Bro one issue happened when mount this light. Wo gray left panel par mount ko screw kia or light lagate time wo screw wall piece tootgaya. Plastic ka hai, or fevikwik Dale to vibrations see phirse open hojayega. Poora panel change karna padega verna kuch jugaad bataye hai toh. Also, Thank you for your efforts to help others by replying for each comment 👌
@@pahadisaazstudio2701 thanks for the appreciation brother ❤️ Tools mein apko ek normal screw driver pannel kholne ke liye or 10 no ka bolt opner chahiye....baki video dekh ke aap smjh hi jayenge.
Bhaiya mene hjg version 1 install kara he n torque me or police light or nose me number plate ke niche light lagai he or me verson hjg 2 lagane ki soch ra hu toh battery me koi isu toh nhi hoga
@viveksati1987 bhaiya version 2 cancel ho gya lagana toh mene ek dusri fog light dekhi he HK ki usme bss two wire he toh me usme horn vala relay use kar sakhta hu
@sanatkumardas8414 bro, clamp right side to theek se lg jate hai pr left mein disk hone se problem hoti hai pr lga skte hai lekin bhut bure dikhte hai....isse achcha hai ki dono side brackets bna ke weld kr do....mein abhi isiliye nhi kar rha hun kyuki future mein mein mudguard upgrade kr skta hu lekin agr mein ye mudguard permanent rkhunga to brackets hi banwaung....
Koi aur jaga nahi hai switch ko laga ka liya kuki usaa scooty ki look acha nahi lagati hai aap ki suggest kar sakta hai kya kuki mera pass bhi ntroq xt hai
Since u have depth knowledge of electrical fitting pls tell me how to get install ntorq xt meter in ntorq XP edition. Can we change the handel of XT into XP. Moreover can we get intlelligo feature of XT in XP. Pls reply
@@ALPHABRAVO-AB brother❤️, i shall hv to deeply check both the xp & xt's wiring diagram....xt has more features and sensors therefore both vehicles can have different wirings....so it needs some r&d definitely....
Bhai meine aapne diye hue link se buy kiya hu, naya battery hai, TATA ka 1500rs wala. Ab mujhe pata hai ae lights ko gaadii start karne ke baad chalu karna hai, fir mein kisi ke haat me gaadi de diya toh wo aise follow nahi karte toh, Toh aise kare ki ae lights bass gaadi start hone pe hi ON ho jaye, aise kuch kar sakte hai kya bhai? Plz reply karo
@@piyushporwal104 kiya to jaa skta hai jaise headlight ki low beam se connection liya ja skta....or bhi option ho skte hai pr poori wiring ka diagram smjhna pdega brother.
Bhai ji! Gaadi mai agar khusdse hi fog light, led indicator aur kuch bhi modification karu to kuch company related issue to ni hoga? mtlb insurance, warranty void ya kuch bhi? Pls reply
@@a6gaming65 bro, vehicle ke sare components dc current pe hi chalte hai or jo lights hai wo bhi dc current support krti hai....apko sirf battery connection dena hai....
@@anujsardar0001 sorry bro, apka comment kaise miss ho gya....🙏 Mujhe idea nhi hai ki roots ke relay reliable hai ki nhi jb bhi use karunga jaroor btaunga....❤️
@@PPvlv-w7v bro, abi mein full body vinyl wrap ke liye bajat bna rha hun or uske baad performance upgrade krni hai jo kafi costly hone wala hai.... Future mei light upgrade krunga to hjg 124 bhi list mein rkhunga❤️
@@Seenu_negi brother, meine video aap logon ke liye hi bnaya hai taki aap log khud se kr sko...jaisa meine video mein btaya hai waise follow kro kuch poochna hai wo bhi pooch skte ho. Baki description mein product ke link diye hai meine❤️
@@nayansengupta829 bro mera to 2-4 din mein aa gya tha. Apna order track kro....unse contact kro....agr nhi kr paa rhe ho to apna order details mujhe insta pe send kro
Bhai light to mast hai teri😊
@@amanstyle5001 thanks brother....
Amazing Video Bro ❤
@@RamzyExplorer thanks brother ❤️
Bro one issue happened when mount this light. Wo gray left panel par mount ko screw kia or light lagate time wo screw wall piece tootgaya.
Plastic ka hai, or fevikwik Dale to vibrations see phirse open hojayega. Poora panel change karna padega verna kuch jugaad bataye hai toh.
Also, Thank you for your efforts to help others by replying for each comment 👌
@@golempada34 bro panl chng krne ki jarurat nahi hai iss pr meine video bna diya hai jldi upload karunga....❤️
Aapki timing accha hai. Video ko wait karunga
@@golempada34 bs edit krna hai or upload krna hai....
Ha, aap aaram se karo. Wait karunga 👍
@@golempada34 th-cam.com/video/lpToi-Ira-4/w-d-xo.htmlsi=XPCK9c4DO_Jc0EWw
Nice.
@@jec_ecart thanks ❤️
Bhaiya ji kya ye light battery wali scuty me lga sakte hai
@@PrashantVikramSingh-t6b bilkul lg skti hai brother, 12v battery honi chahiye bs....
Nice video Bro Tools ke bare me bataye kaun kaun se number ke tools chiye plz
@@pahadisaazstudio2701 thanks for the appreciation brother ❤️
Tools mein apko ek normal screw driver pannel kholne ke liye or 10 no ka bolt opner chahiye....baki video dekh ke aap smjh hi jayenge.
Bhaiya mene hjg version 1 install kara he n torque me or police light or nose me number plate ke niche light lagai he or me verson hjg 2 lagane ki soch ra hu toh battery me koi isu toh nhi hoga
@@JayPrakash-w8vbrother, version 2 relay ke sath install krna koi issue ni ayega....👍
@viveksati1987 bhaiya version 2 cancel ho gya lagana toh mene ek dusri fog light dekhi he HK ki usme bss two wire he toh me usme horn vala relay use kar sakhta hu
💥🖤
Bhai aap na left side ki grip cut kari thi kya switch laga ka liya
@@hrtanishgameing9696 han brother
Apne mudguard ko clamp and nut se fix kijiye please .
@sanatkumardas8414 bro, clamp right side to theek se lg jate hai pr left mein disk hone se problem hoti hai pr lga skte hai lekin bhut bure dikhte hai....isse achcha hai ki dono side brackets bna ke weld kr do....mein abhi isiliye nhi kar rha hun kyuki future mein mein mudguard upgrade kr skta hu lekin agr mein ye mudguard permanent rkhunga to brackets hi banwaung....
❤
@@sarvagyapandey3514 thanks brother ❤️
Koi aur jaga nahi hai switch ko laga ka liya kuki usaa scooty ki look acha nahi lagati hai aap ki suggest kar sakta hai kya kuki mera pass bhi ntroq xt hai
@@hrtanishgameing9696 bro mera xt wala video check kro usme meine doosra switch use kiya hai....
th-cam.com/video/8zibnY_DDjo/w-d-xo.htmlsi=9Ym6VAKnlGCfj6Qu
Mera gaadi ka ek mini drive flicker kar raha h uske liye kya kar sakta hu!?
Any jugaad!?
Bro, Kon sa version hai?
Since u have depth knowledge of electrical fitting pls tell me how to get install ntorq xt meter in ntorq XP edition. Can we change the handel of XT into XP. Moreover can we get intlelligo feature of XT in XP. Pls reply
@@ALPHABRAVO-AB brother❤️, i shall hv to deeply check both the xp & xt's wiring diagram....xt has more features and sensors therefore both vehicles can have different wirings....so it needs some r&d definitely....
@viveksati1987 Thanks 4 reply Sir.
Let's see kuch naya ho jaye
@@ALPHABRAVO-AB 🙏👍
Bhai meine aapne diye hue link se buy kiya hu, naya battery hai, TATA ka 1500rs wala. Ab mujhe pata hai ae lights ko gaadii start karne ke baad chalu karna hai, fir mein kisi ke haat me gaadi de diya toh wo aise follow nahi karte toh,
Toh aise kare ki ae lights bass gaadi start hone pe hi ON ho jaye, aise kuch kar sakte hai kya bhai? Plz reply karo
@@piyushporwal104 kiya to jaa skta hai jaise headlight ki low beam se connection liya ja skta....or bhi option ho skte hai pr poori wiring ka diagram smjhna pdega brother.
Bhai Mera dimag ghum Gaya wiring dekh kar
@@gwjwnbasumatary8047 bro bahut easy hai...ek ek step follow kro.
Bhai ji! Gaadi mai agar khusdse hi fog light, led indicator aur kuch bhi modification karu to kuch company related issue to ni hoga? mtlb insurance, warranty void ya kuch bhi? Pls reply
@@Rudrakkshh-vc3fd bro vehicle ki original wiring mein cut nhi hona chahiye.... Koi warranty avoid nhi hogi....
@viveksati1987 mtlb mai bina kisi issue ke koi sa bhi modification kar skta hu jo aapne apne videos mai dikhaye h?
Light installation kai liye ac se dc current karna hoga kya??
@@a6gaming65 bro, vehicle ke sare components dc current pe hi chalte hai or jo lights hai wo bhi dc current support krti hai....apko sirf battery connection dena hai....
@viveksati1987 actually ek youtuber kah rha tha ki headlight after market lagane par ac to dc karna hota h thats why i am asking ok thank you
Bhai aise laga ne se chalan nahi hota keya..
@@SUJANDAS6922brother, 1-2 days mein video upload new video upload kr rha hun. Usmein clear kiya hai meine....
Bhai roots company ke relay kaise hote hai
@@anujsardar0001 sorry bro, apka comment kaise miss ho gya....🙏
Mujhe idea nhi hai ki roots ke relay reliable hai ki nhi jb bhi use karunga jaroor btaunga....❤️
Bina relay use nhi kar sakte kya
@@HamdVlogs brother agr ek hi paire install krna hai to relay ki need nhi hai....
Flasher k bare me bataya nahi wo kaha lagaya ?
@@wanderingdev306 th-cam.com/video/P48VY4-qMWE/w-d-xo.htmlsi=h17pSKN5A-24FcNo
@viveksati1987 thank you for reply.....sir lekin me HJG mini drive ka flasher k bare me puch raha tha
@@wanderingdev306 wo light ka feature hai wo light mein hi installed hai....
@@viveksati1987 ok thanks 👍
Splendor 2019 model.... V3 sahi rahe gi bro?
@@ndinktattooz 👍
@@viveksati1987 ajj ka price kyah sir v3 ka
@@ndinktattooz rideindiaride.in/hjg-mini-driving-lights-ride-india-ride/?srsltid=AfmBOool1sXrAuHBvqHFleH-W1Wzz7BV1Qc97QL-adI5w8G1IzUNZ-4W
Meri Ntorq race edition mein Version 2 acchi hogi ya version 3 acchi hogi
@@SouilAhamed version 2 mein mode jyada hai...
Version to online mein milega kya@@viveksati1987
@@viveksati1987agar online mein milega to link share kar do please
@@SouilAhamed darpansarvanstore.com/product/hjg-devil-light-8-modes/
Thank you so much bro@@viveksati1987
Meri mini drive lights lagaye hain ab battery pe load pd rha hai kya ye relay install krne pe battery problem dur ho jayengi pls bataiye
@@vishalmundu1510 kitni lights lgai hui hai.....
@@viveksati1987 1 pair
@@vishalmundu1510mini drive ke ek pair mein itni khaas jarurat to nhi hai relay ki ...
Battery ko kitna tym ho gya hai?
@@viveksati1987 new se hi laga hua hai 4 saal ho Gaye
@@vishalmundu1510 kon sa vehicle hai ?
Bhai ye mini drive lu kaha se.. original chahiye v3 price b btana
@@earthonerealtors rideindiaride.in/hjg-mini-driving-lights-ride-india-ride/
Bhaiya 200 rs deke mistri se kra lenge ...jisko knowledge hogi electrical.ki.uske liye asaan hai..bus vid infomative hai
@@rohitahujaind 👍❤️
😅😊sahi kaha
Awesome detail for light installation video. Thanks
@@ALPHABRAVO-AB thanks for the appreciation brother ❤️
bhai wiring cut karna padta he ?
@@kaushalrane8022 nhi bro....
@@viveksati1987 ok tysm bro
Bhai hjg 124 fog light install ho skti hai kya NTORQ me
@@PPvlv-w7v bilkul ho skta hai....
Bhai aap install Karo aur video banao na aur phle Kiya tha us jagah pe install krke video banana
@@PPvlv-w7v bro, abi mein full body vinyl wrap ke liye bajat bna rha hun or uske baad performance upgrade krni hai jo kafi costly hone wala hai....
Future mei light upgrade krunga to hjg 124 bhi list mein rkhunga❤️
Bhiya mera v2 ak kam light de rahi he
@@somenathmondal6647 wiring recheck kro ek baar....
Bhai mujhe bhi krana h total price kitne aaega fitiing ka m sb saman leke aauga apse fitting and wiring krani h
@@Seenu_negi brother, meine video aap logon ke liye hi bnaya hai taki aap log khud se kr sko...jaisa meine video mein btaya hai waise follow kro kuch poochna hai wo bhi pooch skte ho. Baki description mein product ke link diye hai meine❤️
Bro, relay lagana ha ki nehi
@@kumarakash9039 bro, agr ek hi pair install karoge to relay ki need nhi hai....han agr ek se jyada install krni hai to relay bhi install krna pdega.
Bhaiya tum kaha rhente hai
@@a.r.smasti4917 dehradun mein bro.
Bro fog light lgwane relay hona jaruri hota ha kya?
@@gwjwnbasumatary8047 bro jyada lights install krenge to jaroori hai.....
Version 3 sirf laga na hoto
@@gwjwnbasumatary8047 bro agr ek hi pair (40 watt tk) install krna hai to relay jaroori ni hai, battery load le legi pr 40watt se upar relay chahiye.
Okayy thanks for the information ❤️👍
Bro engine fan me red LED light lagao badhiya dikhta hai
Bhai en sbka price bhi bata dete sath sath
@@praveenbisht2844
version 1 - @1100
Version 2 - @1800
Version 3 - @1600
Two way switch - @250
Double tow way switch - @450
Relay - @350
bhai battery ko kuch issue nhi hoga ?
@@kaushalrane8022 bro mujhe to koi issue ni aya abi tk....bs lights ko without start jyada use mt krna battery down ho skti hai....
@@viveksati1987 ok bhai tysm
Battery down hoga ya nhi brohter
@@mlry990 koi issue nhi hai brother....bs lights ko without start jyada use mt krna....
Without relay use kar sakte hai kya brother
@@anujsardar0001bro, ek pair use kr skte ho....
@ 3 pair use karna hai mujhe us ke liye kya karna hoga
@@anujsardar0001 phir to relay use krni pdegi brother....
TVS ntorq Mein liver guard lock ho jaaye uska net to usko Kaise nikaalen please Bhai video
@@r.ranjantanty1933 bro, mein smjha nhi, kya insta pe video bna ke send kr skte ho.
Bhai wo tube kaha se milta ha
@@gwjwnbasumatary8047 kisi bhi electrical shop mein mil jayega brother.
Kya nam ha uska
@@gwjwnbasumatary8047 aise bolna ki heat shrink tube dedo wiring joint ko cover krne ke liye.
Thank you bhai
Service kaha krate ho Ntorq ki
@@ashishmassey9206 service center, waise mein khud se kr skta hun pr warranty nhi rhegi phir...
Hmm
Doon se krate ho ki infinity tvs
@@ashishmassey9206 doon tvs
Acha
Meri enter ke liver guard Andar Se kharab ho gai hai aur lock ho gai hai
Sorry bro comment miss ho gya🙏....insta pe msg kro ek video bnake share kr dunga and again sorry for the late response.
Bro wheel cover install kro n
@@evilkingff782 kuch badhiya milega to jaroor brother
Bhai ess light ki warranty aati hai kya ?
@@withflame27 warranty to nhi hai brother....
Bhai apka ghr kaha hai local ho
@@ashishmassey9206 dehradun mein brother....
Maine app kaa links see order kiyaa hain aye gaa naa
@@Respect__boy9394 bilkul ayega brother....
@@viveksati1987Kaha aya..abhitak nhi aya...itna din ho gya..koi cll bhi nhi karta
@@nayansengupta829 bro mera to 2-4 din mein aa gya tha.
Apna order track kro....unse contact kro....agr nhi kr paa rhe ho to apna order details mujhe insta pe send kro
Order mil gya ya nhi ???
Usko theek kaise karna hai Andar Se Jaam ho gai hai
Ntorq ke andar Engle light lagao
@@JAGDEEPJaggu-gy5bx dheere dheere sb krenge ❤️
Bhai price bhe bta do
@@nishantbisht6593 bro, description mein product link diya hai meine ❤️
Sir this mini drive link is original or fake website
@@manindranath2525 brother, i ordered from there also. I got genuine product.... website is genuine.