Vishal bhai ye jo booster hai wo to 3A ka hai to aap usase 10Amp kaise le rahe hai🤔🤔 aisa to possible hi nahi hai Agar aapko booster lagana hi tha to 10A ka booster hona chahiye tab Step Down aur Step Down Module barabar hoga 👍 video sahi hai but 3A se 10A nahi mil sakta wo clear kijiye aap👍
6:55 Aur haa aapne sirf 2 amp ka boost converter use Kiya hai toh agar 2 amp se zyada output loge zyada der tak ke liye toh wo boost converter bhi burn ho jaayega
Vishal bhai aap jhooth kab se bolane Lage aapka voltmeter aur buck converter 10 empier ka to 15 empier kaise dikha raha hai Mera to buck converter voltmeter donon jal Gaya
@@Praween_123_pks bhai jaroori nhi hai jo dusre log kar rahe wo hum bhi kare..kuch chize try karne ke liye sochna padta hai kam karega ki nhi possible hai ki nhi aisa kuch bhi karne se pahle nhi..nhi to nuksan hoga gussa aayega wo alag
6:20 Bhai kya fek rha ho yaar vo itna Chhota sa Adaptor 19 volt aur 15Amp ka hai hadd hoti hai yaar Bhai dhyaan se padho 19 volt 1.5 Amp ka hoga aur maximum 3.85 Amp tak ho sakta hai 65 to 70 watt ke around 285 watt ka nhi okk 285 watt ka adaptor 5000 ka milega aur size me iska double rahega
Full support bahi ke liye
Very very good work bhai sahab 🎉🎉🎉🎉
Vishal Bhai Volt Amp Meter Ko Chalane Ke Liye Ham 5v To 30v De Sakte Hai Lekin Apne Toh 32v De Diya❤❤❤🎉🎉🎉😮😮😮
Vishal bhai ye jo booster hai wo to 3A ka hai to aap usase 10Amp kaise le rahe hai🤔🤔 aisa to possible hi nahi hai
Agar aapko booster lagana hi tha to 10A ka booster hona chahiye tab Step Down aur Step Down Module barabar hoga 👍 video sahi hai but 3A se 10A nahi mil sakta wo clear kijiye aap👍
@@IndkarExperiment iska jawab nhi hai bhai iss aadmi ke paas isse bass video banane se mtlb hai phir chahe sahi ho ya galat
Wohi toh he is showing 14 ampere current pr 1 volt pe 😂😂 koi sense hua is power suppply ka
Bahut accha power supply hai Vishal bahi
Vai booster and buck converter karap ho Jaya ga Kos din colaga
Mere pass ye sab saman nahi hai or isko lene ke liye paise bhi isliye mai ise nahi bana sakta
th-cam.com/video/jVf3V3r5kfE/w-d-xo.htmlsi=pU_ddu-djQM_amBl
😅
😅😅😅😂😂
Ham Kya kari😂
Thik hai jab paisa hoga tbhi bana na. 😅
6:55 Aur haa aapne sirf 2 amp ka boost converter use Kiya hai toh agar 2 amp se zyada output loge zyada der tak ke liye toh wo boost converter bhi burn ho jaayega
Yes
Please make a remote control dj tractor .❤❤❤❤
Ham first ham first 🥇
Just wow
1 Bhai 🎉
bro can we use 12v smps boad instead of 19v adapter?
Hello vishal bhai❤❤❤
Vishal bhai buck converter module banao please mere paas etna paisa nahi hai😂😂
Jo Voltage Booster Apne Lagaya Hai O Continue Load Chalane Pe 10 Minute Me Jal Jayega Uski ic Bahut Hit Hoti Hai
bhai full info diya kro.. booster converter 3 amp max de sakta h .. 1 amp pe hi bhout garam ho jata h toh 15 Amp kese dega
Sahi Bah hai
Wahi Mai v soch raha hu
❤❤❤
Kya isme current bhi lag sakta hi bhai
Vishal bhai aap jhooth kab se bolane Lage aapka voltmeter aur buck converter 10 empier ka to 15 empier kaise dikha raha hai Mera to buck converter voltmeter donon jal Gaya
😂😂😂kya bat kar rahe bhai kaise hua yah sab..
Ha aur sath me vo jo voltage booster hai wo 3a last balance ker skta hai 10a nhi wo jal jayega
@@Praween_123_pks bhai jaroori nhi hai jo dusre log kar rahe wo hum bhi kare..kuch chize try karne ke liye sochna padta hai kam karega ki nhi possible hai ki nhi aisa kuch bhi karne se pahle nhi..nhi to nuksan hoga gussa aayega wo alag
@@Mr.cool758 ha
Vishal bhai adaptor cable transfer Laga sakte
Drilling machine and screwdriver link please
bhai laptop ka charger kitna ampere(A) ka ha????
Bishal Bhai AP55 BT channel stereo sa ak speaker banaaw review dekna hai please 😊
Vishal bhaiya
Pls heart dedo 😊😊
12 volt de sakte hai kya
Vishal bhai function generator banao pls
Bhai aap wo laptop charger se he 30+v Nikal sakte thye
Yak bar TH-cam check kije 😊
Bhai aapne jo 12-0-12 ka inverter banaya tha vo aesa bnao aap ki usko hum powerbank se use kr ske or light na ho to kuch bhi use kr ske
Vishal bhai xl4015 module ka potentiometer change karke dikhao
भाई कटिंग कैसे करते है विडियो बनाओ एक
Bro water pump motor se generator bano k dakow
Bhai battery charger karte samay battery kitne ampear se charge ho rahi hai nahi dikha raha hai
Dead battery hai voi
Bro can i use MT3608
Bhai 30 0 30 transformer se 24 0 24 volt kase le sakte hai mere pass 30 0 30 transformer hai 3773 amplifier board me lagana hai
Bhai Kitne amp ka requirement he board me and transformer Kitne amp ka he?
Brother saman keha sa Mila ga ❤
e meter jla q nhe ....input 32 v dia ap ny...
Bhai jo aapane ac drill machine ko DC banaya hai use screw kholkar bataen please
भाई एसा परोडेकट हमको भी बनवाना है कितने का मिलेगा
Bhai mujhe ek chahiye kitna padega please batao
Bhai dc booster sirf 3 apmer heet hojata
0.7 pe 15 amps . y dont u show 30 v and 15 amps? impossible . ohms law is not a joke.
18:54 booster module kharab ho gya 😂vo 3 amp ke liye designed tha. you exceeded its limit , jis video main banaya ussi video main kharab bhi kar diya
Bhai isme bazar laga kar dikha shoting check karne ke liye
Car battery charger bnao
Bhaiya pahle wala thumbnail sahita
mekar bajar par 300 ka buck convarter he
❤❤🇳🇵🇳🇵🇳🇵🇳🇵🇳🇵
Please see Mr.Electron's projects. Avoid over speaking.
is ko 30 ampere bana lete
Power supply bahut kmjor hai apka
1 month se bole raha hu
Hi
Components by
Esme ek ve component laga nehi hai jese 15a output hoga, dekha ne ke liye, kam ka mehei, west of money
Chhote waale module se voltage ko kam zyada nhi kar sakte sir zyada kar sakte hai kam nhi Bhai kya yaar Puri knowledge toh lekar aao video banane 😂
Bhaio Puri information wrong hai iss tarah se mat banana
Alhamdulillah ma+-3 years sy in ki video dykh rha hon kbhi koi wrong information nhi di ap kesy kh rhy ho wrong hy
@@Muhammad-irfan-o3f bhai physics padh lijiye phir dekhiye Mai galat bol rha hu ya yeh
@@AnkushSingh-p3mkya galat hai isme?
6:20 Bhai kya fek rha ho yaar vo itna Chhota sa Adaptor 19 volt aur 15Amp ka hai hadd hoti hai yaar Bhai dhyaan se padho 19 volt 1.5 Amp ka hoga aur maximum 3.85 Amp tak ho sakta hai 65 to 70 watt ke around 285 watt ka nhi okk
285 watt ka adaptor 5000 ka milega aur size me iska double rahega
❤❤❤
Bhai jo aapane ac drill machine ko DC banaya hai use screw kholkar bataen please
Hi
❤❤❤
Hi