رنچھوڑ لائن، رامسوامی، گارڈن، بھیم پورہ، جوبلی، اور بھی بہت سارے یہ سب کراچی کے بہت بہترین علاقے ہیں لوگ بھی امن پسند اور محبت والے اللہ پاک سب کو خوش رکھے بہت یاد گار ویڈیو بنائی ہے آپ نے۔۔👍
مختصر الفاظ میں رنچھوڑ لائن کا خلاصہ یہ ہے کہ سستا اور پر رونق علاقہ ہے بازار تو مشہور ہے ہی پر دو مساجد صابری مسجد اور پاکستان مسجد بہت مشہور ہیں ۔۔۔۔۔
@@MrMalangshah yar ap sahi ho lekin ranchorline ki mashoor or sab sa bari or purani badami masjid jo ka 1875 ma bani aur beech wali masjid 300 to 350 saal purani ha aur pura pakistan ki sab sa purani masjid beechwali masjid ha
Ranchorline main guzra huwa Bachpan buhut yaad aata hai,woh bachpan ke saathi Jin ke saath khela karte the buhut yaad ate hain , hamara ghar Iqbal hotel ke samne wali building main tha Jo shayad ab toot chuki hai aur us ke saamne aik kunwan bhi tha jahan tangey waley aksar break liya kartey they, video achi thi aap ka shukriya
bhai mera naam majeed hain aur me america me rehta hoon (chicago)main nazimabad gole market me bada hua hoon me ne aap ki gole market ki video dekhi achi nahi phir se bana sakte hain specially 3-f,17/5 ke ghar ki aap ki badi meherbani thx
Assalamualaikum.. mujhy apse ek bt pochni h shyd apko pta ho ranchorline Mai ek appa rehti h Jo ilm wagera Sy hisaab lgwa k btati h agr ap k ilm m Hain tou plz btaein m bht pareshan hu😢
3.15 k samne wali gali Meri hai Aesa Area Aapko Karachi mein kahi nahi mile ga 24 hrs yaha shops open rehte hai mean Food Restaurant and bakkers open 24hrs
میرا 1984 2010 تک مشینوں کے کاروبار کے لیے آنا جانا ھوتا تھا سلائ مشینری آجا موجو اسٹریٹ پر ھے اگر آپ اسکی ویڈیو بنائیں تو اچھا ھے مجھے ان گلیوں سے ایک لگاوٹ ھے ❤🎉😊
Kya yad dila dia Bhai .Ami k sath bachpan se is market Mai Jana hota tha.aur mere college k rasty Mai b aata tha.ab to Boht door bethi hun.maa mar gai aur Karachi chor dia.
Mere Abu ghar ka soda yaha se latay thay aur abu ka khud ka ghar ramswami mein tah 👍 1933 mein dada mere aye India se ramswami British dor tah na Pakistan tah na India 🙏 Ramswami mein aaj bhi mere Abu ka mere nana Nani ka ghar hai par hum log 27 years ho gaye kabhi nahi gaye 🙏 1980 mein hum bohat ghoomay ramswami mein nana ka ghar dada ka ghar tah ab na dada dadi hain na he nana Nani na he mere Abu Allah pak jannat ul firdos mein jaga dey mere Abu ko Ameen 🤲
رنچھوڑ لائن، رامسوامی، گارڈن، بھیم پورہ، جوبلی، اور بھی بہت سارے یہ سب کراچی کے بہت بہترین علاقے ہیں لوگ بھی امن پسند اور محبت والے اللہ پاک سب کو خوش رکھے بہت یاد گار ویڈیو بنائی ہے آپ نے۔۔👍
بہت اچھے اور محبت سے پیش آنے والے لوگ ہیں ۔
ہمیں تو نہیں پتا مگر رنچھوڑ لائن بہت خوب صورت بازار ہے بازار کے تجارتی لوگ بہت خوش اخلاق ہیں ایک زمانے میں بہت صاف صترے ھوا کرتی تھی
Yha ke log bh bhut ache Hy dear
ماشاءاللہ ۔۔۔ بہت خوب ۔
کراچی شہر کی یادیں ۔
رنچھوڑ لائن کے سرکل میں 1998 کی مردم شُماری (census) کا میں بھی حصہ رہا ۔
Wa This is my Born Area Still i am live there Karachi Old City
Bhut achai or maloomati video hai.
Thanks 👍
Bachpan yaad krwa dia Bhai Pakistan ka aik aik hissa Dunya ka hassen tareen hiss hai Allah pak Pakistan ko hamaisha qaem o daem Rakhy aameen
بہت خوب
دوست آپ کی محنت و لگن کو ❤ سے سلام ۔ ۔ ۔ آپ اپنا نام تو بتا دیجیئے ۔ ۔ ۔ اسکے علاوہ اپنے مکمل تعارف پر مبنی ایک intro ویڈیو بھی بنایئے ۔ ۔ إنشاءاللّٰه
..انکا نام عبدالقدوس ہے۔۔۔
Very very nice
مختصر الفاظ میں رنچھوڑ لائن کا خلاصہ یہ ہے کہ سستا اور پر رونق علاقہ ہے بازار تو مشہور ہے ہی پر دو مساجد صابری مسجد اور پاکستان مسجد بہت مشہور ہیں ۔۔۔۔۔
Dost tum badami masjid beechwali masjid khulfa e rashideen masjid aur bangi masjid bhol gay
@@muhammadharoon4240 Nai yar ye masajid bhi kon bhol sakta he lekin wo 2 ziada famous hei q k market area mai he
@@MrMalangshah yar ap sahi ho lekin ranchorline ki mashoor or sab sa bari or purani badami masjid jo ka 1875 ma bani aur beech wali masjid 300 to 350 saal purani ha aur pura pakistan ki sab sa purani masjid beechwali masjid ha
Ranchorline main guzra huwa Bachpan buhut yaad aata hai,woh bachpan ke saathi Jin ke saath khela karte the buhut yaad ate hain , hamara ghar Iqbal hotel ke samne wali building main tha Jo shayad ab toot chuki hai aur us ke saamne aik kunwan bhi tha jahan tangey waley aksar break liya kartey they, video achi thi aap ka shukriya
Purana area ki yaad taaza hogai
Bacpan nikala hai ranchoreline or marwariline mein
Ab kha rahete ho
Bahut shandar 🇮🇳👍🇮🇳
bhai mera naam majeed hain aur me america me rehta hoon (chicago)main nazimabad gole market me bada hua hoon me ne aap ki gole market ki video dekhi achi nahi phir se bana sakte hain specially 3-f,17/5 ke ghar ki aap ki badi meherbani thx
Wese sar apko dil se salam ha Allah apko khush rakhay apko aur kamyabi de
Thanks brother AAMEEN
Great purani yade
Zabrdas
Thanks 👍
Sir bohat achy thank you
School ke yadd taza hoo gai.
مارواڑی کس علاقے سے ماٸیگریٹڈ ھیں
Rajistan india
@@MasterEye-EAGLEYE آپکا شکریہ
Thankuu sir meta childhood b yahi guzra hy .
Assalamualaikum.. mujhy apse ek bt pochni h shyd apko pta ho ranchorline Mai ek appa rehti h Jo ilm wagera Sy hisaab lgwa k btati h agr ap k ilm m Hain tou plz btaein m bht pareshan hu😢
Keep Roads Clean Green End wall Chalking Posters.
Pyare Bhai ab ne to hamara bachpan yaad karwa Diya yaqeen Karo ankh se anso nikal aye ranchore line jaise ilaqa pore Karachi me nhi jazakAllah
WAlikumaslam
I love our comunity marwari
Love u our ghazdar abad ranchor line
Sir kia ap janty hen Mansoor Bhai ko Jo rohani ilaj krty thy???plzz Kuch pta ho to btaen.... jazakallah
Ranchorline ke kalajado road ki history Sher kare or ab os ka new name kia hy plz batye
Narain pura
@@MasterEye-EAGLEYE nhi sir ye to Phora peir pr Hy
Narain Pura to bhngi line ko khtye hy
3.15 k samne wali gali Meri hai Aesa Area Aapko Karachi mein kahi nahi mile ga 24 hrs yaha shops open rehte hai mean Food Restaurant and bakkers open 24hrs
Yha humsha sai bhut ronak hotai hai.
Jamila Street
میرا 1984 2010 تک مشینوں کے کاروبار کے لیے آنا جانا ھوتا تھا سلائ مشینری آجا موجو اسٹریٹ پر ھے اگر آپ اسکی ویڈیو بنائیں تو اچھا ھے مجھے ان گلیوں سے ایک لگاوٹ ھے ❤🎉😊
Yes, you have rightly explain name.
Ranchor line is another name of lord krishna.
Thanks
Yaha Al-Nasir clinic ha Ear ka bht bht bht zabardast eilaj ha Yaha ha.
Bhimpura ka vlog dekhen
Ranchorlile old name hy abhe gazdarabad name hy marwari rajistan jaselmar se aye hy
th-cam.com/video/QI7sdRs33pU/w-d-xo.html
بچپن یاد آگیا بھاٸی جب ھم اسکول اس ھی جگہ سے گزر تھے تھے مگر آپ ھمارے پہلے اسکول کی طرف نھیں گٸے۔
Janab Kabhi Bhopal Walo Ki Rehaiesh Bhi Dikhade Karachi Mein.
Kya yad dila dia Bhai .Ami k sath bachpan se is market Mai Jana hota tha.aur mere college k rasty Mai b aata tha.ab to Boht door bethi hun.maa mar gai aur Karachi chor dia.
Ranchorline marwari line ki mashoor majid Badami masjid or Beechwali masjid han
Ji han marwari line ki 5 masjid mashoor hain
❤❤
Very similar to old mombai!!
Karachi ka sab se sasta or a ha bazir Hy ranchorline me
Assalamu Alaikum ji Mujhe ranchu line Marwadi Gali Mein Yaseen Bakery ka video Banakar bhejen
Mere Abu ghar ka soda yaha se latay thay aur abu ka khud ka ghar ramswami mein tah 👍
1933 mein dada mere aye India se ramswami British dor tah na Pakistan tah na India 🙏
Ramswami mein aaj bhi mere Abu ka mere nana Nani ka ghar hai par hum log 27 years ho gaye kabhi nahi gaye 🙏
1980 mein hum bohat ghoomay ramswami mein nana ka ghar dada ka ghar tah ab na dada dadi hain na he nana Nani na he mere Abu Allah pak jannat ul firdos mein jaga dey mere Abu ko Ameen 🤲
Yahan k hindu mohalle k bare me bhi kuch btate
😢 صابری مسجد کے نیچے صابری بیکری کے نام سے سٹور تھا میرے ماموں کا 😢
Ghr kisko chhye yhan two bed.. hm sale kr rhy hn
Ranchore line bazaar ❤️
انا فی رنچھوڑلائن😃
Bahut ganda vibhag hai.
Chup kar. Urine pi le India me bs tu
Bhai Aapne toti building tu DIKHAI nahi ghans mandi wali Gali me toti building tu DIKHAI nahi