Ek Na-kaam Mohabbat, Sharaab aur Majaz | Majaz Lucknavi | Rekhta Studio

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 12 ก.ย. 2024
  • Asrar-ul-Haq Majaz ki shayari ke muta’aliq(about) baat ki jaaye to unke deebache(foreword) ‘Aahang’mein Faiz Ahmad Faiz ki ki yeh satrein(lines) yaad aati hain:
    “Majaz inqilaab ka dhindhorchi nahi, inqilaab ka mutrib(musician/singer) hai. Uske naghme mein barsaat ke din ki si sakoon-bakhsh(pleasing) khunki(coldness) hai aur bahaar ki raat ki si garm-josh(warm) taaseer afreeni!”
    Lekin is video mein hum Majaz ki shayari se pare adeebon aur shayaron ki zabani unki zindagi ke kuch dil-soz(saddening) pannon(pages) ki rudaad(narrative) aapki sama’aton ki nazar karte hain.
    Credits :
    Session with Faisal Fehmi.
    Music by Aslam
    Subscribe & Click the notification bell :
    / rekhtashayari
    / jashnerekhtaoffical
    Connect with us -
    Visit the largest online resource for Urdu poetry and literature-
    www.rekhta.org
    Rekhta organises a 3-day annual Urdu Festival "Jashn-e-Rekhta" -
    Website : www.jashnerekh...
    Follow us on Social Media -
    Instagram : / rekhta_foun. .
    Facebook : / rekhtaofficial
    Twitter : / rekhta
    #Majaz #Awaara #UrduPoetry

ความคิดเห็น • 123