Wo chahte the k sahabiye rasool ko ye zebe nahi deta k wo daulat jama kare..... Sahabiye rasool ka tazkiya , tabiyat hamare Nabi k hatho hua tha.... Aisa unka maokkif tha....
حضرت ابوذر غفاری رض کا مٶقف حکومتی امراء اور وزراء کے لۓ تھا کہ وہ جیسے امیر معاویہ رض شام میں محل بنا رہے تھے اور دوسرے گورنر بھی عوام کے پیسے پہ عیاشیاں کر رہے تھے وہ ان کے خلاف بولتے تھے کہ عوام بھوکی رہ رہی ہے اورآپ عیاشیاں کر رہے ہو۔ جس پہ سب حاکم اس کے خلاف ہو گۓ تھے
ابو زر غفاری صحابہ سے یہ کہتے تھے کہ آپ کم از کم مال جمع نہ کرو آپ تو رسول الله کے نزدیک رہے ہو یہ محل سونا نہ بناو جس کی وجہ سے انھیں نکال دیا گیا تھا حضرت عثمان کی خلافت میں اگر بیان کرنا ہے تو پورا بیان کریں تا کہ لوگوں کو بھی پتہ چلے ابو زر کے بارے میں نبی نے کہا تھا کہ یہ سچا بندہ ہے سچ بولتا ہے اور جو ظلم انکے ساتھ ہوے کرنے والوں کو آپ کیا کہیں گے
Such kaha. Unki wafat pe unka janaza parhanay wala b koi nahi tha. Wahan se Ibn e Masood RA guzray aur unhoun ne dekha aur afsoos kiya aur janaza karwaya.
Apney bilkul theek farmaya.. Baat puri karni chahiye.. Hazrat E Abu Zar Ghafari ko pehlay Shaam bhej diya gaya madina se.. Muawiya ibne sufiyan nay unko wapis Madina bhej diya.. Phir 3rd khaleefa Usman nay unko madina se bahir nikal diya.. Ghalti yeh thi k woh kehtay thay yeh mehal aur sona Jo tum pehan rahay ho yeh Rasool E Khuda nay mana farmaya hay.. Janwar on ki khayal aur rehsmi kapra Jo tum pehan rahay ho yeh ghalat hay.. Tum log tou Rasool E Khuda k pehlay saathi ho.. Ashiq E Maula Ali hain jinko kafan tak rastay main jatay huway kafay nay diya.. Abdullah bin zubair ka kafla guzar raha tha
@@muhammadosama5403 Abu Zar giffari sham me Hazrt maviya per ye tanqeed Karte the ( governaro aur hakimo ko ) abdur Rahman bin aowf malookiat me paisa kharch Nahi karte the
@@Jadepeanut Please ye kuch HADEES ka collection hai isko search kariye padhiye aur jakar Abuzar Ghaffarri ki Hayat ko Read kariye khud pata chalega ki History kitni distorted hai Kindly read all the Reference for better understanding of Islam:: Bukhari Hadees No 6726, Musannaf ibn abi Shayba Hadees No 38200, Bukhari Hadees No 114 , Bukhari Hadees No 7111, ((Sureh Tahrim Ayat no 4, Bukhari Hadees No 4913)) Sahih Muslim hadees no 6225, Muslim hadees no 4577, Bukhari 3864
SubhanAllah Labbaik beshak hak hai doctor sb bilkul clier and final talking beshak sare Allah (r b i) mein sabse zyada gurbat ki zindagi agar se kishi ke hisse mein aai too hazrate Issa(a a.s.t) ke hisse mein ab taki koi miskin mohtaj Mazur aur gurbat mein apni zindagi guzar basar karne wala Allah (r.b.i) ke yaha ye sawal na khade karde ki ya Allah (r.b i) mujhe too apni rozmarra aur apne bachcho aur family palne se fursad hi nahi mili too main aamal kab karta too Allah (r.b.i) hazrate Issa (a a.s.t) ko khade karke ye sawal karenga ki aur puchenga ki inhone apni zindagi kaise guzari kya inka roll moladal nahi dikhaya hamne tumhe ruhe zindagi mein USS wakht tumhara kya jawab honga zara dimag par zor dalo ye duniyavi fitne fasad rahti duniya tak kayam rahenge ye zindagi bhar khatm nahi hone wale bas har ek apni badi zimmedari se islah ki arle aur tauba Kare ki aainda haramkhori se parhez karenge aur hushnesaluk ikhteyar karke apni zindagi ko pusukun aur aasan banayenge Jismein namaz ,roze adab ,yakin , zikre askar aur kimat mein agar Allah (r b.i) ne hajj aur umrah likha hoo too woo bhi karenge Allah (r b i) Imanwalo ko kamiyab banaye Aamin summa aameen Labbaik beshak hak hai Alhamdulillah
ڈاکٹر اسرار صاحب کا علم اپنی جگہ لیکن اتنی اوقات نہیں ہے کے ابو زر غفاری پر اس طرح فتوٰی لگا دیں وہ آپ سے زیادہ علم والے آپ کی کیا اوقات ان کے سامنے جس کو نبی پاک صلی علیہ وآلہ وسلم نے کہا کہ اس سے سچا کوئی آسمان کے نیچے نہیں ابو زر غفاری کو نظر آتا تھا کہ مال اللّٰہ کی راہ میں خرچ نہیں ہوتا بلکہ بنو امیہ اپنی عیاشیوں میں لگی ہے جس کا ذکر احادیث کی کتب میں واضح ہے تو تب وہ کہتے تھے اور نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے آپ کو تعلیم کیا تھا کہ جب ایسے معاملات ہوں گے تو آپ تلوار نہ نکالنا صبر کرنا اور حق بات کرتے رہنا تو وہ حق بات بیان کرتے تھے بہت سے علماء نے بنو امیہ کو بچاتے بچاتے اپنے ایمان کو داؤ پر لگا دیا اللّٰہ ڈاکٹر اسرار صاحب کی غلطیوں کو معاف کرے اور جنت میں مقام عطا فرمائے
Dr sb boht achy scholor thy lekin jahan b moqa mila dandi zror maari khas toor pe jahan dekha sheikhen ka nam ajaye ab agr yahan Dr sb such bol dety or bta dety k Hazrat Abu Zar A,S ne umra ko mde jany wali Maraaat (fucilities, wazaif) k khilaf qyam kia or unko uqraba parwari se roka or bait ul maal se wazifon ko umra se rok k ghurba ko deny k liye awaz buland ki agr dr sb is cheez ko maan lein tu Khilafat pe aasnch ati hy baqi ap samjdar hn
Dr Israr ki tashreeh to ulti hogsi sirf Amir Moyawia ko bachanay Kay leay. Abuxarghaffari to us waqat Kay hukamran sahaba ko maal wa zar jama karnay say manaa ker taythay
bas majbori hoti hai kisi bhi plate form ki. warna Dr israr ahmad ny khud bhi esi hi zindagi guzari . aor ulama ko halal mall bhi jama krny sy mana kya . Sahabi ka ye level nahi k wo maal ko jama kary . nabi bhi kar sakty thy zakat de kr baqi jama kr lety.
dr. sb dundi mar rahay hain bat dar asal ye hai ke Madina e Munawara ke log Hazrat Usman ke leadership mein corrupt ho chukay thay aur maal o dolat jama kr rahay thay jis pr Hazrat Abu Zar (RA) ne sakht tanqeed ke aur Allah se draya unhain is se madina ke corrupt log un ke khilaf ho gaye aur Hazrat Usman se complain ke jis pr Hazrat Usman ne Hazrat Abu Zar (RA) ko Madina se nikal diya aur aik sehra (desert) mein punishment ke tor pe chor diya jahan pe Huzoor Pak (SAWW) ke paish goi ke ain mutabiq un ka bhook aur payas se tanhai ke halat mein intiqal ho gaya un ke beti un ke lash mubarak le k aik rastay par baith gaen wahan se aik qafla guzra jis ne un ka janaza parha aur dafn kiya. dr sh Hazrat Usman ko bachany ke liye Hazrat Abu Zar (RA) pe "ghuloo" ka jhoota ilzam lga rahay hain. mistake asal mein Hazrat Usman ke thi jo corrupt logon ko saza denay ke bjaye un ka sath de rahay thay aur akhir isi corruption se tang aa kar logon ne Hazrat Usman ko qatal kr diya
Tum Kum aqal ho, 7 tole se ziada gold par zakat hay phir 7 ton gold kiyon na ho zakat ada karo baqi gold paak yane clean. Han fi sabeel Allah kharach karo to khair kaam. Waist abuzai ghaffari ko Hazrat Omer ne bhi samjhaya tha ke woh jo quraan ki ek aayet ka hawala de rahe hain woh us ka sahi mafhoom se alag hay warna quraan main wirasat ki taqseem Allah itni taqseem se kiyoon bayaan karta kuch samajh main aya kabhi ek baar bhi surat nisaa tarjume ke saath padha, kaise musalman ho

Major companions like hazrat Bilal, Ammar, Abu zar, miqdad, and Ali himself I was confused as to why they and many others did not paid allegiance to the first caliph?
رسول اللہ ص کی حدیث مبارکہ ہے کہ آسمان نے کسی ایسے شخص پر سایہ نہیں کیا اور زمین نے کسی ایسے کا بوجھ نہیں اٹھایا جو ابوذر سے زیادہ سچا ہو اور ان کے زہد کے متعلق موصوف حدیث خود بیان کر رہے ہیں پھر بھی آپ کے اقدامات کو غلو کراار دینا استعمار کی محبت کے سوا کچھ نہیں. کیا تاریخ میں ابوذر اکیلے تھے جنہوں نے بنو امیہ کی پالیسیوں سے اختلاف کیا تاریخ نے معاویہ و مروان سمیت بنو امیہ کے حکمرانوں کو تنقید کا نشانہ بنایا اور خلیفہ ثالث کے خلاف بغاوت ان کی اقرباء پروری زکوۃ و مال کے معاملات میں بےضابتگییاں ہی تھیں اہل سنت مورخین کی بھی یہی رائے ہے لیکن موصوف بنوامیہ کی محبت میں اہلبیت پر تنقیدسے بھی گریز نہیں کرتے ابوذر تو پھر بعد کی بات ہے
Sachai to ye hay kay Unhon nay Hazrat Osman kay ghalat feslon par tanqeed ki or us ki waja say un ko exile kiya, Hazrat Osman ko Ghatiya Marwan nay ghalat pattian parhai jis ki waja say ye hua tha.
حضرت ابوذر غفاری کے علم اور معرفت پر اعتراض کر رہا ہے ۔وہ کیا بے وقوف تھے کہ ایساء کہتے مطلقن حرام ہے وہ تو ان کے لئے کہہ رہے تھے جو سونا چاندی کی جمع خوری کر رہے تھے۔ اپنے موکل کا لنگڑا دفاع کر رہا ہے
Ye mamla sai Mani maolana ishaq sab ny smujhaya hy k wo ye ayat salateen par fit karty thy k Muslim ommat k Hakim mahil bnaa rahy hei aor ommat faqo mei mar ri hy... Wo ye ayat sirf salteen ko sunaty thy aam logo ki kamai halal hy to jitna paisa kamaein , mgr Islam k governor ko koi haq ni k wo mahil joray aor ommat bhooki maray , jis base par Islam k Mamu nay onko madina say niklwa diyaaa....!
@@hajrayounis8339 Yaha b kisi Azeem sahabi RA ki toheen ki gai hy onko dar badar kar k aor maot e tanhai day kar, jinky bary Nabi SAW nay fermaya es neeli chatri k neechay Abu Zar RA say barh kar koi sacha ni
جناب ابوزر غفاری بزم رسالت کے معتبر صحابی تھے اسرار صاحب آپ صحابیء رسول سے زیادہ شریعت جانتے تھے، حقیقت یہ ہے کہ عثمان بن عفان اور انکے داماد مروان بن حکم (جسکو رسول اکرم صلعم نے اس کی سکشی کی بنا پر جلا وطن کیا تھا) دونوں یعنی سسرے داماد نے مل کر بیت المال میں بڑے بڑے فراڈ کر کے بنو امیہ میں سونے چاندی کے کثیر ذخیرے تقسیم کئے اور آل رسول و اصحاب رسول پر عرصہء حیات تنگ کر دیا جس پر ابوزر غفاری نے احتجاج کیا یہی اصل وجہ تھی ان پر عثمان اور مروان کے عتاب کی تاریخ اسلام کے سب سے پہلے اور بڑے غبن اور فراڈ کے بانی عثمان بن عفان تھے جنکی عیب پوشی کیلئے انہیں غنی کا لقب دے دیا
His story is very sad in Islamic history. Everything is available online of detailed account of what he went through. This molvi is not trying to hide the truth.
Dr israr is wrong here!! Abudhar was protesting because banu umayya in shaam were using corrupt methods to earn money. This is why he was protesting. Maula Ali escorted him out and said “had I not been under bayt of the khalifa, I would have come with .”
Qunkey wo ahbait k chahney waley aur rasollallah k dachchey sahabi they.is liyey unko ko shar badr kar k marwan ibne hakam aur marwan ka badla liyaa gaya hai.hazrat risaalat maab ki hadees hai abu zar sey sachcha zameen ney bojh nahre uthaya aur na aasmaan ney saya kya.abu zar sachchey sahabi they bhaagney waley nahee they.
Khuda ki kasm yea hrami moulvie khalis banu ummay ka perokar tha yea hr us bndy k bary main ghlt bat krta hy jo muhab e ahlebait tha or hr dushman ko bachany ki koshish krta tha yea bhrva
Yeh batao na Molvi kay Hazrat Abuzar ghaffari nain Hazrat Usman aur Muawiya key mulhalifat key. Kia nabi nain yeh nahin kaha kay Iss Neeli chatri kay neechay koi sab say Sacha Shakhs siway Abuzar… Dr Israr teeri niyat bhe Khoti aur teri Qabar bhe jahannum
Ya Kia Kahna chahta ha K Hazrat Abu zar na ghalat mtlb nikala ayat ka jinho na direct Rasol Akram saw Sa ilm E Quran seekha or AJ in ko Sahi ayat ka mafhom Pta Chala ....K Sona chandi Ni Jama kr skta magar dollar jitna Marzi jama kr skta h ... 😂😂
Hazrat abuzar gaffari😢 r.a ZINDABAD
Hazrat Abbu zarr pr lakho salaam
Abuzar r a app sy bary allama thy
Wo chahte the k sahabiye rasool ko ye zebe nahi deta k wo daulat jama kare..... Sahabiye rasool ka tazkiya , tabiyat hamare Nabi k hatho hua tha.... Aisa unka maokkif tha....
حضرت ابوذر غفاری رض کا مٶقف حکومتی امراء اور وزراء کے لۓ تھا کہ وہ جیسے امیر معاویہ رض شام میں محل بنا رہے تھے اور دوسرے گورنر بھی عوام کے پیسے پہ عیاشیاں کر رہے تھے وہ ان کے خلاف بولتے تھے کہ عوام بھوکی رہ رہی ہے اورآپ عیاشیاں کر رہے ہو۔ جس پہ سب حاکم اس کے خلاف ہو گۓ تھے
Jazakallah zamana gawah hai.
Subhan Allah Salam e Rasool e Khuda
Jazakallah khair
Masha.Allah
ابو زر غفاری صحابہ سے یہ کہتے تھے کہ آپ کم از کم مال جمع نہ کرو آپ تو رسول الله کے نزدیک رہے ہو یہ محل سونا نہ بناو جس کی وجہ سے انھیں نکال دیا گیا تھا حضرت عثمان کی خلافت میں اگر بیان کرنا ہے تو پورا بیان کریں تا کہ لوگوں کو بھی پتہ چلے ابو زر کے بارے میں نبی نے کہا تھا کہ یہ سچا بندہ ہے سچ بولتا ہے اور جو ظلم انکے ساتھ ہوے کرنے والوں کو آپ کیا کہیں گے
Such kaha.
Unki wafat pe unka janaza parhanay wala b koi nahi tha.
Wahan se Ibn e Masood RA guzray aur unhoun ne dekha aur afsoos kiya aur janaza karwaya.
Is hisab se to abdurrahman bin auf jahhannam me jainge inke pas to boht mal tha
Ap bhi amal karte honge hazrat abu zar ki baton par ???
Apney bilkul theek farmaya.. Baat puri karni chahiye.. Hazrat E Abu Zar Ghafari ko pehlay Shaam bhej diya gaya madina se.. Muawiya ibne sufiyan nay unko wapis Madina bhej diya.. Phir 3rd khaleefa Usman nay unko madina se bahir nikal diya..
Ghalti yeh thi k woh kehtay thay yeh mehal aur sona Jo tum pehan rahay ho yeh Rasool E Khuda nay mana farmaya hay.. Janwar on ki khayal aur rehsmi kapra Jo tum pehan rahay ho yeh ghalat hay.. Tum log tou Rasool E Khuda k pehlay saathi ho..
Ashiq E Maula Ali hain jinko kafan tak rastay main jatay huway kafay nay diya.. Abdullah bin zubair ka kafla guzar raha tha
@@muhammadosama5403 Abu Zar giffari sham me Hazrt maviya per ye tanqeed Karte the ( governaro aur hakimo ko ) abdur Rahman bin aowf malookiat me paisa kharch Nahi karte the
Waah Bhai waah, Hazrat e Abuzar Ghaffari RA Sahabi se zada inko Islam samjh aaya Mashallah kya baat hai 😮
یہ معاویہ اور بنو امیہ کا لونڈا تھا باقیوں کے اسلام میں اس کو بڑی غلطیاں نظر آتی تھیں
Bhai dimag istemal karo. Majority sahaba ka ye opinion nahin tha. Dr israr is just stating what happened
@@Jadepeanut Please ye kuch HADEES ka collection hai isko search kariye padhiye aur jakar Abuzar Ghaffarri ki Hayat ko Read kariye khud pata chalega ki History kitni distorted hai
Kindly read all the Reference for better understanding of Islam::
Bukhari Hadees No 6726, Musannaf ibn abi Shayba Hadees No 38200, Bukhari Hadees No 114 , Bukhari Hadees No 7111, ((Sureh Tahrim Ayat no 4, Bukhari Hadees No 4913)) Sahih Muslim hadees no 6225, Muslim hadees no 4577, Bukhari 3864
SubhanAllah Labbaik beshak hak hai doctor sb bilkul clier and final talking beshak sare Allah (r b i) mein sabse zyada gurbat ki zindagi agar se kishi ke hisse mein aai too hazrate Issa(a a.s.t) ke hisse mein ab taki koi miskin mohtaj Mazur aur gurbat mein apni zindagi guzar basar karne wala Allah (r.b.i) ke yaha ye sawal na khade karde ki ya Allah (r.b i) mujhe too apni rozmarra aur apne bachcho aur family palne se fursad hi nahi mili too main aamal kab karta too Allah (r.b.i) hazrate Issa (a a.s.t) ko khade karke ye sawal karenga ki aur puchenga ki inhone apni zindagi kaise guzari kya inka roll moladal nahi dikhaya hamne tumhe ruhe zindagi mein USS wakht tumhara kya jawab honga zara dimag par zor dalo ye duniyavi fitne fasad rahti duniya tak kayam rahenge ye zindagi bhar khatm nahi hone wale bas har ek apni badi zimmedari se islah ki arle aur tauba Kare ki aainda haramkhori se parhez karenge aur hushnesaluk ikhteyar karke apni zindagi ko pusukun aur aasan banayenge Jismein namaz ,roze adab ,yakin , zikre askar aur kimat mein agar Allah (r b.i) ne hajj aur umrah likha hoo too woo bhi karenge Allah (r b i) Imanwalo ko kamiyab banaye Aamin summa aameen Labbaik beshak hak hai Alhamdulillah
Hazrat usman ghani ❤❤❤
May Allah forgive him for his deeds
@@nomaankhan4936 abdulla bin Sabah ki baat nahi ho Rahi hai,
@@nomaankhan4936forgive for deeds?
Abuzar Al Gifari😢💔
His understanding of kanz later paved the way for concept socialism, communism /bolshevism
ASSALAM AALAIKUM. kia hum sawal ker sakte hain or ager ker sakte hain to tariqa kia h
Hazrat abu zar ghaffari ko Allah pak ky nabi ny sacha admi kaha ha ye b zra soch ky bolna
Kaaash mere allah ne mujhe un logko ka khadin hi banadiya hota to kamiaayab hojane k liye kaafi hota🥺🥺
Allah nai kamyabi ki raah dikhae hui hai... iss dor mai bhi
Na Dr sb baat itni b sada na thi
Jin batou se wo rok rehay thay wohi batain ummat k zawal ka sabab banei
😂😂
ڈاکٹر اسرار صاحب کا علم اپنی جگہ لیکن اتنی اوقات نہیں ہے کے ابو زر غفاری پر اس طرح فتوٰی لگا دیں وہ آپ سے زیادہ علم والے آپ کی کیا اوقات ان کے سامنے جس کو نبی پاک صلی علیہ وآلہ وسلم نے کہا کہ اس سے سچا کوئی آسمان کے نیچے نہیں
ابو زر غفاری کو نظر آتا تھا کہ مال اللّٰہ کی راہ میں خرچ نہیں ہوتا بلکہ بنو امیہ اپنی عیاشیوں میں لگی ہے جس کا ذکر احادیث کی کتب میں واضح ہے تو تب وہ کہتے تھے اور نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے آپ کو تعلیم کیا تھا کہ جب ایسے معاملات ہوں گے تو آپ تلوار نہ نکالنا صبر کرنا اور حق بات کرتے رہنا تو وہ حق بات بیان کرتے تھے
بہت سے علماء نے بنو امیہ کو بچاتے بچاتے اپنے ایمان کو داؤ پر لگا دیا اللّٰہ ڈاکٹر اسرار صاحب کی غلطیوں کو معاف کرے اور جنت میں مقام عطا فرمائے
Dr sb boht achy scholor thy lekin jahan b moqa mila dandi zror maari khas toor pe jahan dekha sheikhen ka nam ajaye ab agr yahan Dr sb such bol dety or bta dety k Hazrat Abu Zar A,S ne umra ko mde jany wali Maraaat (fucilities, wazaif) k khilaf qyam kia or unko uqraba parwari se roka or bait ul maal se wazifon ko umra se rok k ghurba ko deny k liye awaz buland ki agr dr sb is cheez ko maan lein tu Khilafat pe aasnch ati hy baqi ap samjdar hn
Refer to Engineer Muhammad Ali Mirza video about Abuzar Ghiffari (r.a.a) for more details
😂😂
Jisne Pak sahabi par zulm dhaya unka hisab?
Dr Israr ki tashreeh to ulti hogsi sirf Amir Moyawia ko bachanay Kay leay. Abuxarghaffari to us waqat Kay hukamran sahaba ko maal wa zar jama karnay say manaa ker taythay
I agree
bas majbori hoti hai kisi bhi plate form ki. warna Dr israr ahmad ny khud bhi esi hi zindagi guzari . aor ulama ko halal mall bhi jama krny sy mana kya . Sahabi ka ye level nahi k wo maal ko jama kary . nabi bhi kar sakty thy zakat de kr baqi jama kr lety.
hazrat usman ko bachnay ke liye bhe jhoot bol rahay hain dr sb
100%. Yeh idiot doctor pagla gaya tha
Hazrat abu zar al ghiffari ❤
dr. sb dundi mar rahay hain
bat dar asal ye hai ke Madina e Munawara ke log Hazrat Usman ke leadership mein corrupt ho chukay thay aur maal o dolat jama kr rahay thay jis pr Hazrat Abu Zar (RA) ne sakht tanqeed ke aur Allah se draya unhain is se madina ke corrupt log un ke khilaf ho gaye aur Hazrat Usman se complain ke jis pr Hazrat Usman ne Hazrat Abu Zar (RA) ko Madina se nikal diya aur aik sehra (desert) mein punishment ke tor pe chor diya jahan pe Huzoor Pak (SAWW) ke paish goi ke ain mutabiq un ka bhook aur payas se tanhai ke halat mein intiqal ho gaya un ke beti un ke lash mubarak le k aik rastay par baith gaen wahan se aik qafla guzra jis ne un ka janaza parha aur dafn kiya.
dr sh Hazrat Usman ko bachany ke liye Hazrat Abu Zar (RA) pe "ghuloo" ka jhoota ilzam lga rahay hain. mistake asal mein Hazrat Usman ke thi jo corrupt logon ko saza denay ke bjaye un ka sath de rahay thay aur akhir isi corruption se tang aa kar logon ne Hazrat Usman ko qatal kr diya
100%
Afsos,Banu ummayya ko bachanay k liye log kis had tak gir jatay hai.
عجب بات ہے صاحب ابوذر غفاری سے زیادہ دین سمجھ گیا ڈاکٹر اسرار صاحب
Abuzar ghafari Ra k ilawa jo hazaron sahaba thy wo?
Tum Kum aqal ho, 7 tole se ziada gold par zakat hay phir 7 ton gold kiyon na ho zakat ada karo baqi gold paak yane clean. Han fi sabeel Allah kharach karo to khair kaam. Waist abuzai ghaffari ko Hazrat Omer ne bhi samjhaya tha ke woh jo quraan ki ek aayet ka hawala de rahe hain woh us ka sahi mafhoom se alag hay warna quraan main wirasat ki taqseem Allah itni taqseem se kiyoon bayaan karta kuch samajh main aya kabhi ek baar bhi surat nisaa tarjume ke saath padha, kaise musalman ho
2:54 kya mtlb???
dr. sb dundi mar rahay hain
bat dar asal ye hai ke Madina e Munawara ke log Hazrat Usman ke leadership mein corrupt ho chukay thay aur maal o dolat jama kr rahay thay jis pr Hazrat Abu Zar (RA) ne sakht tanqeed ke aur Allah se draya unhain is se madina ke corrupt log un ke khilaf ho gaye aur Hazrat Usman se complain ke jis pr Hazrat Usman ne Hazrat Abu Zar (RA) ko Madina se nikal diya aur aik sehra (desert) mein punishment ke tor pe chor diya jahan pe Huzoor Pak (SAWW) ke paish goi ke ain mutabiq un ka bhook aur payas se tanhai ke halat mein intiqal ho gaya un ke beti un ke lash mubarak le k aik rastay par baith gaen wahan se aik qafla guzra jis ne un ka janaza parha aur dafn kiya.
dr sh Hazrat Usman ko bachany ke liye Hazrat Abu Zar (RA) pe "ghuloo" ka jhoota ilzam lga rahay hain. mistake asal mein Hazrat Usman ke thi jo corrupt logon ko saza denay ke bjaye un ka sath de rahay thay aur akhir isi corruption se tang aa kar logon ne Hazrat Usman ko qatal kr diya
Dr. Sahab Lakin Jin se wo mukhatib thaay wo to Rasol e khuda s w k tarbiat yafta thay.
Not even saying how brutally he was forced to leave 😢.
Major companions like hazrat Bilal, Ammar, Abu zar, miqdad, and Ali himself I was confused as to why they and many others did not paid allegiance to the first caliph?
Why ?
@SK-vn7oz exactly my question is
Abuzar sachchey sahaabi they.aur zalimoon k khilaaf they.is liyey shar badr hoi.magar mohib
رسول اللہ ص کی حدیث مبارکہ ہے کہ آسمان نے کسی ایسے شخص پر سایہ نہیں کیا اور زمین نے کسی ایسے کا بوجھ نہیں اٹھایا جو ابوذر سے زیادہ سچا ہو اور ان کے زہد کے متعلق موصوف حدیث خود بیان کر رہے ہیں پھر بھی آپ کے اقدامات کو غلو کراار دینا استعمار کی محبت کے سوا کچھ نہیں. کیا تاریخ میں ابوذر اکیلے تھے جنہوں نے بنو امیہ کی پالیسیوں سے اختلاف کیا تاریخ نے معاویہ و مروان سمیت بنو امیہ کے حکمرانوں کو تنقید کا نشانہ بنایا اور خلیفہ ثالث کے خلاف بغاوت ان کی اقرباء پروری زکوۃ و مال کے معاملات میں بےضابتگییاں ہی تھیں اہل سنت مورخین کی بھی یہی رائے ہے لیکن موصوف بنوامیہ کی محبت میں اہلبیت پر تنقیدسے بھی گریز نہیں کرتے ابوذر تو پھر بعد کی بات ہے
ISLIYE BHI NIKALA WOH
AHLE BAIT A.S K SUPPORT HAIN😊
Jab ilm na ho toh khamoshi behtar hoti hai...!! Dr Israr Saheb ko jawab th-cam.com/video/OCuzeViNqHg/w-d-xo.htmlsi=4eD0Vzp0h3sxfBnN
Hazrat Abuzir ko Mola Ali Ka supporter hone ki wja se Nikal Diya gya
عجیب بات ھے اسرار
تو حضرت ابوذر غفاری سے زیادہ دین سمجھتا ھے ؟
Maine apne chote bhai ka naam Abuzarul_islam rakha hai
Bs apne firqe ki tashre kro ap .ye btayo ap ke kiu nikla or kuscne nikala .suhbaiu ki appis mai he lerai or bugez shoro ho gae thi.
Sachai to ye hay kay Unhon nay Hazrat Osman kay ghalat feslon par tanqeed ki or us ki waja say un ko exile kiya, Hazrat Osman ko Ghatiya Marwan nay ghalat pattian parhai jis ki waja say ye hua tha.
Dr shab abuzar ghafari ko sham say bhe nikal diya giya tha kis nay nikala tha
Maviya ne. Abi Zar ghiffari was an early warning signs of tje things to come.
حضرت ابوذر غفاری کے علم اور معرفت پر اعتراض کر رہا ہے ۔وہ کیا بے وقوف تھے کہ ایساء کہتے مطلقن حرام ہے وہ تو ان کے لئے کہہ رہے تھے جو سونا چاندی کی جمع خوری کر رہے تھے۔ اپنے موکل کا لنگڑا دفاع کر رہا ہے
Ye btayo ap
Gool kar kar gaay dr sahab 😁
Ye mamla sai Mani maolana ishaq sab ny smujhaya hy k wo ye ayat salateen par fit karty thy k Muslim ommat k Hakim mahil bnaa rahy hei aor ommat faqo mei mar ri hy... Wo ye ayat sirf salteen ko sunaty thy aam logo ki kamai halal hy to jitna paisa kamaein , mgr Islam k governor ko koi haq ni k wo mahil joray aor ommat bhooki maray , jis base par Islam k Mamu nay onko madina say niklwa diyaaa....!
It's disrespectful to speak of a Sahaba as you are about Hazrat Usman RA (if I'm not wrong) .
@@hajrayounis8339
Yaha b kisi Azeem sahabi RA ki toheen ki gai hy onko dar badar kar k aor maot e tanhai day kar, jinky bary Nabi SAW nay fermaya es neeli chatri k neechay Abu Zar RA say barh kar koi sacha ni
جناب ابوزر غفاری بزم رسالت کے معتبر صحابی تھے اسرار صاحب آپ صحابیء رسول سے زیادہ شریعت جانتے تھے، حقیقت یہ ہے کہ عثمان بن عفان اور انکے داماد مروان بن حکم (جسکو رسول اکرم صلعم نے اس کی سکشی کی بنا پر جلا وطن کیا تھا) دونوں یعنی سسرے داماد نے مل کر بیت المال میں بڑے بڑے فراڈ کر کے بنو امیہ میں سونے چاندی کے کثیر ذخیرے تقسیم کئے اور آل رسول و اصحاب رسول پر عرصہء حیات تنگ کر دیا جس پر ابوزر غفاری نے احتجاج کیا یہی اصل وجہ تھی ان پر عثمان اور مروان کے عتاب کی
تاریخ اسلام کے سب سے پہلے اور بڑے غبن اور فراڈ کے بانی عثمان بن عفان تھے جنکی عیب پوشی کیلئے انہیں غنی کا لقب دے دیا
Mawia ko bachane ki taweel ho rahi hai
His story is very sad in Islamic history. Everything is available online of detailed account of what he went through. This molvi is not trying to hide the truth.
Dr israr is wrong here!!
Abudhar was protesting because banu umayya in shaam were using corrupt methods to earn money. This is why he was protesting. Maula Ali escorted him out and said “had I not been under bayt of the khalifa, I would have come with .”
Nikalne ka jawab dena zaruri nai samjha molana ne qk phir batana b parta k kisne nikala tha madina se.
Qunkey wo ahbait k chahney waley aur rasollallah k dachchey sahabi they.is liyey unko ko shar badr kar k marwan ibne hakam aur marwan ka badla liyaa gaya hai.hazrat risaalat maab ki hadees hai abu zar sey sachcha zameen ney bojh nahre uthaya aur na aasmaan ney saya kya.abu zar sachchey sahabi they bhaagney waley nahee they.
کسی برگزیدہ صحابی رسول کے بارے میں یہ کہنا کہ وہ عوام میں قرانی آیات غلو کرتے تھے۔۔۔۔۔ بڑا غرق ہو آپکا ۔۔۔۔ کیا بہتان تراشی کرتے ہیں اپ۔۔۔۔ توبہ توبہ
Thora sa ghalat chale gaye yahan Dr. sahab
Hazrat Usman NY inkay Sath Zulam kia
Dr Israr keh Raha Hy keh woh Had say Tajwuz kar gay teh
Yeh Sahabah ka Gustajh hy
No your wrong he said too maviya how he is leaving life like king
MOLANA. KO. ABUZAR. TO. DEKHA MAGAR. HUKUMRANO. KO. NA. DEKHA. BAS. IS. AADME. KO. SACHNO. SY. MUHABT KAM. THE.
Khuda ki kasm yea hrami moulvie khalis banu ummay ka perokar tha yea hr us bndy k bary main ghlt bat krta hy jo muhab e ahlebait tha or hr dushman ko bachany ki koshish krta tha yea bhrva
Lanat ho tumpay Muhammad saw nai unkai liyai kaha ki abu zar say sacha koi nhi unko Aisa bol rahai ho
Yeh batao na Molvi kay Hazrat Abuzar ghaffari nain Hazrat Usman aur Muawiya key mulhalifat key.
Kia nabi nain yeh nahin kaha kay Iss Neeli chatri kay neechay koi sab say Sacha Shakhs siway Abuzar… Dr Israr teeri niyat bhe Khoti aur teri Qabar bhe jahannum
تم نے ڈاکٹر صاحب کی قبر کا بھی جائزہ ہے لیا؟ اپنی قبر کی فکر کرو بھائی
Kharzi ka Subse Bada Pehchan yahi hai Ki Sare ko Wo Kafir Bolega Aur Khud Ko Jannati.
Ya Kia Kahna chahta ha K Hazrat Abu zar na ghalat mtlb nikala ayat ka jinho na direct Rasol Akram saw Sa ilm E Quran seekha or AJ in ko Sahi ayat ka mafhom Pta Chala ....K Sona chandi Ni Jama kr skta magar dollar jitna Marzi jama kr skta h ... 😂😂
افسوس ہے ڈاکٹر صاحب آپ کی دلیل پہ اللہ آپ کوُ معاف فرمائے