jab radiator fan on hojata h.. phir mea indica car ko kitna b acceletate karo lekein wo slow hojata h jaise brake lagwya k drive kar rha hu.. aise kyun ho rha.. yeh kis jeez ka problem h.. plz batao..
I have one problem with my indica V2 that is reverse lamp doesn't glow while applying reverse gear....I have changed reverse gear plug and clock,12v socket, reverse lamp fuse also good condition then what is the problem
Car ko start kar deta hoon but fir battery ka ek terminal nikal deta hoon aur gaadi ka engine bandh ho jata hai kya alternator kharap hai gadi ka Aur battery wala symbol nhi show ho raha
@@sameermavi7503 Konsa gaadi hai? or ek baat suniye.......Jaisa Maine bataya tha video mai k mera gaadi ka alternator kharab ho gaya tha lekin jab mai alternator pura disassembly kiya toh uske baad alternator mai koi fault nahi tha fir Maine wiring ko check kiya pata chala ki wiring mai problem hai fir maine ek extra wire Alternator ki positive bolt se battery ki Red terminal mai Joint kiya uske baad problem solved ho gaya aap bhi aisa check kariye ho sakta hai wiring mai problem hai
Sir mera brezza gadi hai 5gear mai 50tak spped ja raha ishe age nahi ja raha hai kuch batiye kya problem hai
sir clutch disc ki problem hai
Apka workshop kidhar hai
Sir tarctor ke music system ke liye konaa alternator lage ka tata India ca or Mahinda Scorpio ka 90 amp ka
Scorpio ki best hai
music system kisi b alternator se chala sakte ho
Acha
@@CarworldTDI indica ka kitnea ampr hota he
@@CarworldTDI manu indica da miliya sahi rahu tractar tea
bhai tata indigo ka alternetur ka rpm bata raha hai lekin batti nahi band ho raha hai start kar ne se kiya problam ho sakta hai
gaadi starting mai battery ki positive terminal khol ke dekho gaadi band ho raha hai ya nahi
agar band ho jaye toh alternator kharab hai
Bohut Khub 🤗🤗
Alternator kis galti ke vajah se kharab hota hai
jab radiator fan on hojata h.. phir mea indica car ko kitna b acceletate karo lekein wo slow hojata h jaise brake lagwya k drive kar rha hu.. aise kyun ho rha.. yeh kis jeez ka problem h.. plz batao..
Radiator fan zyada Current leti hai isliye thoda kamzor ho jata hai gaadi.....
Radiator fan Direct kar diye ho kya
Vo undar ka nut kaise nikala bhai.
Alternator ki brushe kholne ke liye 8 no wala T wrench chiye
कितने का है सर कहा मिलता है?
Car TATA Indigo CS headlight Focus kabhi kabhi jya Ho jata hai kya reason hai
alternator ka problem hoga
कौन सा part खराब हो सकता है
@@HariOm-qk1lm brush
I have one problem with my indica V2 that is reverse lamp doesn't glow while applying reverse gear....I have changed reverse gear plug and clock,12v socket, reverse lamp fuse also good condition then what is the problem
Wiring.
@@CarworldTDI alternator kholne me aur sab ka timing lock krna h
Good working bro 😊😊😊
Kaise cheak Kiya wo to ap bataya hi nahi
Good job ji
Thanks bhai
@@CarworldTDI मेरी टाटा इंडिका फुल रेस करने पर बंद हो जाती है क्या कारण हो सकता है आप रेस में बंद नहीं होती
Race karne par band toh nahi hoti
lekin Race karke Turant Accelerator chorne se start band hoti hai......Aisa hai kya???
Nice knowledge bhai
thank you sir...
Sir alternator kholne pe kia belt bhi dusri dalni pdti h ya purani se kam ho jata h
Purani se chal jaygi
@@CarworldTDI mechanic be cut di thi dono, àur 6700 rs ka bill bna dia , vobi alternator service krke lga dia , kia genuine price h?
Maine aaj tak alternator belt change nahi karawaya
Yeh alternator garam kyu hota h
Car ko start kar deta hoon but fir battery ka ek terminal nikal deta hoon aur gaadi ka engine bandh ho jata hai kya alternator kharap hai gadi ka
Aur battery wala symbol nhi show ho raha
Haaa alternator problem hai
alternator current supply nai de raha hai
@@CarworldTDI 4 pin alternator honda civic uska wiring bata do bhai
@@CarworldTDI gaadi sirf 50,000km chali hai
Usme wiring problem hai ya alternator
@@sameermavi7503 Konsa gaadi hai?
or ek baat suniye.......Jaisa Maine bataya tha video mai k mera gaadi ka alternator kharab ho gaya tha lekin jab mai alternator pura disassembly kiya toh uske baad alternator mai koi fault nahi tha
fir Maine wiring ko check kiya pata chala ki wiring mai problem hai fir maine ek extra wire Alternator ki positive bolt se battery ki Red terminal mai Joint kiya uske baad problem solved ho gaya
aap bhi aisa check kariye ho sakta hai wiring mai problem hai
@@CarworldTDI ok bhai thank you ☺. Gaadi Honda civic 2011 model hai
Good job
mui nije tikh korsi kail
akon gaadi soler
@@CarworldTDI Tata Indigo cs Tdi
Please add subtitles we don't understand
आपको भाई कुछ नहीं आता है आप वैसे वर्क कर रहे हैं
Haaa bhai haaa
Bhai apka contact number bhejye