Bhai me obc se hu family income 40000 hai kya mujhe 100 parcent scholarship milegi outside Delhi kya mujhe bilkul bhi fees nhi deni hogi hostel ko chod kr plz reply
Bhaiya aapne mera comment pura nhi padha 5:22 min pe Nsut me admission ho gaya hai Obc ke liye jitne bhi scholarship hai bata do next video me ya yahi reply dedo Plz And agar aapko cvspk wali scholarship jo nsut me hai ( for financially weaker section) uske baare me pata hai to plz thodi info dedena Plz plz
@@imvinay01 bahyia agr mujhe IIIT Delhi mil gyea toh kya meri tution fees maaf ho jayegi kya uska fees structure bhot jada hai 4.5 lakh toh bs tution fees hi hai plz bta do ??
Bhaiya one genuine doubt hain let's say if I partial drop in dtu and have taken loan from sbi dtu branch so if I change my college will the same loan continue or I have to cancel the loan
Bhai mai 1st year ki fee khud ki jeb se pay kr rha hu kisi se mange nai h maine toh kya muje loan lena pdega agar muje SAF+ BALANCE FEE refund krvani h 1st year ki? Ya bina loan liye bhi SAF+BALANCE FEE refund hojyegi if I apply post matric SC?
Bhaiya mujhe DTU me software engineer mil gyi and mene... Use freeze kr diya h. Now what next? And me loan ke liye kese apply kru? Me Delhi se hu, ST category se, kya mujhe hostel aur mess facility mil sakti h?... Aur haan to kese apply kru?
Bhaiya MAIT college ka bhi ek baar discuss krlo agar aap kisi ko jante ho MAIT se to, kisi ne ye topic cover nhi kiya hai abhi, mujhe puchna tha ki councelling khtm hone ke baad jb reporting hoti hai tbhi fee bharna compulsory hota hai ya thoda time (2-3 week) mil skta hai remaining fee bharne ke liye, kyonki remaining fee me loan se hi bhar skta hu
Bhaiya aaj m NSUT ki sbi branch m gya tha loan k liye vo keh rhe hai ki loan approve hone m 15-30 days ka time lagega aur fee hume 28 tak bharni hai aur vo loan se nhi ho payega khud se arrange karna padega aur vo bad m iska refund de denge bhaiya ab m kya karu 😢
Bhaiya maine abhi float pe rakhi hui h seat toh college abhi confirm nahi h mujhe education loan lena h toh main kab jaaun loan lene r5 ke baad jaaunga toh der toh nahi ho jayegi kyuki aapne bola tha jis college me admission lo usi ke bank me lena prefer kro
@@imvinay01 bhaiya but scholar loan sbi deta hai jisme i think 0℅ interest hota selected colleges pe isliye campus ke bank se lene ki soch raha tha but ye dar lagra loan milne se pehle baaki fees na maangle college wale and nsp toh baad me aayegi aur college fees concession pehle hi aa jata h aur hum ek hi le sakte h ye toh dikkat h
bhaia mera income certificate 11 june 2024 ka hei . or aap keh rahe ho ki income certificate har 6 month mei renew hota hei toh bhaiya post matric scholarship aayegi november december mei aapne btaya hei video mei toh mera toh income certificate ki avadhi khatam ho jayegi 11 december ko . mujhe dubara banana hei kya phir certificate abhi ke liye ya jo mere paas hei vo hi kaam aa jayega
Without collateral Lona kitna milta hai
Central sector scheme for scholarship in nsp
Kya isme 100% fee wapas aati hai ??????
..............
Bro income certificate agr km ka banwae toh koi dikkat toh nhi ati?
Bhai me obc se hu family income 40000 hai kya mujhe 100 parcent scholarship milegi outside Delhi kya mujhe bilkul bhi fees nhi deni hogi hostel ko chod kr plz reply
Bhaiya laptop le sakte h loan ke sath include karke
Same doubt Mera bhi h bhaiya
50k tak ka le skte h
Yes
Bhaiya aapne mera comment pura nhi padha 5:22 min pe
Nsut me admission ho gaya hai
Obc ke liye jitne bhi scholarship hai bata do next video me ya yahi reply dedo
Plz
And agar aapko cvspk wali scholarship jo nsut me hai ( for financially weaker section) uske baare me pata hai to plz thodi info dedena
Plz plz
Outside Delhi OBC students Wale ke liye scholarship hai
Yes sbke liye applicable he 👍
Bahyia mai sc candidate hu or mere pass ration card hai toh kya mujhe income certificate banwana jruri hai kya ???
Yes
@@imvinay01 bahyia agr mujhe IIIT Delhi mil gyea toh kya meri tution fees maaf ho jayegi kya uska fees structure bhot jada hai 4.5 lakh toh bs tution fees hi hai plz bta do ??
Bhaiya if i apply for loan in 2nd year , then what will be minimum cgpa for eligible for loan.pls reply bhaiya
Atleast 5 and above
@@AasliGuru bhai ye dtu ke sbi ka bta rhe ho na?
Bss back nahi aani chahiye kisi bhi subject me
@@AasliGuru bhai btao na ye dtu me applicable h kya??
Bhaiya st category main scholarship mil jayega income certificate main 1 lakh 40 ke aas pass hai
Mil jayega 👍
Bhai ye batio ki DTU ki website pr registration form kab aaega roll no ka , orientation ka??
Round 5 ke baad
@@imvinay01 bhaiya admission ke time pr gap certificate Dena h kya?? DTU me
Bhaiya one genuine doubt hain let's say if I partial drop in dtu and have taken loan from sbi dtu branch so if I change my college will the same loan continue or I have to cancel the loan
Bhaiya UDISE CODE likha school ka nsp me...tab bhi not found aarha h...ab kya kare aage
23782 rank Delhi gen , mathematics and computing mil sakta hai kya in dtu or nsut
Yes chances are good
But it also depends on your choice filling
Bhai mai 1st year ki fee khud ki jeb se pay kr rha hu kisi se mange nai h maine toh kya muje loan lena pdega agar muje SAF+ BALANCE FEE refund krvani h 1st year ki? Ya bina loan liye bhi SAF+BALANCE FEE refund hojyegi if I apply post matric SC?
Sir Spot round ke liye parent ka jaana jaruri hai kya
Bhaiya outside Delhi Wale ke liye bhi hai
Dtu me without collateral kitna loan milta hai please batao
Bhaiya jab hum bank se loan lenge to kya income certificate ki jarurat hogi isme ?
Yes, eske bina loan nahi milega
Bhaiya mujhe DTU me software engineer mil gyi and mene... Use freeze kr diya h.
Now what next?
And me loan ke liye kese apply kru?
Me Delhi se hu, ST category se, kya mujhe hostel aur mess facility mil sakti h?... Aur haan to kese apply kru?
Hostel nahi milega, jis bank me account he usme apply kr do ya college ke sbi branch se lelo, apply ke liye ek baar bank me visit kr lo
bhaii dtu ki electrical and ece mei gender ratio kaisa hai??
Hlo bhai ipu spot round mai.fresh registration hote?
Bhaiya MAIT college ka bhi ek baar discuss krlo agar aap kisi ko jante ho MAIT se to, kisi ne ye topic cover nhi kiya hai abhi, mujhe puchna tha ki councelling khtm hone ke baad jb reporting hoti hai tbhi fee bharna compulsory hota hai ya thoda time (2-3 week) mil skta hai remaining fee bharne ke liye, kyonki remaining fee me loan se hi bhar skta hu
Bhaiya I am obc,outside delhi, family income 1.1 lakh per annum .dtu nsut mein spot round mein admsn mil jayega .konsi schlorship milegi
145760 crl delhi obc ncl dtu ee milnei kei chances hei??
Bhaiya aaj m NSUT ki sbi branch m gya tha loan k liye vo keh rhe hai ki loan approve hone m 15-30 days ka time lagega aur fee hume 28 tak bharni hai aur vo loan se nhi ho payega khud se arrange karna padega aur vo bad m iska refund de denge bhaiya ab m kya karu 😢
Bahi kya kya document lagenge
Bhaiya maine abhi float pe rakhi hui h seat toh college abhi confirm nahi h mujhe education loan lena h toh main kab jaaun loan lene r5 ke baad jaaunga toh der toh nahi ho jayegi kyuki aapne bola tha jis college me admission lo usi ke bank me lena prefer kro
Jb seat freeze kr doge uske baad, kisi bhi bank se loan le skte ho
@@imvinay01 bhaiya but scholar loan sbi deta hai jisme i think 0℅ interest hota selected colleges pe isliye campus ke bank se lene ki soch raha tha but ye dar lagra loan milne se pehle baaki fees na maangle college wale and nsp toh baad me aayegi aur college fees concession pehle hi aa jata h aur hum ek hi le sakte h ye toh dikkat h
Agar first year ki fees pay karne ke baad baki 3 year ke liye loan chaiye nd laptop bhi Lena h loan ke sath toh fir kb apply karna sahi rhega
Apply to kabhi bhi kr skte ho bass 2nd year ki fee bhrne se pehele, baki laptop bhi loan me ho jaye ga
Bhaiya mujhe dtu me cse mili h ab loan ka liya apply kar du na
bhai college fees ka give away kar do
Whatsapp group kese join karun
bhaia mera income certificate 11 june 2024 ka hei . or aap keh rahe ho ki income certificate har 6 month mei renew hota hei toh bhaiya post matric scholarship aayegi november december mei aapne btaya hei video mei toh mera toh income certificate ki avadhi khatam ho jayegi 11 december ko . mujhe dubara banana hei kya phir certificate abhi ke liye ya jo mere paas hei vo hi kaam aa jayega
Dec se pehele apply kr dena tb renew ki jrurat nahi pdegai, other wise renew krvana pdega dec ke baad apply kro ge to