Nice bro but i also made a video on solar power supply 120 volt dc and 30 amp 1500 watt total power and it run on solar panel at day and at nigth on battery
Bhai power supply to 5 Ampear ki di hai to 13 amp output mein kaise aa raha hai aur amp meeter 10 amp ka hai to kharab nahjn ho jayega pleas reply 🤔🤔🤔🤔🤔🤔
Power source 5 amps ki hai aur 24 volt ki matlab 120 watts ka adapter hai, agar ampere zyada karenge to voltage kam hoga aur agar voltage zyada karenge to ampere kam niklenge, ye buck converter ki wajah se, lekin power same hogi 120 watts, according to my limited knowledge.
Aapse full jankari chahie Qiachip wireless remote control bare mein, kaise DC motor ko first or slow kar chale sakte hain, full details , please I request you 🙏
Mera Work nhi kiya Voltage 0.3V se upar ja hi nhi rha h... Kya gadbadi hua h smjh nhi aa rha h... Sb kuch waise hi kiya... Jaise aap video me batayee...
bhai connection sahi sa samjhyah karan, inverter wali video ma apnay transfer ki pins ka kuch nahi batrayah tha konsi primary hay secondary, connection and devices ki jan kari bhee diya karain mainay banayah han apky kuch project but fail hoa han abhi tak, confusion ratha hay apki video, sorry,
@@muhammadhaashir7489 bhai Battery value ka apprx one tenth current chahiye for efficient charging. 7.2 means around 0.7 A is best.But you can increase A it will charge fast but battery life is not guranteed. I dont kno if this helps
Ma Shah Allah zabarduusht brother bohat Acha laga Ap Ka Kam mujhy pasanad Aya ❤😊😊😊
आपकी राइटिंग भी बहुत सुंदर है।
well done my dear brother well done I am from Pakistan❤❤❤
Sir apake video se mujhe kafi Gyan mila
😊🙏🏻
@@TechnicalSokilHi brother last kitne amp ka chargerlaga sakte he
Aap video bhaut achchha banate hai
Kon kon kewal dekhta hai banata nhi 😂😂
😊
@@ShanieAwan thanks bro 🤗
BANANE KA MANN TOH BAHUT HAI 🙂But Money problem ✌🙁
Sabhi
😂hum
❤❤❤BEAUTIFUL experiment sir ...so mindblowing gajet .....love from odisha ❤❤❤❤❤
Thanks😊🙏🏻
Hello janu kya hal hai main Pakistan se suhel baat kar raha hun aapki video bahut acchi hoti hai
किसको किसको लगता है की यहां ये देखने आता है की सस्ते में बन जायेगा लेकिन देखने के बाद पता चलता है की इससे अच्छा खरीदने पर ही सस्ता मे हो जायेगा😅😅
.ujhe inki video se prerna milti hai
شکریہ جناب🇵🇰❤🎉
Excillent boss. Excillent
Can we use 200w 10 amphere
Sir kya isse class d amp. Fier 24v 10a chala sakte hai ,, ?
Mukeshbhai pehele jo banaya tha wo pc me bluetooth dongle support karta hai ?
Good content kya aap iska ek wiring map bna sakte ho?
Awesome project sir. Please provide me the electrical diagram. Thank you
Voltage or ampire mitar Bina hataye Kam chal sakta hai kya???
वंदेमातरम भाई
100k potentiometer main voltage set nahi ho raha hai
Nice bro but i also made a video on solar power supply 120 volt dc and 30 amp 1500 watt total power and it run on solar panel at day and at nigth on battery
Kya isko input solar se de skte h
Sir TV chla skte h kya
Nice bhai
शौकील जी मेने पावर बैंक बनाया हे 16000mah 4s का तो उसे कितना वोल्ट ओर कितना अमपियर देना हे
Is sa hum spot welding kar sak ta ha
Bhai power supply to 5 Ampear ki di hai to 13 amp output mein kaise aa raha hai aur amp meeter 10 amp ka hai to kharab nahjn ho jayega pleas reply 🤔🤔🤔🤔🤔🤔
Power source 5 amps ki hai aur 24 volt ki matlab 120 watts ka adapter hai, agar ampere zyada karenge to voltage kam hoga aur agar voltage zyada karenge to ampere kam niklenge, ye buck converter ki wajah se, lekin power same hogi 120 watts, according to my limited knowledge.
Yes bro@@muhammadhaashir7489
3sal ho gya subscribe karke lekin Aaj Tak kuch nhi banaya 😂
Paysa😢
@@Yamtech45 🥲
Mere pass 12 volt 16.5 ampere ka charger hai usko Auto cut ..or 18 v ki dewalt IMPACT WRENCH BATTERY CHARGE KARNE KE LIYE KYA KARNA PADEGA
Bhai is sae 200 watt ka amplifier chalae ga
24 v 2 amp se 775 dc motor chalega full speed me
Kuch asa banao 5 se 6 Amplifier 12 vaat ke chala sake bo bhi ek sath
is per aap mobile bhi chira sakte hain❤❤❤
Sir input ke wire ager direct board mai daale toh kya work karega ya blast???
Agar aapko aisa karna hai to 12-0-12 ka transformer box me lagva ke direct board me laga sakte hai
12v input dekar 24v output le sakte hai kya ??
le skte hai but apko dc step up module use krna padega
Phir se main mazay leta hun is kay 😂😂
Wiring diagram pls. Otherwise highly creative n useful...
Xl4016 buck converter ka price kitna hai
Sar w48 ki betteri ke liye Kaya kare 🎉 javab dena
Ek powerfull invetor banao har baar ye hi mat banao😅 200 w
Good
2200 mah 9 battery bms ko kitna volt aueramp dain
Myind blowing adapter
Maze leta hon is ke😅
Kya me laptop ka charger 19.5volat use me le skta hu power supply k liye
G bhai laptop ka power supply best hai
5Amh ka adaptor 10Amh kaise badha skta hai
Voltage ko step up kiya ja skta hai
Current / Amh ko nhi kiya ja skta
Sir koi satti si power supply banane ke dhikhao 10amp tak ki 0vse 24v tak please help me
👈@@waseemrajput7456 bhai me ek power bank banaya hu jakar dekh lo
Swetch ka wire
Ye kharab to nahi nahi hoga na
can you suppy us ready made batery charger in pune and what is the cost
Vai total price??
क्या आप आईशा ही एक युनिट बनाकर भेज सकते हो क्या अगर हा तो क्या कीमत पर भेजेंगे
mjy ya btai is project ki circuit diagram ap ka pass ha
Sir yeh saman mujhe sell kar sakte hai kya ? Bahut help hoga mera
Reply please
Switch Mein connection Nahi Hai
Khud ki banaye hue drill machine se drill kyo nahi krte keval video me dikhwa karte ho
😂😂
what is the price please ആൻസർ.
Mobile repairing mein kam aane wali DC power supply banaaiye aur usse mobile bhi chalu karke dikhayen
Buck converter charger Kahan Milega
Volt ammeter ka dimensions kya hai jo cut Kiya hai
मुकेश भाई, आप किसी कमेंट का उत्तर नहीं देते हैं लेकिन क्यों?
Aapse full jankari chahie Qiachip wireless remote control bare mein, kaise DC motor ko first or slow kar chale sakte hain, full details , please I request you 🙏
Sir apke pass jo drill machine hai kaha par milega?
Link in description
Sr e mlelga price
मुकेश भाई आप अपने विडियो मे स्किप करने लायक कोई पार्ट डालते ही नही हो तो हम विडियो स्किप कैसे करेंगे
Bhai dabha kaise banaya
Mera Work nhi kiya Voltage 0.3V se upar ja hi nhi rha h... Kya gadbadi hua h smjh nhi aa rha h... Sb kuch waise hi kiya... Jaise aap video me batayee...
Sir mujhko kharidna hai kitne Ka hai
Bhaii Potentiometer k connection krne nhi aa rha sahi se... Thora better se smjhaa do... Almost complete h... Bss yahi nhi aa rha h...
bhai connection sahi sa samjhyah karan, inverter wali video ma apnay transfer ki pins ka kuch nahi batrayah tha konsi primary hay secondary, connection and devices ki jan kari bhee diya karain mainay banayah han apky kuch project but fail hoa han abhi tak, confusion ratha hay apki video, sorry,
Portable study table me study light kese banaye for 9v rechargeable
वोल्टेज तो चेंज होता है पर करेंट चेंज नही होता।कृपया इसका समाधान बताए।
Bhai mujhe yeh ak banake denge? Mujhe kharidna hai aap se.
Yah charger Kahan Milega
PVC Chatar bnaeie😊
👍👍👌👌
jaise iske maie bab hi nahi ho..... 🙂
Bhai main bhi vo soch Raha tha ki switch to lagaya lekin switch ka connection hi nehi Kiya 😂😂😂
आपने डायग्राम देना चाहिए
hum jub vir tuch karti hi tu display off hojata hi
Orr bhai kohi asi power supply banaho jis koh kohi power dayni nah parray
Us power supply ka nam. Power supply nhi balke national supply hoga
@@abbasansari4082 🤣🤣
Bruhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh!😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅😅❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Is module ki led ka colour change nhi hota।
Swich nahi jode
Switch connection karna bhul gaye aap yeh galti Kiya aapne
y 1 p mujhe chahiy
Aur kitna video bnana h same topic p
Vai diagram milega??
Swicth ka connection chhod diye hai
Maine bnaya tha magar bar bar display kharab ho raha hai
Bhai yeh wires aisay laga kar nai chala
कौन-कौन हिंदू है,,,,,,,,,,,,,
Men hindu nahi hun me Indian Muslim hun
Isne galat chanal subscribe kar liye hai, ise baba asa ram ki sharan me jana chahiye tha। Yaha kon poochta hai। Yeh to mechanic bhayio ka chanl hai।
यहां हिंदू मुस्लिम करने क्यों आ गया है अपने घर में जा 😂
Tu pehle ye pata laga ke dekh ki Tere purvaj Hindu the kya ?
Me manipur ka Meitei hoon
सर मुझे यह चाहिए
👍🏼👍🏼👍🏼👍🏼
Switch ke connection
On off switch
Mujhe ek chahiye
7.2Amp battery ko 10 se divide kiun kia, ye samajh nhi aya?
Battery ka charging value nikalne ke liye😊
@@TechnicalSokil lekin logic kia hai iske peeche 10 se kiun divide Karen 20 se kiun nhi ya 30 ya koi aur number kiun nhi, please clarify
@@muhammadhaashir7489 bhai Battery value ka apprx one tenth current chahiye for efficient charging. 7.2 means around 0.7 A is best.But you can increase A it will charge fast but battery life is not guranteed. I dont kno if this helps
Variable charger purchase
Bhai Channel Ki Reach Down Ho Jayegi