Hello, bht achi video thi. Merre pas honda city idsi hai vario automatic he. Uskay brakes me blkl bhe power nahi he aur na grip he. Mene sab change krdia he. Brake pad, brake shoe, disc, master cylinder, slave cylinder, brake booster. Sab change krlia he lekin brake me koi behtari nahi phele ki tarhan. Brake pedal poora andar jata he phr ja kr brake lgta he.
I have prius gen 2..had brake system issues, i tried to solve the issues end of days i lost money on solving them,so i decided to remove the electronic brake system and install normal brake booster, used vacuum electric pump to create a vacuum need for brake booster, also i connected the wires of the vacuum pump (ground powere feed came from brake switch that lights up brake lights when stepping on the brake pedal, also live wire was connected to the + jumping perminal... them done..no more brake issues.
Bahut short or badiya video banayi apne sir..pls batao meri Ford Figo Diesel mein ye sabh test ok lag rahe hain but kabhi kabhi ekdum jaldi se brake maarne se engine band ho jata hai...fir chalti car mein hi mein clutch release karta hun toh engine fir se chalu ho jata hai...pls iska solution bataye...baki gadi 1 st class pick up n mileage deti hai...air and fuel filter new hai and mast pick up hai
service center leke jaake vacuum system aur idle control system ka check karwayein. Agar sab kuch theek ho, toh Ford service center se ECU ka software update karwayen.
Thar CRDe 2017 model rainy season me 2 se 3 baad start karne pe break lene pe break paladin raha ek hi jagah stop ho ja raha. Fir break Padal press karne pe free ho raha but 5 se 6 km tak drive me Aise hi break plans Raha rear wheel. Kya issue ho sakta
scorpio 2015 model hai,brake apply karne main koi issue NAHI hai,but brake cylinder kay waha OIL LEAKAGE hai.repair honga ki replacement /////????????????
Brake pedal mein "soft" ya "spongy" feel hone ka karan kai cheezein ho sakti hain, aur is problem ko solve karne ke liye kuch steps follow kiye ja sakte hain. Yahaan kuch common reasons aur unka solution diya gaya hai: Brake Fluid Level Check: Sabse pehle brake fluid level ko check karein. Low brake fluid level brake pedal ko soft feel dene ka ek common karan hai. Brake fluid level ko manufacturer ki guidelines ke mutabiq refill karein. Dhyan rahe ki saaf brake fluid ka istemal karein. Brake Fluid Leak: Brake fluid leak ho sakta hai brake lines, calipers, ya brake cylinders mein se kahin bhi. Visual inspection karke, agar kahin se bhi brake fluid leak dikhe, toh use repair karein. Leak ko identify karne ke liye brake components ko dhyan se check karein. Bleeding the Brake System: Brake system ko bleed karna, yaani air bubbles ko nikalna, soft brake pedal ka ek common solution hai. Brake bleeding process ko follow karein. Iske liye brake bleeder kit ka istemal kiya ja sakta hai ya aap professional mechanic ki madad le sakte hain. Brake Master Cylinder Check: Brake master cylinder ka condition check karein. Master cylinder ke seals ya components damaged ho sakte hain. Agar master cylinder mein kisi bhi tarah ka issue lagta hai, toh use repair ya replace karein. Brake Booster Inspection: Brake booster ka check karein. Brake booster vacuum par depend karta hai, aur agar yeh sahi se kaam nahi karta, toh brake pedal mein soft feel ho sakta hai. Vacuum lines aur connections ko inspect karein, aur agar kuch faulty lagta hai, toh use repair karein. Brake Pads and Rotors: Brake pads aur rotors ka condition check karein. Worn out brake pads ya scored rotors bhi brake performance ko affect kar sakte hain. Agar pads ya rotors damaged hain, toh unhe replace karein. ABS System Check: ABS system mein bhi kisi problem ke karan brake pedal soft ho sakta hai. ABS system ko diagnostic tool se check karna beneficial ho sakta hai. Agar aap yeh steps follow karne ke baad bhi brake pedal soft feel karti hai, toh behtar hoga ki aap apni car ko ek professional mechanic ya brake specialist ke paas le jaayein. Brake system critical hota hai aur sahi se kaam karna bohot zaroori hai, isliye safety ke liye is par jaldi dhyan dena important hai.
Hissing sound aa raha hai, engine on condition mai...kya booster khara hoga.. Breaking ho rahi hai .. Brake oil replace kiya tha aur throttle body clean kiya tha
Mera bus gadi start karte samy 1 bar he hiss hiss sound ata he bad me nahi ata.... Or jub bhi gadi kiss speed breaker or khadde se nikalte vakt achanak se break lagta hu tab break sleep krta hai
सर मेरी 2006कि स्कॉर्पिओ हे मैने आगे कि दोनो टायर के 4 बार बेअरिंग बदले पर टायर गरम ही हो राहा ही बादमे मास्टर सिलेंडर बदला पीर भी वही उसके बाद ब्रेक लायनिंग भी बदला लेकिन प्रॉब्लेम नाही हात राहा तो क्या करना चाहिये प्लीज बोल दीजिये
मेरे पास स्विफ्ट पेट्रोल 2015 की है कभी कभी गाडी चलाते वक्त ब्रेक पेंडल पुरा नीचे जाता है, और दुसरी बार ब्रेक पेंडल दबाने से ब्रेक लग जाता है. ये प्रॉब्लेम कैसे सॉल्व करे. कृपया मार्गदर्शन करावे.
bhai tujhe khud theek se nahi pta.. bas kisi ki banai hui video ko hindi mey translate ker diya , jo ki vo bhi theek se nahi ki .. so pahle jaker detail mey theek se khud samjho .. video upload krne ki jaldi na karo
Meri altroz dca car ki brake kabhi kabhi traffic me hard ho jata hai... bohot bad problem hai... service waale bol rahe hai ye problem saari gaadiyo me hai DCA...Koi solution bataye..
Hello, bht achi video thi. Merre pas honda city idsi hai vario automatic he. Uskay brakes me blkl bhe power nahi he aur na grip he. Mene sab change krdia he. Brake pad, brake shoe, disc, master cylinder, slave cylinder, brake booster. Sab change krlia he lekin brake me koi behtari nahi phele ki tarhan. Brake pedal poora andar jata he phr ja kr brake lgta he.
Very very important and creative videos.
Thank you sir
I have prius gen 2..had brake system issues, i tried to solve the issues end of days i lost money on solving them,so i decided to remove the electronic brake system and install normal brake booster, used vacuum electric pump to create a vacuum need for brake booster, also i connected the wires of the vacuum pump (ground powere feed came from brake switch that lights up brake lights when stepping on the brake pedal, also live wire was connected to the + jumping perminal... them done..no more brake issues.
Good information
Thanks
Thanks brother nice information
Good information
Bahut short or badiya video banayi apne sir..pls batao meri Ford Figo Diesel mein ye sabh test ok lag rahe hain but kabhi kabhi ekdum jaldi se brake maarne se engine band ho jata hai...fir chalti car mein hi mein clutch release karta hun toh engine fir se chalu ho jata hai...pls iska solution bataye...baki gadi 1 st class pick up n mileage deti hai...air and fuel filter new hai and mast pick up hai
service center leke jaake vacuum system aur idle control system ka check karwayein. Agar sab kuch theek ho, toh Ford service center se ECU ka software update karwayen.
Thar CRDe 2017 model rainy season me 2 se 3 baad start karne pe break lene pe break paladin raha ek hi jagah stop ho ja raha. Fir break Padal press karne pe free ho raha but 5 se 6 km tak drive me Aise hi break plans Raha rear wheel. Kya issue ho sakta
Good explanation
Eeco me break paedel hard hai kiya karna chahiye
Nice. bro
Nice idea
Online melega ki nahi ecco 2022 abs vala
Thank you sir for your experience work
It's my pleasure
Mumbai me avelebal he ky
Sir Mera Pedal Upr Ko Jor Marta Hai Jab Press Karke Gaddi Ko Off Krta Hu
scorpio 2015 model hai,brake apply karne main koi issue NAHI hai,but brake cylinder kay waha OIL LEAKAGE hai.repair honga ki replacement /////????????????
repair kit hota hai parreplace hi karo
Pedal ritan nahi ata hai to kaya kare
Brake pedal mein "soft" ya "spongy" feel hone ka karan kai cheezein ho sakti hain, aur is problem ko solve karne ke liye kuch steps follow kiye ja sakte hain. Yahaan kuch common reasons aur unka solution diya gaya hai:
Brake Fluid Level Check:
Sabse pehle brake fluid level ko check karein. Low brake fluid level brake pedal ko soft feel dene ka ek common karan hai.
Brake fluid level ko manufacturer ki guidelines ke mutabiq refill karein. Dhyan rahe ki saaf brake fluid ka istemal karein.
Brake Fluid Leak:
Brake fluid leak ho sakta hai brake lines, calipers, ya brake cylinders mein se kahin bhi.
Visual inspection karke, agar kahin se bhi brake fluid leak dikhe, toh use repair karein. Leak ko identify karne ke liye brake components ko dhyan se check karein.
Bleeding the Brake System:
Brake system ko bleed karna, yaani air bubbles ko nikalna, soft brake pedal ka ek common solution hai.
Brake bleeding process ko follow karein. Iske liye brake bleeder kit ka istemal kiya ja sakta hai ya aap professional mechanic ki madad le sakte hain.
Brake Master Cylinder Check:
Brake master cylinder ka condition check karein. Master cylinder ke seals ya components damaged ho sakte hain.
Agar master cylinder mein kisi bhi tarah ka issue lagta hai, toh use repair ya replace karein.
Brake Booster Inspection:
Brake booster ka check karein. Brake booster vacuum par depend karta hai, aur agar yeh sahi se kaam nahi karta, toh brake pedal mein soft feel ho sakta hai.
Vacuum lines aur connections ko inspect karein, aur agar kuch faulty lagta hai, toh use repair karein.
Brake Pads and Rotors:
Brake pads aur rotors ka condition check karein. Worn out brake pads ya scored rotors bhi brake performance ko affect kar sakte hain.
Agar pads ya rotors damaged hain, toh unhe replace karein.
ABS System Check:
ABS system mein bhi kisi problem ke karan brake pedal soft ho sakta hai. ABS system ko diagnostic tool se check karna beneficial ho sakta hai.
Agar aap yeh steps follow karne ke baad bhi brake pedal soft feel karti hai, toh behtar hoga ki aap apni car ko ek professional mechanic ya brake specialist ke paas le jaayein. Brake system critical hota hai aur sahi se kaam karna bohot zaroori hai, isliye safety ke liye is par jaldi dhyan dena important hai.
kya ye repair ho sakta hai
yes but authorise service
How to check to return valve of brake vacuum pipe
will share soon
My ee90 Toyota Corolla take long self to start.most of time not start,it's carburator fresh turned.
Hissing sound aa raha hai, engine on condition mai...kya booster khara hoga..
Breaking ho rahi hai ..
Brake oil replace kiya tha aur throttle body clean kiya tha
ye sound exactly kahase aa raha hai?
@@mastertechnician2246 break paddle press karta hu tab ata hai,,press ke time
Break pedal jaha khatam hota hai waha black rubber start hota hai usme se AA Raha hai
Kounsi gaadi hai?
@@mastertechnician2246 wagon r cng personal
Agar engine ko start Karke Paidal niche Nahin Ja Raha Hai To Kya problem hai panel hard ho raha hai
vaccum pipe line ya booster ya vc pump me koi leakage hoga
Sirji brek paidal hard ho raha h boostar Naya daal diya h
is tarah check karenge to problem mil jayega
Bro jab m break apply kr rha hu to hiss hiss jaisa awaz kyu a rha h?... please reply
sir, ek bar booster ke mounting bolts loose karo aur fir cross direction me tight karo same torque par.
Yehi problem mera our chalte chalte break fel ho gaya h
Mera bus gadi start karte samy 1 bar he hiss hiss sound ata he bad me nahi ata.... Or jub bhi gadi kiss speed breaker or khadde se nikalte vakt achanak se break lagta hu tab break sleep krta hai
सर मेरी 2006कि स्कॉर्पिओ हे मैने आगे कि दोनो टायर के 4 बार बेअरिंग बदले पर टायर गरम ही हो राहा ही बादमे मास्टर सिलेंडर बदला पीर भी वही उसके बाद ब्रेक लायनिंग भी बदला लेकिन प्रॉब्लेम नाही हात राहा तो क्या करना चाहिये प्लीज बोल दीजिये
brake pedal me free play hai kya wo check karna. shoe return spring aur liner ka movement check karo.
Hi
मेरे पास स्विफ्ट पेट्रोल 2015 की है कभी कभी गाडी चलाते वक्त ब्रेक पेंडल पुरा नीचे जाता है, और दुसरी बार ब्रेक पेंडल दबाने से ब्रेक लग जाता है.
ये प्रॉब्लेम कैसे सॉल्व करे. कृपया मार्गदर्शन करावे.
@@bmsshaikh
Proper brake system bleeding karke lelo. Agar pipe line ya wheel cylinder caliper leakage ho to badal dena.
Mahindra kar ka dikhao car bs6
3 method me paidal andar ja raha hai
बूस्टर काम न करने पर गाड़ी में करर करर की आवाज़ आरही है ऐसा मिस्त्री बोल रहा है.
Kounse gaadi hai
Eeco 2018 AC CNG
@@NitinChauhan-wf8fu andar ka spring kharab hua rahega ya use lubricating karna hoga
springs ko lubrication karna hoga
Mere pas Alto K10 he breck snack tipe fill krati he full freck marne pe dai said halka cha stering khichta he
भाई मेरी गाडी का ब्रेक पडेल जब दबाते है तो जम्प करता है क्या कारण है बताओ प्लीज new गाड़ी है टाटा 407
Brake drum ka run out check karo
Sir air ki awaz arahi hai
Javed khan mecenik
Cfttt
bhai tujhe khud theek se nahi pta.. bas kisi ki banai hui video ko hindi mey translate ker diya , jo ki vo bhi theek se nahi ki .. so pahle jaker detail mey theek se khud samjho .. video upload krne ki jaldi na karo
bhai sabhi mere Videos maine hi banaye hai. aur banake bhi diye hue hai.🙏
Meri altroz dca car ki brake kabhi kabhi traffic me hard ho jata hai... bohot bad problem hai... service waale bol rahe hai ye problem saari gaadiyo me hai DCA...Koi solution bataye..
brake hard hone ka karan kai vaccum leakages ho raha hoga ya vaccum pump aur pipe line me bhi problem ho sakta hai ya booster me.
@@mastertechnician2246 me service waalo ke pass gaya to bol rahe hai ki compare me saari cars aisi hi aa rhi hai koi problem nahi hai
Change break Swtch
Mumbai me avelebal he ky
Mumbai me avelebal he ky
Mumbai me avelebal he ky
Mumbai me avelebal he ky
Mumbai me avelebal he ky