Jab aap 3 mahine tak load sec.load se jyada use karte hai. To aap ka load vibhg dwaraa badha diya jata hai...... Wo bhi continue...agar aap continue nahi chalate hai to apka load nahi badgaya jayega ...
Sar bil banate samay demand reading mein MD Dali ya KW MD dalen yah bataiye Sar kaise demand reading mein kya Dala jata hai is per specific video banaa dijiye Sar please kya dalen kaise dalen maximum demand dalen ya FIR kw md likh ke aata hai wo dale
Sar MD Dale ya kilo MD wala dalen Sar MD wale mein 0.30 dikha raha hai but sir kilo MD mein 0.18 dikha raha hai To shar Dale kya confirm bataiye please Sar turant bataiye🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai mera metre kharab ho gaya tha maine change karwaya abhi 8 din hua change karaye lekin us per md load zero dikh raha hai lekin unit badh rahi hai . MD zero kyo dikha raha hai
Sir mera lod 2kw hai but meri md प्रत्येक महीने 0.4 kw के नीचे ही रहती है तो मैं md me kya dala karu ????? yadi md 1 kw ke niche dal dunga to koi problem to nahi hogi plz reply sir ji🙏🙏
Mera har month ka md adha kilo watt se kam hai jitne bhi maheene hai sabme 0.46 se jyada nhi rahta hai lekin meater reader ne 3kw kar diya hai jabki load adha kilo watt se kam hai bijali vibhag me application diya dekh kar gye likh kar bhi le gye lekin koe sudhar nhi hua es month ke bill me ???
Sir mera meter load 2kw ka hai but abhi kuch din pehle ac lagaya hai but ac raat me hi chalte hai or cooler chalta hai to mene meter me dekha to md 0.2.20 dekha raha hai ab kya meter ka load badana padega mujhe kya sir yani 2kw hai to 3 kw karna padega kya mujhe meter load ko
Ha bhai krwana padega .. kyoki maine bhi krwaya hai tab jake axe se work kr rha hai uske pahle kabhi dheere to kabhi tez hua krta tha current ka prabhav
Bhai 3 kw ka fixed charge kitna hota Mera connection 3 kw ka kr diya hai Agar mai 1 kw se km load rakta hu to kya har mahina mujhe 3 kw load k hisab se fixed charge dena hoga ya 1 kw load k hisa b se
Mera domeatic connection 1 kw ka h,last 6 months me MD kb 0.66 se jyada nahi gaya. But july month me bill me sanc. Load 3 kw show kar rha h,md 0.55 show kar rha h .solution kya h??
Meter reader ne mera load 2 kw se 4 kw bdha diya hai ....ab pdf downlod kar rha hu to security 1600 dikha rha hai to kya next bill me ye security amount jud kar ayega
सर लोड़ जब ज्यादा है तो ऑटोमेटिक लोड बढ़ा देते हैंऔर लोड कम आ रहा है 6 महीने से तो लोड कम क्यों नहीं कर देते एसडीओ लोड बढ़ाना ही जानते हैं कम करना नहीं जानते यह तो बिजली विभाग की मनमानी है load कम करने के लिए प्रार्थना पत्र दो
Sir mera connection 1kw ka hai lekin har mahine me 34 se 70 unit tak hi chalta hai metre reader aata hai to 1.80 ya kabhi 1.50 karke bill nikalta hai ek baar eska matlab kya hai please batayiye
Sir mera 1kg watt ka connection tha or 2 ka kar gye. But meri na hi to load jayda tha or na hi unit ,,,DMD 0.16, hai or unit hamesa 100 se niche hi Rehti hai 45 unit thi to 2kg watt ka kase ho Jayega
Bhai mujhy ye janna hai jisnt solar lagva rkaha hai agar uska import md section load sy kam or export md section load sy jyda hai to bhi kya Connection senction load badha diya jyga
मीटर me load nhi h fir bhi kutton ne 3kw kr diya hai jabki m self bill generate krta hu sahi reading dala tha md 0.5 Dala fir bhi bhibhag ne upar se 2.96 md dala tha , server issues ki vajah se self bill wrong ho jata hai kya
Sir ji Pahle mera reading 1 maah me 50/60 unit aati thi Lekin ab 1 mahine me 100/110 aane laga hai Kya mere meter ko Bijli karmchari ne kuch galat harkat to nahin kar di jisse hamara unit jyada aane laga ho Kya meter se Bijli karmchari gadbadi kar sakte hai Bataiye sir Please help me
bijali meter mein koi karmchari chhedchhad nahi kar sakta aur na hi vah Kam jyada kar sakta hai yah aapka vaham Hai sir garmiyon ka Mausam hai isliye unit jyada aata hoga ✅
सर में सेल्फ बिल जेनरेशन कर्ता हूं एकदम सही लेकिन मेरा बिल गलत बन कर आया है और 1kw से 3kw कर दिया है ये कैसे हुआ में माह की एक तारीक को बिल जेनरेट कर्ता हूं आपके ही वीडियो देख कर बिलकुल सही बिल जेनरेट किया है 4 माह से बिल जेनरेट कर रहा हु MD 0.5 kw or 4409 unit डाले थे लेकिन जो बिल बनकर आया है उसमे MD zero और 4261 unit(जोकि पुराने माह के बिल मे थे)। तथा कनेक्शन 3kw ka show कर रहा है ये कैसे ठीक होगा ???👈👈👈👈👈👈🙏🙏🙏
Very good information for a bijli consumer 😊❤😊
Bahut badhiya video👍🏻
बहुत बढ़िया, ऐसे ही शानदार वीडियो बनाते रहो भाई
Very good information guru ji
Sir ek video me Full Electricity Bill ke bare me pura information de dijiye Jo Pdf download hota hai Online uppcl ke site se🙏🙏
Sir load badhane par unit ka charge kis rate par hoga
Jaise Mera 2kw ka 3kw ho gaya hai
Charge per unit wahi rahega
Jab aap 3 mahine tak load sec.load se jyada use karte hai. To aap ka load vibhg dwaraa badha diya jata hai......
Wo bhi continue...agar aap continue nahi chalate hai to apka load nahi badgaya jayega ...
sir load badh jata hai to load kam chalane ke bad kitne mahine mein load kam show karta hai plese replay sir
बहुत अच्छा thank you sir
Sar bil banate samay demand reading mein MD Dali ya KW MD dalen yah bataiye Sar kaise demand reading mein kya Dala jata hai is per specific video banaa dijiye Sar please kya dalen kaise dalen maximum demand dalen ya FIR kw md likh ke aata hai wo dale
okkk
Sar MD Dale ya kilo MD wala dalen Sar MD wale mein 0.30 dikha raha hai but sir kilo MD mein 0.18 dikha raha hai To shar Dale kya confirm bataiye please Sar turant bataiye🙏🙏🙏🙏🙏🙏
0.30
md dalo
@@MKUPPCL Sar aapane To Apne video mein kilo MD wala dikhaya tha vah dal Diya to koi dikkat hai sir
Me ek baat janna chahta hu jaise hamne july month ka bill 13 july ko nikalwa liya to kya meter reader 15. Ya 20 july ko fir se bill nikaal sakta h
No only one time in current month
Bhai mera metre kharab ho gaya tha maine change karwaya abhi 8 din hua change karaye lekin us per md load zero dikh raha hai lekin unit badh rahi hai . MD zero kyo dikha raha hai
Sir mera lod 2kw hai but meri md प्रत्येक महीने 0.4 kw के नीचे ही रहती है तो मैं md me kya dala karu ?????
yadi md 1 kw ke niche dal dunga to koi problem to nahi hogi plz reply sir ji🙏🙏
Bhai 2 se 3kw karane ka procedure kya h?? Online hota hai kya??ab naya AC liya h isliye bhadhana h
Mera har month ka md adha kilo watt se kam hai jitne bhi maheene hai sabme 0.46 se jyada nhi rahta hai lekin meater reader ne 3kw kar diya hai jabki load adha kilo watt se kam hai bijali vibhag me application diya dekh kar gye likh kar bhi le gye lekin koe sudhar nhi hua es month ke bill me ???
Good 👍
Sir mera meter load 2kw ka hai but abhi kuch din pehle ac lagaya hai but ac raat me hi chalte hai or cooler chalta hai to mene meter me dekha to md 0.2.20 dekha raha hai ab kya meter ka load badana padega mujhe kya sir yani 2kw hai to 3 kw karna padega kya mujhe meter load ko
Ha bhai krwana padega .. kyoki maine bhi krwaya hai tab jake axe se work kr rha hai uske pahle kabhi dheere to kabhi tez hua krta tha current ka prabhav
@@zetxss652Load badwane se bill bhi jyada ata hai kya
Mere ghar me reading 962 kwh. Aaya h to kya 1kw ka connection ho jayega please bataiye
Bhai 3 kw ka fixed charge kitna hota
Mera connection 3 kw ka kr diya hai
Agar mai 1 kw se km load rakta hu to kya har mahina mujhe 3 kw load k hisab se fixed charge dena hoga ya 1 kw load k hisa b se
140 se 150 ke aaspaas
thoda bahut aapki feeder ke line ke upar depend karta hai
@@MKUPPCL1kw ka 178 h fix charge
Mera domeatic connection 1 kw ka h,last 6 months me MD kb 0.66 se jyada nahi gaya. But july month me bill me sanc. Load 3 kw show kar rha h,md 0.55 show kar rha h .solution kya h??
kya chala दिया था
सर meter में पिछले 6 महीने का लोड कैसे चेक करते हैं
Bhai toh yeh bill nikalne bala karta hai kya
sir hamare meter me har mahine 0.140 se 0.150 tak hi md hota hai fir bhi bill me 1.5 ya 2 kw ka md ata hai esa kiyu or ye thik kese hoga sir ??
Hello bhaiya 6 month ka load meter pe kaise dekhe please btaye
Boliy
Ye 6 month ki load history kase dekhte ha meter me
Online 2 kw se 3kw maine kar diya h.fees bhi kat gayi h.lekin mai kaha se pta kru ki meri request process me hai
48 ghante bad PDF download karna ho jaega
Bhai joh 1 kw ka connection tha 2 kw me kardiya hai bill nikalne wale ne toh usko kam kese kare batlai
3kw say 5kw kaar na ho to kya karey??
please answer bhai
Meter reader ne mera load 2 kw se 4 kw bdha diya hai ....ab pdf downlod kar rha hu to security 1600 dikha rha hai to kya next bill me ye security amount jud kar ayega
agar ek baar bill self generate kerke uske bad automatic generate hone de to koi dekkat to nai??
automatic generate nahi hoga
1kv se 2kv hone se kya per unit rate bhi change ho jata hai
nahi
@@MKUPPCL Thanks 🙏
@@MKUPPCLfine lg jayega kitna?
Sir mjhe 1st floor Pr meter lg wana h vo kese lgwa skte h
सर लोड़ जब ज्यादा है तो ऑटोमेटिक लोड बढ़ा देते हैंऔर लोड कम आ रहा है 6 महीने से तो लोड कम क्यों नहीं कर देते एसडीओ लोड बढ़ाना ही जानते हैं कम करना नहीं जानते यह तो बिजली विभाग की मनमानी है load कम करने के लिए प्रार्थना पत्र दो
jab supervision villain karte hai to load badha kar dal Diya hoga
Jab load kam ataa hai tab bijli vibhag andhaa ho jataa hai
Apni problem bhi yahi h
😂❤
Apni problem bhi yehi h
Sir mera connection 1kw ka hai lekin har mahine me 34 se 70 unit tak hi chalta hai metre reader aata hai to 1.80 ya kabhi 1.50 karke bill nikalta hai ek baar eska matlab kya hai please batayiye
sir Aisa to nahi Karna chahie
yadi koi Karta Hai to online complaint kar do
Sir mera 1kg watt ka connection tha or 2 ka kar gye. But meri na hi to load jayda tha or na hi unit ,,,DMD 0.16, hai or unit hamesa 100 se niche hi Rehti hai 45 unit thi to 2kg watt ka kase ho Jayega
thoda sa time do sir is topic per video a rahi hai
Hamara 10 ka load 15se 17ka a raha
Bhai mera meter 1kw ka h or usme demand reading 03 dikha rha hai kya kru
भाई, मेरा घरेलु मीटर 2 kw से 4 kw sanctioned load कर दिया है इसी महीने। और MD 30.66 दिखा रहा है। इसका क्या मतलब हैं ? कृपया बताएं।
aap apni date nahi paye 30.66 ye aap ki MD nahi Hai
Mara sath b asa he h one month ka current MD kasa check Kara Bhai or ya previous delete nhi hota kya metre sa
Joy Loaf
Sir Dmd ky hota hai please sir reply
maximum demand load kitna
Mera 2kw se 4kw ho gya h aur bill 23761 aaya h abb iska kya samahadahan ho skta h
AC lagi hai keya
@@MKUPPCL nhi
@@MKUPPCL ghr mein ek dukaan h choti si silai machine ki
Pehle kitna aata tha 2kw par..?? @@vickychickyvtubes786
Loud Kam chalane ke bawajood metre loud jyada kyo dikha raha h 2.61
Kaya Karan h
2month se1.02 ka loud chalaya h
Please is par bhe video banao
okkk
tumne kese calculate kiye ki 2 month se 1.2 hi h
Kam se kya hoga
Bhai mujhy ye janna hai jisnt solar lagva rkaha hai agar uska import md section load sy kam or export md section load sy jyda hai to bhi kya
Connection senction load badha diya jyga
Bill Latitude- 26.04
Bill Longitude- 83.74 ka kya mtlb hai maine Electricity Bill download kiya hai uppcl site se Reply zarur kriega🙏🙏
मीटर me load nhi h fir bhi kutton ne 3kw kr diya hai jabki m self bill generate krta hu sahi reading dala tha md 0.5 Dala fir bhi bhibhag ne upar se 2.96 md dala tha , server issues ki vajah se self bill wrong ho jata hai kya
Sir Mt miter load kese dehke
चैनल पर वीडियो है देख लो
Bhai 1 kw se 2 kw karvane par unit charge bhi badhta hai kya ??????
no
Ha
Matar radar ka Kay kara
Sir ji
Pahle mera reading 1 maah me 50/60 unit aati thi
Lekin ab 1 mahine me 100/110 aane laga hai
Kya mere meter ko Bijli karmchari ne kuch galat harkat to nahin kar di jisse hamara unit jyada aane laga ho
Kya meter se Bijli karmchari gadbadi kar sakte hai
Bataiye sir
Please help me
bijali meter mein koi karmchari chhedchhad nahi kar sakta
aur na hi vah Kam jyada kar sakta hai
yah aapka vaham Hai sir
garmiyon ka Mausam hai isliye unit jyada aata hoga ✅
Galat jaankari de rahe ho Uppcl dwara notice dene ka niyam h
kisko mila
Tum batate Ho Diya jata hai
yahan logon ko bataya bhi nahi jata ki aapka 2 kilo ka Ho jaega
Reply nhi dete ho kaise TH-camr Ho😶😶😶😶😶😶😶😶😶🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔
reply to dete ho yaar sabko
सर में सेल्फ बिल जेनरेशन कर्ता हूं एकदम सही लेकिन मेरा बिल गलत बन कर आया है और 1kw से 3kw कर दिया है ये कैसे हुआ में माह की एक तारीक को बिल जेनरेट कर्ता हूं आपके ही वीडियो देख कर बिलकुल सही बिल जेनरेट किया है 4 माह से बिल जेनरेट कर रहा हु MD 0.5 kw or 4409 unit डाले थे लेकिन जो बिल बनकर आया है उसमे MD zero और 4261 unit(जोकि पुराने माह के बिल मे थे)। तथा कनेक्शन 3kw ka show कर रहा है ये कैसे ठीक होगा ???👈👈👈👈👈👈🙏🙏🙏
District - Firozabad DVVNL
fixed charge 2kw ka kabhi 180 to kabhi 360 ata hai aisa kyu??