Mere bike (unicorn 150) mei osram hs1 model ka h4 bulb laga hua hai. Stock halogen bulb 35w ka dha.. Aur ye sirf 6w ka hai... Isme fan nahi hai.. Ye bulb lagane keliye maine ek youTube video dekhe ac wiring ko dc mei convert kiya.. Us samay koi issue nahi dha... Bulb bahut ache roshni se jalte dhe... Avi vi roshni ka koi kami nahi hai... Lekin avi ek problem aa raha hai... Ye hamesha nahi aa raha hai... Kabhi kabhi aa ja ta hai.. Agar bike cold start karne se phle bulb on karte hai toh netural light band ho jata hai.. Matlab ignition off ho jata hai.. Chavi ko phir se gumayenge toh ignition vapas on ho jata hai.. Ek aur problem woh issue drive karne ke time mei aata hai..woh bhi baar baar nahi aata hai...gaadi chaalne ka time agar indicator on karte hai toh gadi band ho jata hai..pehle bolne ki tarah ek baar chaavi gumayenge toh vaps ignition aa jata hai aur saath mei indicator jalta hai.. Ye sab kyu aa raha hai..gaadi mei ek heavy duty relay hai woh horn keliye lagaya hai... Direct line headlight hone ke wajese ye problem aa raha ho kya.. Matlab mere gaadi mai v relay zaroori ho kya... Ya aur koi issue? Aap logon ko kya lagta hai please replay 🥺🥺🥺
Hero Xtreme hai mera 2014 sensor lock hai local mechanic lock change karne bol rahe hai aur sensor lock rs.3750/- ka hai. Key kabhi kabhi pakad leta hai nahi to chod deta hai kabhi kabhi kick karne ke baad bhi chala jata hai chabhi kafi bar ghumane ke baad kahi to fas ke chalu hota hai . Ye bhi Carbon problem hai ya pura key set ?
Bhaee lock key free ho jate hy month bad ya usi time kai dafa gir chuki hy us ka koi hal her tara ki key bana chuka hu achi koi aysa hal kay woh lock ma kabo rahy😊
Thanks bohot muskil se mila ye video😊
Most welcome Dr. Sir keep your valuable support ❤❤
Great video ! Thanks for your Genuineness ! God Bless You !!
Thank you so much,for your comment🙏🙏🙏❤❤❤,keep your valuable support
Thank you. I was able to fix my ignition switch by seeing your video.
Glad it helped😍
Good explain 🙏
Thanks and welcome❤
Switch ka jo wire soldering ho raha tha wo Tut Gaya to kya repair ho sakta he kyaa....
Pls reply soon...❤
Ha bilkul repair hoga tv repair shop me soldering karva le ☺☺,
Simply best way explained 👏 👌
Thank you bro
Very good information sir 🙏❤🌹
Thank you💓💓
Tank you from Tamilnadu
Welcome, i love tamilnadu
Same Problem, on My cbz xtreme....
Big thanks.... i try it... Hope my problem solved....
Thank you
Awesome video. Please explain in hero splendor BS4 sir.
Good video
Thanks for the visit☺☺
Thanks for the visit☺☺
thanks bro
Welcome ❤
Very well
You saved 4-5000 rs expense on my benelli service bro ❤️😇
🙏🙏🙏
I have this problem on my scooty pep plus. Will try this out
Contact your authorised service center,they will help you
Super
Thanks
Bhai kya ye tarika gixxer 150 (2015modal) pe work karega?please reply 🙏🙏
Ha sir,apx sabhi ignition switch ek jaise hote hai
@@MRLADTH-camr tanks bhai
Big thanks pr yeh same hero pleasure me hoga?
Apx sabhi ignition switch same hote hai
Yeh video sirf unke liye hai jinke gadi ka ignition switch Neutral Gear On show nahi kar raha hai 🙏🙏
भाई मेरे स्प्रिंग तीन निकल आई है समझ नहीं आ रहा एक स्प्रिंग को कहां लगाऊं छोटी वाली को
Video dyan se dekhiye samaj ayega,ya apne najadiki mechanic se mile o kar dega
Mere bike (unicorn 150) mei osram hs1 model ka h4 bulb laga hua hai. Stock halogen bulb 35w ka dha.. Aur ye sirf 6w ka hai... Isme fan nahi hai.. Ye bulb lagane keliye maine ek youTube video dekhe ac wiring ko dc mei convert kiya.. Us samay koi issue nahi dha... Bulb bahut ache roshni se jalte dhe... Avi vi roshni ka koi kami nahi hai... Lekin avi ek problem aa raha hai... Ye hamesha nahi aa raha hai... Kabhi kabhi aa ja ta hai.. Agar bike cold start karne se phle bulb on karte hai toh netural light band ho jata hai.. Matlab ignition off ho jata hai.. Chavi ko phir se gumayenge toh ignition vapas on ho jata hai.. Ek aur problem woh issue drive karne ke time mei aata hai..woh bhi baar baar nahi aata hai...gaadi chaalne ka time agar indicator on karte hai toh gadi band ho jata hai..pehle bolne ki tarah ek baar chaavi gumayenge toh vaps ignition aa jata hai aur saath mei indicator jalta hai.. Ye sab kyu aa raha hai..gaadi mei ek heavy duty relay hai woh horn keliye lagaya hai... Direct line headlight hone ke wajese ye problem aa raha ho kya.. Matlab mere gaadi mai v relay zaroori ho kya... Ya aur koi issue? Aap logon ko kya lagta hai please replay 🥺🥺🥺
Hero Xtreme hai mera 2014 sensor lock hai local mechanic lock change karne bol rahe hai aur sensor lock rs.3750/- ka hai.
Key kabhi kabhi pakad leta hai nahi to chod deta hai kabhi kabhi kick karne ke baad bhi chala jata hai chabhi kafi bar ghumane ke baad kahi to fas ke chalu hota hai .
Ye bhi Carbon problem hai ya pura key set ?
70%carbon ho sakta hai.30%wear hua hoga, wear hua hai to replace karna padega
@@MRLADTH-camr okay Thank You very much.
Normal lock chalega kya 1200 wala
Bhaee lock key free ho jate hy month bad ya usi time kai dafa gir chuki hy us ka koi hal her tara ki key bana chuka hu achi koi aysa hal kay woh lock ma kabo rahy😊
good
Awanjar ka suich kese banay
Bro mere gadi ka ignition lock loose hai to kya karu
मैकेनिक ko dikhaye, jyada loose hai to lock replacement karna padega
Ok bro
Mere glamour ka on hi rh gyaa kya ye theek hoga ya new
Check kar lijiye
cd deluxe
Cbz xterme ka
Yes