Sir agar kilowat badhate hain to unit rate bhi badhega?? man lijiye maine 2KW ka connection liya huwa h tab 1 unit ka kitna rupeya bnega or manlo 4KW ka connection h to per unit rate kya hoga
Sir. Mere ghar ka load bata dije please. Humare ghar mei 2kw ka meeter laga hua hai jiska meetar charge. 220 rup alag se lag ke aata hai. Humare ghar mei in dino fan to kisi bhi tarah ka nahi chal raha. Sirf pani ka normal moter jo ke har din ek bar 20 min chalta hai. Aur ek tv hai normal 60 watt. Ek iron h jo 750 watt ki hai jo kabhi kabaar ki jati hai. Aur iske alava 2 l.e.d bulb 10watt.
Sir hamne connection le rakha hai 2kw ka Aur load hai 1kw ka tu kiya bill iyada dena padega sir bill to hame lag raha ki jitna ham unit kharcha karega utna hi dena padega
Sir maine pura ghar bandha nahi he .magar maine lod 3 KW liya he mitar 8 Din me aa jayega.1 KW lod ka par Unit dar aur 3 KW lod ka par Unit dar sem rahata he ya jada aata he. please batayiye. Ya lod kam karu.badame kohe problem nahi na hoga.
In Assam the maximum limit for Single Phase connection is 4.99kW. Is there any problem if I opt for 4.99kW or 4.95kw? I am ready to bear the fixed charges i.e ₹50 (50×5=₹250), thats not a problem. Any other problems?
Please sir Mere ek room h Usame ek LED balv h, ek Fan h, 5 - 10 minit motar Pani ki 2 mobail din m ek baar charg karta hoo Uska bhi 1 month ka bill 40 unit se upar aata h
Namaste sir,mai Karnataka se likh rahi hu,mai half vat use kar rahi hu,ghar me yek fan,top load washing machine, TV ,purana fridge hai,to mai ,1 kW me change karna chahiye kya sir
Sir mere ghar me 2 se 3 kw watt load hai but ek sath koi chalta nahi hai.. . Example.. . Ac chalte time freez band rahta hai or jab heater chalta to ac or freez v band rahta.. . Or ac jyada garmi pe hi chalta hai.. .. Av meter lagana new kitna lagaye.. . 1kw or 4kw koi v lagaye bill pe koi asar.. . Kyu ki load hai par ham log koi ek hi heavy load chalete ek sath sab load kv v nahi dete
Sir mare pass 2fan 2ld balb ek TV hai pani wale moter 20mnt5_7din mai ek baar washing bhi 15din mai ek baar lode kuch nhi 250kw ka metter akle aadme ho to 500 unit ka bil de dete hai unit 50ek month khrch hote hai to 1,5kw ka metter thik hoga kal ko fridje or tv bhi chla le abhi nhi gai
Bhai mujhe metar ke bare me janna hai jaise ki Hamra canation 10sal purana hai Aaj Tak koi metear lagane hamare gar par nahi Aaya hai kaya kare our metar shwo kar raha hai chack karne par dikha raha hai
Sir mere ghar mein ek single phase mein 2 AC , 4 fan, 2 refrigerator, 10 lights , 2 TV, washing machines chal raha hai... jis waje se voltage bahut kam ho raha hai... Kya mujhe 3 phase connection lena chahiye...???
Sir ji mujhe apne ghar me bijli meter naya connection krwana hai, ek hi ghar me 2 meter lgana hai, to m kitne kilowatt ka lu meter, jo apne list bnaya tha bas usme 2 ac, Or 2 fan or include kr dijiye, fir kon sa lena chahiye mujhe
Bhai hamare gav me dekha hu ki sabke ghar me 1kw ka hi mitar laga hai aur unka bil 3 se 400 hi Aata hai Aur mai 2 kw ka liya hu to mera 600 se 800 tak aata hai Abhi mai bhi soch raha tha ki mai bhi 1kw ka hi lelu Mere ghar me lod 3kw ka hai Magar light hamesa nhi rahta hai
Our Aaj hamare gar par metar lagane Bala Aaya to1500 rupaye mang raha tha bol raha tha ki xchange karne par metar 1500rupaye lagte hai tab mitar lagata hai
Bht achhi jankari di h apne
Ajkal surcharge add karte hai bill mein. Kya wo bhi ek tarah ki penalty hai?
Very good
Theek baat hai
Sir
agar kilowat badhate hain to unit rate bhi badhega??
man lijiye maine 2KW ka connection liya huwa h tab 1 unit ka kitna rupeya bnega or manlo 4KW ka connection h to per unit rate kya hoga
Bhae isse meter reading me koi fark parta hai ya same 3and1kw kaam krta hai?
Sir
load 3.5 kw hai lekin wo 1 sath thodi chalega ..matlb hum sari cheeze sath thodi chalayengai..is mai to 2 kw ka meter he sahi hai..
Neeraj je ap ghar ka load check kerke he connection la
Sahi bhi.. 2 kw thk hy n?
Sara load ek saath thode n dena hy
3 phase me minimum kitna kva ka meter lana padega
Sir kw badhanese uit kya rahega manlo jiska gharme 1.5kw he uska riding 5kw riding same rahega na untar hoga
Uses par dipend kerta hai aur kw par ke fix change hota hai wo bhe bill mai add hota hai
Bhai mp me meter connection lagwana hai 3kw meter connection fee kitna hai ? Or 4kw ka kitna hai ?
Hello bhai namaste aap kaise ho??? main aapka video dekha , video Dekhe ke mujhe bahut Kuchh Jankari Mila aapka bahut bahut dhanyvad. !
Thanks anil je thanks your support
Sir. Mere ghar ka load bata dije please. Humare ghar mei 2kw ka meeter laga hua hai jiska meetar charge. 220 rup alag se lag ke aata hai. Humare ghar mei in dino fan to kisi bhi tarah ka nahi chal raha. Sirf pani ka normal moter jo ke har din ek bar 20 min chalta hai. Aur ek tv hai normal 60 watt. Ek iron h jo 750 watt ki hai jo kabhi kabaar ki jati hai. Aur iske alava 2 l.e.d bulb 10watt.
Sir mere ghar me ek single phase main ek freeze chalta hai to kiya mujhe 3 phase lena padega
Koi jarurat nahi hai ap ko 3phase ka
Sir hamne connection le rakha hai 2kw ka
Aur load hai 1kw ka tu kiya bill iyada dena padega sir bill to hame lag raha ki jitna ham unit kharcha karega utna hi dena padega
2 kilo watt mai kiya kiya chla sakte hai. New condition lena hai mere ko aurjent chaiye
3hp ki motor chalane k liye kitne killowatt meter lagega
Bhai agr upkaran jada ho Lekin use nhi ho rhe ho or chhapa pad jaye to kya sabhi upkaran ko Napa jayega
Sir maine pura ghar bandha nahi he .magar maine lod 3 KW liya he mitar 8 Din me aa jayega.1 KW lod ka par Unit dar aur 3 KW lod ka par Unit dar sem rahata he ya jada aata he. please batayiye. Ya lod kam karu.badame kohe problem nahi na hoga.
Ap apne ghar ka load calculat ker lo phir use hisab se connection lo
@@Targettechnician Abhi nahi magar badame 3 kw takh lod laganevala he.2 ,3sal bad
Ghar me bijli ka mitar lagane ke bad bijli bibhag se kon kon jaruri document lena jaruri hai
Consumer copy
In Assam the maximum limit for Single Phase connection is 4.99kW. Is there any problem if I opt for 4.99kW or 4.95kw? I am ready to bear the fixed charges i.e ₹50 (50×5=₹250), thats not a problem. Any other problems?
3200 imp/Kwh and 1600 IMp/KWh
Dono meter me kya difference hai, Bill same ayega equal usage pe ya kam jyda hoga ?
not sure ....but meter walli light 3200 or 1600 bar blink kargi 1 kwh consumption pr
कनेक्शन 2000w हो या 1000w, बिजली बिल पर कोई अंतर पड़ेगा क्या?
according to watts of connection ?
Kya adha kilo watt ka bhi meter hota h
घरेलू बिजली कनैक्शन 3 फेस या 1 फेस मेसे कौनसा ले किसमें फायदा है
According to load
Please sir
Mere ek room h
Usame ek LED balv h, ek Fan h,
5 - 10 minit motar Pani ki
2 mobail din m ek baar charg karta hoo
Uska bhi 1 month ka bill 40 unit se upar aata h
Yah Sare upkaran alag alag time per chalte hain to load mein kya Fark Padega
Yes
Suppose हर महीने बिजली बिल जमा हो रहा है फिर भी किसी महीने में max demand exceed करने पर fine थोड़ा ही लगता है but bill ज्यादा आता है
Why ?????
4 sal pahle bijali ka connection Diya hua hai aur m lagana hai aur Bijli bill jama nahin kiye hue hain metre lagane ke bad bill jyada to nahin aaega
Shop ke liye kitna kilo ka connection le reply jrur de
Reply pls
4.5 kilu wat may kitna bill ayga sir..
क्या पुरे घर में हो रहे बिजली खपत का ब्यौराKWदेखने से जो पठन आयेगा तो क्याKWHदेखने से उसी खपत उर्जा का पठनMDIसे भिन्न होगा ।
Sir ik kilo yount ka kitne rupree bill aata hey?
Bill unit par ata hai
Itne sare load ek sath thoda hi chalega
1meter pe Maximum 1 motor kitni h. P ki chala sakte hai
Jitne kilo watt ka connection hoga
3 phase meter ki load capacity bataiye.
Sar 10 HP ka motor Hai Kitne kilo wat ka meter lagaen
Sir sub meter se motor summer devil ka connection le sakte hai..kya plz reply 🙏🙏
2Kw load badha ke 4kw Kara liye Hain daily kitna unit khapat hona chahiye please batyen
Wo to ap ke conjunction ke hisab se hoga
Nice video
Sir 2 kw ke mitar se ac cooler chla sakte hain kya
Ac ka size kya hai
1.5 ton please reply
तीन फैंस किलवाट के बारे में जानकारी
MCB kaise pata kare ki kitna ki dalna hai key 32A 16A
Sir mere ghar pr 20 LED bulb,12fan,1motor,1freeze h kitna kv ka meter lagaye please reply
Namaste sir,mai Karnataka se likh rahi hu,mai half vat use kar rahi hu,ghar me yek fan,top load washing machine, TV ,purana fridge hai,to mai ,1 kW me change karna chahiye kya sir
Ap phela ghar ka Total load jod lo phir btao
@@Targettechnician 2037 total load pr kitne ton ka miter lgega?
@@deepkaur2527 single phase, 2kw metre is sufficient
No change required
700 units aate hai kitne ka kw ka mitter lgana chahiye ??
Sir ghar to tayar nahi he.aur vayarmen ne mujase 5000 rupaye liye he.unit ka jo dar rahega o sem hoga kya.
WO new connection k liye liya hoga
Sir mobile charger ko count me nehni liya ho bito conjuyum kartihe😮
मेरा confusion और बढ़ गया.. मेरा fan 28w leta, grinder - 750w, motor - 1000w, fridge - 150/200w, led tv - 100w, cooler - 95w, bulb - 9w
Mere pass firdge nhi hai
60 amp meetar h to kw kitna hoga
Sir, 9.924hai kitne mitar lagega
Rate sabka same hai kya?
Sir mere ghar me 2 se 3 kw watt load hai but ek sath koi chalta nahi hai.. . Example.. . Ac chalte time freez band rahta hai or jab heater chalta to ac or freez v band rahta.. . Or ac jyada garmi pe hi chalta hai.. .. Av meter lagana new kitna lagaye.. . 1kw or 4kw koi v lagaye bill pe koi asar.. . Kyu ki load hai par ham log koi ek hi heavy load chalete ek sath sab load kv v nahi dete
Sir mare pass 2fan 2ld balb ek TV hai pani wale moter 20mnt5_7din mai ek baar washing bhi 15din mai ek baar lode kuch nhi 250kw ka metter akle aadme ho to 500 unit ka bil de dete hai unit 50ek month khrch hote hai to 1,5kw ka metter thik hoga kal ko fridje or tv bhi chla le abhi nhi gai
Ha tara je
@@Targettechnician aap ne btayea nhi 1ya1,5kw ka samej nhi aayea dono mai kon sa 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ap phela ak bar ghar ka load nekal la wo watt ma aya ga phir watt se kilowatts ma change kigeya phir actual load nekla jaya ga
Bhai mujhe metar ke bare me janna hai jaise ki Hamra canation 10sal purana hai Aaj Tak koi metear lagane hamare gar par nahi Aaya hai kaya kare our metar shwo kar raha hai chack karne par dikha raha hai
Sir mere ghar mein ek single phase mein 2 AC , 4 fan, 2 refrigerator, 10 lights , 2 TV, washing machines chal raha hai... jis waje se voltage bahut kam ho raha hai... Kya mujhe 3 phase connection lena chahiye...???
nahi ....line voltage stablizer 90 to 300 main line wala
2kw metre connection ke liye kitne MM ka cable Khambe se metre tk k liye use krni h
Ap ke ghar ka load kitna hai
@@Targettechnician 1000-1500w tk ka
10 sqmm aluminium
@@Targettechnician but normally maximum 600-700 walt hi use krte h, isse jyda load to kabi kabi use hota h sir
Future mai agr load jada hua to phir ap ko cable change kerni pad skti hai
Up se shree horeelal nisad
Mere ghr mai 3 phasemeter hai non energy charge bhut aata hai solution btao
Thanks sir
Welcome hema je
Plz 3 face ka bhi bataiyega.
0.500 kw me kitni iteam chala sakte h
4 room
2 washroom
1rasoye
1 Hol
Sir kam se kam kitne Walt ka meter lagege plz reply me
Ghar mai jitne bhe equipment hai unka watt nekal lo phir apko pta chl jaya ga
@@Targettechnician ok sir thanku
Sir ji mujhe apne ghar me bijli meter naya connection krwana hai, ek hi ghar me 2 meter lgana hai, to m kitne kilowatt ka lu meter, jo apne list bnaya tha bas usme 2 ac, Or 2 fan or include kr dijiye, fir kon sa lena chahiye mujhe
Shubhaang je usi hisab se ker legaya
@@Targettechnician mai kuch samjh ni paya sir
Sir ap pura ghar ka watt nekalo phir kilowatt mai convert ker lo
@@Targettechnician sir ji mera 6.4 kw hogya
Thik use hisab se ker lo
Ghar Da lord kase nikale /chack kare ji pl reply thanks
Ghar ke sare equipment ka watt pta kero phir watt se kilowatt mai convert ker lo
1000 kisliye dala hai sir
Ghr mai max kitne point hone chaia 4 BHK k lie.or kitne watt ka meter lagana padega
yada kW lenese rupeya Jada padaga kya .
Jo kw hai o total one day me use Karna hai na sir
Mdi ke bare mein janakari
Kwatt badhane se unit charge badhata hai?
Nhi same raheta he
Sir kise malum ho ga kitna kilo ka meter hai plz reply
Bhai hamare gav me dekha hu ki sabke ghar me 1kw ka hi mitar laga hai aur unka bil 3 se 400 hi Aata hai
Aur mai 2 kw ka liya hu to mera 600 se 800 tak aata hai
Abhi mai bhi soch raha tha ki mai bhi 1kw ka hi lelu
Mere ghar me lod 3kw ka hai
Magar light hamesa nhi rahta hai
Gav mai fix load hota hai agar 1 kw ka load liya hai to ap bijli use keri ya na kero 1 kw ka Bill dena he padega
three phese indaction 10 hp motar chalane kitane kw athwa kvar ka kanection lena chahiye
मेरे घर एक प्रेस तीन एईडी बल्ब एक मिक्सर सिलाई मशीन की मोटर एक टीवी
Sir mdi pe video banaye plz👍✌️
Mdi ka matalab
@@Targettechnician maximum demand calcution pe video
Ok sir
@@Targettechnician thank you brother 👍✌️
fine kyu krega...per unit rate se to bill de hi rha consumer
Mere ghar mai power ke 9 switch hai
Lekin ac nahi hai fridge nahi hai press nahi hai tv nahi hai but chmmney hai
Uppcl hai kya
Utter Pradesh power corporation Ltd
मेरा दिल सवाल है मिटर की कैपिसटी के वारे मै यह अगर मीटर की कैपेसिटी के 5 ऐमपेयर है कि तो कितना अन्धकार किलो वाट लौड लेगा
Sir mai ap ke bat samjha nahi
Led tv bhi add kar lo
सर एक किलोवाट का कनेक्शन मिल जायेगा मेरे घर में दो LED बल्ब और एक पंखा है please batao sir
Ap ke ghar ka jitna load ho utne he kw ka load la skte
बैटरा कितने वाट का होगा
MD aur MDI mein kya anter hai?
Es topic par video abhi uploaded kiya hai do watch this video
Sir aap reply bhe kartey ho kya
3531 watt to hai par sab ek sath on to nii hoga....sab alag alag time me on hoga
Sir me dukan ka mitar laga na chata hu kitna kharcha aayega reply 🙏🙏
Kis State se ho ap
To mujhe kitane kw ka meter lagwana chaheye
Ghar se bijli ka pol kitne duri par hona chahiye
1 k watt ka kitna bill aayega
Jitna ap use keroge
Gar me kitne voltage hone chiyee single fase
230 voltage
Sir temporary connection ka kitna charge padta hai for 675 square feet house construction
Ac point heytho bhai,,and single phase meter maximum kithe ney kw rehatha
Sir detail of mdi. Video on mdi
Ok sir es par apko details video mil jaya ga
Per kw meter charge kitna hota hai
Jitna unit conjunction hoga utna he bill aya ga
@@Targettechnician fixed charge kitna hota hai
Our Aaj hamare gar par metar lagane Bala Aaya to1500 rupaye mang raha tha bol raha tha ki xchange karne par metar 1500rupaye lagte hai tab mitar lagata hai
3 pech garguti meter kitni kw lena chiye
Sir. Ji.kwh. electric . Bil mein kya matlab hai
Unit hota hai
3 phase line ke bare me bataye sir mere yaha 3 phase line hai aur mitre load 3 kilowatt hai bil se bahut pareshan Hun me kya karna chahie
Ap ka ghar chota ha ya bda
10 bulbs 1 AC 2 cooler 4 Fan 1 motor 1freez 1 led One computer
Pl suggest for three phase Sir ji