Gadi ka sabse age ka chaka ka left or right me hub me abs sensor laga hota hai. Usme dust jane k baad ya fir uska wiring damage hone per ye light jalta rehta hai. Or gadi ka sabse piche chaka me Rh or LH side me ye sensor laga hota hai
Blazo bs6 me turbo switch aur havy switch ek sath jal raha hai neutral ka signal ka signal nahi araha miter me aur chabi se Start nahi ho raha diract karne par start ho raha hai. Kiya ho sakta hai...?
Good. Bro
Thank you 😊
Good 👍
Thanks 😊
Running time mebhi ABS light blink korta he, kiya problem ho sokta he.
Gadi ka sabse age ka chaka ka left or right me hub me abs sensor laga hota hai. Usme dust jane k baad ya fir uska wiring damage hone per ye light jalta rehta hai. Or gadi ka sabse piche chaka me Rh or LH side me ye sensor laga hota hai
@SuRaj_MTBD_VIDEO Thank u for reply. Light blink hoga to ABS kam korega ya nahi korega?
@amar7126 problem kesa h uspe depend karta hai.
Blazo bs6 me turbo switch aur havy switch ek sath jal raha hai neutral ka signal ka signal nahi araha miter me aur chabi se Start nahi ho raha diract karne par start ho raha hai.
Kiya ho sakta hai...?
Check ev fan wiring and can line
@@SuRaj_MTBD_VIDEO Problom solv ho gaya hai sir bohot hi minar sa shoot tha water in fuel sensor ka line me thanks for reply😊😊🥰🥰🥰🥰
@bitudey2359 okk
kiya aap se personal baat kar sakta hoo...? agr kar sakta hoo to insta id de de ya koi aur id mention kar de please🙂
@@bitudey2359 channel pe Instagram I'd diya huwa hai