Bhai mera 9watt -4 bulb 12 watt -3 bulb 2 Celine fan 1 pedestal fan 55watt Kitna watt lagega or sab mila ke kitna kharcha padega Or ek dc to ac converter laga liya to ac normal bulb bhi chalega kya
Solar charge controller ke output se hi load comnect karna hain... Direct battery se nahi karna hain...bcos of direct connect karenge to aapki battery Puri khatam ho jane par wapis charge karni muskil hoti hain...aur battery life Kam ho jati hain
Brother, pls tell me the complete setup it's without inverter ? Only with the solar panel 100w, , battery 12 volt 40ah and solar charge controller 10 amp or ???
Light fan connection battery se hua hai ya charge controller se hua hai.charge controller ke load me kya load chalaya hai .mujhe samaj nahi aaya.please ek bar ek aur video banaiye connection kis tarah hua hai.
Load connection controller se hi lene he bhai...warna battery se direct lene se battery Puri Khali ho jati he to usko dobara charge karne me problem aati he...
आप 2 या 2.5 स्क्वेयर एम एम की वायर यूज कर सकते है, बैटरी से बोर्ड एंड पंखे की दूरी जितनी कम होगी उतना बैकअप अच्छा मिलेगा जितना दूरी पर रखेंगे उतना बैकअप कम मिलेगा, मोस्टली आप 5 से 7 मीटर की दूरी रखे जिससे अच्छा बैकअप मिले. धन्यवाद
My friend I am using 125 watt panel with 60ah three Wheeler battery. 18 months warranty but 3 year completed still battery is good and am using 6 tube and one fan. Fan using full night still battery charge in the morning looks 12.4 v. So need of solar battery
Load connection load port se liya hai ya battery port se I want to buy 125 watt loom solar panel Wit 20 amp charge controller 60 ah solar battery Can I buy dc to dc buck converter for dc load
Sir..mere pass 50 ah ka lead acid tubular battery hai.or 50W 12V ke 2 solar panel hai total 100W hai..sir mai connection series mai karu ya parellel mai...
.5 hp ki motor chalani hain to 1 kw ka solar setup karna padega...isase nahi chalega... Aur aap ac equipment chalana chahte he to aap converter yaa inverter ka use kar sakte hain
Maine maine aapko video mein bataya hua hai ki bhai DC tube light kahan se mangai ho aur vahan usko kaise search karna hai Google mein jakar search kar lena bhai aapko bahut sare contact mil jaenge aap baat kar lena aur aapko mil jaega achchhe khase rate mein...thank you
Aaram se chalega...but aadhe din me battery full ho jayegi...agar aap 100 ah ke aaspas wali battery use karenge to pure din me woh full charge hogi...jisase aapko backup jyada milega...dhanyawad..
Choti moti chize chalani hain to aap AC DC converter aata hain wo le sakte ho wo 300-400 rupees mein mil jayega use use kar sakte ho...agar heavy load chalana ho to aap inverter hi use kare
Wire aap 1.5 square mm ka use kar sakte ho aur sinox power Google me search karna aapko fan ke bare me sab jankari mil jayegi ... Amazone pe bhi mil raha hain yeh hybrid fan...thanks
@@kpwankhade4795 Aap chhote setup ke liye koi bhi wire use kar sakte he ....agar bada setup he to DC achha rahega...waise Maine bhi ac wire hi use Kiya he...aap bhi ac wire use kar sakte he 🙏🙏
Brother, here i don't understand Hindi properly... Pls tell me solar panel to solar charge controller wire sq mm and solar charge controller to battery wire sq mm 40ah with approx length of wire both.....
Brother, thank you for the reply... Bro, here i make comparisons with Lead acid battery and lifepo4 battery 32700 and 32140 ...( My own made) Lifepo4 battery excellent backup time ... Eg: Lead acid battery 12ah ( Exide geniune ) vs lifepo4 battery 12ah 1. Lead acid 2 hours backup time 2. Lifepo4 battery 3 1/2 hours to 4 hours backup time ( both with same output load )
Sir mere paas sonax company ki 40 AH solar battery hai usse 104 watt load dene par 1.5 hours ka bacup deti hai to meri battery sahi bacup de rahi hai aur usmein main controlar ke saath 150 se 200 watt ka panal laga sakta hu pleas reply
40 ah ki 12 v yaa 24 v wali battery he yeh batao...agar 12 v ki he to uska backup 380 watt ke karib rahega ( 20% waise hi bacha rahega)to aap 104 watt ka load 3- 3:30 hr chala sakte he ...aur 150-200 watt ke panel ke liye aapko 30 amp waha solar charge controller lagwana padega kyoki aapki amp 10 se jyada ho jayega aur aap parallel panel setup kar sakte he ..thanks
Yeh regular wiring hi Kiya hain usme positive se apne switch ka connection karenge ...baki sab wiring normal he...wo bhi direct solar charge controller se Jo output load he waha se hi Kiya hua he direct .... Main uske upar bhi ek video banane vala hu thode din me to aap channel ko subscribe karke rakhe aur bell icon press karke rakhe taki aapko notification mil jaye...aapka sab kuchh clear ho jayega.. dhanyawad
bhai ik question tha....agar 12v 40ah lead acid wali battery normal (non solar)ho to 100 w ka solar panel theek rhega? ...kyonki battery 2 amp legi charge ke liye aur panel 4 amp bijli dega....long term ke liye battery ka life kamm to nhi hoga ? ya fir controller saara charge control krke deta hai battery ko?
100 watt solar panel use karte ho to aap usme solar battery use kre to wo bahot achha rahega kyuki solar battery ki life achi hoti he aur maintanence Kam...agar chhote panel se karna chahte ho to aap normal battery bhi use karoge to koi problem nahi he ..
Agar aap tubelight -20 watt 2 Bulb- 20 watt Ek fan- 30-35 watt Use karenge ek saath to 70-75 watt per hour use hoga To aap 6 hour Tak yeh sab kuchh ek saath chala payenge Dhanyawaad
Very nice Information sir super video Har sawal ka Zavab mil gya
Thanks
Brother Supperb and excellent explanation,also detailing is very good, very informative video 👍👍👍👍👍👍👍👍🙏
So nice of you
Thanks bahot acchi mahiti di
Bhai aap pura setting ka video bnao plz
Thank you❤🌹🙏
Very good information.
Dc system best for village.
Aapki Jankari bahut acchi lagi
Thanks
बहुत अच्छी जानकारी❤❤❤
Bahut hi accha explanation.
Thanks
Apki Jankari super 👌
Thanks
Aap thoda time zada lete ho lekin video accha hai 👌
Thanks
Bhai mera
9watt -4 bulb
12 watt -3 bulb
2 Celine fan
1 pedestal fan 55watt
Kitna watt lagega or sab mila ke kitna kharcha padega
Or ek dc to ac converter laga liya to ac normal bulb bhi chalega kya
Bhai Is Tarah Se Samjha rahe ho na ki lag raha aapke sath mein main khada hun bahut bahut dhanyvad Samjhane ke liye bhai
व्हेरी nice info ब्रो 👍👍👍👍👍
वायर सेपरेट अलग कैसे किए हैं सोलर चार्ज कंट्रोलर में अलग अलग लिए हैं या आगे जाकर अलग किए हैं
Aage Jake alag kiye he
Nice sistem. Congratulations.
बहुत अच्छा
Bhai fan or bulb ka load direct battery se chalate ho ya solar charge controller se chalate ho.... plz reply
Solar charge controller ke output se hi load comnect karna hain...
Direct battery se nahi karna hain...bcos of direct connect karenge to aapki battery Puri khatam ho jane par wapis charge karni muskil hoti hain...aur battery life Kam ho jati hain
Brother, pls tell me the complete setup it's without inverter ?
Only with the solar panel 100w, , battery 12 volt 40ah and solar charge controller 10 amp or ???
Ankert patel varee Varee good ❤
Thanks
Bahut achha laga
50wp solar panel par 65AH ki battery laga sakte hai
Battery ka use kam kroge to chal jayega
Bhai dc Tube light kaunsi company ka hai.
1Aapne, wire DC use kiya hai ya AC?
2Barish Mein iska kya hal Raha?
Maine AC wire hi use Kiya hua hain...aur baaris mein bhi achhi tarah se work karta hain...aap apne load ke hisab se solar panel watt ko chune
thank you .i got good knowledge from your video
So nice of you
Aap ka vedeo bahut aacha laga lekeen solar ka kimat nahi bataya
Achhi tarah se pura video dekho bhai sab ki kimat batai Hui hain video mein...
Light fan connection battery se hua hai ya charge controller se hua hai.charge controller ke load me kya load chalaya hai .mujhe samaj nahi aaya.please ek bar ek aur video banaiye connection kis tarah hua hai.
Load connection controller se hi lene he bhai...warna battery se direct lene se battery Puri Khali ho jati he to usko dobara charge karne me problem aati he...
Mere channel me dusra bhi video he agar aap ko samaj nahi aaya ho to aap woh video bhi dekh sakte he...
घरात फिटिंग साठी फॅन लाईट साठी किती एम एम ची वायर वापरली आहे बॅटरी पासून ते बोर्ड बोर्ड पासून लाईट फॅन पर्यंत किती अंतर असावे
आप 2 या 2.5 स्क्वेयर एम एम की वायर यूज कर सकते है, बैटरी से बोर्ड एंड पंखे की दूरी जितनी कम होगी उतना बैकअप अच्छा मिलेगा जितना दूरी पर रखेंगे उतना बैकअप कम मिलेगा, मोस्टली आप 5 से 7 मीटर की दूरी रखे जिससे अच्छा बैकअप मिले. धन्यवाद
My friend I am using 125 watt panel with 60ah three Wheeler battery. 18 months warranty but 3 year completed still battery is good and am using 6 tube and one fan. Fan using full night still battery charge in the morning looks 12.4 v. So need of solar battery
Aap chala sakte he but three wheeler ki battery life se jyada aapko solar battery main life milegi so I recommend solar battery
Okay good answer here confusion cleared 👍
Nice information 😮😮😮
Thanks
Good information nice
Very good sir
Nice, Bro -😮😮
100watt solar panel me earthing lagana padega?
Waise official lagana padta he taki agar kabhi bijli gir gai to aapka system kharab na ho...aur bijli direct earth ho jaye...
Sir a DC tubelight konsa band ka
Koi brand nahi hain yeh assemble mangwaya he
Load connection load port se liya hai ya battery port se
I want to buy 125 watt loom solar panel
Wit 20 amp charge controller
60 ah solar battery
Can I buy dc to dc buck converter for dc load
Load connection load se hi Lena hai...aur jitne bhi load connection karte ho uska sabka wiring saperatly karna hain
DC load ke liye bug converter ki jarurat nahi hai...jab aap charge controller use kar rahe ho tab...
Dc tube light konsa company ka hai
Assembled hain
Chennai se mangawaya tha
Bhai tube light ka buying link plz
Sir refrigerator chala sakte hai kya 100w ke panel se ja nahi
Nahi bhai...aapko uske liye 1 kilowatt ka panel setup karna padega
nice
What solar panel DC wire matlab Nahin samjhe December kiske Bane Jise copper wire hota hai to aluminium wire kaun sa wire
Aap koi bhi wire use kar sakte he AC yaa DC agar aapka small solar setup ho...agar aapko bada solar setup karna he to aap jarur DC wire use kare
Super super super 👍👌
Sir..mere pass 50 ah ka lead acid tubular battery hai.or 50W 12V ke 2 solar panel hai total 100W hai..sir mai connection series mai karu ya parellel mai...
Parallel kro
Tube light kis company ka liya hein
Assemble he bhai...video me Puri jankari di he aap dubara sun le taki achhe se samaj aaye...
40 ah Battery me 0.5 hp pani ki motor chalega ki nehi.ur kitna time chalega
Solar controllers se sirf DC cornet ayega ya Ac bhi ayega
.5 hp ki motor chalani hain to 1 kw ka solar setup karna padega...isase nahi chalega...
Aur aap ac equipment chalana chahte he to aap converter yaa inverter ka use kar sakte hain
link de do bhai tubelight mangwaane ka
Maine maine aapko video mein bataya hua hai ki bhai DC tube light kahan se mangai ho aur vahan usko kaise search karna hai Google mein jakar search kar lena bhai aapko bahut sare contact mil jaenge aap baat kar lena aur aapko mil jaega achchhe khase rate mein...thank you
40 ah battery se 38 watt se zada load nahi chalana chahiye nahi to battery kharap ho jayega
165 watt ke solar panel pr kitne amp ka solar charger controler lageye.pls reply sir
20 amp le lo bahot acha rahega...
@@ANKITPATEL-iu6oi प्राइस कितना रहेगा
220 वोटके पेनल में 50 ऐ ऐच का बैटरी चलेगा?
Aaram se chalega...but aadhe din me battery full ho jayegi...agar aap 100 ah ke aaspas wali battery use karenge to pure din me woh full charge hogi...jisase aapko backup jyada milega...dhanyawad..
Tube light dc 12volt 12watt konsi company ka or price kaya hai.
Aap google me buljin elmec (p) ltd search kar lo waha se mangwa sakte ho...unka khud ka manufacturing unit hain
Thank you
Sir link chaiye pura system ka...Nice video
Kuchh bhi pata nahi chale to msg kar sakte ho aapko bata ne ka try jarur karunga
Sir bord wiring ka video bana dc a to z
I will try
app inveter nehi lagaya ?
Nahi Mera Chhota setup he to main sirf solar charge controller se hi Kam chalata hu
Nice video
Ankitbhai 40watt 12v ni solar panel ma ketla ah ni battery joye
20 to 25 ah ni battery lai lo
Sir ac current milega kya
Choti moti chize chalani hain to aap AC DC converter aata hain wo le sakte ho wo 300-400 rupees mein mil jayega use use kar sakte ho...agar heavy load chalana ho to aap inverter hi use kare
Charge controller kitne ampire ka hai?
10 A ka hain video mein bataya hua hi hain...
मैंने 225 वाट का मोनो पैनल 12 वोल्ट खरीदा है 20 अंपायर का चार्ज कंट्रोलर खरीदा है बैटरी कितने एंपियर की लगानी है मेरे को बताओ दिन में चार्ज हो जाएगी
Luminous solar battery 80 ah
Luminous solar battery 100 ah
100 to 150 ah ke bich wali koi bhi solar battery purchase kar lo..wo aaram se pure din me charge ho jayegi... dhanyawad
Bhai wire konsa use karneka or bldc fan 12 volt Kaha se buy karneka
Wire aap 1.5 square mm ka use kar sakte ho aur sinox power Google me search karna aapko fan ke bare me sab jankari mil jayegi ...
Amazone pe bhi mil raha hain yeh hybrid fan...thanks
Wire 1.5 square mm konsa AC ya DC
@@kpwankhade4795
Aap chhote setup ke liye koi bhi wire use kar sakte he ....agar bada setup he to DC achha rahega...waise Maine bhi ac wire hi use Kiya he...aap bhi ac wire use kar sakte he 🙏🙏
Bhai apka Dekker 100 watt zunsolr panel liya or battery livefast 40 ah solar battery liya hai..
@@kpwankhade4795 congratulations 👍
Brother, here i don't understand Hindi properly...
Pls tell me solar panel to solar charge controller wire sq mm and solar charge controller to battery wire sq mm 40ah with approx length of wire both.....
Solar panel to charge controller wire 2 sq mm 20 feet length and charge controller to battery also 2 sqmm wire with 3 feet length...
Brother, thank you for the reply...
Bro, here i make comparisons with Lead acid battery and lifepo4 battery 32700 and 32140 ...( My own made)
Lifepo4 battery excellent backup time ...
Eg: Lead acid battery 12ah ( Exide geniune ) vs lifepo4 battery 12ah
1. Lead acid 2 hours backup time
2. Lifepo4 battery 3 1/2 hours to 4 hours backup time ( both with same output load )
Good 👍
Thanks
Good
Bhai total kitna kharcha ata h
Sab kuchh bataya hai video mein pls achhi tarah se video ko dubara dekhe...sab ka rate bhi Maine bataya hua hain
Sir mere paas sonax company ki 40 AH solar battery hai usse 104 watt load dene par 1.5 hours ka bacup deti hai to meri battery sahi bacup de rahi hai aur usmein main controlar ke saath 150 se 200 watt ka panal laga sakta hu pleas reply
40 ah ki 12 v yaa 24 v wali battery he yeh batao...agar 12 v ki he to uska backup 380 watt ke karib rahega ( 20% waise hi bacha rahega)to aap 104 watt ka load 3- 3:30 hr chala sakte he ...aur 150-200 watt ke panel ke liye aapko 30 amp waha solar charge controller lagwana padega kyoki aapki amp 10 se jyada ho jayega aur aap parallel panel setup kar sakte he ..thanks
12 volt fan chal sakta hai isse bhaiya
Bhai jara pura video dekhiye...usme sab kuchh bataya he...fan ke sath led light bhi chalti raheti he
Battery kaha se kharide ???
Video me bola hi hain bhai Maine local dealer se kharida tha
Sir inverter नहीं लिया तोभी चालता न sir
Chhote setup ke liye inverter ki jarurat nahi hain ...aap solar charge controller se chala sakte hain chhote equipment like fan tubelight etc etc...
Vayring kese kare
Yeh regular wiring hi Kiya hain usme positive se apne switch ka connection karenge
...baki sab wiring normal he...wo bhi direct solar charge controller se Jo output load he waha se hi Kiya hua he direct ....
Main uske upar bhi ek video banane vala hu thode din me to aap channel ko subscribe karke rakhe aur bell icon press karke rakhe taki aapko notification mil jaye...aapka sab kuchh clear ho jayega.. dhanyawad
Battery 12v hai ya 24v?
12 v 40 ah luminous solar battery...
And controller also 12 v 10 A
Wire size in sqmm ????
1.5-2 sqmm
bhai ik question tha....agar 12v 40ah lead acid wali battery normal (non solar)ho to 100 w ka solar panel theek rhega? ...kyonki battery 2 amp legi charge ke liye aur panel 4 amp bijli dega....long term ke liye battery ka life kamm to nhi hoga ? ya fir controller saara charge control krke deta hai battery ko?
100 watt solar panel use karte ho to aap usme solar battery use kre to wo bahot achha rahega kyuki solar battery ki life achi hoti he aur maintanence Kam...agar chhote panel se karna chahte ho to aap normal battery bhi use karoge to koi problem nahi he ..
Jai Ram ji ki
Bill Kitna aata hai aap ka
Pahele 1000 se jyada aata tha...
Is system ko lagane ke baad 300 ke aaspas aata hain...
@@ANKITPATEL-iu6oi Bhai aap aur video banao solar pe
@@ariflanga795 jarur 👍
Bhi aye soller pannel zunsola 100 watt polly polycrystaline ha
Me same pannel flipekart se bay kiya 3920 para hee
Mono crystalline ka rate thoda jyada rahega...compare to polycrystaline...
Aur offer ke hisab se thoda bahot bhav upar niche rahega bhai...
Bhai 40ah battery pe fan or light kitna battery backup deta hai aapka
Woh aap kitna load chalate ho uske upar depend karta he...
12*42= 504
504 watt - 20% not used = 403 watt
Aap 400 watt use kar sakte ho
Agar bulb 9 watt ka he to 400/9=44 hour bulb chalega
Agar aap tubelight -20 watt
2 Bulb- 20 watt
Ek fan- 30-35 watt
Use karenge ek saath to 70-75 watt per hour use hoga
To aap 6 hour Tak yeh sab kuchh ek saath chala payenge
Dhanyawaad
Me 40ah 3500 ki li aajhu
Company ke hisab se price uper niche ho sakti he
Bahut महंगी बैट्री दिया है दुकान वाले ने 4500 की मैं लिया हूं
Aap ki battery kitne wat panel per charge hoti hai
Aapko kisi aur company ki battery sasti bhi mil sakti he bcoz of iska rate company wise alag alag hota he ...
Muze bhi address dena
Ankit ge nambar do bhai ●📞☎️
Muje msg kar sakte ho yaa main kar sakte ho aapka har saval ka javab Dene ka try karunga
Price please
Bhai pura video for se dekh lo usme Maine sab ki price ke sath detail me explain Kiya hain
Nice video sir ji 🙏🙏
apse contact korna chata hu . please reply 🙏
Aap message kar sakte he
Bhai Dc tubelight purchase karne ke liye seller ka contact number dijiye
Mujhe bhi mangwana hai
Indiamart pe 3-4 pcs koi nahi deta
Buljin Elmec (P) Ltd.
Google PE search kr lo aapko mil jayegi
@@neelpatel6060
Buljin Elmec (P) Ltd.
Google PE search kar lo
Ap ka number do na
Aapko kuchh puchhna hain to aap msg karke puchh sakte hain