*I think* retirement ki age tak continue rahegaa... Agar video me mention nahi Kiya hai toh iska matlab policy sample document me Aisa kuchh likha hua nahi dikhayi diya... To ek baar aap policy certificate apko Mila hoga usme check kar lena
Aaj kal sabhi company ke products ek jese ho gaye hai..... Toh apko bas ye dekhna hai ki apko kis insurance company par trust hai... Aur apko kya chahiye...usi ke according decision le aap.
Sir mere father canara bank mai armed guard the bank unki road accident mai deatg hogyi hai muje kisi n btaya hai 10 lakh k approx claim milega lekin bank vale bol rhe h 3 lakh milega plz aap help kr skte ho kitna amount milta hai bank ki traf se hi koi policy thi bajaj allianz k sath
Insurance company ki website par visit kare aur for insurance policy number ke sath profile create kare fir apko waha show jo Jayega ki cover kitne laakh tha... Aur agar policy document/bond hai toh us par bhi likha hoga..... Ya Policy number agar apke paas hai toh Bajaj allianz ke customer care number par bhi call kar ke puchh sakte hai... Direct insurance provider ko contact Agar policy bond me 10 Lakh ka sum assured likha hai to Jarur milega... Ya sabse jyada important hai Policy bond...
Jis bhi company ka Bima ho us company ko website par kar profile create karne ke baad apne aap option aajata hai... Han kisi kisi company ki website par sidha hi bottom of the page policy download ka option aaa jata hai
Sar Mera accident ho gaya tha ghar mein bike Se Gir Gaya chot lagi hai iska kya benefit ho sakta hai sar Ge Aage Aage Sar Motorcycle ke aur mere donon Latke Upar Lagi Hai Sar Chhote
Accidental case me claim mil jata treatment ka bhi... Par uske liye aapko insurance company se baat karni hogi aur unki instructions follow karni hogi..
Jb aap policy lo to lene se pahle policy document read kar lena aap apko sare answers mil jayenge... Aur plan lene se pahle hospital list bhi check kar aur reimbursement process bhi samjhe....
Insurance company se contact kar sakte hai.. Ya fir inki website par visit kar ke aap apna profile create kr le aap... (log-in, sign-in, profile, new customer, register in me se kuchh bhi likha hua ho skta hai) apna policy ke sath apni register detail enter Krna aap... Uske baad apko check karna hoga ..aap download kr payenge... Ya inki website par hi online request/service/policy document, chat e.t.c kar ke option mil jayenge uske through bhi aap download kr sakte hai ... I think...
Grievance Team se contact kare... Insurance company se Query kare kya reason hai.... Irdai se bhi help le skte hai .... Ye sare raste tab hi kaam karte hai jab apke policy wording ke according jis cheez ka claim hai vo under cover hai....
Sar 65 years ke bad mein a policy continue rahega ya band Ho jaega 396 ke policy mere pass abhi
*I think* retirement ki age tak continue rahegaa...
Agar video me mention nahi Kiya hai toh iska matlab policy sample document me Aisa kuchh likha hua nahi dikhayi diya...
To ek baar aap policy certificate apko Mila hoga usme check kar lena
Term insurance/Policy konsi leni chahiye ? Plz make a video! 🙋
Aaj kal sabhi company ke products ek jese ho gaye hai..... Toh apko bas ye dekhna hai ki apko kis insurance company par trust hai... Aur apko kya chahiye...usi ke according decision le aap.
@@YouTheReal फिर भी आप top 3 कंपनी बता दो
(my opinion)
LIC
Max
Tata
SBi
😮
Sir mere father canara bank mai armed guard the bank unki road accident mai deatg hogyi hai muje kisi n btaya hai 10 lakh k approx claim milega lekin bank vale bol rhe h 3 lakh milega plz aap help kr skte ho kitna amount milta hai bank ki traf se hi koi policy thi bajaj allianz k sath
Insurance company ki website par visit kare aur for insurance policy number ke sath profile create kare fir apko waha show jo Jayega ki cover kitne laakh tha...
Aur agar policy document/bond hai toh us par bhi likha hoga.....
Ya Policy number agar apke paas hai toh Bajaj allianz ke customer care number par bhi call kar ke puchh sakte hai...
Direct insurance provider ko contact
Agar policy bond me 10 Lakh ka sum assured likha hai to Jarur milega...
Ya sabse jyada important hai Policy bond...
BAGIC ki GAG policy download kaise kare is par bhi video banaye please
Jis bhi company ka Bima ho us company ko website par kar profile create karne ke baad apne aap option aajata hai...
Han kisi kisi company ki website par sidha hi bottom of the page policy download ka option aaa jata hai
Bajaj alliance ki website pe ippb ki group policy download ka koi option nahi hai
Profile create kro aap download ka option mil jayega
Sar Mera accident ho gaya tha ghar mein bike Se Gir Gaya chot lagi hai iska kya benefit ho sakta hai sar Ge Aage Aage Sar Motorcycle ke aur mere donon Latke Upar Lagi Hai Sar Chhote
Accidental case me claim mil jata treatment ka bhi... Par uske liye aapko insurance company se baat karni hogi aur unki instructions follow karni hogi..
Ok sir but durghtna hone ke baad toll free no diya unko call lagta he nahi, fir kya kare aap bhi try kare sir.
Jb aap policy lo to lene se pahle policy document read kar lena aap apko sare answers mil jayenge...
Aur plan lene se pahle hospital list bhi check kar aur reimbursement process bhi samjhe....
Sir Bajaj (396) policy bond kaise download karenge ?
Insurance company se contact kar sakte hai..
Ya fir inki website par visit kar ke aap apna profile create kr le aap...
(log-in, sign-in, profile, new customer, register in me se kuchh bhi likha hua ho skta hai) apna policy ke sath apni register detail enter Krna aap...
Uske baad apko check karna hoga ..aap download kr payenge...
Ya inki website par hi online request/service/policy document, chat e.t.c kar ke option mil jayenge uske through bhi aap download kr sakte hai ... I think...
@Akshay Gadade have u downloaded policy document?
Bhai ippb ka health insurance bato pls 😮😮
तुम्हारा गाईड आवाज Best है
Iska credit aap sabhi ke feedbacks ko jata hai 🙏🏼
How to download this policy document after taking policy claim
Create online profile at their website you'll have the option to download
Which website?
Sir heart attack ,brain ded ,jesi bimari me milta hai ya nahi please inform
Ye ek accidental death & permanent disability Cover agar accident ke chalte hota hai to milta hai
Sir hospital ki list kaise hasil kre
Inki website par hai aap Aram se check kre
How to buy this policy online?
Pdf ka link video ke discription ke reference section me hai ...usme likha hua hai ki aap kese ye plan le skte hai
Claim he nahi milega kya kare
Grievance Team se contact kare...
Insurance company se Query kare kya reason hai....
Irdai se bhi help le skte hai ....
Ye sare raste tab hi kaam karte hai jab apke policy wording ke according jis cheez ka claim hai vo under cover hai....
Sir sbi general accidental insurance
th-cam.com/video/_zswLwfBY8c/w-d-xo.html
Ye video apke comment ke according hai
Metr
Tata
th-cam.com/video/jPpv1GXwYPs/w-d-xo.html
Ye video dekhe apke comment according hai
Onle accidentel h
Yes