Bhai mere ko ak bulding se dusri bulding me internet transfer karna h mene p2p lagaya mere pas 500mbps speed h to dusri point pe seem apeed kyo nahi aa rahi h 150mbps aati h dono devoice pass me h abhi lagaya nahi chek kar rha hu please iska kya solustion h mere pas Uvii kap2p h 2.4,5ghz h
Bahut hi badhiya response hai is device ka Aap 16 km ke liye Mimosa c5x bhi purchase kar skte hai See this video's th-cam.com/video/vztVURoqAAU/w-d-xo.html
Is par aap query dal dijiye , jo equipment aap ko chahiye, mai aapko Delhi ke vender ki details bhej dunga, jo good price par sale & support dete hai rednetworksisp@gmail.com
80 MHz me link unstable hone lgta hai kyu ki ye distance bahut hai, Aap 40 MHz rakhe, .yadi aap ki distance 20-22km hoto fir aap 80 MHz rakhe aap jyada data travel Kara payenge
Please fill this form, we will contact you later. docs.google.com/forms/d/e/1FAIpQLSc6R2q2zd41ATUrbEj2khGou5_JU05v90CUAsL_bw9d9NWmAw/viewform Thank & regards R- Tech
Sir aap 3dbi pr krenge to aur bhi strong ho jayega singnal 27dbi pr 500 ka km ho jata hai access point me aap 3dbi kr dijiye
Speed test kar k dikao actually data speed , duplex mein
Satya Prakash ji 30km ke is p2p connection me network latency kitne ms ki h? Agar high latency h to kam kaise kar sakte hai?
Ye to maine dhyan nhi Diya tha, signal & ccq latency ko affect krte hai
Bhai mere ko ak bulding se dusri bulding me internet transfer karna h mene p2p lagaya mere pas 500mbps speed h to dusri point pe seem apeed kyo nahi aa rahi h 150mbps aati h dono devoice pass me h abhi lagaya nahi chek kar rha hu please iska kya solustion h mere pas Uvii kap2p h 2.4,5ghz h
In days price in dollar tell me please
Hello sir me bsnl tip hu or muje ye puchna tha ki ak p2p se do olt kese chalaye please give me information
Mera gav city se 16km door h , mujhe 100 mbps ki speed mil jayega kya ??
And uske liye yhi machine khridu ya koi dusri
Bahut hi badhiya response hai is device ka
Aap 16 km ke liye Mimosa c5x bhi purchase kar skte hai
See this video's
th-cam.com/video/vztVURoqAAU/w-d-xo.html
Sir iska complete setup and investment bataiyega
Bridge pack Device price -26-30k
Koi shop suggest kijiye jo after sales support v de
Is par aap query dal dijiye , jo equipment aap ko chahiye, mai aapko Delhi ke vender ki details bhej dunga, jo good price par sale & support dete hai
rednetworksisp@gmail.com
Multilink
Rektus Network
A network
Ye sabhi Delhi ko hai
Sir kya ise ham ghar par use kar skte hai, mera ghar 2 floor ka hai kitni hight rakhni padegi
Agar line of site clear hai ,tabhi signal aayega.
Ye aap AP kis hight par hai tab mai bta paunga.
Country code kya choose kiya hai, aur konsa country better rahega
Brazil ya Australia
India
Ye kya cell tower ka net capture karega
No , only 5 GHz Frenquency
Is device se 5km mai 100mbps download aur upload mil jayegi kya?
Yes
Sir video's ragular upload karne
Sir ek power beam me kitna usear connect ho sakte haa
Multi point mode par 15-20 user
@@RTech01 whi range same rahe ga naa.
And sab ko limited Speed kaise provide kare
Aapko router board me pppoe setting kar de jisase jis user ko chahe wo speed de skte hai
@@RTech01 ap isme eak video banao na
bhi load dalo phir pata lagegi iski oukaat kya hi😉
shubh din bhaee! kya main aapake phesabuk se poochh sakata hoon? main samajh nahin pa raha hoon bhaee, main phileepeens se hoon
my facebook id is not avaliable
Hello sir apne country Konsa select kiya hai
Licensed ya India
India
Nice video
Thanks
Channel width 80 kyo nahi ki uspe jyada data transfer hota speed test karke nahi dikhya aapne
Hight tower ka kitan rakhe
meri hieght 30 Meter hai lagbhag itni Paryapt hoti hai, agar Pahadi Ilaka hai to Hight 50 meter tak bhi ho skti hai
Thank you... 🙏
Welcome
Bro agr is ko 80 MHz pa rakhy to koi problem to nh
80 MHz me link unstable hone lgta hai kyu ki ye distance bahut hai,
Aap 40 MHz rakhe,
.yadi aap ki distance 20-22km hoto fir aap 80 MHz rakhe aap jyada data travel Kara payenge
Olt sa connect kasy kar pura video banaya or customer ko kasy bandwidth sell Kara.
Ok
Hello sir how are you
Fine
Powerbeam 5ac gen2 25 km P2P 100 Mbps bandwidth kaam karega ?
Yes
@@RTech01 ubnt not sucessfull
use better
mimosa
Hello boos
I want 1 gbps for 30 km
11 km 500mbps ka link ke liye kon sa device thik rahega
Mimosaa ya cambium
But height maintain Krna padega sath hi LOS bhi clear hona chahiye
@@RTech01 bihar me kon kon si company package rate pe link de rhi hai bandwith nhi chahiye new start kar rhe hai
Sir aap abhi kis kis company ka net bandwith use kar rahe hai
Airtel
Tower ki unchai kitni hai
100 feet
kya mai ise laga sakta hu ghar par
Ha, par pole majboot chahiye
@@RTech01 ok but installation fees kya hai dear sir
Hello sir
What's up?
Kitni speed aati hai
Mera poora video dekhe.
Sir Mjy 22km sy link bana hai and Agy b 30 Connection sher krna please guide kon c dives and kitny Ft tower uesd hoga love Form Pakistan..
Please helping
Aap,
22 km ke liye
power beam 400
Mimosa c5x
Power beam 500 ac
Mikrotik mant Disq
Tower hight- min 80 feet max 100 feet.
Wow
Please fill this form, we will contact you later.
docs.google.com/forms/d/e/1FAIpQLSc6R2q2zd41ATUrbEj2khGou5_JU05v90CUAsL_bw9d9NWmAw/viewform
Thank & regards
R- Tech
How much it costs ?
Lagbhag 30000 rs, bridge pack
Sir aap se bat karana hai
Sir mera pass PowerBeem 5AC 620 hai but link nehi Ban rha hai.
Ham na towar ke hight 35 miter hai dono tarf but pair nehi ho rha hai.
Please help me.
Error kya aa rha hai ?
Details me bataye
Ya fir email par details de , any desk se dekh lenge
@@RTech01 okay sir
@@RTech01 sir Connect he nehi ho rha hai P2P device.
Please sir help.
Bbai mujhe ISP Start karna hai
Plz send your mobile no on rednetworksisp@gmail.com
Price
Bridge pack lagbhag 25-30000, according to local market
Ok
Kitna bandwith supported karta hai
♥️
sir 25 km ka ptp karan hai
powerbeam 5ac 500 se ho jaiga
Ha
Kitna price hai iska
12000-15000 rs
Aap se contact kaise kare
rednetworksisp@gmail.com
Aapna number dijiye
If any query write mail to rednetworksisp@gmail.com
Nice video
Price ketana hoga
Amazon par check kariye,
Lgbhag 29000 pair