emergency light best battery || how to use emergency light in battery || emergency light battery

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 9 ก.ย. 2024
  • emergency light best battery || how to use emergency light in battery || emergency light battery
    Hi
    I am Raj Welcome to our yoautube channel Technical jugaad hindi
    About this video :-
    Hello Friends is video me maine aapko bataya hai ki emergency light ke liye konsi battery best honi hai or aapko konsi battery aapne emergency light me use karni chahiye jis se aapko jada battery buckup mil sake
    Umeed Karta Hu Ki Aapko Ye Video Pasand Aayegi
    Thank you so much......🇮🇳🇮🇳
    Topic covered in this video :-
    1) emergency light
    2) best battery backup emergency light
    3) best battery for emergency light
    4) rechargeable light
    5) best emergency light in india
    6) led emergency light
    ****************************************************************************************💥💥💥 🇮🇳🇮🇳🇮🇳
    My affiliate marketing ( increase Earning )
    MY Boya Mi Mic :- amzn.to/3gmwQ9F 👈
    My Hand free :-
    amzn.to/2YqUPhy 👈
    My Canon 200D Camera :- amzn.to/3gmqhUj 👈
    Background Light :- amzn.to/3vcYeQ7 👈
    New Background RGB Light :-
    amzn.to/3v6w352 👈
    Ring Light :-
    amzn.to/3epBCpz 👈
    Ring Light Stand :-
    amzn.to/2PKnMnl 👈
    Soft light umbrella :-
    amzn.to/3v7eSAe 👈
    Mic stand :-
    amzn.to/3cfzFJg 👈
    Tripod :-
    amzn.to/3qqocMh 👈
    Vlogging tripod :-
    amzn.to/3t09NrL 👈
    Mobile Holder :-
    amzn.to/3cdujOY 👈
    My First Mobile :-
    amzn.to/3egf76l 👈
    My Mobile :-
    amzn.to/38jXxKF 👈
    Boya MM1:-
    amzn.to/3c9b2hD 👈
    Soldering iron kit :-
    amzn.to/3qtqDxz 👈
    Best multimeter :-
    amzn.to/3c94r6N 👈
    Saudi Torch :-
    amzn.to/3rs08cZ 👈
    Resistance kit :-
    amzn.to/3kYC0N0 👈
    Best glue gun 150 watt :-
    amzn.to/3bvm6ql 👈
    ***************************************************************************************
    Social networking ( Follow Me On ) :-
    / rajrnder0 👈
    / jugadhindi 👈
    / technical_jugaad_hindi 👈
    / technicaljugaadhindi 👈
    ****************************************************************************************⚡⚡⚡🇮🇳🇮🇳🇮🇳
    Hashtags :-
    #best_battery_for_emergency
    #emergency_battery
    #emergency_light_battery
    #lithium_iron_battery
    #Hindi
    #technicaljugaadhindi
    Disclaimer :-
    Video is for educational purpose only Copyright disclaimer undersection 107 of the copyright act 1976 allowance is made for " fair use" for purposes such as criticisms, comment, news, reporting, teaching, scholarship and research. Fair use is a permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, non-profit educational or personal use tips the balance in favour of fair us

ความคิดเห็น • 171

  • @AtulArya7
    @AtulArya7 ปีที่แล้ว +3

    Tp 4056 module best h is battery ko charge karne ke lie.
    Bina circuit ke charge karne se battery aur charger dono kharab ho sakta h.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  ปีที่แล้ว +1

      Bhai hone ko to charger or battery bina charge kare hi kharab ho sakta hai

    • @AtulArya7
      @AtulArya7 ปีที่แล้ว +1

      @@TechnicalJugaadHindisir aapka kehna sahi h lekin kewal diode se charge karna thik nahi h.
      Module best hota h, charger, battery aur data cable tino safe rahte h.

  • @Yusuf-khan-Raju-velim-786-
    @Yusuf-khan-Raju-velim-786- ปีที่แล้ว +1

    Maine 2200 MH ki battery lalten mein lagakar successful raha thank u for information ismein pahle 1.5 Ah 4v battery laga hua tha ab Maine ismein 2200 MH 3.7 V battery lagai iska backup 8 se 9 ghante ho Gaya pahle 1 ghante Mein Puri discharge ho jaati thi 🙏🙏

  • @tiktoksongschannel5727
    @tiktoksongschannel5727 3 ปีที่แล้ว +4

    Sir dingling shaving machine repair ki battery is type laga lo plzz one video is pe banado plzz raj bhai 🇮🇳

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +4

      Bhai mai ek chhote se gav me rahta hu or mai jada tar usi device ki video banata hu jo device meri shop par repairing ke liye ata hai 💓❤️👍

    • @tiktoksongschannel5727
      @tiktoksongschannel5727 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi acha

  • @kaushiksahil134
    @kaushiksahil134 3 ปีที่แล้ว +3

    Nice Bhai

  • @Ankit_M
    @Ankit_M 3 ปีที่แล้ว +3

    *Good Reply..* 👌

  • @ambikasaranrai3339
    @ambikasaranrai3339 2 หลายเดือนก่อน

    Parallel battery combination se rechargeable torch jalega?

  • @NavinKumar-hn4ms
    @NavinKumar-hn4ms 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai me apke channel ka new subscriber hu kya ham Laptop cell ko direct 5v charging circuit bana kar ek diode laga kar charge kar enge to battery over charge ho kar fat nhi jayge kya reply karo

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Are nahi bhai aisa kuchh rahi hoga aap apne 1200 mah ko battery ko 1 se 1:30 ghante hi charge kare koi dikat nahi hogi

    • @NavinKumar-hn4ms
      @NavinKumar-hn4ms 3 ปีที่แล้ว

      Bhai agam ham charge laga kar bhul gaye 2 se 2:30 ghante ho gaya to battery blast nhi yoga kya air hm 1200 mah ki jagah 2200 man ka cell use kar sakte h

  • @shubhamjain3291
    @shubhamjain3291 3 ปีที่แล้ว +2

    Sir konse brand ki litium ion battery sab se acchi aati h or kha avelable ho jayegi bulk me chiye thi

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai sa achha to yahi hoga ki aap purane laptop ki battery ko market se kharid lo aap ko ye battery laptop repairing shop par bade aram se mil jayegi is laptop ki battery me jo cell hota hai wo achhi quality ke hote hai bhai aap us cell ka use karo market me aapko copy cell hi milega

  • @tiktoksongschannel5727
    @tiktoksongschannel5727 3 ปีที่แล้ว +1

    You are very lucky🇮🇳

  • @suryamohapatra2838
    @suryamohapatra2838 3 ปีที่แล้ว +1

    Keep it up

  • @Theminicreator24
    @Theminicreator24 3 ปีที่แล้ว +1

    Super sir

  • @neetnavikhurana5948
    @neetnavikhurana5948 2 ปีที่แล้ว +1

    Thank you sir

  • @suryamohapatra2838
    @suryamohapatra2838 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhai aka emergency light ma lithium battery dalaka video banao

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai maine uski bhi video bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @akaks5164
    @akaks5164 3 ปีที่แล้ว +2

    sr hum aise touch me ek hi dale ya do air do dale to pairlar me dale ki sireej me dale

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai agar aapko ek se jada battery lagani ho to aap sabhi battery ko parallel me jode

  • @dharmjain8129
    @dharmjain8129 ปีที่แล้ว +1

    Raj भाई kya is litium battery ko china सर्किट wali battery 4v 1amp कि जगह use कर सकते हैं kya bina किसी protection modul tp 4056 के बिना भी use कर सकते hai क्या कोइ नुकसान तो नहीं होगा ना.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  ปีที่แล้ว +1

      Bhai use to kar sakte ho battery charge bhi hogi par aisa karne se battery ki life thodi kam jarur ho jati hai baki koi dikkat nahi bas Jada der tak battery ko charge mat karna

    • @dharmjain8129
      @dharmjain8129 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi
      ok भाई.
      thanks.

    • @dharmjain8129
      @dharmjain8129 ปีที่แล้ว

      1.2amp ki battery kitni der तक charge karna chahiye भाई.
      ओर battery blast to नहि होगी ना भाई.

  • @devnathsudip0249
    @devnathsudip0249 3 ปีที่แล้ว +2

    Kharidne waqt achhi wali battery konsa hai kaise pata kare,??

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai maine uske liye alag se video bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

    • @devnathsudip0249
      @devnathsudip0249 3 ปีที่แล้ว

      Thank you sir....
      Aur ek chiz sikhna thaa.. induction cooker kaise thik kare? Induction me current nehi araha... Please jaldi se ek video bana dijiye sir ... please

  • @KaranKumar-kg6rc
    @KaranKumar-kg6rc 3 ปีที่แล้ว +1

    Very nice sir

  • @farhanuddin7739
    @farhanuddin7739 2 ปีที่แล้ว +1

    Lithium ion battery discharging sabse jaldi hoti comapared to ni-cd battery

  • @mboro4307
    @mboro4307 ปีที่แล้ว +1

    Sar castomar sa kitna lato ho batary dalna ka.

  • @techkrishnauk06
    @techkrishnauk06 ปีที่แล้ว +1

    Lead acid battery 4V.2.0AH ko hatakar kya teen lithium ion battery jod sakte hain

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  ปีที่แล้ว +2

      Bhai agar apki battery mobile charger se charge hoti hai to use kar sakte ho

    • @techkrishnauk06
      @techkrishnauk06 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi nahin hua direct AC se charge hoti hai na usko convert kar dunga DC mein

  • @insomniacindia2381
    @insomniacindia2381 3 ปีที่แล้ว +1

    bhaiya ji mera Inverter bulb jo he usme sab light nehi jal raha dc me circuit ka 1st round aur ac me circuit ka 2nd round bulb jal raha...lekin ek sath pura circuit ka bulb nehi jal raha....koi upay bataiye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai wo koi problem nahi ye sabhi AC DC bulb ki panel me aise hota hai
      AC kuch bulb kam karti hai or DC par kuchh bulb kam karti hai

    • @insomniacindia2381
      @insomniacindia2381 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi lekin bulb bahut low jal raha aisa kiu

  • @suryamohapatra2838
    @suryamohapatra2838 3 ปีที่แล้ว +1

    Ham apka satha ha

  • @AjayDalal-f7l
    @AjayDalal-f7l 3 ปีที่แล้ว +2

    Orignal battery h kse pata kare

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai uske liye maine pahle se ek video bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @sonalbansode3102
    @sonalbansode3102 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir mera a005 ka led button under chla Gaya hai please batoy muza please sir

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai is model ke power button problem par abhi maine kuchh dine pahle hi video dali hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @Kaut-official.22
    @Kaut-official.22 ปีที่แล้ว

    Ok sir

  • @palaksingh725
    @palaksingh725 3 ปีที่แล้ว +1

    Transformer unboxing

  • @suryamohapatra2838
    @suryamohapatra2838 3 ปีที่แล้ว

    Bhai I love your every video

  • @deveshsharma2108
    @deveshsharma2108 3 ปีที่แล้ว +1

    सर नमस्ते नई वाली इमरजेंसी लाइट में
    डायोड कौन से नंबर का लगा है

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      IN4007

    • @deveshsharma2108
      @deveshsharma2108 3 ปีที่แล้ว

      टॉर्च की जो फोकस लाइट होती है वह बैटरी से डायरेक्ट चलने पर खराब भी हो सकती है
      इससे बचने के लिए कितने का रजिस्टेंस लगाएं

  • @jafarbhaichilakwadchilakwa7586
    @jafarbhaichilakwadchilakwa7586 2 ปีที่แล้ว +1

    sir ek emergency light me jo black battery hoti hai uske jagah me power bank battery connect kar ke charge karenge tho blast tho nahi hoga na? Plz help

  • @rakeshkoshle8341
    @rakeshkoshle8341 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir mera cell wala battery hai jo aapke video me dekha wah mere torch me bahut heat ho rha hai kya karu pls bataye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai ye to circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega

  • @khirodpanda1555
    @khirodpanda1555 3 ปีที่แล้ว +1

    👌👌👌👌👌

  • @anirbanchakraborty3416
    @anirbanchakraborty3416 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir lithium battery ko charger sa charge nahi korka direct line ma pf , capacitor ,dioed used korka charge koru to kohi problem ana bali nahi please sir batya please

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aap wo circuit use na karo us circuit se battery bohot jaldi kharab hoti hai

  • @ganeshnaik6469
    @ganeshnaik6469 3 ปีที่แล้ว +1

    👍👍

  • @landofuttarakhand8686
    @landofuttarakhand8686 3 ปีที่แล้ว +1

    Bms laga hona jaruri hai.
    Jada life time nai chalti phr bettery

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aapki baat bilkul thik hai or maine BMS lagane ke liye mana bhi nahi kya maine to khali video me ye bataya hai ki market me bina BMS lagi emergency light mil rahi hai

  • @TechnicalMishra.
    @TechnicalMishra. 4 หลายเดือนก่อน

    Isme kitne mah battery lagi thi bhai

  • @anitamishra7656
    @anitamishra7656 2 ปีที่แล้ว +1

    Kya Ham phone ki battery nahin laga sakte please bataiye

  • @parmarakshayparmar1157
    @parmarakshayparmar1157 3 ปีที่แล้ว +2

    Balck Battey repir video link plz plz plz plz plz plz plz plz

  • @hamzaowncreationhamzaowncr3513
    @hamzaowncreationhamzaowncr3513 2 ปีที่แล้ว +1

    Bhai lead acid battery to emergency light me ati hain aur is ka backup to accha hota hain ku ki me zada karke lead acid battery use karta hu

  • @mdsajid7084
    @mdsajid7084 2 ปีที่แล้ว +1

    4volt battery accha he

  • @hitendrasaini3465
    @hitendrasaini3465 2 ปีที่แล้ว +1

    Isko kitni der tak charge karna hota ha.

  • @ranjitkumarsingh3291
    @ranjitkumarsingh3291 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir is bettery ka price kitna hai

  • @Uttamsarkar2633
    @Uttamsarkar2633 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhi 1laptop battery repair ka kadiho

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai bohot jaldi uski bhi video ane wali hai bhai ❤️👍

  • @rizwan1794
    @rizwan1794 3 ปีที่แล้ว +3

    Bhai battery ka price kya hai 1pcs 🙏🙏

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Kon si battery bhai cell ya simpal wali

    • @panksdream
      @panksdream 3 ปีที่แล้ว +1

      @@TechnicalJugaadHindi 2no ka price batao bhai

    • @rizwan1794
      @rizwan1794 3 ปีที่แล้ว +1

      Nhi 1 no. wali laptop battery 🙏

  • @animalsvideo233
    @animalsvideo233 ปีที่แล้ว

    Sir ji ye battry ka name kya hai or ye flipcart pe mil jayega or prise Kitana होगा

  • @Hindu_supporters_only
    @Hindu_supporters_only 3 ปีที่แล้ว +2

    7805 se power Bank banane please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @Aman_jee_jha8920
    @Aman_jee_jha8920 ปีที่แล้ว +1

    Bhai Maine ek emergency light banaya to usne 2 li ion battery lagaya to charging pin aur diode heat ho raha hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  ปีที่แล้ว +1

      Bhai 3 amper ka diode use karo

    • @ishanverma3710
      @ishanverma3710 ปีที่แล้ว

      ​@@TechnicalJugaadHindi3 diode ko parallel me nahi use kar sakte kya?

  • @praneetpanda6290
    @praneetpanda6290 3 ปีที่แล้ว +1

    Bo moter plastic sa chi ka ho ta ha sir ya nahi bota ha sir

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai is video me moter kaha se aa gai maine motor to is video me dikhai nahi

  • @abhijitpatil9098
    @abhijitpatil9098 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai mere pas 4v 1amp ki lead acid battery he usko charge karaneke liye 5v 2amp ka charger he to charge hone me kitana samay lagega

  • @kapildeosingh7676
    @kapildeosingh7676 3 ปีที่แล้ว +2

    sir, please make video on best quality lithium battery and please tell us company name of battery.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai maine uspar bhi video bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake dekh sakte ho

    • @hitendrasaini3465
      @hitendrasaini3465 2 ปีที่แล้ว +1

      Mene vipow ki 3000mah ki batter torch me lagai, jiski led 0.9 watt 3volt ki ha. Aur 300ma ki led ha,
      Wo sirf 2 ghante ka back up deti ha,
      Aisa kyu ha, kripaya samjhaye

  • @anirbanchakraborty3416
    @anirbanchakraborty3416 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir ji mera pas ek 6volt ki emergency light aya ha is light ma 6volt battery Puri tarika se dead ho gya, to mna sochrahu ki mera pas do lithium battery ha ek ha 3000mh ka or ek ha 1800mh ki to dono battery ko series ma lagaka 6volt bana ker charge kor sakti hu ki nahi or is ko charge dena ka liya maine 9,0,9ki tranesformer use korka charge di sakti hu please sir please help me 🥺🥺😭😭

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      6 0 6 500 mA ka transformer se charger bana kar use karo bhai battery thik se charge hogi

    • @anirbanchakraborty3416
      @anirbanchakraborty3416 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi sir ji ap mera lia is tarika charger please bankar TH-cam ma ek video dal jia please sir please mera lia ma apka choti Bhai bulrahu, please sir banadijia 😭❤️🙏🥺🥺😭😭🙏🙏🙏🙏 please 🥺 mera lia

  • @engineer_idea
    @engineer_idea 3 ปีที่แล้ว +1

    Ek led kitne ki h

  • @shariqshariq4545
    @shariqshariq4545 ปีที่แล้ว +1

    Maine battery charge Kari thi to dak gai

  • @vikashphotoediting3386
    @vikashphotoediting3386 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir power bank ki battery kaise backup degi

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai agar battery original hogi to bohot achha backup degi

  • @juthikadas792
    @juthikadas792 3 ปีที่แล้ว +2

    First

  • @deveshbharti4658
    @deveshbharti4658 3 ปีที่แล้ว +3

    Bhai galat knowledge mat do, bina charging module k battery bhi kharab ho jayegi kyuki charger se 5v aata hai or lithium ion battery ko 4.2v

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai mai koi knowledge nahi de raha hai mai to wahi bata raha hu to market ke andar emergency light ke andar circuit laga lagaya aa rahai hai or mai ye nahi bol raha hu ki BMS jaruri nahi hai battery charging ke liye mai to video me ye batana chahta hu ki agar aapko charging circuit nahi mil raha hai to aap simpal tarike se lithium ion battery ko charge kar ke use kar sakte ho or waise bhi BMS circuit market me jaldi se sabhi jagah nahi mila or log kam paise me kam chalana chahte hai bhai aap to jante hai bhai ye india hai yaha kewal log kam chalana chahte hai agar bhai apko meri koi baat buri lagi ho to uske liye I am very very sorry bhai baki jo sach hai or market me jo chal raha hai mai wahi logo ko bata raha hu bhai

    • @bubundhar
      @bubundhar ปีที่แล้ว

      sahi bola

  • @MohitRaj-bs9nd
    @MohitRaj-bs9nd 2 ปีที่แล้ว +1

    Isko 5 ghante charge me laga do
    Turant kharab ho jata hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +2

      Bhai agar aap apni capacity se jada khana khaoge to pet bhi kharab ho jayega isi liye har chig ki limit hoti hai limit se jada hone par problem to banegi hi

    • @MohitRaj-bs9nd
      @MohitRaj-bs9nd 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi ye problem black battery me nhi hoti
      Over charging protection bale circuit me 18650 battery bilkul sahi hai

  • @earningmines
    @earningmines 3 ปีที่แล้ว +1

    Please cheak instragram
    I have a problem please resolve it
    My bt speker

  • @artirajak8371
    @artirajak8371 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhaiya ceiling Pankha tight chal raha hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Ha bhai mai video banane ke liye wahi pankha use karta hu

    • @artirajak8371
      @artirajak8371 3 ปีที่แล้ว +1

      @@TechnicalJugaadHindi bluetooth speaker chalu hota hai lekin connect nahi hota hai

  • @ayushyaduvanshi3436
    @ayushyaduvanshi3436 2 ปีที่แล้ว

    Sir yeh battery online buy kar skte hai ? Original hoga

  • @prashant8983
    @prashant8983 2 ปีที่แล้ว +1

    3000 mah VIPOW

  • @mramitgupta2236
    @mramitgupta2236 2 ปีที่แล้ว +1

    Kitna ret hai

  • @Vikaspal110
    @Vikaspal110 3 ปีที่แล้ว +1

    Battery Ka kya naam h

  • @L14395
    @L14395 ปีที่แล้ว +1

    Pries ky hi

  • @sanjaykumar-zn4sz
    @sanjaykumar-zn4sz 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai is light ka price kitni hai

  • @harshrajputfen
    @harshrajputfen ปีที่แล้ว

    Hi bhyaa

  • @anandraj198
    @anandraj198 2 ปีที่แล้ว

    Bhai ka light ka battery online kha se le

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว

      Bhai aap is battery ko market se kharido online bohot jada mahangi hai

  • @bossboy36
    @bossboy36 3 ปีที่แล้ว +1

    2 laptop laga sakte lambe back up ke liy

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Sorry bhai mai samjha nahi aapki baat 2 laptop laga sakte hai iska kya matlab hua bhai

    • @bossboy36
      @bossboy36 3 ปีที่แล้ว +1

      2 battery Laga sakte hain thodi der tak chale

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Kis me bhai

  • @Manishprajapati387
    @Manishprajapati387 2 ปีที่แล้ว

    sir price kitna hai ?

  • @Khundongbamnanao
    @Khundongbamnanao 3 ปีที่แล้ว

    Over charge

  • @juthikadas792
    @juthikadas792 3 ปีที่แล้ว +1

    Keep it up

  • @Hindu_supporters_only
    @Hindu_supporters_only 3 ปีที่แล้ว +2

    First