Last month mai hamare yaha ek person rahte the unhone 399 ka term insurance liya tha 10 din ke baad unki maut ho gai...... Aur family ko 10lakh mil gaye.....
सर जी मैं रेलवे डिपार्टमेंट में गवर्नमेंट जॉब में लाइनमैन का काम करता हूं क्या इस पॉलिसी का फायदा जो है लाइनमैन के काम में इलेक्ट्रिकल का इसमें अगर हमारे साथ कुछ दूरघटना करंट से लग कर अगर कोई एक्सीडेंट होता है तो उसमें क्या यह बेनिफिट मिलेंगी
Apke paas already railway ki trah se insurance hoga hi..?... Mere hisab se apko Indian Post payment bank ko contact karna chahiye... Kyoki jo policy document available hai usme kahi bhi aisa likha hua mujhe nahi dikha ki "benefit nahi mil skta' baki aur jyada detail to vo de skte hai... Jitni information available thi vo mene video me share ki hai.
Paise kitne saal tak bharne honge. Agar koi hospital me admit nhi hua or na hi koi accident hua or uski natural death ho jati hai tu nominee ko paise milenge ya nhi.or milinge tu kitni rakam milegi.
Apne video dhyan se sun kar nahi dekha hai.. Accidental Death insurance plan hai ye.. Jo Sum Insured hai jese ki 10 Lakhs to accidental death me case me 10 Lakhs hi milega...
Vvi question. For railway employee❤. Agar off duty kahi road me accident hota hai or apna elaj railway hospital me ho rha h to kya claim hoga Yesa to nahi ki bol dega ki free me railway elaj de rha h to claim kese hoga
Group ka matalab hua ki ek hi plan me ek sath ek se jyada logo ek amount ka cover Diya Jaye ...to commonly group insurance kahte hai... Aur ise employer apne employees ke liye jyadatar karate hai
Jab aap online insurance policy number se login kar lenge inki website par to online hi pay kar lenge nahi toh auto debit bhi hi hoga agar aap chahoge to
Accidental Death insurance hai ye .. Agar accidental case hai toh bilkul apko claim ke liye Jana chahiye par usse pahle apne policy ki details ko read kar lena chahiye.. Bhagwan ji 🙏 apko is dukh ghadi me sahas aur nayi urja paradan kare aur maratak ko apni sharan de aisi prathna Prabhu se hai 🙏
Is tarh se to Detail policy document jo inhone apni website par diya usme bhi nahi likha hai....abhi tak... Age kuchh update kar de to kahe nahi skta...... Sirf ye dekhne ke milta hai... illegal yani ki against the Law act agar nahi hai to accidental death hoti hai to cover hai..... To yes accidental death cover hai...if against the law nahi hai to...
Accidental Death insurance loge toh normal death kyo claim milega?? Accidental Death insurance me kewal accidental death hi under the cover hoti hai.... isliye premium itna Kam hota hai.... Han agar accident hua aur us accident se aisi koi problem ho gayi 5 se 6 monthe death hui toh bhi claim milta hai... Isliye life insurance ka matlab term plan hota hai...
Playlist Section me ULIP plans: th-cam.com/play/PLTC_rf72BjR5tlSwqI0GG90BrN1cAKjeB.html If link may not work then go to chennal playlist section you'll have ULIP plans playlist After that you may not find the video of the product which you are looking for only then let us know the plan name . Thank you for your query 🙏🏻
Sbi personal accident plan th-cam.com/video/_zswLwfBY8c/w-d-xo.html 1 saal pahale hi bana diya tha video is topic par tab kisi viewer ne hi apki tarah comment kiya tha.. Thank you
Plans ki videos to apko "Life Insurance Playlist" me mil jayegi.. Power point use kare.. Ya fir Canva par bhi bana sakte hai... Video se apki help kregi kya add kare kya nahi..
Abhi toh is plan ko jayada time nahi hua hai.... Toh claim ka aisa kuchh abhi toh nahi pata chalegaa iska...baki contact details aur pata inko website par pahle se hi hai aap check kar skte hai
Sir TVs se bike li thi finance krke ,agar normal death pr kya bike ki kist ghar walo ko bharni hoogi, nhi bhari to kya hoga. Reply siir maaf kaise hogi bike
Policy document ke claim section me complete details likhi Hui hai.... Baki insurance company ki website par policy number se login kar ke support team se direct connect kar sakte hai...
Ye apne plan lete time batya hoga inko... Aur apni medical health status bhi submit Kiya hoga agar company ne kaha hoga to apke batane ke baad.... Agar nahi to policy document apki email ID par share Kiya hoga...ya apke policy document hoga... Aap usko read kare
Dosto A ek best plan hai .. mujhe company walo ne mere pure claim ke ammount mujhe wapas Diya hai ..me aapse kahna chahta hu ki aap is plan ko jarur lijiye ...
Apko inki website par jao waha apko profile create/login/sign up/ register Inme se koi bhi option dikhe toh us par click karenge toh policy number, register e-mail ID ya register contact number jo ki policy lete time apne form me fill Kiya hoga...use enter krnege toh ho skta hai OTP aye apke Mobile number...agar nahi toh login ho jaoge aap aur apko apni policy ki details waha mil jayegi
Durghtna ke baad jitni jaldi aap inko soochit kar ke formalities poori kar lenge uske ..baad jyada se jyada 1 week ... Aur agar tata aig me network hospital me treatment hua hai to cashless bhi ho skta hai .... might be.
Ji accident me ata hai lekin 👇 Under investigation Agar investigation karna wale ko laga ki laparwahi ki gayi thi to claim nahi milega... Ghar ki banwat niyaom ke adhar par nahi hai to bhi nahi milega.. Isliye policy document ko read karna jaruri hai aur vo apko jb hi mil pati hai jb aap is trah ke plan me sidha contact karte hai insurance provider ko.
Sadhana shabdo me👇 Is tarh ki policy employer apne employee ko cover krne ke liye lete hai... Jis me ek hi policy me alag alag logo add krte hai aur collective premium khud pay karte hai...
Husband policy li to husband hi cover honge agar unhone bachcho aur shreemati ji ko add nahi Kiya hai toh .. Aise me husband ko kuchh hoga toh...jisko bhi husband ne nominee banya hoga usko claim mil jaayega
Inki website par profile create kare with Policy details aap download kar skte hai.. Ya fir website ke download section me jaa kar bhi... Jo way kaam kar jaye use kare..
Sidha website use kar skte hai inki... Ya Indian post payment Bank ke branch jaa skate hai... Baki policy brochure read kar skte hai Link video ke discription me hai us pdf ka .. Usme likhi contact details use kar skate.....
Ye plan tata ke sath hai tata ka claim ratio achchha hai as per insurance sector 90% se bhi jyada hai lagataar.... Toh tata ke sath ye plan hai toh trust kar skte hai... Lekin agar policy ke hisab se claim hai toh hi claim milta hai.... Ab koi illegal act kre ya traffic rules ko na follow kre fir kuchh ho toh claim nahi milta hai.... Aur har ek product Target ko complete krne ke liye hi sale kiya jata hai... Kyoki hai toh in the business hi na...
श्रीमान यहां आप सीधा प्रश्न कर सकते है, ये चैनल आप सभी का है, किसी भी बैंक, बीमा कंपनी या वित्तीय उत्पाद बेचने वालो का नही .... आशा आप सीधा प्रश्न करेंगे जिससे भविष्य मे आने वाले दर्शकों को भी लाभ हो
Products bahut sare ho jate hai.... Toh sum nahi ho pata hai ek video me aur aisa kar bhi to half information hi Jayegi... At present situation sabhi banks (approx.) Insurance services de rahe hai... Ya toh khud ke products sell kar rahe hai yaa fir dusron ke sath Collaboration kar ke unke... Isliye hum viewers (ap sabhi) particular query jo ki product se related ho video late hai.. Aap bhi bata sakte hai
Han video mene bhi to kaha ki "India Post Payment Bank" .... Ek Link apko inka reference section me milega video ke discription me usse aap contact details le kar inko contact kar skte hai... Ya fir seedha aap inki website par visit kare
Last month mai hamare yaha ek person rahte the unhone 399 ka term insurance liya tha 10 din ke baad unki maut ho gai...... Aur family ko 10lakh mil gaye.....
Sorry for the loss of that family 🙏
Resion of death' kya tha bhai.. or ye konse konse resion cover karta hai
केवल दुर्घटना में मरने पर बीमा के रुपए मिलते है।
🙏🙏
Death k bad kaise check kre
Bhai tussi great ho awesome ❤❤. Jai hind Bhai.nice knowledge
Sara credit aap logo hi jata hai..
Apko video useful laga jaankar achchha laga
Thank you for your kind words
सर जी मैं रेलवे डिपार्टमेंट में गवर्नमेंट जॉब में लाइनमैन का काम करता हूं क्या इस पॉलिसी का फायदा जो है लाइनमैन के काम में इलेक्ट्रिकल का इसमें अगर हमारे साथ कुछ दूरघटना करंट से लग कर अगर कोई एक्सीडेंट होता है तो उसमें क्या यह बेनिफिट मिलेंगी
Apke paas already railway ki trah se insurance hoga hi..?...
Mere hisab se apko Indian Post payment bank ko contact karna chahiye... Kyoki jo policy document available hai usme kahi bhi aisa likha hua mujhe nahi dikha ki "benefit nahi mil skta' baki aur jyada detail to vo de skte hai... Jitni information available thi vo mene video me share ki hai.
Thanks ji
Your welcome 🙏🏼
Nahi milegi, other regular policy leve.
@@YouTheReal😊
Kr diye subscribe aur like share bhi
Welcome to YouTheReal Family 🙏
Paise kitne saal tak bharne honge.
Agar koi hospital me admit nhi hua or na hi koi accident hua or uski natural death ho jati hai tu nominee ko paise milenge ya nhi.or milinge tu kitni rakam milegi.
Apne video dhyan se sun kar nahi dekha hai..
Accidental Death insurance plan hai ye..
Jo Sum Insured hai jese ki 10 Lakhs to accidental death me case me 10 Lakhs hi milega...
@@YouTheReal thanks sir.
🙏 thank you for your kind gesture 🙏
Vvi question. For railway employee❤. Agar off duty kahi road me accident hota hai or apna elaj railway hospital me ho rha h to kya claim hoga
Yesa to nahi ki bol dega ki free me railway elaj de rha h to claim kese hoga
Agar company ne plan de diya hai toh...off duty case me claim milna hi chahiye..
Yaha pe group insurance ka kya matlab hai ? Please reply me . Thanks.
Group ka matalab hua ki ek hi plan me ek sath ek se jyada logo ek amount ka cover Diya Jaye ...to commonly group insurance kahte hai...
Aur ise employer apne employees ke liye jyadatar karate hai
@@YouTheReal to hum apne family me ek sath kayi admi ya single admi ke liye bhi yeh insurance le sakte hai ? reply please .
Ji Lena chahe to bilkul ap try kar skte hai
Sir scuide karne par insurance milta hai ka ye
Claim ka puchh rahe hai sayad aap???
Very useful video sir snake bite se death kya esme cover hota hai sir please tell me
Aisa kuchh specifically likha hua toh mujhe policy document me Nazar nahi aya....
@@YouTheReal to Khali gadi me marne se milta hai to kya mtlb sir ji expert se pata karein sir ji taki dought clear ho sir ji
Jo likha hua hota hai usi ko manna chahiye...aap bhi ek baar read kare...
Post office m saving account hone se iss scheme ka labh le sakte hai ki nhi.
Yes
Sir natural paralysis hone per maturity milegi
Maturity nahi hoti hai aise plan me...
Hi sir
Mere relative ko parayalsis huwa hai , unko bone mai taklief hai, chalane mai bhi. Tho unko 10 lac ki maturity milegi kya?
Ye accidental death cover plan hai
Iska premium kaise bharna hai.. post office ippb app me
Jab aap online insurance policy number se login kar lenge inki website par to online hi pay kar lenge nahi toh auto debit bhi hi hoga agar aap chahoge to
Sir ye normal dead wale bhi claim kar sakte hai ku
Ye accidental death benefit wala plan hai
Fom aply krne k agle din agar accident ho jay to milta hai ki nhi
Policy issue ho gayi hai policy number agar policy holder ko mil gaya hai toh fir milega...
और दुर्घटना ना हो तो जमा किये गये पैसो का क्या होगा। वापस मिलेगा पैसा?
Accidental insurance me premium return nahi hota hai
@@YouTheReal Thanks for quick response
Credit goes to your comment 🙏
@@YouTheReal 🙏🙏
Insurance expair hone par next year ke liye update kese kare
Renewal premium pay kare aap..
Agar auto debit premium mode hai toh expire hoga hi nahi ..
सर्जिकल कितने घंटे या कितना दिन में एक्टिव हो जाता है मान लीजिए आज हमने जॉइनइन किया है
Normal death ho jaye ya ghar me khi kuch ho jaye to ye be kuch milega??
Video dekhe end jo bhi benefit hai vo bataye video me bataye hai ..
Agar video me normal death cover ke bare batya hai to Jarur hoga...
Kidney mein bharane ke bad ham claim kar sakte hain
Accidental Death cover plan hai ...
Natural death cover hota hai kya ?
Accidental Death
sir pls reply dedo cover period ke 5 din pahale death hui hai to claim ho jayega kya ?
Accidental Death insurance hai ye ..
Agar accidental case hai toh bilkul apko claim ke liye Jana chahiye par usse pahle apne policy ki details ko read kar lena chahiye..
Bhagwan ji 🙏 apko is dukh ghadi me sahas aur nayi urja paradan kare aur maratak ko apni sharan de aisi prathna Prabhu se hai 🙏
Sar je muje paralej 399 FOSTOCE scekm banahum my is skm Algibul bathaye
Shreeman Pasha apki baat samjh nahi paya main
Sir kya ak admi do accident policy le skta h or kya dono policy say klem le skta h
Jb aap Policy lete hai to dusri company ko batana hota hai...fir company de te lelo..
Agar snake bite, bavadi me girke or elctric shock se aadmi marta hai to cover insurance cover hoga bhai ?
Accident kisi bhi tarah ko cover hai
video starts after 00:58 min
Sir jeevan labh 936 sahi hai kya ?
10 years me 3.6 lak
Maturity date 16 years return me 6.66 lakh
th-cam.com/video/7Nzd_25r6ok/w-d-xo.html
Video is as per your comment
Agar dusre ka gadi chalate waqt accident ho to gadi dusre ke naam ho to ho to ismein bhi insurance cover hai kya Sar ji
Is tarh se to Detail policy document jo inhone apni website par diya usme bhi nahi likha hai....abhi tak...
Age kuchh update kar de to kahe nahi skta......
Sirf ye dekhne ke milta hai... illegal yani ki against the Law act agar nahi hai to accidental death hoti hai to cover hai.....
To yes accidental death cover hai...if against the law nahi hai to...
Bhai koahi baatao mujhe normal death hoa gaya insurance nhi milegha kya
Accidental Death insurance loge toh normal death kyo claim milega??
Accidental Death insurance me kewal accidental death hi under the cover hoti hai.... isliye premium itna Kam hota hai....
Han agar accident hua aur us accident se aisi koi problem ho gayi 5 se 6 monthe death hui toh bhi claim milta hai...
Isliye life insurance ka matlab term plan hota hai...
Plg muje ye bataye ki ye police li hai tata aig ka app bhi dowenlod kiya hai par apni police usme kese dekhe
Policy number ke sath apna profile create kare login kr ke
जो पहले से दिव्यांग है क्या, उनका ins हो सकता है?
Han bilkul ho skta hai....
@@YouTheReal tq...
🙏🏼
Can you explain about ULIP
Check ULIP Plan Playlist
@@YouTheReal am unable to find
Playlist Section me
ULIP plans: th-cam.com/play/PLTC_rf72BjR5tlSwqI0GG90BrN1cAKjeB.html
If link may not work then go to chennal playlist section you'll have ULIP plans playlist
After that you may not find the video of the product which you are looking for only then let us know the plan name
.
Thank you for your query 🙏🏻
Insurance ka kya proof milega
Apke email id par apko copy mil jati hai...aur aap direct bhi hardcopy le skte hai...
Baki i think address par bhi copy ati hai...not sure..
Sir SBI personal Accidental policy ka bhi bana dineye please. Aabhi tak kisi ne nahi banaya hai
Sbi personal accident plan
th-cam.com/video/_zswLwfBY8c/w-d-xo.html
1 saal pahale hi bana diya tha video is topic par tab kisi viewer ne hi apki tarah comment kiya tha..
Thank you
@@YouTheReal thank you sir for reply
All credit goes to your query 🙏🏼
Thank you
Sir ye bima normal dathpe bhi milta he kya
Video jo information di hai ye bima thik usi trah kaam karta hai.
Are sar yah scheme life time hai kya post office mein
Jab tak on time premium pay karte rahenge tab tak hi rahega
Indian post seving acount me ho jayahe
Indian post payment bank me savings account hai toh bilkul ho skta hai
Plz make video on How to make PPT in Bajaj Allianz plans plz Assured income plan and Guaranteed goal is plan par
Plans ki videos to apko "Life Insurance Playlist" me mil jayegi..
Power point use kare..
Ya fir Canva par bhi bana sakte hai...
Video se apki help kregi kya add kare kya nahi..
Thank you sir ji 🙏🙏🙏
Your welcome 🙏🏼
Agar bimari se death hoti h to kya insurance milegi
Ye accident insurance hai....
kiya es policy ko online bhi kar saktey hain, sir
India post payment bank me account hai to aap try kar ke dekh skte hai internet banking ke through...
Iske liye post office me saving account hona jaruri hai kya
Ji...unhone apne Customers ke liye hi ye option diya hai , abhi tak to.
Ji nhi...
Mera post me account nhi hai..
Fir bhi mujhe ye policy mili hai
Tata aur bajaj dono ka hai na ?
Yes
दिए गए क्लेम का विवरण भी वायरल कीजिए। कॉन्टेक्ट नंबर और पूरा पता के साथ
Abhi toh is plan ko jayada time nahi hua hai.... Toh claim ka aisa kuchh abhi toh nahi pata chalegaa iska...baki contact details aur pata inko website par pahle se hi hai aap check kar skte hai
Sir TVs se bike li thi finance krke ,agar normal death pr kya bike ki kist ghar walo ko bharni hoogi, nhi bhari to kya hoga. Reply siir maaf kaise hogi bike
Agar insurance liya hai bike lete time toh koi problem nahi hogi... kyoki bima ki rashi se bhugtna ho Jayega
Natural death ka cover nhi hai iss mai
Accident hua hai claim ki jankari chahiye
Policy document ke claim section me complete details likhi Hui hai....
Baki insurance company ki website par policy number se login kar ke support team se direct connect kar sakte hai...
पयरलिसीस क्लेम माहिती dy🙏
Accidental cases me cover hai
Unifi Capital receives in-principle approval to launch mutual fund business unifi capital new lunch हुआ है इसके बारे में बताएं
Natural death mai milega kya Paisa?
Mr. Panwar
Video ke starting me hi plan ke naam se yah baat clear hojati hai ki ye Accidental Death and Disability ko cover karta hai.
Sar Mujhe brain stroke hua 4 sal pahle Maine post office mein 399 plan Le chuka main yah scheme ko eligible hota nahi please bata Diye
Ye apne plan lete time batya hoga inko...
Aur apni medical health status bhi submit Kiya hoga agar company ne kaha hoga to apke batane ke baad....
Agar nahi to policy document apki email ID par share Kiya hoga...ya apke policy document hoga... Aap usko read kare
Dosto A ek best plan hai .. mujhe company walo ne mere pure claim ke ammount mujhe wapas Diya hai ..me aapse kahna chahta hu ki aap is plan ko jarur lijiye ...
Good... Have healthy Life
@@YouTheReal thanks sir..
Aai plan baas accidental insurance hai naa
Yes
@@arunakumari2452 ha
Sir isme normal dath par clame nahi milega kya
purohit ji jo bhi benefit hai jis trah hai video me bataye hai...
Sir post office bale mana krr rahe h kaise khulega
Indian Post payment bank se hoga..
Link discription ke reference section me hai...aap check kre...
Driver ko bhai eligible hai kya
Policy
Mere according toh Yes
Sir 399 policy ka claim status kaise check kare sir..
Online inki website se kar skte hai online profile create kar ke
@@YouTheReal thoda details me batoge sir to accha hoga
Apko inki website par jao waha apko profile create/login/sign up/ register
Inme se koi bhi option dikhe toh us par click karenge toh policy number, register e-mail ID ya register contact number jo ki policy lete time apne form me fill Kiya hoga...use enter krnege toh ho skta hai OTP aye apke Mobile number...agar nahi toh login ho jaoge aap aur apko apni policy ki details waha mil jayegi
@@YouTheReal thanks sir...
Your welcome 🙏🏼
Sir eska labh Kitne din me milta h please reply
Durghtna ke baad jitni jaldi aap inko soochit kar ke formalities poori kar lenge uske ..baad jyada se jyada 1 week ... Aur agar tata aig me network hospital me treatment hua hai to cashless bhi ho skta hai .... might be.
@@YouTheReal thanx sir
🙏🏼
If all documents are right 15 days
हा प्लॅन जनरल पब्लिक साठी नाही आहे काय. म्हणजे कोणीही घेऊ शकत नाही काय
Karu sakata
सर हमने पोस्ट ऑफिस स्कीम से अपना इंश्योरेंस कराया टाटा वालों ने हमारा 520 का यह साल का किया है और आप बता रहे हैं 399 पर कितना डिफरेंट कैसे
ये तो आपको उनसे पूछाना चाहिए,
तेरे को कुछ पता नहीं है 520 का है अभि टाटा का और बोल रहा है ये तो आपको उनसे पुचना चाहिये @@YouTheReal
Sir, अगर कोई सीढ़ियों से गिर जाता है, करंट लग जये, और इन कारणों से death हो जये तो क्या ये एक्सीडेंट मे काउंट होगा ?
Ji accident me ata hai lekin 👇
Under investigation
Agar investigation karna wale ko laga ki laparwahi ki gayi thi to claim nahi milega...
Ghar ki banwat niyaom ke adhar par nahi hai to bhi nahi milega..
Isliye policy document ko read karna jaruri hai aur vo apko jb hi mil pati hai jb aap is trah ke plan me sidha contact karte hai insurance provider ko.
Ise group accidental policy kyo kaha jata he sir
Sadhana shabdo me👇
Is tarh ki policy employer apne employee ko cover krne ke liye lete hai... Jis me ek hi policy me alag alag logo add krte hai aur collective premium khud pay karte hai...
Husband ye policy le to wife aur baccho ko iska labha milsakta he kya? Saab
Husband policy li to husband hi cover honge agar unhone bachcho aur shreemati ji ko add nahi Kiya hai toh ..
Aise me husband ko kuchh hoga toh...jisko bhi husband ne nominee banya hoga usko claim mil jaayega
अगर एक्सीडेंट ना हो और हम अपनी मौत मरते हैं तो क्या होगा क्या हमे कुछ नहीं मिलेगा बताइएगा जरूर 🙏
Agar apne video end tak dekha hai toh ye ek "Durghatna Bima" hai aap ye baat jante hai.
Sir,ye nahi hora hai, allready banaya hai bol Raha hai.
Already banaya hai ... Mtlb pahle se hai apke paas...
Bajaj Allianz group accidental insurance rs. 396/- wala bhi yahi hai?
th-cam.com/video/EMshBootKdI/w-d-xo.html
Ye video apke comment ke according hai
Auto renewal ho ga
Hota hai
Policy ko download kesay karey
Inki website par profile create kare with Policy details aap download kar skte hai..
Ya fir website ke download section me jaa kar bhi...
Jo way kaam kar jaye use kare..
Kab ki thi
Accident insurance 50000 phonepe se leh liye hai kaise Chuka na hai na nai coment reply me video banai hai opload karihe❤❤🎉🎉😢😢
Phonepe se kis insurance company ka plan apne liya hai??
सार,जी,पोसट,आपीस,यकिडेटल,बिमा,आगर,हमर,खुल,,जाय,क़्,मै,मजदुरी,कारत,हू,पलेदरी,करत,
इस बीमा के लिए आपको पोस्ट ऑफिस वालो का बैंक है "इंडियन पोस्ट पेमेंट बैंक" की शाखा जाना होगा।
Sir me Bajaj Allianz Life insurance me kaam karta hu Plz iske all products ke bare me details me batayiye...
Aap Life Insurance Playlist check kare apko videos mil jayengi.
Best video
All credit goes to viewers queries 🙏🏼
Glad to know that you find it worth watch...
Stay connected for more useful informative videos 🙏🏼
How to claim?? Rule and process of claim??
th-cam.com/video/f3Oxess9ofA/w-d-xo.html
Ye video apke comment ke according hai..
@@YouTheReal Thank you sir..
Your welcome 🙏🏼
Sbi life smart champ plan ka bataye sir
Ji 🙏🏼 sir apko video kal 8 PM par mil jaygi...
Agar notification apko nahi mile to aap
"Life insurance Playlist" check kar lijiyega
What's the sip.?
Kindly check "SIp & mutual fund" playlist on channel you'll have a detail video on it
How to reniew this
You can use their website or can visit nearby branch
Sir mere pitaji ko heart attack aya tha to claim kar sakte hai khya 399 ki police thi
Ap video dhyan se dekhe ...ye plan ek accidental insurance hai
Driver not eligible this plan.
Mera bhi policy h lekin mujhe nahi mila or m accident m handicep bhi ho gaya
Kon c Policy hai apki?
399 rs vali h
Apke paas policy document hoga uska claim section read kare aap apko tab hi samjh ayega kis condition kya aur kyo kis trah se hai....
Thank you sir
Your very welcome 🙏🏼
How to Travels plan
Samjha nahi main
Areee apply kaise karte hein
Sidha website use kar skte hai inki...
Ya Indian post payment Bank ke branch jaa skate hai...
Baki policy brochure read kar skte hai Link video ke discription me hai us pdf ka ..
Usme likhi contact details use kar skate.....
Thank you
Glad to know that you find it worth watch...
All credit goes to respect viewers 🙏
Thank you for your kind gesture 🙏
Iske liye kaun kaun eligible hai
Indian post payment bank ke customer
@@YouTheReal kya yeh post office me bhi ho sakta hai!?
Inki bank se hi hoga...ya inki website se inko contact Kiya Jaa skta hai
@@YouTheReal thnx bro
🙏 Credit goes to your comment 🙏
Good
399rs टाटा आय पॉलिसी क्लेम मिळत नाही तरी ही पॉलिसी ओपन करू नका.
Proof please
इस तरह के पॉलिसी का क्लेम मिलता भी है ? या सिर्फ, पोस्ट ऑफिस का टारगेट ही पूरा किया जाता है ?
Ye plan tata ke sath hai tata ka claim ratio achchha hai as per insurance sector 90% se bhi jyada hai lagataar.... Toh tata ke sath ye plan hai toh trust kar skte hai...
Lekin agar policy ke hisab se claim hai toh hi claim milta hai.... Ab koi illegal act kre ya traffic rules ko na follow kre fir kuchh ho toh claim nahi milta hai....
Aur har ek product Target ko complete krne ke liye hi sale kiya jata hai... Kyoki hai toh in the business hi na...
@@YouTheReal TATA AIG Insurance company Ltd का Plan share कीजिएगा।
👌
1 st
👏💐👏
Mera name galat type kr diya h
Adhar card, pan card copy ke sath ek application le kar inko near Branch jaa kar sahi karwa lijiye nahi to claim me problem aa sakti hai..
❤❤
🙏🏻
499 Lia jata hai gujraat me
Akshada
Start a company about John's therapy Peter the bank my brother bank of the question office so yeah who is having mechanics and had to a child
श्रीमान यहां आप सीधा प्रश्न कर सकते है,
ये चैनल आप सभी का है,
किसी भी बैंक, बीमा कंपनी या वित्तीय उत्पाद बेचने वालो का नही ....
आशा आप सीधा प्रश्न करेंगे जिससे भविष्य मे आने वाले दर्शकों को भी लाभ हो
Pls Make 1 Video of insurance provide by many Banks.
Many Banks provide Insurance to account holders pls give details on that
Products bahut sare ho jate hai.... Toh sum nahi ho pata hai ek video me aur aisa kar bhi to half information hi Jayegi...
At present situation sabhi banks (approx.) Insurance services de rahe hai...
Ya toh khud ke products sell kar rahe hai yaa fir dusron ke sath Collaboration kar ke unke...
Isliye hum viewers (ap sabhi) particular query jo ki product se related ho video late hai..
Aap bhi bata sakte hai
Post office ne nhi kia. Bol rhe h to bank me jaao
Han video mene bhi to kaha ki "India Post Payment Bank" .... Ek Link apko inka reference section me milega video ke discription me usse aap contact details le kar inko contact kar skte hai... Ya fir seedha aap inki website par visit kare
Post offices वाले support नाही करत
India post payment bank??
Sir Bengali me samjaw
फेक आहे
माझ्या कडे ही बातमी नाही
कोणी जबाबदारी घेत नाही
Prem sagar
Ok
ये कौन कौन करवा सकता है
Agar Indian post payment bank me apka account hai toh aap karwa sakte hai
Sar ji Hindi mein bataiye
श्रीमान पाल आप अपना प्रशन करे 🙏🏼