Hii Sir, Aap ka video bahot hi helpful hai..... Kal hi Maine dekha...... Mai stage 6 pe thi..... Aapane jo trick batai usase ek din me hi Mai scooty balance karane lagi hunn.... Thank u so much for detailed explanation..... U r doing great job....
Bahut choti choti chize btai aapne kl mai gir bhi gai Kai jgh chot lg gai pr ab jaisa aapne btaya usko dhyan rkh ke chlayenge ...bs chlana aa jaye mujhe
Insan body or money se kmjor ho sakta hai. Mind se nahi. Or koi bhi kam ko behatar banane ke liye dimag lagana jaruri hota hai. Aap koshish kijiye kisi ki madad lekar.
Mujhe cycle toh bahut achche se aati hai chalani scooty ya bike chalane mein mujhe weight ki vajah se dar lagta hai chalane main main bahut baar gira bhi hoon because main control nahin kar paataa pata nahi kabhi sahi se chala bhi paaunga ya nahin dusron ko chalata dekh mujhe sharam aati hai ki main nahin chala paataa sahi se
Asslam u alaikum....sir scotty ki speed automatic lock ho jati ha phir jb tk break na lgain wo slow ya fast nhi hoti....usky automatic speed lock ko kasy off kiya joy
Common problem hai sb ka. Scooty ko chalane se pahle apne dono mirror ko achhe se set kare jisme pichhe ka pura view dikhe. Aap jb chalana sikh gaye hai, to directly bigi time me na nikle. 4 se 5 din morning me 6 baje nilkle. Fir time ko change kare. Yaad rahe ki jb aapko koi overtake kare to apna race kam karna hai. Or jb aap kisi ko overtake kare to pahle right side ke mirror ko dekh kar confirm kare ki pichhe koi gadi na ho. Overtake hamesha right side se hota hai.
I learnt moving my legs up into the scooty the moment i saw this video..thank you so much
The desire to learn develops a person.
Thank you itne ache se btane or samjhane ke lie
Aap logo ka bharosa hi mujhe or behtar karne ka housla deta hai. Thanks for watching
Sir mai bhi Sikh rahi hu per jab mai start karti hu toh handle idhar udhar hota hai... Mai kaise control karo pls help 🙏
Hii Sir,
Aap ka video bahot hi helpful hai..... Kal hi Maine dekha...... Mai stage 6 pe thi..... Aapane jo trick batai usase ek din me hi Mai scooty balance karane lagi hunn.... Thank u so much for detailed explanation..... U r doing great job....
बहुत अच्छितरह समजाते है.धनयवाद.❤
Sir aap ka video bahot achha laga dekho ham bhi aese hi pr prayas kar ke dekhte hai
Aab
Na..bahut
.aacha..sa..bukaya.,...thankyou
Thank you step by step samjaya
Keep watching
Bahut choti choti chize btai aapne kl mai gir bhi gai Kai jgh chot lg gai pr ab jaisa aapne btaya usko dhyan rkh ke chlayenge ...bs chlana aa jaye mujhe
App ka shikane ka tarika aacha he
Bhut achay s samjaya aap n sr ji
Left leg me problem h to kya chla skti hun scooty...plzz reply
Insan body or money se kmjor ho sakta hai. Mind se nahi. Or koi bhi kam ko behatar banane ke liye dimag lagana jaruri hota hai. Aap koshish kijiye kisi ki madad lekar.
Mujhe cycle toh bahut achche se aati hai chalani scooty ya bike chalane mein mujhe weight ki vajah se dar lagta hai chalane main main bahut baar gira bhi hoon because main control nahin kar paataa pata nahi kabhi sahi se chala bhi paaunga ya nahin dusron ko chalata dekh mujhe sharam aati hai ki main nahin chala paataa sahi se
Step 1 and 2 follow kijiye.... To scooty ka weight samaz me aa jayega aur easily handle kar sakoge
Asslam u alaikum....sir scotty ki speed automatic lock ho jati ha phir jb tk break na lgain wo slow ya fast nhi hoti....usky automatic speed lock ko kasy off kiya joy
Bhut achi tips h m bhi Sikh rhi hu abhi balance ni ho rha
Very good information😊
Mai Abhi 6 step par hu
Sir pair gisne wale to Aisa lag ra hai isi pe girange
Thankyou sir
Thank you sir
बहुत अच्छा है video
Tq bhaiya aacha samjaya
Thanks for watching
Thank you bhaiya apki guidance se muje bhot spot Mila sikhne me
Thanks you dear
Kya aap Bhopal mein sikhate ho kya
Helpful video sir
Mujhe pichhe se aane wali gadiyo se dar lagta hai khaskar overtake karte samay please tips dijyega
Common problem hai sb ka. Scooty ko chalane se pahle apne dono mirror ko achhe se set kare jisme pichhe ka pura view dikhe. Aap jb chalana sikh gaye hai, to directly bigi time me na nikle. 4 se 5 din morning me 6 baje nilkle. Fir time ko change kare. Yaad rahe ki jb aapko koi overtake kare to apna race kam karna hai. Or jb aap kisi ko overtake kare to pahle right side ke mirror ko dekh kar confirm kare ki pichhe koi gadi na ho. Overtake hamesha right side se hota hai.
Make a video for those people whose legs are short and can't reach the ground like me😅
Sir may seekh rahi hun but meri tangy ni ponch rahi zameen tak.
Aap hill wali shoes ko try kijiye.
Bhai ji scooty pr par rekhte time balance nahi ho Raha h video send karna
Main to Abhi Abhi chalana Sikh Rahi
Excielent
Mujhe be 14din ho gye h but mera b balance ni ho rha h
Mai bhi Sikh Rahi hu pr anbalenc hota hai
Aap is video ko dobarA dekhe bina skip kiye.
Or pai km pde to.
Moty ladys k lye banae
Please tell you question!
Main bhi sik rahi hun but scooty ka balance nahi banta
akdam jakhas
स्कुटी स्टार्ट करते समय अ न बॅलेस होता हे
Hello Patna wasi😂
Mera bhi nahi hora hai sir
Mera acsilater fast ho jata h tu m dar jati ho
Darne se kaam nhi hoga. Galtiyo ko judge kijiye or usko sudhare. Esi ko sikhna kahte hai. Aap practice ko continue rakhe
Mera bhi balance nahi ho raha
Mujhe cycle chalana nahi ata
Sir apka number aur address patna me