ขนาดวิดีโอ: 1280 X 720853 X 480640 X 360
แสดงแผงควบคุมโปรแกรมเล่น
เล่นอัตโนมัติ
เล่นใหม่
Sir aap bahut accha padhate ho
Ha
Sir poem ki explanation kese yad kare or exam me kese likhe please guide me
@@rajesh6118-n9i beta agar apko ek ek line ka meaning samajh aa raha hai to apni language me likhna...
Sir ek ek line ko English me bana bana kar likh sakte hai
@rajesh6118-n9i dekho jaise 4 lines hain stanza me...to charo ka arth samjh liya ab apne according unko samjha do English me...
Thanks sir ji
Sir mera semester 2nd me socre 105 tha 120 me se only aapke notes or rich content videos ki wjah se thank you so much sir 👍
🙏🙏
Very good score...all the best...
Sirr aaj BA 3rd sem ka paper boht achha hua just because of you thank you so much 😊
@@Khushibhardw-aj 🙏
Sir aap jo critical appreciation karwate ho usme poet ka introduction bhi karwate ho,to questions me poet ke baare me likhna jaruri hai
Haan thoda sa likh do...jitna mai likhwata hu wo likh do...
Sir stanza explanation krne ko bhi aayega kya
Haan
Sir doll's house bahut bada play hai kaise yaad karein
@@DikshaJaiman story maine samjhayi hai...baaki Nora ka character, Torvald ka character, themes, title ka question, feminism ka question ye sab pad lo
Ok
Sir exam ki bahut tension hai
@@DikshaJaiman chill...sab thik hoga
Sir explanation ke liye kitne pages likhe.
@@kusumlatameena-p1s maximum 1.5 page ek explanation me
Sir pehle theme and baad mai summary likh sakte hain kya
Pehle central idea and summary aate hai themes baad me hi likhna thik rahega
Sir ye series me jo question aate hai vo sahi hai kya
Series mai nahin dekhta...na hi students ko bolta hu...to muje idea nahin..