hame bhi yahi problem hai
Aapka dhanyvad bhai aapane mujhe achcha nahin isase meri problem HAL ho jayegi inshallah
Welcome bro🤗
Bhi TVS Jupiter me bhi same process kar sakte he??
Idle issue he starting me race rakhni padti he.
Company wale throtal body badalne ko bol rahe he.
Be careful bro.
company wale chutiya banate hain. Yahi Unka Mujhe Pasand Nai.
Bs6 hai toh ho jaega.
@@ridervikassd Thanks Bro...
Yes it's BS6
Lower rpm pe missing ho rahi hai to kaise kare solve ?
Speed me sahi chalti hai mai dombivali me raheta hu aapko kaise karu contact
Bhai agar throttle body servcing me clean nahi huwa tho vibrations bhi ayega kya kyuki mere ntorq xt me vibration araha hey .3rd service me clean nahi kare the,kya throttle body or fuel injector clean karne se vibration,pickup
Bhai Agar vibration ka problem hai to.aapko Puri gadi check karvani padegi. ki koi part tuta toh Nai Hai. Dhila To Nai Hai. Agar aapki gadi blink ho rahi hai. band ho rahi hai. बार-बार race kam jyada ho raha hai. toh fuel injector clean kar sakte ho. Agar aisa koi problem Nai ho raha hai to mat chhedna Kisi bhi chij ko. Vibration or injector donon alag chij hai.
Bus time to time service Karvate Raho. Agar aapane Mera servicing wala video Nai Dekha Hai to. Yahan click karke dekh sakte ho. apni gadi servicing kab karvani hai Yad rahega. 👇
th-cam.com/video/K-IBCFk2bVo/w-d-xo.htmlsi=7oDB_EXNBMIbEKoO
Bhai mera scooty pe ese problem ayi tha ki jab us ka piche wala tyr speedbreaker ne cross kiya hai jab accelerate karta hai tab engine band ho gaya hei phir chalu phir speedbreaker me cross kiya hei phir band phir chalu ye problem hota hei especially when up hills speedbreaker
mera saath b kal yehe hova
At how much kms
Thanks 👍👍👍
Bhai kuch suggestions dega, chalti gadi par pickup drop hota hai baar baar.
Fuel injector clean Karva do. problem solve ho jaega.
Thank you bro...
Welcome Bro...
Same problem aaj aaya bhai mere gadi me 😢 kal subha jake ye kaam karwata hu dekhta hu solve hoga toh comment karunga
Bhai solve hogaya kya
Bhai mere ntorq me starting ki problem a raha he subha subha cold start me or 1 hour ke baad bahut self lekar start ho raha he kuch suggestion do please (service centre me khali spark plug change kar rahe hne phirbi kuch der baad bahi problem a raha he)
Bhai kya clean kar na hai bolunga garage me carburettor ya injector ??? Aur bhai spark plug change kiya to acha mileage dega kya ??
Plz batao na bhai bahut pareshan hai main
Dekho bhai Agar Aapka bs6 Hai. toh aapko fuel injector carburettor donon clean Karva lo.
Spark plug Se Koi average Nai Milta. aapke throttle dene per depend karta hai. spark plug sirf aap Jab gadi start Karoge To.
vah aapko Ek acha feel dega Spark hone ka.
Han Magar bhai
Apne acche pahchan ke garage per hi Lekar Jana. Apni gadi ko
@@ridervikassd bhai service center mein nahi kardenge kya I mean mera Thora Jan pehchan hain to.... Anyways appreciate you answering so fast 💗🤝
@@ridervikassd aur bhai mera pickup ka problem hain like pehle 95 Aram se jata tha but ab hardly 70 jata hain mein roller aur v belt to change karwalaliya ab kya clutch shoe change karunga to ho jaega kya ??? Please don't mind I'm asking u a lot ... It's because muzhe kamm pata hain aur log bahut lootlete hain so ... Hope u understand
Bro please explain what is main solutions for starting problem
Bhai.
Vahi to maine explain Kiya is video mein fuel injector ko clean Karva Lo. Jo is video mein aapko Dikh Raha Hai Vahi solution hai aapka.
Starting problem is vajah se hota hai.
Kyunki injector Mein Bar Bar Dhul lagta hai.
Aur petrol ka flow hai usko block karta hai.
isliye gadi Ruk Ruk Ke Chalti Hai.
Thank you
Thank you ❤
Bhai apne wo black body guard kaha se liya ..link milsakta ha??
Bhai Maine usko paint Kiya Hai.
@@ridervikassd uska paint tik jata ha??
Sr meri gadi ntroq 125xt mai State problem hai self chavi se on kar ke bhi kuch bolta nhi
Dost main aapki baat Samjha Nai ?
Aap thoda theek se bataaoge mujhe
Apne kya throttle body clean karwaiyi hai?
Yes
@@ridervikassd Mechanic ko Exactly bolna kya hai?
Bhai service center mein kya cost aaya tha ye part saaf krwane ka?
Bhai Main service center Gaya hi Nahin Agar vahan Jata to Lamba Bill de dete
Apne pahchan wale garage se kam Karva Lo vah theek rahega
Mera gadi running me band hojata hai kya solution h iska?
Yahi video mein solution.
Tnx vai ❤️🫂
Welcome 🤗
Thanks buddy
You are most welcome bro😊
Nice bro 👌
In how many kilometres should we clean?
15 to 20 thousand kms
bro kya ntorq lena sahiya homko.mujha bohut logo ne kaha yeh problem deti he
Sahi hai bro. problem to Deti Hai but Mere channel per problem ka solution mil jaega tension na lo😊
Bhai apko bhi handling problem aayi kabhi ntorq mein ?
Mene apni ntorq dikhayi showroom pe toh unhone bola cone set change hoga or alignment hoga ...for that they asked 3100
Bhai aap Showroom per mat Dena apni gadi. Showroom per jao sirf part lane. aur jo bhi gadi ka kam karvana hai vah bahar se Karva Lo Kyunki 3100 rupaye Nai Lagta Hai. Cone seat change karne ka. They making you fool.
Aur cone seat 30000 km ke bad hi change. kar na hota hai. cone seat naya dalne ke liye sirf aur sirf 1000k lagta hai.
@@ridervikassd usme woh alignment bhi krne ko bol raha tha total kharcha usne 3100 btaya ... allignment plus cone set
bhai maine new ntorq liya h same handling prblem pata nhi new h phir bhi
Apne pahchan ke garage wale ke pass jana usko bolna handle thoda setting kar do.
Behtar Jankari ke liye aap mera yah Video dekh sakte ho. 👇
th-cam.com/video/_dPonodG4jk/w-d-xo.htmlsi=JRqRfMLhAhluDNKb
TVS ntorq Mein petrol Hone ke bad bhi gadi jatka la rhi bhai slow chlna pr
Wiring and throttle body check Karva Lo.
aur petrol ka pipe bhi.
carborator hai toh clean Karva Lo.
bs6 hai toh fuel injector saaf Karva Lo.
Bhai mera toh abhi new ntorq hai 1000 km bhi nhi chala rahega or ye problem abhi se arha hai kya kru yr bhai kuch batao
Throttle body clean karvao. aapka problem sahi ho jaega. petrol flow theek se nai ho raha hai engine Mein. is vajah Se Hota Hai vah.
Aur abhi barish ka time hai. to Kichad vagaira engine mein bahut Udata hai.
Mere pass bhi same gadi hai start barabar hoti hai speed breaker pey bar bar baand hojate hai. Bar bar Service center bhi ja ra hu. Wo log borahe hai gadi ko flesh or update karna padega. Tumne kahase kareho address batao bhai please
Service center per Jyada Bharosa mat karo. discription link per Maine adress mention Kiya hua hai bro. Check now
Thank you bro
Agar iske baad bbi proem fix nai ho rahi to wo ,,, temperature sensor replace karo 200% sahi ho jayega .
Mera bhi ye problem hua tha heat sensor change karne ke bad thik ho gya
Kitna km running hua
Abhi ki pahle ? abhi 70000 km ke upar Pahle Ka km Usi video mein aap dekh sakte ho.
@@ridervikassd 70000 mai block kit change hua hai kiya mera tu ek bar block kit change hua 22000 mai abhi tu 30000 running hua hai
Nai bro 70000 km Mein Kuchh change nai kiya maine ab tak. ekadam badhiya chal rahi hai.
Muje Har mahine gadi ka maintenance Kar na hi padta hai.
Konsi engine oil dalte ho brother @@ridervikassd
Same problem for me also
Bhai meri gaadi me bhi problem hai band hone waali par wo aise self k time band ni hoti. Wo self proper leti hai fir throttle dete time eco power waala green light blink karta hai aur scooty band hojata hai. Mai service centre leke Gaya wo log ne 3 baar scooty ka software flash kara. Fir bhi problem same aara hai. Mai kya karu?
(Throttle body fuel injector clean Karva do bhai aapka problem solve) Aur thoda sa RPM Badha dena.
jitni bar company ke pass jaaoge Unka Paisa double hoga Tumhara Ghata.
Kyunki Agar unhone Tumhara problem solve kar diya to
Tum Bar Bar Nai Aaoge Na to vah apna ghata Kaise Karenge.
इसे पूरा साफ़ कराने ka कितना चार्ज लग जाता है
200 se 400 ke andar pahchan wala rahega 200 Mein Kar Dega pahchan wala Nahin rahega to Paisa badh jaega. clean Karva Doge To jhatake Nahin lagenge aur aapko average bhi achcha milega. But koi usko Hath nahi lagata hai Kyunki usko Dar Hai Ki Kuchh Ho Gaya to customer ko bhar kar dena Padega
Mera bhi engine light and starting problem aa rha hai
Mera bhi bhai ntorq bs6 race edition yeh dilkath huya hai ekbar to company walano bola gari ka wearing ka problem hai 🙂
😂 company se Jara Bachke Rahana.
Alert Nai Rahoge Toh Cut Jaega Lamba Bill...✂️
Haan bhaiya 😅
Bhaiya number milega kya apka
Kuch discuss karna tha 🙂
Bhai Ye garage ka address Kya hai
Kya cost aayi
500 ke andar.
भाई ये गैरेज का पता बताओ क्योंकि में भी आपके आस पास हुं
क्योंकि आपकी गाड़ी का नंबर
MH 05 दिखता है.
Sir Maine description link mein adress jo hai. vah Diya Hua Hai. Map bhi Dala Hua Hai. Check
Aaj meri scooty b ase hi krrhi thi yhi wali h meri b ek hfta hua h starting hote hote bnd hojati h aur khi baar start nhi hoti
Clean Karva do bhai usko sahi ho jaega FIR. aur check Karte Rahana Hamesha.. apni Scooty ko
Aage koi problem Nahin Hogi..
Mera bhi same problem lakin showroom ki jo mikers hai usko pata nahi bol ràha hai hit sensor change karna😂
Sambhal ke raho bhai Showroom wale Khatarnak hai😂
Bhai meri gadi ki problem koe solve nahi kr pa Raha hai
Kabhi ye 100km bhi chal jati kabhi 50km Jane par pickup Tod deti hai fir 1 ghanta se upar band karni padti hai fir chalu hoti hai aur pickup leti hai kya Karu bhai koe nahi bta raha
Bhai aap Puri apni gadi ka wiring check Karva lena.
aur throttle body jo hai usko Puri Tarah Se clean Karva lena.
Agar Aapka bs6 Hai To fuel injector Rahega usmein fuel pump.
BS4 Rega to carborator.
aur Aisa tabhi Hota Hai Jab gadi overheat hoti hai.
isliye aapko 1 Ghanta Laga Band Karke FIR chalu karne.
toh metre ke andar heating ka reading hai usko check karna.
Voh sahi se kam kar raha hai ki nai.
Koi Acche mechanic ke pass apni gadi ko dikha dena.
Isase Jyada mujhe bhi Idea Nai bro.
@@ridervikassd theek hai bhai try karke dekhta hu
Bhai mujhe bhi yahi prblm tha meri bhi Ntorq xp thi showroom walo ko to samaj me nai aara tha 😢
Kyunki bro kisi ko pata hi nahi hai na. ki yeh problem kya hai Karke. Kyunki nai problem Insan ko jaldi samajh Nahin Aata. aapko samajh mein a Gaya to aap apne pahchan wale garage ke pass jaaiye aur vahan se clean Karva dijiye aur aapko average bhi achcha milega.
Bhaisab maine tvs ntorq race edition pune mai purchase ki hai use 1 saal hogaya hai. Ismai kabhi kabhi gadi band padh jati hai aur throttle dete hua drop hoti hai.IDHAR KE GARAGE WALE KO KUCH NAHI ATA TOH MAI SERIVCE CENTER WALO KO KYA KARNE BOLU.AISA NA HO KI WOH LOG BOLE PART BADALDO.PLEASE BHAI MADAT KIJIYE
Aap apni gadi ka. Pura service karva Lo acchi tarike se. FIR uska throttle body hai usko bhi clean karva do.
aapko main video ka Link de dunga isase aapko thoda idea ho jaega. 👇
th-cam.com/video/L0XhIDCbcTI/w-d-xo.htmlsi=FjRbpiXRqjG8Yy8_
thoda sa RPM ka setting karne bolo. bus aapka problem jo hai solve ho jaega.
wiring vagaira check karva Lena uske vajah se bhi power drop hota hai.
Aapane Mera servicing wala video nai dekha hai to.
yah bhi dekh lo aapko isase kuchh Idea mil jaega.👇
th-cam.com/video/K-IBCFk2bVo/w-d-xo.htmlsi=sPHfDHeKfF2fdYM7
@@ridervikassd ye hi toh video dekha uspai hi aapko message Kiya maine
Bhai ye problem solve kese kare
Jo is video Maine kam karvaya hai. vah kar doge to Aapka problem solve ho jaega.. throttle body fuel injector clean Karva do.
Agar aapka bs6 Nai Hai Toh.carborator aur injector clean Karva Lo.
Start Dene ke bad light off hota hi hai bhai😂😂
😐😐 19 din hue hai ntorq liye hue kal subha mere papa leke gye the scooty har din jaise toh kal raat wo wapis aa rhe the ghr toh scooty start nhi ho rhi h baaki sb kuch chal rha naa kick se start hui na self se start ho rhi😐😐
Bhai mere ko iska koi idea Nahin Hai aap apne aaspaas Koi aapka pahchan ka garage Hoga Aap vala par chale jana . fan ke upar magnet wire hai usko check karna..
Kidhar kam kraya bhai
Mumbai ma
I want to tell you something plzzz reply 😢
Yes bro Tell me what happened
@@ridervikassd vai thanks for reply vai Mera vi asechi problem hai gari me Mera gari 8 month ka he pehle sehi vo ak aoaz arehi he
Bhai Agar aapki gadi aapko jyada hi problem de rahi hai. toh usko Sale kar do aur koi dusra buy kar lo. acchi tarike se Soch Samajh Kar.
Same problem vai🥺
Toh yah solution hai bhai isko Apna lo🤗
@@ridervikassdHi Bro! Mere paas 2022 ka ntorq race xp hai aur vo kabhi 2 ya 3 mahine mein ek baar chalate waqt slow karne par band padti hai aur normal self aur kick se start nahi hoti lekin self button ke sath thoda accelerate kiya toh start ho jati hai aur normal chalti hai toh aapke hisaab se usme kya problem ho sakti hai?
Jaldi bhai kuch reply dena🙂
? 🤔
Number milega apka 🙂
Meko bhi same problam tha mero ko velve gaya bola kale half engine banana pada 😢😢😢😢
Jab Bhi aap gadi service pay dete ho ya Kahin Bhi dete ho to Gadi ko Apne Samne hi Banakar Apne Ghar per Lekar Aana.. Same hoga
Repair and cleaning cost kitna laga bhai😅
Only cleaning 400/- laga muje. Tumhare idhar Kitna hoga dekh lena😄
Number milega bhaiya kuch discuss karna tha apke sath keep urgent 🙂
Bro Instagram per mujhe call kar sakte ho aap #Ridervikassd👈
Ok tnx bhaiya ❤️🫂
Sai hai bhai bekar skuti hai
Same problem Ab pata chala... saale service center Wale chutiya bana rahe the...
Yah Duniya bahut kharab hai bhai Agar alert Nahin Rahoge To.....
Yahi problem mere mei hai ab mei bhi karwaunga
?
Etna toh koi nhi karega....Alas hai sale bolte hain ki naya dalna padega
Unko bolna paisa Nahin Dunga. naya Dal dena..
Unko bolo free mein Dal rahe ho toh thik hai Varna aap vahan jao hi Mat 😅
Bhai mai apni ntorq se itna pareshan ho gaya hu ki man karta hai fek du.
Agar bhai theek hone Jaisa Nahin Hai To bhej dena thik reh ga..aur kuchh dusra le lo.. 🛵