PV229: KYA KITCHEN KE UPAR KE FLOOR PAR TOILET BANAYA JA SAKTA HAI?

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 7 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 42

  • @ShraddhaPatel-i1v
    @ShraddhaPatel-i1v 3 หลายเดือนก่อน +1

    Aap Bade Mahan vyakti Ho maine aapko call kiya tha abhi Kuchh Samay pahle 5 October 2024 10:58 am per aapane Mere question Ka ekadam satik Jawab Diya aapko bahut bahut aabhar dhanyvad Parmatma aapko dirghayu De

  • @anjaliu1074
    @anjaliu1074 11 หลายเดือนก่อน +1

    Very helpful sir

  • @sankarkumardey372
    @sankarkumardey372 ปีที่แล้ว +2

    Thank you sir 😊♥️🙏

  • @yashwantverma6334
    @yashwantverma6334 2 หลายเดือนก่อน

    Helo sr mera kitchen ka upr toilet hi to es se koi dikht ho skti hi future ma or khi glt to ni bna diya toilet kitchen ka upr

  • @anjaliu1074
    @anjaliu1074 11 หลายเดือนก่อน

    Sir I m constructing my house it’s west face road and north face door can I send you the plan if you can see any varshu dish I can rectify it

  • @TheTanujmishra-j9s
    @TheTanujmishra-j9s 3 หลายเดือนก่อน

    Sir niche bathroom hai.. aur upar kitchen hai . Usase koi problem ho sakti hai?

    • @vaastugurukuldeepsaluja1654
      @vaastugurukuldeepsaluja1654  3 หลายเดือนก่อน

      niche bathroom hai.. aur upar kitchen ho to koi problem nahi lekin kitchen vaastu anukul sthan par hona chahiye

  • @sanjukta7030
    @sanjukta7030 ปีที่แล้ว

    Thankyou sir 🙏

  • @KamlakarShinde-e2s
    @KamlakarShinde-e2s ปีที่แล้ว

    Sir kitchen ke Uper Aaganey disha mai uper floor pe toilet bathroom aattach bana ne se vastu dosh aata hai kay

    • @vaastugurukuldeepsaluja1654
      @vaastugurukuldeepsaluja1654  ปีที่แล้ว +1

      bilkul nahi

    • @KamlakarShinde-e2s
      @KamlakarShinde-e2s ปีที่แล้ว

      Dhanyawad,,,

    • @prafullaverma5568
      @prafullaverma5568 หลายเดือนก่อน

      Sir, ground floor per south-east me kitchen ha. Kya first floor per uske uper toilet - bath bana sakte ha kya. Yah toilet first floor per south ya sw direction me hoga.

  • @akashKumar-qh4ol
    @akashKumar-qh4ol 6 หลายเดือนก่อน

    Guru ji mere kichen ke uper me toilet ban gaya hai man chintit hai ye sahi hai ya galat

  • @akashjkt14
    @akashjkt14 ปีที่แล้ว

    Guru ji kya toilet ke upar kitchen bna sakte hai koi vastu dosh to nahi hoga n please 🙏🙏

  • @SanjeevKumar-kk2my
    @SanjeevKumar-kk2my ปีที่แล้ว

    Sir toilet k upe ktchan bana sakta h.

  • @vjkumar826
    @vjkumar826 4 หลายเดือนก่อน

    Kitchen k upar room bna skte h kya

    • @vaastugurukuldeepsaluja1654
      @vaastugurukuldeepsaluja1654  4 หลายเดือนก่อน

      JI HAN BANA SAKTE HAI

    • @vjkumar826
      @vjkumar826 4 หลายเดือนก่อน

      @@vaastugurukuldeepsaluja1654 log bolte hai kitchen me agni hoti jisse vha pe agni mandal ban jata hai

  • @ramkumaragrahari6228
    @ramkumaragrahari6228 8 หลายเดือนก่อน

    Sir toilet ke tanki ke upar kitchen bana saktey hai

  • @bhavnapipaliya3143
    @bhavnapipaliya3143 ปีที่แล้ว

    Kya mandir ke upar male me toilet😊he lekin pop bhi he to nuksan

    • @vaastugurukuldeepsaluja1654
      @vaastugurukuldeepsaluja1654  ปีที่แล้ว

      mandir ke upat toilet hai to isse koi nuksan nahi hai, lekin yeh dhyan rakhiye koi leackage nahi hona chahiye

  • @PinkiDevi-i6j
    @PinkiDevi-i6j 5 วันที่ผ่านมา

    Toilet ke tanki ke upar kichan bana sakate

    • @vaastugurukuldeepsaluja1654
      @vaastugurukuldeepsaluja1654  4 วันที่ผ่านมา

      yadi toilet tank aur kitchen vaastu anukul sthan par bani ho to bana sakte hai. yeh tab hi sahi rahega jab yeh north mai ho. kyonki kewal yaha hi septic tank aur kitchen ek sath shubh hai.

  • @nishakewlani2395
    @nishakewlani2395 ปีที่แล้ว

    Sir kitchan ka upar only tolict bn skta ha

  • @rajaramkumar2843
    @rajaramkumar2843 ปีที่แล้ว

    क्या किचन के छत पर पूजा रूम बना सकते हैं

  • @Pritxyz602
    @Pritxyz602 ปีที่แล้ว

    Bedroom ke upar toilet bana Saket he ?

  • @PinkiDevi-i6j
    @PinkiDevi-i6j 5 วันที่ผ่านมา

    Toilet upar

    • @vaastugurukuldeepsaluja1654
      @vaastugurukuldeepsaluja1654  4 วันที่ผ่านมา

      yadi toilet tank aur kitchen vaastu anukul sthan par bani ho to bana sakte hai. yeh tab hi sahi rahega jab yeh north mai ho. kyonki kewal yaha hi septic tank aur kitchen ek sath shubh hai.

  • @fitterkiclass1957
    @fitterkiclass1957 11 หลายเดือนก่อน

    Mujhe bhi kichan aur batharum ke bare me jankari chahiye
    Aap aapana wathshop namber dijiye