emergency lights || led lights || how to repair emergency light at home || emergency light battery

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 18 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 213

  • @allaria444
    @allaria444 3 ปีที่แล้ว +1

    सर आप बहुत अच्छा समझाते हो

  • @shrabanimishrassingingchan1600
    @shrabanimishrassingingchan1600 3 ปีที่แล้ว +3

    Bahut achcha banate hain aap bhaiya

  • @basharkhan1871
    @basharkhan1871 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir aap bohut achhay tareeqay se samjatey hain main ne aap ki videos se bohut Kuch seekha hai khush raho sir

  • @alexbarretto4331
    @alexbarretto4331 3 ปีที่แล้ว +3

    Very good helpfull video. thanks for all the time and effort you and your team take. GOD BLESS YOU ALL. Alex Barretto. Mumbai 2oSeptember 2021

  • @sanjayverma1217
    @sanjayverma1217 3 ปีที่แล้ว +1

    Thank you sir achcha samjhaya aapne..

  • @SirajKhan-cq2tf
    @SirajKhan-cq2tf 3 ปีที่แล้ว +2

    You are very expert, i appreciate your knowledge.

  • @mdsajid7084
    @mdsajid7084 3 ปีที่แล้ว +1

    love from 🇧🇩🇧🇩🇧🇩🇧🇩🇧🇩❤️❤️❤️❤️😁

  • @Ankit_M
    @Ankit_M 3 ปีที่แล้ว +1

    Aise Hi Video Banao achha lgta hai..

  • @rizwan1794
    @rizwan1794 3 ปีที่แล้ว +3

    Bhai aap thoda comedy kiya Karo achha lagta hai 😎😎😎

  • @dadkingytff6963
    @dadkingytff6963 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhai jaldi se video banane wala video battery 🔋 please

  • @dharmjain8129
    @dharmjain8129 3 ปีที่แล้ว +1

    राज भाई ऐसे ही चाइनीज सर्किट में भी बेटरी का एक वायर खोल कर बेटरी चेक कर सकते है क्या वह करेंट तो नही मारेगा ओर उसकी indigator लाइट ओर रेजिस्टेंस तो खराब नही होगा या हो जाएगा।

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Ha bhai kar sakte ho current nahi marega kyo ki isme dc voor hoti hai

    • @dharmjain8129
      @dharmjain8129 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi thanks राज भाई

  • @shauryaprabhakar3287
    @shauryaprabhakar3287 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhai iski 4 volt wali battery repair hooti hain kya???

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Ha bhai maine uski bhi repairing video bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake dekh sakte ho

  • @Cadp_5426p
    @Cadp_5426p 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhia lithium battery se sock surkit nahi hoga na muje apni torch me lithium battery lagani he but vo AC se charge hoti he to koi problem nahi hogi na??

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai ac volt se koi battery charge nahi hoti hai tach ke andar circuit to laga hi hoga to ac volt to DC volt me badal deta hai agar aapke torch me laga circuit thik hai to aapki battery bilkul achhe tarike se kam karegi uske koi problem nahi ho gi

    • @Cadp_5426p
      @Cadp_5426p 3 ปีที่แล้ว +1

      @@TechnicalJugaadHindi ha bhai thanks🙏🙏🙏

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Ok bhai

  • @nehasahu946
    @nehasahu946 3 ปีที่แล้ว +2

    Bacho ke liye bhi kuch bana do

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Sorry bhai Ye nacho kya hota hai

    • @nehasahu946
      @nehasahu946 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi sorry Bhai bacho ke liye kah raha th Mera phone sarkari h na Esi liye galti hogai

  • @sourabhgangwar8125
    @sourabhgangwar8125 3 ปีที่แล้ว +1

    Ise suru se kaise karke banaya jayega isme kaise rutry lagai jayegi kaise betry ke coniction kiye jayenge kaise charging ke coniction kiye jayenge pura vedio suru se banakar vedio dalo

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai is topic par maine full detail se video bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @imranfaheemal7089
    @imranfaheemal7089 2 ปีที่แล้ว +1

    Kar chuka hun kya subscribe 😄😂😜

  • @Ayush.Dj.remix993
    @Ayush.Dj.remix993 2 ปีที่แล้ว +1

    Aapka video theek hai Hamari bhi emergency Aisi hoti Thi per use Humne Humne banaa Diya

  • @Saziyaparveen7564
    @Saziyaparveen7564 4 หลายเดือนก่อน

    Emergency light battery charge krane m kitna paisa lgta hai please reply me as soon as possible

  • @Mr.Perfect2511
    @Mr.Perfect2511 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai ham is battery ko kisi bhi charger se charg kar sakte hai please replay me

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Ha bhai kisi bhi mobile charger se charge kar sakte ho

  • @nadeempathan8845
    @nadeempathan8845 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir mere pass 9w ka bulb hai usme nurtrl wire print chali gaye line dene ke baad bhi nahi jalrha hai sir magar nutral ke bajume ek pf hai series me line dene ke baad pf ko wire toch kiye to bulb lagta hai sir pf mai se nutral le kya batai a fast sir ji

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhaj phir to circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega

  • @priyasomya7595
    @priyasomya7595 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir iske liye konsa charger chahiye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Is emergency light ko aap kisi bhi mobile charger charge kar sakte ho

    • @priyasomya7595
      @priyasomya7595 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi bhai nhi ho raha patli pin se bhi bahut pareshan hu plz help

  • @S.SElectronicwork
    @S.SElectronicwork ปีที่แล้ว +1

    Agar me iss light me hw battery laga du to bo kitini din tak jalega

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  ปีที่แล้ว +1

      Bhai agar achhi quilty ki battery use karoge to kam se kam 2 se 3ghante chalegi

    • @S.SElectronicwork
      @S.SElectronicwork ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi Thank you bhai

  • @muhammedaflah7920
    @muhammedaflah7920 3 ปีที่แล้ว +1

    Ampere of this charger. Is it mobile charger

  • @PANKAJ_ONE1
    @PANKAJ_ONE1 4 หลายเดือนก่อน

    Price kya hai ❤❤ please

  • @Abhimandal302
    @Abhimandal302 3 ปีที่แล้ว +3

    Good👍👍👍👍👍👍

  • @laxmanbhagat2367
    @laxmanbhagat2367 2 ปีที่แล้ว +1

    Bahot khub bhai...

  • @SantoshKumar-np1wr
    @SantoshKumar-np1wr 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir plz mera pass bhi aisa light hai magar uska pura wiring cut hogaya.. Plz circuit daigram dhisige..

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai maine full detail se emergency light वायरिंग पर वीडियो बना रखी है आप मेरे youtube channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @nadeempathan8845
    @nadeempathan8845 3 ปีที่แล้ว +1

    Raj bhai mere pass same hai magar led bulb chote every day direct ho gaye hai. Switch on to bhi jalti band kare tabhi on reheti hai switch juda ek diod hai aur battery ki black wire kya kare

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Is problem par bhai maine kai video bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

    • @nadeempathan8845
      @nadeempathan8845 3 ปีที่แล้ว

      Iink do sir o video ki

  • @rohitsurya2764
    @rohitsurya2764 3 ปีที่แล้ว +1

    bhai g meri aise hi battery h uska on off switch sahi se kaam nhi kr raha h kaise repair krainkya problem ho sakti h

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai ye on off switch repair nahi hota market new switch 10 ka mil jata hai aap use lagaye

  • @mr.ahbaraiya4184
    @mr.ahbaraiya4184 3 ปีที่แล้ว +3

    Sir aap ye logo vala intro kis softwer me se bana te ho ?

  • @itsshailendrasinghaniya4629
    @itsshailendrasinghaniya4629 3 ปีที่แล้ว +1

    Maine isme mobile battery is use Kiya hai sahi hai, lagana🤔

  • @guptajiexperiment
    @guptajiexperiment 3 ปีที่แล้ว +1

    Lithium cell ka price kya hai please tell us and how much time the light glow with this cell

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Bhai yahi ki market me 50 rupaye ka milta hai

    • @guptajiexperiment
      @guptajiexperiment 3 ปีที่แล้ว +1

      @@TechnicalJugaadHindi par mere yaha 40rs ka milta hai kahi dublicate to nahi hai aur backup bhi kam rahta hai

  • @hiteshgaud8085
    @hiteshgaud8085 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir mai eak kharab adapter sai 12vki led light jalata tha leakin us mai eak capacitor type ka koi saman hai usmai sai 2sec kai liya spark 💥😖nikal raha hai
    Usai kuch hoga to nahi na Sir l

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Sorry bhai bina dekhe mai aapki koi help nahi kar sakta

  • @poonamchejara9406
    @poonamchejara9406 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir ye light ke upper Jo plastic ka paper AATA h vo paper kaha milega

  • @munnagupta414
    @munnagupta414 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir Bluetooth hbs 730 full wiring ka video banaaiye all to change kijiye please sar banaaiye mera Bluetooth kharab ho gaya hai

    • @munnagupta414
      @munnagupta414 3 ปีที่แล้ว

      Sir apna number dijiye 9955082290

  • @KGPahadi7491
    @KGPahadi7491 2 ปีที่แล้ว +1

    भाई खमबे वाली एमरजैनसी लाईट कैसे जोडते ह

  • @akgstatusqueen9447
    @akgstatusqueen9447 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir mere pass bhi ek light hai aisi pr uske wires tute hai kaise thik krey btado plzzz

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai is topic par maine full detail se video bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

    • @akgstatusqueen9447
      @akgstatusqueen9447 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi sir video ka link dedo aap

  • @devdixit6569
    @devdixit6569 8 หลายเดือนก่อน

    Sir meri light kam se kam 2,3 month band rakhi Hui thi ab wo on hoti h lekin bahut slow light de Rahi h kiya kare

  • @nandlalpandit8728
    @nandlalpandit8728 3 ปีที่แล้ว +2

    Very nice videos belonging

  • @AryanAryan-ls4mh
    @AryanAryan-ls4mh 2 ปีที่แล้ว

    Sar is battery ka price kya hai Lithium wali battery ka

  • @kirtangajjar8
    @kirtangajjar8 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir apne bms kyo nahi lagaya

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai market me to emergency light mil rahi hai usme koi bms nahi laga hota hai sabhi me aise hi charging circuit bana hota hai simpal wala is circuit se bhi battery achhe tarike se charge hoti hai

    • @kirtangajjar8
      @kirtangajjar8 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi per agar laptop ki battery direct 5v se connect karenge to kharab ho jayegi

  • @sumantapatelg.c8882
    @sumantapatelg.c8882 3 ปีที่แล้ว +1

    Very nice video sir

  • @richagshah1238
    @richagshah1238 3 ปีที่แล้ว +2

    Plz can u show how to replace prestige emergency light battery PRL 5.0 4V 1.6 ÀH

  • @ashishchaurasia726
    @ashishchaurasia726 2 ปีที่แล้ว +1

    Kitna time charge krna hota hai bhai

  • @loharkartik1432
    @loharkartik1432 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai ye regulator kha pe milega hamare yaha market me nhi milta

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai jis shop par emergency repairing ka saman milta hai bhai aapko usi shop par ye regulator milega

    • @loharkartik1432
      @loharkartik1432 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi Okk thanks bro

  • @xrgpets
    @xrgpets 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir meri 4volt LED bahut jaldi heat ho jati hai, kya karna chahiye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai kam amper ke charger se battery ko charge karo

    • @xrgpets
      @xrgpets 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi mobile ki battery se chalata hu

    • @xrgpets
      @xrgpets 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi 0.5 amp ka charger hai

    • @xrgpets
      @xrgpets 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi garam hone ke baad battery discharge bhi jaldi ho jati hai

  • @mdamir-ig8ep
    @mdamir-ig8ep 3 ปีที่แล้ว +1

    Strip led nhi milta hamare yahan kahase kharide

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Yaha se kharide bhai
      Remote strip light
      amzn.to/3wFX8fV 👈

  • @satishkr1998
    @satishkr1998 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir mere pas v same Ye wali light h isme maine mobile ka battery fit kr diya h , Pr switch off hone ke baad bhi thodi-thodi light jalti rahti h, Kya karun....??

  • @vaibhavffgaming6703
    @vaibhavffgaming6703 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai aap joo battery use karta ho boo pls vana kar dakidoo pls🙏🙏🙏🙏🙏😭😭😭

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Sorry bhai mai samjha nahi vana ke dikhao ka kya matlab hai

  • @vipingangwar7707
    @vipingangwar7707 3 ปีที่แล้ว +1

    आप जो लाइट दिखा रहे हैं इस लाइट में बैटरी फुल होने पर लाइट जले कैसे जले एक तो चार्जिंग वाली जलती है जो चार्जिंग पर लगाओ तो बाहर वाली बल पर चलती है एक बल पिया ऐसी बताओ जो बैटरी फुल होने पर जले इस लाइट में बताने की कृपा करें जरूर से जरूर

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aisi Chinese emergency mein wo feature Nahin Hota

  • @bikashparida1369
    @bikashparida1369 3 ปีที่แล้ว +2

    kis bhai ko ye patahe to jarur batana ki ye battery kitne capacity ka he or kitna time charge karna chahiye...?

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai ye 1 ampere ki battery hai is battery ko aap mobile charger se 2 ghante charge karna padta hai

  • @SatishKumar-fl8fq
    @SatishKumar-fl8fq 3 ปีที่แล้ว +1

    Sar aap kaha se hia

  • @amitsaxena3211
    @amitsaxena3211 2 ปีที่แล้ว +1

    Ye hi wali betari chaarge nhi ho rahi hai lekin charjar nokiya wala lagta hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai battery badal kar try karo nahi is battery kaise repair Kiya jata hai maine uski bhi video full detail se bana rakhi hai aap mere TH-cam channel par Jake meri us video ko dekh sakte

  • @AbdullHamid-xd5jh
    @AbdullHamid-xd5jh 3 ปีที่แล้ว +1

    Super.👍

  • @rushikeshmandwale1065
    @rushikeshmandwale1065 3 ปีที่แล้ว +5

    Bhai ye safe nahi hai charging module ka use karo or mobile ki battery protection circuit laga hota hai es battery mai tp4056module use karo ager custmer ne jayda der tak charge laga diya to ye safe nahi hoga

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai agar aap aise hi sochho ge to battery to mobile ki bhi fat jati hai jab patni hoti hai to or bhi maine to kewal is emergency me battery ko hi badala hai circuit to wahi hai maine abhi tak jab se dukan kholi hai bhai aise hajaro emergency bechi bhi hai or repair bhi ki hai aj tak mujhe aisi koi problem nahi ai hai aap hisab se time to time ise charge karo koi problem nahi hogi ha ye hai agar aapne is battery ko rat bhar charging par laga diya to iski battery ful saki hai par phatti nahi hai bhai bhai aapko jo thik lage aap wahi kare

  • @abhinavsingh-bv1du
    @abhinavsingh-bv1du ปีที่แล้ว

    Kya mai 1200mah ki jgh pe 2000mah ki battery 🔋 lga sakta hu

  • @omprakashgupta1673
    @omprakashgupta1673 3 ปีที่แล้ว +1

    सर यह लाईट का मिटरैल कहा मिलता हैं

  • @DevendraKumar-vh7tt
    @DevendraKumar-vh7tt 2 ปีที่แล้ว +1

    Bhai is battery ki cost kya aur iska naam kya hai

  • @nadeemchoudhary7960
    @nadeemchoudhary7960 2 ปีที่แล้ว +1

    Nice work bro

  • @experimentwithsamiron
    @experimentwithsamiron 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir apne too lithium ion battery lagaya hain but app ne protection circuit nahi lagaya hai . It is not safe. Agar over charge ho geya to battery kharab hoo sakhte hain or battery fath vi sakhte hain

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai agar aap aise hi sochho ge to battery to mobile ki bhi fat jati hai jab patni hoti hai to or bhi maine to kewal is emergency me battery ko hi badala hai circuit to wahi hai maine abhi tak jab se dukan kholi hai bhai aise hajaro emergency bechi bhi hai or repair bhi ki hai aj tak mujhe aisi koi problem nahi ai hai aap hisab se time to time ise charge karo koi problem nahi hogi ha ye hai agar aapne is battery ko rat bhar charging par laga diya to iski battery ful saki hai par phatti nahi hai bhai bhai aapko jo thik lage aap wahi kare

    • @experimentwithsamiron
      @experimentwithsamiron 3 ปีที่แล้ว +2

      @@TechnicalJugaadHindi mobile ki jo battery hai ushme protection circuit in-built rahite hai to wo over charge hona par circuit breaker ho jate hai magar fatta nahi hai.

    • @experimentwithsamiron
      @experimentwithsamiron 3 ปีที่แล้ว +1

      @@TechnicalJugaadHindi overall the video is very nice

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Thank you bhai ❤️❤️💖💖😊👍

    • @rushikeshmandwale1065
      @rushikeshmandwale1065 3 ปีที่แล้ว

      @@experimentwithsamiron inko ye manie bhi bataya ye samjhate hi nahi hai

  • @mr.ahbaraiya4184
    @mr.ahbaraiya4184 3 ปีที่แล้ว +3

    👍👍👍👍👌👌👌👌

  • @ravendradubey1963
    @ravendradubey1963 2 ปีที่แล้ว +1

    भाई इस टॉर्च का इसका पूरा कनेक्शन समझा दो बार मुझे कनेक्शन समझ में नहीं आ रहा हमारे टॉर्च का कनेक्शन बिगड़ गया है कनेक्शन करके दिखा दो

  • @bharatjirage6428
    @bharatjirage6428 ปีที่แล้ว +1

    SMD Resistance ke upar ( ERE )
    Lika hai. Or ( R ). . उलटा लिखा Ulta likha hai

  • @satyanarayansahu7581
    @satyanarayansahu7581 ปีที่แล้ว +1

    Sir ak sirket repair karna hai

  • @TheManish051
    @TheManish051 3 ปีที่แล้ว +1

    Battery price b btaa do Bhai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Abhi abhi ka price 60 chal raha hai bhai iska price kam jada hota rahta hai

  • @Abhimandal302
    @Abhimandal302 3 ปีที่แล้ว +3

    Nice

  • @happytoview
    @happytoview 3 ปีที่แล้ว +1

    Jo regulator hai usko English mein kiya kehte hai...?

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai bhai yaha to 6 step light controller

    • @happytoview
      @happytoview 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi Wo likhne par internet, TH-cam mein ye regulator nehi mil raha hai..mm

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aap thik bol rahe ho par yaha ke local market me to yahi bolte hai bhai

    • @happytoview
      @happytoview 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi Search karne ke baad mila "Resistor Switch"👍👍

  • @pramodup26vlogs9
    @pramodup26vlogs9 3 ปีที่แล้ว +1

    Betri ka price kya hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      60 rupaye bhai is battery ka price kam jada hota rahta hai bhai

  • @abhijitpatil9098
    @abhijitpatil9098 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai is cell ko to protection ki jarurat hoti he aur aap ne direct laga diya

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai maine abhi tak aise cell 500 se jada emergency me lagai hai kisi ko koi problem nahi hu balki customer ne ye aagar bola bhai ye battery bohot achha backup deti hai achhe charge bhi dete hai or maine kounsa is emergency light me charging system banaya hai maine to kewal battery badali hai pahle bhi to ye emergency light thik se kam kar hi rahi thi na bhai aj kal market me jitni bhi emergency light aa rahi hai lagbhag sabhi me aisa ki changing system laga hota hai aap hisab se battery to charge karo kai problem nahi ayegi

  • @Anup_Patel831
    @Anup_Patel831 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai aapka shop dikhao

  • @konjetisrinivasulu9978
    @konjetisrinivasulu9978 3 ปีที่แล้ว +1

    Thankyou bhai,🙏

  • @muhammedaflah7920
    @muhammedaflah7920 3 ปีที่แล้ว +2

    I have this same type emergency.What is the charging voltage for 4v 1ah battery.i am giving input of 5v 200mA and iam connecting a 1N4007 diode then the output voltage is 4.3v.the 0.7V is dropped across the diode.4.3 is ok or not for charging the 4v battery

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aap battery badal kar try karo

    • @muhammedaflah7920
      @muhammedaflah7920 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi please give reply in english.i didn't know hindi

  • @shivendra.0_0
    @shivendra.0_0 3 ปีที่แล้ว +1

    Maine bhi apni torch ki battery change ki thi but new battery 3 din me kharab ho gayi

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Abhi aap cell wali original battery use kare or hisab se charge karo

    • @shivendra.0_0
      @shivendra.0_0 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi mene jab dekha to uska charging pin kharab tha uski wajah se lithium ion battery dead hogayi meri

  • @SantoshKumar-np1wr
    @SantoshKumar-np1wr 2 ปีที่แล้ว +1

    Plz circuit daigram

  • @omprakashgupta1673
    @omprakashgupta1673 3 ปีที่แล้ว +1

    सर यह बैटरी कहा मिलता है

  • @experimentdnyaneshwar3062
    @experimentdnyaneshwar3062 3 ปีที่แล้ว +1

    Aapka setap dikhaiye please Bhai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai mai aapko pahle bhi bata chuka hu bhai jis din mujhe youtube ki taraf se silver play button mil jayega usi din mai aapko aapna youtube setap dikhauga bhai

    • @experimentdnyaneshwar3062
      @experimentdnyaneshwar3062 3 ปีที่แล้ว +2

      Thanks Bhai

    • @experimentdnyaneshwar3062
      @experimentdnyaneshwar3062 3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aap kha rehte ho

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      My Address. Praiya Namaksar Gandhinagar Rod. Kutiya Sandaha ,Raebareli ( Uttar Pradesh )

  • @skariful6259
    @skariful6259 3 ปีที่แล้ว

    Vijan Amer valo acho Tumi 6voltkitreperdikhana

  • @pranavk6052
    @pranavk6052 3 ปีที่แล้ว +1

    Same problem sir

  • @mrinaltech1294
    @mrinaltech1294 3 ปีที่แล้ว +1

    Betary prices

  • @nandlalpandit8728
    @nandlalpandit8728 3 ปีที่แล้ว +2

    Battery change

  • @muhammedaflah7920
    @muhammedaflah7920 3 ปีที่แล้ว +1

    New battery voltage

  • @chandujadhav9254
    @chandujadhav9254 3 ปีที่แล้ว +1

    👌

  • @jec_ecart
    @jec_ecart 2 ปีที่แล้ว +1

    Very unsafe repair. No bms.

  • @RamKumar-mi3my
    @RamKumar-mi3my 3 ปีที่แล้ว

    Super hit

  • @dharmayadav5412
    @dharmayadav5412 ปีที่แล้ว +1

    Bhai meri charging Tut gyi hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  ปีที่แล้ว +1

      Bhai is problem par maine full detail se video bana rakhi hai

  • @ankitsahanisumankumari4092
    @ankitsahanisumankumari4092 3 ปีที่แล้ว +1

    Hi

  • @baspankapyar6705
    @baspankapyar6705 3 ปีที่แล้ว +1

    Bms nahi lagaya

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai market me aisi hi bani banai emergency light milti hai maine hajaro emergency light bechi hai or repair ki hai aap is battery ko kewal 1 ghante charge karo bas koi problem nahi hogi

  • @RamKumar-yy8yw
    @RamKumar-yy8yw 2 ปีที่แล้ว

    Battery se nahin hai

  • @sourabhgangwar8125
    @sourabhgangwar8125 3 ปีที่แล้ว +1

    Aaj hi

  • @adilelectrician3799
    @adilelectrician3799 3 ปีที่แล้ว

    Cell price

  • @learnonline2024
    @learnonline2024 หลายเดือนก่อน

    Very nice video sir ji