Namaskaram Nityanandam ji🙏 mujhe feb me thyroid detect hua tha, jis se karan me bahut hi darr gayi thi kyu ki meri umar 27 ki hi hai , me USA me rehti hu filhal to baki sari dawai yaha mil nahi pati , maine sirf yoga kiya jo jo aapne sikhaya hai is video me . Aur roz khali 5 -10 min diye hai ye yog karne ke liye aur sath hi sath kapalbhati kiya. Aur 4 mahine me mera thyroid 13 se 6 units pe aa gaya hai . Aapka khub khub dhanyawad . 🙏 App wakehi lok-kalyan ka karya kr rahe hai 🙏🙏🙏
Nityanandam ji apka bahot abhari hu ki app bilkul details mai ek ek cheez btate hai yhi yog sikhane ka dhi tareka hai nhi toh ajj kal log yog ka naam pe bss dhanda krr rhe hai aur galat yog sikah rhe hai koti koti pranam guru ji 🙏🏻
Swami ji mujhe ye video bahut hi achha laga mujhe thyroid hai ab ise daily karuga .apka ek video jal neti wala dekha tha par mai achhe se kar nahi pata hu pani andar rah jata hai or sardi ho jati hai
Swamiji aapki videos bohot achhi hoti hain..mai is yog ko jarur karungi..mera aapse nivedan hai ki aap kuch aise videos banaye jisme aap aise yog batayen jo koi bhi kabhi bhi kar sakta hai...usme samay ka koi pavandi n ho. .dhanayabad
😊🙏 Mere Guru (Osho ) dwara diya hua Nadbrahma Meditation same aisa hi hai. Usme bhi aise hi sound 1/2 hour ke liye karni hoti hai uske baad 1/2 hour kuch aur steps. Aisa ye 1ghante ka meditation hai.
Sahi kaha swamiji aapne..aapka dhnyawad...Ye bahut hi achi yogic practise hai.. Mere pujya Gurudev beete kayi saalo se hume roz ye practise karne ki seekh dete aaye hain..
online treatment suru kr do aap guru ji bhut kripa hogi aap ki abi is halat me khin aaja nhi sakte hum to aap ki video se help lete hai h pr sab ki problem alag alag hoti hai hamari prakrti ke anusar aap hume dawai bhtayenge to jayada fayada hoga hume plz help kren
Namaskaram, I am very much interested in learning ayurvedam can u teach it from scratch so that ayurvedam doesn't dissappear in the country. I believe ayurvedam and yoga are pride of our country
Nitynandam ji ... Sanskriti Bazaar ke samaan ki Kal delivery hui ... itna shuddha bhimsaini Kapoor maine zindagi me nahi dekha tha. Dil se aapko Koti koti Pranam evam Abhaar. Sabhi vastuein ... utkrusht quality ki hai - Badam, reetha 👌🏻👌🏻👌🏻 Pehli baar itna santushti mili 🙏🏻 Ishwar aapko lambi aayu dey 🙏🏻
Shukariya g es se mujhe hi nahi bahut se logo ko jo hai motivation mile ga,, Kyo ki kai baar kya lagata hai ki bahut coustly jo hai sab mil rha hai yhan kyo ki image me dekhne se us ki quality ko toh nahi jana ja skata.. Aap jaiso k अनुभव hi hmm sab ko शांति देते है।। आभार आप का🙏
@@Ajay-id3ey ... aap zaroor zaroor order kijiyega ... bahut he Utkrusht quality hai ... ye mera first time tha Sanskriti se order ka ...ab to shayad he mai kahin aur se kuch loon ... Amazon me bhi purity ka issue rehta hai ... paise ghoom - fir ke same here lag jaate hain. Sirf Guggal Dhoop nahi hai unke pass ... jo mai bahut dino se pure Guggal Dhoop dhoondh rahi hoon aur mil nahi rahi hai mujhe 😌 ...
@@lipikalopamudramohanty7007 ... Sanskriti Bazaar, Punjab ... Guru ji ke kuch videos ke description me aapko iska link mil jayega ... ya fir Google ker lijiyea inke link ka ‘Sanskriti Bazaar, Punjab’ type ker ke ! Ph ~ 7097979701/02/03
Thank you Guruji. Aap apne har video main itane achhe se detail main samjhate hai ki koi question hi nahi raheta. Please guruji aap anulom Vilom pranayam Kumbhak ke saarh karne ki vidhi aur benefits bataie.. 🙏🏻
🙏 guru ji Mujhe 10 saal se thyroid thaa aapke dhniya k upaye se mera thyroid 0.30 ho gya...abhi humne dhniya Pina band kr diya ..agye bhi thik rhu please mera shi margdarsan kre.....
Hadiya tedi medi ya upar niche ho jane ka ilaj ... Kripya bta de... Mujhe ye problem kafi time se h ... Meri vatt vriti hai ...🙏🙏🙏🙏 Hydro threapy se to nikali hui haddi set ho jati hai...lekin uska root to nhi pta lag pata ki ... vo extra badhi hi kyu..mai root janna chahta hu ... Orr root pe kam krna chahta hu...
Start with Nidan Parivarjan and watch all of Guruji’s videos. It will take time, but you will definitely see improvements. I have the same issues as you. I have been learning Ayurved since the last lockdown and finally seeing improvements now.
Guruji mujhe Sinus ki bahut pareshani ho rahi hai ... (hypothyroid bhi hai) naak ke peeche aisa lagta hai cough hai ... per nikal nahi raha hai ... galey me bhi dard hai ... last week 5 Din ka antibiotic ka course bhi liya hai per 5 din baad fir jaise they !! Main aaj sey he Tank vidya fir sey start karungi ..... 🙏🏻
@@Ajay-id3ey ...bas ek last question hai ... kya tank vidya aur paranayam ke liyea khali pet hona zaroori hai ? Mujhe low BP ka bhi problem hai ... aur garmio me khas ker ke ... savere mujhe kuch jaldi khana zaroori hai nahi to kamzori hoti hai ... kya halka kuch kha ker PRANAYAM ker sakti hoon ? 👌🏻
@@AAg11805 g bilkul aagar hmare paass koi or opsn hi nahi hai toh.. Yog kabhi bhi " No pain No gain ki" baat nahi Karta.. Yog humesha pain na ho es par hi kaam karta hai.. Maine Guru g ki ek video se suna hai vaise live bhi suna hai ye ek kisa.. Ek bhan aati thi Yog karne k liye Guru g k pass sugar tha un ko.. Toh jara sa bhi un ka mnn karta kuch khane ko un ka toh jor jor se bolty ki are chakar aare chakre lagta hai jaise sugar down aagyi, or kuch na kuch mitha jo vo le kar aati thi kha jati thi..😁😁 Tab Guru g ne btaya tha ki u thoda bahut sath rakhana cahhiye kuch ek problem me jiss se pranayam karte smaye use kiya ja skata ho us ko , jaise aap Bp low me... Kuch halka kha kar thode suksham vyayam kar le, fir pranayam kar le.. Koi smashya nahi aae gi...
Namskaram Guru g.. Maine kai din se nahi ki thi ye , ab thoda motion bhi mil gaya ki kyo karni hai.. मन जो है ना मेरा थोड़ा लालची सा है जब तक फायदा ना दिखे ना तब तक थोड़ा बहुत हेरा फेरी करने लग जाता है। मैं कल से इस को अपने अभ्यास में एड करू गा🙏 और मैंने आप की वीडियो से जल नेति और कुंजल किर्या सिख ली हैं, आप कभी फ्री होते है तो दूध नेति , रबर नेति भी हम सब को सीखा दे 🙏❤️
Swamiji pls make a video on restless leg syndrome. 15 percent of Indians are suffering from this problem. Please give some guidance about this neurological disease.
Namaskaram Nityanandam ji🙏 mujhe feb me thyroid detect hua tha, jis se karan me bahut hi darr gayi thi kyu ki meri umar 27 ki hi hai , me USA me rehti hu filhal to baki sari dawai yaha mil nahi pati , maine sirf yoga kiya jo jo aapne sikhaya hai is video me . Aur roz khali 5 -10 min diye hai ye yog karne ke liye aur sath hi sath kapalbhati kiya. Aur 4 mahine me mera thyroid 13 se 6 units pe aa gaya hai . Aapka khub khub dhanyawad . 🙏 App wakehi lok-kalyan ka karya kr rahe hai 🙏🙏🙏
धन्यवाद गुरुजी हे बहुत अच्छा लगा करके
टंक विद्या के बारे में पहली बार आप से जाना. बहुत बहुत धन्यवाद, सादर प्रणाम.
Nityanandam ji apka bahot abhari hu ki app bilkul details mai ek ek cheez btate hai yhi yog sikhane ka dhi tareka hai nhi toh ajj kal log yog ka naam pe bss dhanda krr rhe hai aur galat yog sikah rhe hai koti koti pranam guru ji 🙏🏻
Swami ji mujhe ye video bahut hi achha laga mujhe thyroid hai ab ise daily karuga .apka ek video jal neti wala dekha tha par mai achhe se kar nahi pata hu pani andar rah jata hai or sardi ho jati hai
thx sir ji apke ne batia tha ki gaojaban,jeera,dashmool,badyan erk and saptarishta, suru kr diya tha os se buhat aram aa giya apka buhat buhat dhanwad
Swamiji aapki videos bohot achhi hoti hain..mai is yog ko jarur karungi..mera aapse nivedan hai ki aap kuch aise videos banaye jisme aap aise yog batayen jo koi bhi kabhi bhi kar sakta hai...usme samay ka koi pavandi n ho.
.dhanayabad
Swami ji mujhe ek din karne se hi Fayeda mila aur neend bhi achi aayi. Ab mai ise roz karunga. Shukriya swami ji aapko koti koti Naman
Aapko hyper ya hypo thyroid ...kya tha...? Kya ye dono me kam karegi...??
बहुत अच्छे गुरुजी... प्रणाम भगवान आपकी आयु लंबी करें अभी ऐसे वीडियो बनाया करिए
Guruji mein karoonga!!! Thek hone ki aasha rakhta hoon dhanyawad🙏 pranam 🙏
बहुत अच्छे गुरूजी.. प्रणाम
भगवान आपकी आयु लम्बी करें
नमस्कराम. 🙏🙏❤️❤️❤️
Pranam guruji. Tell yoga to regrow hair lose.
@@AnkitKumar-hc3rp अनुलोम विलोम कीजिये सुबह.. शीर्षासन भी. आवला सेवन कीजिये
Thanks guru ji bahit acchi thi ya vidhya
Aap jaise divy purush bhi hamare beech me h yakin nhi hota
Aapko barr baar parnam
Bahut bahut dhaynvad aap ka bahut bahut dhaynvad aap ka
Bohut achi very nice aap ki video se bohut kuch sikhne ko milta hai jai guru ji thanks
Thank you so much.. I have. Started tank Vidya today, i will share the result very soon🙏🙏
Is it helpful...pls reply??
Very soon you will report results...1 year up and 1 year to go
😊🙏 Mere Guru (Osho ) dwara diya hua Nadbrahma Meditation same aisa hi hai. Usme bhi aise hi sound 1/2 hour ke liye karni hoti hai uske baad 1/2 hour kuch aur steps. Aisa ye 1ghante ka meditation hai.
आपका बहुत-बहुत शुक्रिया
Thank you ji aap ka jo aap ne itna asan yog ham sabhi log go bataya aap ka dhanvad
Bahut achcha guruji aap bahut achche information dete hai
Mai karunga gurudev...dhanyavad aur sadar pranam
kitni duaaye du apko.. bhut bhut lambi umr ho bhagwan ka bheja doota ho ap
Aapka video mujhe bahut achcha Laga
Bahut a chhe dhangse bataya aapne dhanyavad sir..
Sahi kaha swamiji aapne..aapka dhnyawad...Ye bahut hi achi yogic practise hai..
Mere pujya Gurudev beete kayi saalo se hume roz ye practise karne ki seekh dete aaye hain..
Apke puri thyroid series dekh li.muje hypo thyroid hai. aj se sab follow kr raha hu..🙏
Kuch fayda hua kya
@@anjalisaxena5272 regular singhasana aur ujjayi pranayam..kr raha hu.sath me thodi excercise bhi
dhire dhire asar dikhne laga hai..
online treatment suru kr do aap guru ji bhut kripa hogi aap ki abi is halat me khin aaja nhi sakte hum to aap ki video se help lete hai h pr sab ki problem alag alag hoti hai hamari prakrti ke anusar aap hume dawai bhtayenge to jayada fayada hoga hume plz help kren
Dhanyawad bhrata shri 🙏💐😊💕
Namst🙏🏻 maharaj aapki ye video mere kamki hai mere gale mai thodi problem hai may aajsehi ye vyayam karungi
स्वामीजी प्रणाम,आप बहोत ही सीधे तरिकेसे समजाते है.बहोत अच्छा लगा.
Namaskaram,
I am very much interested in learning ayurvedam can u teach it from scratch so that ayurvedam doesn't dissappear in the country. I believe ayurvedam and yoga are pride of our country
Nitynandam ji ... Sanskriti Bazaar ke samaan ki Kal delivery hui ... itna shuddha bhimsaini Kapoor maine zindagi me nahi dekha tha. Dil se aapko Koti koti Pranam evam Abhaar. Sabhi vastuein ... utkrusht quality ki hai - Badam, reetha 👌🏻👌🏻👌🏻
Pehli baar itna santushti mili 🙏🏻
Ishwar aapko lambi aayu dey 🙏🏻
Shukariya g es se mujhe hi nahi bahut se logo ko jo hai motivation mile ga,,
Kyo ki kai baar kya lagata hai ki bahut coustly jo hai sab mil rha hai yhan kyo ki image me dekhne se us ki quality ko toh nahi jana ja skata..
Aap jaiso k अनुभव hi hmm sab ko शांति देते है।।
आभार आप का🙏
Apne ise Kahan se kharida...plzzzz bataye
@@Ajay-id3ey ... aap zaroor zaroor order kijiyega ... bahut he Utkrusht quality hai ... ye mera first time tha Sanskriti se order ka ...ab to shayad he mai kahin aur se kuch loon ... Amazon me bhi purity ka issue rehta hai ... paise ghoom - fir ke same here lag jaate hain.
Sirf Guggal Dhoop nahi hai unke pass ... jo mai bahut dino se pure Guggal Dhoop dhoondh rahi hoon aur mil nahi rahi hai mujhe 😌 ...
@@lipikalopamudramohanty7007 ... Sanskriti Bazaar, Punjab ... Guru ji ke kuch videos ke description me aapko iska link mil jayega ... ya fir Google ker lijiyea inke link ka ‘Sanskriti Bazaar, Punjab’ type ker ke !
Ph ~ 7097979701/02/03
@@AAg11805 🙏❤️🙏
Bahut bahut dhanyavad guruji is sundr jankari k liye.
बहुत उपयोगी!
Thank you Guruji. Aap apne har video main itane achhe se detail main samjhate hai ki koi question hi nahi raheta. Please guruji aap anulom Vilom pranayam Kumbhak ke saarh karne ki vidhi aur benefits bataie.. 🙏🏻
Bahut video accha hai....aap Vaidik gyaan par aadharit series bhi share kijiyega🙏🙏Namaskaram
🙏 guru ji
Mujhe 10 saal se thyroid thaa aapke dhniya k upaye se mera thyroid 0.30 ho gya...abhi humne dhniya Pina band kr diya ..agye bhi thik rhu please mera shi margdarsan kre.....
Guruji Thankyou very much bohot shubhkamanaye
Hadiya tedi medi ya upar niche ho jane ka ilaj ...
Kripya bta de...
Mujhe ye problem kafi time se h ...
Meri vatt vriti hai ...🙏🙏🙏🙏
Hydro threapy se to nikali hui haddi set ho jati hai...lekin uska root to nhi pta lag pata ki ... vo extra badhi hi kyu..mai root janna chahta hu ...
Orr root pe kam krna chahta hu...
Same here
hnji guru ji...
Mere bhi dono kandho me antar hai
Is topic pe to video banta h
Pranaam guruji... Aap k video se sbko bahot labh faida Ho raha hai... Aapko koti koti pranaam
Khub khub sundar jankari ke liye dhanyawad Jai Shri Krushna pranam
Bahut achchhaa lga guru ji thanks u r great guru ji
Namasthe🙏 I will do this and tell you my results.
Thanku guruji soooo much...itna asaan upay batakar aapne humari bahut bari burden kam kar di...thanku sooo much...results jaroor share karungi...🙏🙏🙏🙏
Pranam guru ji
Aaj se hi start karungi!
U r great!
Guruji andcos Vericocel pe videos banaye please 🙏🙏
Swami ji yog ke sath kya khana aur kya nahi khana ,,,, kripya uske baare me bataiye
Thank you swami ji pranaam
Bhot suandar parnam guruji
Bahut badiya guru ji🙏🙏
स्वामी जी धन्य है आपको ये विडियो बनाने के लिये, ऐसे ही विडियो लगातार बनाते रहे🙏🙏
🙏🙏🙏 सुप्रभात गुरुजी
कोटी कोटी प्रणाम 🙏🙏🙏
बहोत हीं परिपूर्ण जानकारी मिलीं l
धन्यवाद गुरुजी 🙏🙏🙏
Koti koti Parnaam aur Dhnyaavad mere Prabhuji🙏🙏🙏
Bahut bahut dhanyawad
Pranam guruji..hmesha k tarah laabhkari video
Bahut achchha laga ye video
धन्यवाद गुरुजी🙏🙏 बहुत अच्छा आसन बताया है।🙏🙏
Swami ji, very useful information
Is corona KE samay m to treatment start rkhna tha swami Ji is visham paristhithi m AAP logo ki help ki jrurat tha
Jskji 🙏🙏 radhe radhe 🎉 thanks guru ji🎉krtaygiy h hm aapke ❤
Thank you very much, I have been benefitted already by your cervical spondylosis exercises. I shall be grateful to you
धन्यवाद गुरू जी
Namaskar guruji aap bohat nek kaam kar rhe h hamsab ke liy parmeshwar aap ko or gyan or parshidi de 🙏🏻
Thank you sirji God bless you
धन्यवाद स्वामी जी🙏💐 ये प्रविधि बहुत अच्छी लगी इसे करना आसान लग रहा है, उज्जैई करते ही खासी आ जाती थी तो करना मुश्किल होता था
Guru ji mujhe thyroid 12 saal se hai or medicine lene par bhi bad raha hai
First view swami ji,pls ulcerative colitis constipation , Sibo,uti ,29 kg weight pls video banaye.
Sabka video already bana hua hai
Apki age Kya h
Start with Nidan Parivarjan and watch all of Guruji’s videos. It will take time, but you will definitely see improvements. I have the same issues as you. I have been learning Ayurved since the last lockdown and finally seeing improvements now.
સરસ
आभार आपका।
धन्यवाद श्री श्री नित्यानंदम जी।🌸
Thanks 🌹🌹🌹🌹🌹so much
I am your biggest fan
Please make video on gastric problem
Baar baar gas ho jaati he
Thank u guru ji 🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼 radhe radhe
आप ग्रेट हो जी
Thanks guruji.. Thanks krishna. 🙏
Sir pl har yoga me ye bhi btaya krey ki ese koun log kr sakte hai aur koun nhi jaise agr kisi ko bp sugar ya aur ho
Swami ji pronam , Hiper Thyroid mein Keya Keya food khana chahiye ? Please jankari di jiye . TH-cam mein hipo thyroid ke liye bohut sari videos hai lekin Hiper Thyroid ke liye kuchh nehi .
Bahut badhiya video 👌👌👌👌
Guruji mujhe Sinus ki bahut pareshani ho rahi hai ... (hypothyroid bhi hai) naak ke peeche aisa lagta hai cough hai ... per nikal nahi raha hai ... galey me bhi dard hai ... last week 5 Din ka antibiotic ka course bhi liya hai per 5 din baad fir jaise they !! Main aaj sey he Tank vidya fir sey start karungi ..... 🙏🏻
कंठ सुधारक वटी, और जल नेति पर भी गुरु जी की वीडियो है आप इन को भी उन सकते है🙏
Ye toh jo add kiya hai karna hi hai, vo jo manine bataya hai vo extra me jankari k liye..🙏
@@Ajay-id3ey ...bas ek last question hai ... kya tank vidya aur paranayam ke liyea khali pet hona zaroori hai ?
Mujhe low BP ka bhi problem hai ... aur garmio me khas ker ke ... savere mujhe kuch jaldi khana zaroori hai nahi to kamzori hoti hai ... kya halka kuch kha ker PRANAYAM ker sakti hoon ? 👌🏻
Aur kya Maha Laxmi Vilas Vati le sakti hoon ... maine abhi abhi mangawata tha .. apne cough ke liyea !?!
@@AAg11805 g bilkul aagar hmare paass koi or opsn hi nahi hai toh..
Yog kabhi bhi " No pain No gain ki" baat nahi Karta..
Yog humesha pain na ho es par hi kaam karta hai..
Maine Guru g ki ek video se suna hai vaise live bhi suna hai ye ek kisa..
Ek bhan aati thi Yog karne k liye Guru g k pass sugar tha un ko..
Toh jara sa bhi un ka mnn karta kuch khane ko un ka toh jor jor se bolty ki are chakar aare chakre lagta hai jaise sugar down aagyi, or kuch na kuch mitha jo vo le kar aati thi kha jati thi..😁😁
Tab Guru g ne btaya tha ki u thoda bahut sath rakhana cahhiye kuch ek problem me jiss se pranayam karte smaye use kiya ja skata ho us ko , jaise aap Bp low me...
Kuch halka kha kar thode suksham vyayam kar le, fir pranayam kar le..
Koi smashya nahi aae gi...
बहुत बढ़िया स्वामी जी 🙏
Hare krishna prabhu ji ,aayurbev ki sada jay ho
I will start it tomorrow then I will let u know what I m feeling
Hare Krishna. May lord Sri Krishna bless you. Thank you.
Pranam guruji 🙏🏽 dhanyavaad apki sabhi videos bohot hi labh karyak hain... Guruji sudarshan kriya pranayama ke baremey sunna hain par kaissey karein usska tarika nahin pata...kripya karkey ap humein iss sudarshan kriya pranayama ka tarika bataye 🙏🏽dhanyavaad guruji 🙏🏽
Prannm🙏 kiti kiti naman dhanyavaad🙏
Behad ki Param Mahashanti 🙏☄️🌌♾️🤍🧘♀️
धन्यवाद गुरु जी
Guru ji 🙏 thyroid me kya khana chachiye or kya nhi agar motapa ho rha to.
Namskaram Guru g..
Maine kai din se nahi ki thi ye , ab thoda motion bhi mil gaya ki kyo karni hai..
मन जो है ना मेरा थोड़ा लालची सा है जब तक फायदा ना दिखे ना तब तक थोड़ा बहुत हेरा फेरी करने लग जाता है।
मैं कल से इस को अपने अभ्यास में एड करू गा🙏
और मैंने आप की वीडियो से जल नेति और कुंजल किर्या सिख ली हैं, आप कभी फ्री होते है तो दूध नेति , रबर नेति भी हम सब को सीखा दे 🙏❤️
बहुत सटीक विश्लेषण करते हैं आप, pls.give Contect No Thanks.
Kia baat hai , great 👍
Swamiji pls make a video on restless leg syndrome. 15 percent of Indians are suffering from this problem. Please give some guidance about this neurological disease.
Yes swamiji pls make a video on restless leg syndrome
Yes swami, pls make a video
Koti koti pranam, pls iss par video bana dena swamiji
🙏🙏 pranaam Guruji.
I really benefit a lot from your advice, please keep doing so 🙏🥰
Namaskarm Guru Ji.... wonderful 👍😊
Thyroid ki wajah se hone wale hair loss ko theek krne k liye kuch bta dijiye plz 🙏
धन्यवाद गुरु जी। आपके ज्ञान से हमें स्वस्थ रहने में बहुत मदद मिलती है। धन्यवाद
Guru ji... Make a vdo on good mental health... Lockdown ki bajase ghuthtan bohut feel hota hai
Namskaram guruji
Must try this tanka yoga asana, Namaskar am Guru Ji🙏
धन्यवाद जी 🙏
स्वामी जी!
एक सरल और सटीक *टंक विद्या* उज्जायी का विकल्प के लिए
🙏🙏 dhanyavaad
Guru ji Ram ram ji
इस वीडियो के लिए धन्यवाद गुरु जी
गुरूजी tsh लेवल कम करने के लिए मे क्या करू
Plz मदद कीजिये
Plz reply........ धन्यवाद
Guruji apka ye video bhut Acha lga.mere husband ka thyroid Tsh 200 aya hai lekin body se ekdam pehle ho gay hai.ese mi kya kare.kindly reply.
Gurudev ke charno me pranam 🙏🙏🙏 ayurvedic duralabh gyan ke liye bahut abhar ❤️❤️❤️