Thank you so much bro. Me kafi time se wait kar raha tha ki aap ek video jumbo par bhi banaye or iss video me aapne kafi sari knowledge share ki hai india ke ek lengendry locomotive ke baare me. Bas ese hi acchhe acchhe videos banate rahe. Thanks again.
Humare railway minister railway ki history ko protect krne ke liye kuch nhi kar rhe ye aachi baat nhi hai😢, legendry locos ko preserve krke rakhna chahiye. Ye purane time ki Sundarta hai❤💕😊
Bachpan me ek br ek glance me dekha tha ye locomotive tbse mujhe janna tha konsa, but kbhi ni pta chla aaj itne saal baad mujhe pta chla konsa locomotive tha
Hello sir Indian railways ki ek or locomotive jo ki diesel or electric dono traction per chalti h jo ki passenger or express train ko haul kerne ke liye banaya tha Us locomotive ka naam WDAP 5 locomotive h Per indian railway is locomotive ka use nahi ker rahi h Per iske abhi tak trials hi chal rahe h Sir is per bhi ek video banaiye Ki indian railway WDAP 5 locomotive ka use kyu nahi ker rahi h Kuki yah locomotive kahi bhi jane ke liya perfect h Or. Diesel or electric dono per chal sakti h
Are Nomadic bhaiya yah railway engine ki ek unit present Kari Gai Hai Nai Delhi ke museum ke andar maine abhi ek Sath pahle gaya tha to jab Dekhi thi to mere ko Achanak se Dhyan aaya ki jambu naam ka engine bhi tha
Isko maine bachpan me bahut dekha hai
Indian Railways should keep it in the museum. This is a very historical car. Railways should do this. What is your opinion from my side 😍🤗
Thank you so much bro.
Me kafi time se wait kar raha tha ki aap ek video jumbo par bhi banaye or iss video me aapne kafi sari knowledge share ki hai india ke ek lengendry locomotive ke baare me.
Bas ese hi acchhe acchhe videos banate rahe.
Thanks again.
बहुत अच्छा खुबसुरत explain सर
Bhai mai sirf cars ki evolution story dekhta hu TH-cam pe, ab locomotives ki dekhne me bi maja aata hai, daalte rhe ho aisi or stories
VERY GOOD 👍🎉🙂
गाड़ी बुला रही है , सीटी बजा रही है . PROUD ON INDIAN RAILWAYS .
Bahut hi Achhi Jankari Dee hai Is Purane Locomotive k bare me... Bahut time ho gaya is ko Dekhe huve...❤❤❤❤
इस लोको को अंतिम बार 15203/04 में देखे थे जो गोंडा शेड का था
Me to emotional ho gaya😢❤
Gzb video Bhai ❤
Bhai agla video wds6 ke upar bnao
Informative vlog jumbo loco🇮🇳🙏😍
Humare railway minister railway ki history ko protect krne ke liye kuch nhi kar rhe ye aachi baat nhi hai😢, legendry locos ko preserve krke rakhna chahiye. Ye purane time ki Sundarta hai❤💕😊
First view 😅
Bachpan me ek br ek glance me dekha tha ye locomotive tbse mujhe janna tha konsa, but kbhi ni pta chla aaj itne saal baad mujhe pta chla konsa locomotive tha
Haa me bhi jab Rajasthan me apni train ka wait kar raha tha toh ye engine gaya tha express gaadi ko leke tabse mujhe bhi nahi dikha jaise aapko
Shaandaar ❤
Sar please next video wdg4 and WDG4d
Bachpan me ye locomotive bhagalpur to azimganj local ko hault krta tha ye baat karim 12 saal purani hogi i think
Aap sir intna emotions daal dete ho Sach me
This locomotive I have seen many times in my childhood
Jumbo locomotive is the great loco in the Indian railway
2:43 KATNI WDM-2 jumbo 😢
My one of favourite oldies… Jumbo alco .
Sab see cute dikme wala engine
Wdm2 jumbo indian Railway Hero❤
Ye loco sarnath express ke sath lagti thi jo ki 11 coch ki hoti thi 2009 me,
Isi sab time ke beech maine vi dekha tha isne bhagalpur to azimganj local me lagti thi
mai vaishali me es loco ko dekha hu
❤
Sir WDS-8 pe ek video bana do please!!
Mostly used in intercity superfast express....❤
Pappu locomotive was hilarious 😂😂😂
Dekhaa thaa
Next video WDS 1 please 🥺
WDS 6
Kya fan following Indian railways ne sbko hamse alag krdia😢 Electrification ke alwaaa kya hi kia h😢
Bhai India waise hi pollution ke liye Jana jata hai tumhe aur pollution chahiye?
@railshastra 😥😥
Sir kaifiyat express 12225 par detail video
Sir beyer garratt steam loco of indian railways please vaiya ismain ak dedicated video dijiye
Howrah me 1,2 Jumbo shunting karte hai😊
Wdm2g Ke Upar video Lekar aaiae
😢😭😭😭😭😭😭😭😭😭
bhai aap ne wdp 3a ko rosater bataya hai but jaha tak usse toaster bolte hain
WDP 3A ko toaster bolta tha ya Roaster??
Bro song name batao na
Hello sir
Indian railways ki ek or locomotive jo ki diesel or electric dono traction per chalti h jo ki passenger or express train ko haul kerne ke liye banaya tha
Us locomotive ka naam WDAP 5 locomotive h
Per indian railway is locomotive ka use nahi ker rahi h
Per iske abhi tak trials hi chal rahe h
Sir is per bhi ek video banaiye
Ki indian railway WDAP 5 locomotive ka use kyu nahi ker rahi h
Kuki yah locomotive kahi bhi jane ke liya perfect h
Or. Diesel or electric dono per chal sakti h
It's being used for shunting purposes
Are Nomadic bhaiya yah railway engine ki ek unit present Kari Gai Hai Nai Delhi ke museum ke andar maine abhi ek Sath pahle gaya tha to jab Dekhi thi to mere ko Achanak se Dhyan aaya ki jambu naam ka engine bhi tha
Toaster bolte hai Maharashtra me
Roaster nahi, Toaster tha WDP3A
Pappu locomotive bholne ke baath mera ko parliament ka pappu yaad agayaa😂
Don't disrespect the locomotive
Bhai jumbo to baad mein aaya
Wdg 3a shakti ka video lao
WDS 6