@@akashrajpoot5067 short circuit protection he Pahele voltage set karna he uske bad amp set karne ke leaye dono terminal ko short karke amp set karna he Short circuit protection he Kharab nahi hoga
bhai yaar ek help chahiye thi maine same buck converter use kra hai but uski led nikal di or dusri 3mm wali led use kar rha hu but ab minimum voltage 3.9 hai or niche nhi jaa rha, aisa kyu hai koi reason?
Yah same supply me smps ka sath banaya hu Usme thermostat sensor ke sath cooling fan he jo ke automatic ON/OFF hota he Uska video bhi jaldi he aa rahi he 1-2 din me Us se aap 100w tak ka Audio amplifier ko Powe de shakte ho
12 0 12 me Kitne amp ka transformer chahiye hoga... Taaki Power Supply me 10 Amp takk output mil sake... Or 12v pe mera voltmeter kharab ho gya tha... Toh usse kam power k liye LM2596 DC to DC step down module use kr skte h...
Fan lagaoge to transformer aur xl4015 dono ko cool karega Baki 3A tak load dete he to fan ke koi jarurat nahi hoti he 3A se uper load Dene par transformer aur xl4015 dono kaphi jiyada heat hote he Isliye fan jaruri he
Hello bro Mere bahut Sare Sawal Hain sabse pahla ki diode ki value kya hai kya vah chahie empier ke hain aur Transformer ke bridge rectifier Mein capacitor ki value bhi batao dusra Sawal banana plug use Kyon Kiye Hain Koi dusre normal DC socket istemal nahin kar sakte kya kya banana socket aur connector Se Koi fayda Hota Hai Teesra Sawal circuit diagram below description Mein Koi diagram Nahin Hai
Diode 6A ka he Capacitor 35v 3300uf Banana plug 5-7A tak ke current ko easily handle kar leta he Normal dc plug 3A se uper heat hone lagta he thoda thoda Circuit diagram video me nahi dal paya Kiyu ke diagram banane me time kaphi jiyada lagta he Connection aap video ko dhyan se dekh ke kar shakte ho Kuch samajh na aaye to Bata Dena
Kam nahi karega sahi se Adapter me itna power nahi hota he Aur aapko 24 v ke supply deni hogi Adapter use karna ho to bhi minimum 24v 2.5a ka karna hoga
Sir can i use 12012 ( 2 ampere) transformer so what capacitor i have to use🎉🎉🎉🎉😢😢😢😢😢😢 sir plz reply please solve my problem my dear brother plz plz 😢😢😢😢😊😊😊😊😊😊😊😊❤❤❤❤🎉🎉 please dont ignore me pleaseeeeeee please ❤❤🎉🎉 please please 🎉🎉🎉my dear brother❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉😊😊😊😊😊❤❤❤😂😂plz i request you
Sir, Very good project. Thanks for the vedio. Will you please make the same for me and send. If you do for me l will pay the cost of it. Thank you. Regards.
Bhai aap jis type ka transformer , buck converter aur cooling fan use kar rahe ho us hisab se pieces cut karo pvc sheet ke Me aapni hisab se cut keya hu
Very good information.
Very nice sir
Pure TH-cam par voltmiter in put 12v alagse dena best and sef video! 😍😍😍😍😍
Thank you 😊
Good job brother keep it up 😊👏👏
Very good bro
Good project
Nice 👍
@@suryakantasahu903 thank you 😊
Sir inverter ka transformer use kar sakte hai kya?? 25 amps wala
Yes par aapko phir stepdown converter 20A wala use karna hoga proper working ke leaye
@@mtchindi lekin Maan lo agar humko 5 amp load hi chalana hai
Phir bhi 30 amp dc - dc step down convertor chahiye hoga?? 😅
5amp ke leaye xl4015 sahi he 20A wale ke koi jarurat nahi
@@mtchindi थैंक्स
@@mtchindi dhanywad 🙏🙏
Sar kya transformer ko use na karke 24v 4ah ka adapter use neahi kar saktea kya plz rey
Yes bilkul kar shakte he Aur bhi aacha kam karega
Good job bro. Well done. Keep it up.
Thank you 🥰
Can we use as a short killer
Mujhe isme ek fuse lagana hai 5a ka lagadu?
Ha laga shakte ho
Bada potentiometer laga sakte? Kyuki iss potentiometer ko Screwdriver se ghumana padega aur slip hoga?
Video ko pura dekho me isko bhi hath se ghumane wala potentiometer banaya hu
Baki aap value ke hisab se bada potentiometer bhi laga shakte ho
Good 👍
Ye sara shaman offline mil jye g kya
Offline mil jiyaga par XL4015 stepdown converter mil Pana muskil he
Bro ye short killer kam kre g na or short hone par beep bajta h kya
@@akashrajpoot5067 short circuit protection he
Pahele voltage set karna he uske bad amp set karne ke leaye dono terminal ko short karke amp set karna he
Short circuit protection he
Kharab nahi hoga
@@akashrajpoot5067 beep nahi bajta he
@@mtchindi bro apni Instagram link do na ap se bat karani plzz
bhai yaar ek help chahiye thi maine same buck converter use kra hai but uski led nikal di or dusri 3mm wali led use kar rha hu but ab minimum voltage 3.9 hai or niche nhi jaa rha, aisa kyu hai koi reason?
Sir Kya Hum Se 24 Volt Se Chalne Wala Music System Bana Sakte Hai Kya Aur Kitni Der Bad Hit Hone Lagega
Yah same supply me smps ka sath banaya hu
Usme thermostat sensor ke sath cooling fan he jo ke automatic ON/OFF hota he
Uska video bhi jaldi he aa rahi he 1-2 din me
Us se aap 100w tak ka Audio amplifier ko Powe de shakte ho
@@mtchindi Ty Sir
Bina itne tam jam ke bhi aasani se ban sakti h
Bilkul bana shakte ho aap aapne hisab se
❤
12 0 12 me Kitne amp ka transformer chahiye hoga... Taaki Power Supply me 10 Amp takk output mil sake...
Or 12v pe mera voltmeter kharab ho gya tha... Toh usse kam power k liye LM2596 DC to DC step down module use kr skte h...
Due to transformer position, there will be too much noise in the output. Only suitable for non Audio applications.
Otherwise quite compact.
🙏
What to do to remove noise in output?
@@amitghosh6966 use 24v 5A smps
Use a 104 or 103 pf capacitor with the filtering capacitor
Potential jogar good
Thank you 😊
😊
Bhai fan lagana jaruri hai kya sirf heat sink se kam ni chal sakta kya
Fan lagaoge to transformer aur xl4015 dono ko cool karega
Baki 3A tak load dete he to fan ke koi jarurat nahi hoti he
3A se uper load Dene par transformer aur xl4015 dono kaphi jiyada heat hote he Isliye fan jaruri he
Ok bhai thanku ap reply dete ho questions ka muje bhot accha laga ❤
Hello bro Mere bahut Sare Sawal Hain sabse pahla ki diode ki value kya hai kya vah chahie empier ke hain aur Transformer ke bridge rectifier Mein capacitor ki value bhi batao dusra Sawal banana plug use Kyon Kiye Hain Koi dusre normal DC socket istemal nahin kar sakte kya kya banana socket aur connector Se Koi fayda Hota Hai Teesra Sawal circuit diagram below description Mein Koi diagram Nahin Hai
Diode 6A ka he
Capacitor 35v 3300uf
Banana plug 5-7A tak ke current ko easily handle kar leta he
Normal dc plug 3A se uper heat hone lagta he thoda thoda
Circuit diagram video me nahi dal paya
Kiyu ke diagram banane me time kaphi jiyada lagta he
Connection aap video ko dhyan se dekh ke kar shakte ho
Kuch samajh na aaye to Bata Dena
Sar Maine banaya tha magar voltage Kam nahin kar raha hai kya karna padega
XL4015 5A use keya he na
Excellent bhai yah Jugaad Nahin proper work lag raha hai❤❤❤
Thank you ji 🙏
Is this available in the market,if not can u make and send it to me
Yes it's available in market but price up to 5000/-
i dont have transformer i can use 12v 2A adapter
Kam nahi karega sahi se
Adapter me itna power nahi hota he
Aur aapko 24 v ke supply deni hogi
Adapter use karna ho to bhi minimum 24v 2.5a ka karna hoga
Sir can i use 12012 ( 2 ampere) transformer so what capacitor i have to use🎉🎉🎉🎉😢😢😢😢😢😢 sir plz reply please solve my problem my dear brother plz plz 😢😢😢😢😊😊😊😊😊😊😊😊❤❤❤❤🎉🎉 please dont ignore me pleaseeeeeee please ❤❤🎉🎉 please please 🎉🎉🎉my dear brother❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉😊😊😊😊😊❤❤❤😂😂plz i request you
@@devibharati7326 yes use kar shakte ho par aapko phir output me power thoda kam milega
@@mtchindisir kon sa capacitor me use kar sakta huu if i use 12012 (2 Ampere) transformer
@@devibharati7326 koi bhi 35v se 50v tak ka
Kam se kam 2000uf se uper ka
@@mtchindi thank you sir means ( 35 to 50 volt and over 2000 uf ) am i right
Circuit diagram is available?🙂
Bhai circuit diagram me banaya he nahi
Aap video dekh ke he connection kar lena
Koi dikkat ho to bol dena me clear Kar dunga
Can i use for mobile repairing
Ha bilkul par transformer ke jagah SMPS LAGANA
Bhai apka setup dikhao
After complete 1k subscriber
Ok bhai
Sir bana kar bhej sakte hi kya
😂😂😂yahi bat me bhi puchna chahta tha
Circuit diagram kha hai?
Circuit diagram avaliable nahi ho paya
Connection aapko video ko dekh ke he samajhna Hoga
Sir,
Very good project.
Thanks for the vedio.
Will you please make the same for me and send.
If you do for me l will pay the cost of it.
Thank you.
Regards.
Bhai project ki "pvc sheet" ki dimensions batado
Bhai aap jis type ka transformer , buck converter aur cooling fan use kar rahe ho us hisab se pieces cut karo pvc sheet ke
Me aapni hisab se cut keya hu
❤
कुछ ज्यादा ही बोलते है, इतनी हडबडी मे बोलने की क्या जरुरत है?
Give me diagram bro or make make new video
Ok I will try
Sir aap apna number digye plz
❤