1st time mujhe brakes samajh aaya. Thanks. Yhi chiz mere ko ni samajh aa rhi thi ki scooty motion mein hai toh kaise roku. Brakes toh sabko hi pata hota h but achanak se lene se aage ki trf jhatka lag jaata h.
Actually dono break use karne ki adat daalni chahiye ,, mai dono ko ek sath lagati hu nhi to front break ka adat chut jayega and jis din lagayenge sidhe muh gir jayenge , pls dono ko lagane ki adat dallo .
Mai hmesha full break ldati thi or scooty bich sdak pat hi rook jati thi ab break se slow krna aa gya or break lgate vakt mere pair niche aa jate hai eisa kyo hota hai
Very Good. Aisa esliye hota hai, ki pahle hum scooty ko khud se alag samjhte hai, or jb uska pura function samjh aa jata hai, to hame scooty par vishwas ho jata hai. Or hum scooty par har ek activity uske speed anusar karne lagte hai.
Wao😮, Thankyou Aapne Mere Question Par Video Banaya Sir. Same Me Scooty Rokti Hun To Scooty Slip Karta Hai. Aapne Bilkul Sahi Bataya.
Nice sir
Thanks and welcome
Aaj Samjh Me Aaya Ki Break Kaise Kam Karta Hai. Thanks Sir. 😊😊😊
😂😂😂😂😂
1st time mujhe brakes samajh aaya. Thanks. Yhi chiz mere ko ni samajh aa rhi thi ki scooty motion mein hai toh kaise roku. Brakes toh sabko hi pata hota h but achanak se lene se aage ki trf jhatka lag jaata h.
Scooty chalte same halka sa brake press krna sahi ha ya glat
Abhi accident k baad video dekh rha ho😅
Sahi kah rahe ho
Same 2u bhai 😅
Haan
Main bhi 10 min pehle ghutna phodne ke baad aaya hun 😂
Same 😢
Thankyou bhya bhut help mili sahi technique se break use krne me thanks ❤
Okthankyou
Actually dono break use karne ki adat daalni chahiye ,, mai dono ko ek sath lagati hu nhi to front break ka adat chut jayega and jis din lagayenge sidhe muh gir jayenge , pls dono ko lagane ki adat dallo .
Umm you are right...zyadathar driving class waale ladkiyon ko yahi sikhate hai ki right ka brake touch bhi math karna😂😂
Front me disk break hai
Mere toh scoty break lagane se gir jaati h
Kiya h problem samz. Nahi aa raha
Dobbara sikni😂😂
Bro wo left ka rear brake hai engine connect brake, uska use jyada se petrol khatam hota
saamne brk se skid hota h tyre
Jaise Raste pe rodi bagari gire hue. Raste pe kaise braking karen ???
Thanku so much
Thank you brother
Thanks for clearing the concept❤
विडियो सही लगा आप इसी तरह विडीयो बनाईए इससे काफी आसान हो जाएगा चलाना👍
Bilkul
Sir upward/downward slope/flyover me kaise chalana hota hai detailed video banaye.
Thank you
Wow verry nice sir😊😊😊
40-50 ke speed ke time kya process rahega.aur itni speed Mai kitni minimum duri tak hum scooty rok sakte hai.iske upar video banaye.
Jarur aapki sawal bahut achchi hai. Me jald is topic ko cover karunga.
Mujhe aj pta chala ki right hand side se front break lagta hai nd left se front back dono lagta hai.. tq sir❤
Sar mere Activa fast nhi rukti thora aage Jake rokti h ky break look ho gye h
Koi bhi scooty exact Jagah par Nahin rukte. Agar aisa hota to scooty rukte hi gir jayega. Fir bhi agar aapko lagta hai to aap mechanic se dikha le.
Yes🙏☺
Sar ko chal rhe he rod pr kese skuti nikale
Scooty sikne main kitna din lagta hai ji
Aage ki trf down hota h sir ji
Thanks sit
Thank you so much sir
Nice...
Mai hmesha full break ldati thi or scooty bich sdak pat hi rook jati thi ab break se slow krna aa gya or break lgate vakt mere pair niche aa jate hai eisa kyo hota hai
Very Good. Aisa esliye hota hai, ki pahle hum scooty ko khud se alag samjhte hai, or jb uska pura function samjh aa jata hai, to hame scooty par vishwas ho jata hai. Or hum scooty par har ek activity uske speed anusar karne lagte hai.
Good 👍
Me bhi yesa hi krti hu bhai
Pehle left break dhere se lagao fir right .
Mai aaj right break lga di or pregnancy me gir gyi
So sad
Mere to Chita accident surf isilie huwa
Sir Turning ke bare me bataye.
Jarur
Mai right break nhi lagati
Scooty electric hai sir
चड चढताना काय करायचे
ताई चढ़ ला एक्सीलेटर सरख द्यायचे, उतरा हलु एक्सीलेटर द्यायाचे उतारवर अर्ध ब्रेक लवाने 👍👍👍😊
Supervvvvvvvvvvv
☺️☺️☺️☺️☺️
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
I hopes😂
Thank you so much sir.
Thanks you sir 🙏