Thanku sir hamne or kuch nahi bnaya room wagera chat par idhar ki side is liye bathroom ka floor unha rakhna padega nahi to chat ka pani bath room me ayega iske liye pleese btaye
Sir nertrykon m bosroom aa rahe h or bayukon m seedhi aa rahi h or seedhi ka mhu kiss site kare bosroom ka flor upar kar dete h 4inch sefti tank utar m aa rha h me get bhi bahi se h ye sahi ya nahi
@ 🙏🙏 Kuch doubts aur clear kar sakte hai aap? 1)South me toilet seat aur SSW me nahane ka hai 2) complete kitchen NNW, North ,NNE zone me bana hua hai …jisme burner North me rakha hai aur tap 🚰 NNE me aa raha hai Pls advice🙏
Sir mere ghar ka garrage south west m hai jo ki nicha h aur usi k underground m saftic tank bna hua h , wastudosh dur krne k upay btaye bdi kripa hogi...
South-East ka toilet ghar ke floor ke barabar hona chahiye. Yaha wall mounting commod laga de to jyada achcha hai. South-west mai borewell galat hai, iska koi upaay nahi hai.
Guruji Pranam 🙏 Bedroom ke upar kya toilet bathroom bana sakte he? Hum renovation karane wale he, South West me humara master bedroom ground floor pe banane ka planning he, Lekin first floor pe bedroom ke upar hi bathroom and toilet banana pad raha he. South ki jo deewar he first floor pe uske beechme toilet (Agni and Nairutya) and thik south west me bathroom ka soch rahe he, to is hisab se bed ke upar bathroom aayega Nairutya disha ne. Kripya marg darshan dijiye.
Mere ghar m Purab dakshin Ko Na chhodkar sidhiyan Hain aur uske niche andar taraf latrin bathroom hai aur uske baju se hi kitchen hai kitchen aur latrin bathroom jaane ke liye rasta sem hai iska koi upay bataen
इन सीढियों और टॉयलेट से कोई दोष नहीं होगा, और इस रास्ते से कोई फर्क नहीं पड़ता. महत्वपूर्ण बात यहाँ यह है की टॉयलेट और बाथरूम का फ्लोर लेवल बाकि घर के फ्लोर लेवल से निचा नही नहीं होना चाहिए.
North facing ya East facing koi sa bhi plot mil jaye to achcha hai, North facing plot mai East mai 4-5 fit ki jagah chhod di jati hai, to yeh jyada vaastu anukul hota hai.
Guruji clearly bataiye na Floor level nicha nahi hona bata rhe Matlab floor level ko ucha rakhna h na Aur ek chiz Toilet me jo pipeline plumbing kaam ka us se koi dikkat nhi hoga na
Bilkul bana sakte hai, Vaastuvid SW mai toilet banane ko isliye mana karte hai, ki south-west mai toilet banane se south-west mai gadda aa jata hai, joki vaastudosh hota hai. Yadi aap South-West mai toilet banate hai to toilet wall mounting commod wala banaye, aur toilet ka floor level baki ke floor level ke barabar rakhe, aur toilet ke darwaje par patthar ki patti laga de taki toilet ka pani ghar mai na aaye.
South-east mai toilet-bath se koi dosh nahi aata lekin iska floor level barabar hona chahiye, aur SE ke tank se vivaad, kalah aarthik sthithi kharab hoti hai ise band kar madhya purv mai kar dijiye.
Pranaam guru g 🙏 mere ghr east facing h main gate north west corner me h kitchen east south corner me h but architecture ne design me kitchen 5fitt aage ki or kr di h kya ye shi h vse sara kuch vastu se hi h but mne aapki 1video me suna ki esa nhi hona chahiye tooo...
यदि आपका किचन पूर्व दिशा में आगे की और बड़ा हुआ है अर्थात पूर्व आग्नेय की और बड़ा है तो यह वास्तुदोष है, और यदि यह दक्षिण आग्नेय की और बड़ा है तो यह वास्तुदोष नहीं है.
South west me bathroom toilet hai and south me kitchen hai, jaise apne kahan ki kitchen and bathroom nazdik hoga to ye sahi nahi hai, to kya ispar koi remidy hai apke pass?
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 सर,यदि फ्लोर लेवल मेन्टेन की बात है तो indian pattren seat लगाने के लिए करीब 45 सेमी की खुदाई करनी होती है ,हां कामोड को फर्श लेवल फे फिट किया जा सकता है।तो क्या देशी सीट लगाने के लिए की जाने वाली खुदाई भी दोषपूर्ण है? प्रतिउत्तर मिल जाय तो कृपा होगी, 🙏🙏
17×103 plot k hisab se kaise kya kya kare ek video ban sakti sir ji....Matalb mujhe sahi se samaj aa jayega aur bhi log hai unko bhi ye samaj aayega....Kyuki kafi log lambe plot ka vastu sahi kaam nahi karta aisa bata rahe hai....Waise hi brahmstan bhi samja dijiye kya aur kaise kaha karna hai... Please
सर, जो भूखंड है उसका SW बढ़ा हुआ है मकान सीधा बना है आम तौर पे देखते है जो खेत में मकान होते है वो बीच में बने होते है पर खेत त्रिभुज की तरह घटे बढ़े होते हैं इस से क्या SW extension ho to koi hani hai kyon ki सभी भूखंड ऐसे ही होते है
jo mein samajh raha hun yadi south-west ka extension ho aur waha koi compound wall nahi hogi to koi hani nahi hoti hai, aur khet mai compound wall bani nahi hoti hai,
Guru ji mere ghar me north west cornner toilet h koi problem to nhi South east septic tank bana h Me 5 sal se halt bhut buri chal rhi kuch samadhan btaiye
south-east mai septic tank vivaad aur kalah ka karan banta hai, mahilao ko swasthya sambandhi kasht aare hai aur yeh aarthik sthithi kharab karta hai, ise mitti dal kar thos band kijiye aur new madhya uttar ya madhya purv mai baniyye. NW ke toilet se koi problem nahi
गुरुजी! अगर साउथ-वेस्ट में लेट-बाथ बनाहुआ है इसतरह कि पुरे बाथरुम का फ्लाेर लेभल ताे घरके अन्य कमराें के बमाेजिम ही है, किन्तु बाथरुम के भीतर भी SW कर्नर पर इण्डियन स्टायल के प्यान लगाहुआ है जिसका पैर रखनेका स्थान उक्त बाथरुम के फ्लाेर लेभल से 14" उपर है ताे क्या यह सही है, गुरुजी?
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 sir 1st floor and 2nd floor pr hai South West me bathroom aur toilet...... Baaki ground floor pr South West me septic tank hai koi problem to nhi aayegi na
Sir ji namaste Sir aap aaj kal ke vastu walo se bahut alag ho ,jo logo ko sahi salah dete hai Baki to bolte hai ki SW mein toilet banane se sab kahtam ho jaayega Sir SW mein bed room ke saath attached toilet hai koi paresani ho sakti hai kya please bataiye sir
सर प्रणाम 🙏 अगर टॉयलेट मे इंडियन सीट लगाये तो एक से डेड फूट उतना floor लेव्हल ऊचा होता है तो चलेगा क्या. ये इंडियन सीट nw मे है. और sw मे भी western comode है. तो कोणसा floor lavel उचा रखे
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 सर प्रणाम 🙏 नॉर्थ वेस्ट मे इंडियन सीट टॉयलेट फ्लोअर lavel एक फिट उचां है. तो साऊथ वेस्ट के वॉल माऊटेड वेस्टर्न टॉयलेट को डेड फिट उचा रख सकते हैं क्या. मतलब sw के wall mounted टॉयलेट फ्लोअर lavel को बाकी टॉयलेट के फ्लोअर lavel से 2-3 इंच उचा रखे क्या
गुरुजी अगर रसोई का व लेट बाथरूम का दरबाजा पास नहीं है और रसोई का दरवाजा पश्चिम व लेट बाथरूम का दरवाजा उत्तर में है लेकिन रसोई व लेटबाथरूम के बीच दीवार एक ही है
प्रणाम गुरुजी, हमने पुराना मकान लिया जिसमे टॉयलेट West South में था, हमने उसे तुड़वा कर नया बनवाया है, और टॉयलेट west में है और टॉयलेट का फ्लोर घर के फ्लोर से ऊंची है, तो कोई दिक्कत नहीं न है गुरुजी।
NE corner par Toilet na ho to achchi baat hai, lekin yadi hai to is toilet ka floor level baki ghar ke floor level se uncha nahi hona chahiye. Toilet ka floor level ghar ke floor level ke barabar rakhe, toilet ka pani beh kar ghar mai na aaye is ke liye darwaje par patthar ki patti laga dijiye.
South West may toilet ka sala Jo deta ha o vastu sala kar neye.jiska SW toilet ha,us ghar may 5 sal may paw ka problem paralysis,relation problem 100% ho ga.
भाई मेरे मैंने अपने वीडियो में बोला है कि साउथ-वेस्ट में टॉयलेट बना सकते हैं, लेकिन साउथ-वेस्ट में टॉयलेट बन सकता है, इससे कोई वास्तुदोष नहीं आता, मेरा खुद का टॉयलेट साउथ-वेस्ट में है। लेकिन साउथ-वेस्ट में सेप्टिक टैंक बिल्कुल नहीं बना सकते इसके दुष्प्रभाव के लिए आप यह आर्टिकल बना सकते हैं। और यह जरूरी तो नहीं कि जहां टॉयलेट हो उसके नीचे ही सेप्टिक टैंक बनाया जाये, क्योंकि वर्तमान में हर बेडरूम में सभी को अटैच्ड लेट-बाथ चाहिए इस स्थिति में सभी टॉयलेट के नीचे टैंक को तो बना ही नहीं सकते। th-cam.com/video/lGALVaY7MHs/w-d-xo.html
Guru ji Ghar main toilet sw main ban gaya hai par jo hamari main building hai uskey saath chat attached nahi usmain 4 feet ka gap hai kya fir bhi vastu dosh hai
Jo hum samajh rahe hai, yeh ban gaya hai to thik hai lekin is toilet ka floor ghar ke floor ke nicha nahi hona chahiye. yadi nicha hoga to mahatvpurna vaastudosh hoga.
Guruji apne manki sari sankaye dur kardi apka bohat bohat dhanyvad har insan ke andr sakartmak vichar jagane ke liye
Sir ko 🙏 bahut hi achhe se samjhaye hai....
बहुत सुंदर जानकारी, बहुत धन्यवाद 🙏
Guru ji bahut achhe se samjhaya hai....aap ka sukrya
धन्यवाद सरजी .... बहुत ही अच्छी तरीके से जानकारी दी है गुरुजी धन्यवाद...,🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌹🌹🌹🌹🌹🌹
जी धन्यवाद।
आप ने सारी शंकाओं का हल अच्छे से बताया
Bahut badiya sir🙏
sir dakchin pashchim me niche hamara bedroom he us room ke upar hm let nd bathroom banana chah rahe he kya uchit he
Han, bana sakte hai, lekin bathroom ka floor level ghar ke baki floor ke barabar rakhna hoga.
Thanku sir hamne or kuch nahi bnaya room wagera chat par idhar ki side is liye bathroom ka floor unha rakhna padega nahi to chat ka pani bath room me ayega iske liye pleese btaye
Sir agar west facing flat mein sout east corner aur south west corner mein agar toilet ho to kya ye vastu dosh hai please batayen
sir dakchin pashchim me niche hamara room he uaske let nd bath atech bna sakte he kya
Jo hum samajh rahe hai, uske hisab se aap bana sakte hai, lekin inka floor level ghar ke floor ke barabar hona chahiye.
Thank you sir
Bahut ache se bataya, aajkal to sabhi vastu vale South West toilet hone par anarth ho jayega ese darate hai
south-west mai toilet hone se dosh nahi aata, lekin iska floor level nicha bilkul nahi hona chahiye
Thank you .🙏🙏🙏
Guruji namaste 🙏
Attached bathroom and toilet sw disha me right side hai please reply remidies
south-west mai toilet-bath bana sakte hai, lekin iska floor nicha nahi hona chahiye, ghar ke barabar hona chahiye
vaastu mai koi remedy nahi hoti hai.
drive.google.com/file/d/1NQ9HW3nEqzp8BLGyIwfc02X37GwDDOuJ/view?usp=drive_link
Guruji sauth facing makan me toilet kitchen ka pani south me nikal sakte hai kya aur jagah hi nhi hai
majboori mai nikal sakte hai, lekin yaha bade chamber mat banaiyyega, sidha pipe se bahar nikal dijiye
Guru ji North east main bathroom baana diya hai but toilet seat maine ishan kon sey bahar rakhi hai
Bas yeh dhyan rakhiye iska floor levle ghar ke floor se uncha nahi hona chahiye.
Iski bhi koi subh lambayi chaudayi hoti h kya sir ji
kisi bhi disha mai 4, 6, 8, 10, 11 etc. ke anupat mai lambai chodayi rakhi jaye to jyada behtar hota hai.
@vaastugurukuldeepsaluja1654 thank you sir ji 🙏 🙌 ❤️
Guru ji pranam 🙏mere ghar me akihi sthan me 3 toylet banrahahe west disa ma ye thik he ki nahi guru please salhaaa dijia
Jo mai samajh raha hu us hisab se is mai koi dikkat nahi hai, lekin in toilets ka floor level ghar ke floor level ke barabar hona chahiye.
Aap bahut achha se canfiuj ko dur karte hai thanks sir 25/35 ka ak mapbana digia fees ho ta de duga village ke lia
contact 9425091601
Call nahi le rahe he
@@Mayuresh.shinde number yahi hai aap call kar lijiye
Sir south west corner pe toilet bna hua h seat rkhi hui hai.....
ISKA FLOOR LEVLE GHAR KE FLOOR LEVLE SE BARABAR HONA CHAHIYE. NICHA NAHI HONA CHAHIYE.
Sir Southwest me toilet ka floor level baki floor se uncha he, kya ye chal sakta he
@@vaastugurukuldeepsaluja1654uncha hone se chalega sir ji
Sir nertrykon m bosroom aa rahe h or bayukon m seedhi aa rahi h or seedhi ka mhu kiss site kare bosroom ka flor upar kar dete h 4inch sefti tank utar m aa rha h me get bhi bahi se h ye sahi ya nahi
jo hum samajh rahe hai, yeh sahi hai.
Guru gi gaw me ghar ki bahar jamin ki sima me south-weste me ek sath seafty tank ki upar me toilets bana sakte he kay?
sahi tarika to yeh hai ki ghar ho ya khet south-west mai kisi prakar ka gadda karna shubh nahi hota
Matlab south west me septic tank nahi bana sakte hai...agar hai to kya kar sakte hai....
Sir west ( w ) disha me bathroom bana skte h khe h wo sani ki desha h
West mai bathroom bana sakte hai, lekin is baat ka dhyaan rahe ke bathroom ka floor level ghar ke baki floor se nicha bilkul nahi hona chahiye.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654thanku sir
Sir agar nahane ka NE aur toilet seat ENE me aaye tab ??
isse koi vaastudosh nahi aayega
@ 🙏🙏
Kuch doubts aur clear kar sakte hai aap?
1)South me toilet seat aur SSW me nahane ka hai
2) complete kitchen NNW, North ,NNE zone me bana hua hai …jisme burner North me rakha hai aur tap 🚰 NNE me aa raha hai
Pls advice🙏
Kya northeast mein shoe rack banaya ja sakta hai ?
ji han bilkul banaya ja sakta hai
Guruji kya south east k corner ko thoda chhod kar me toilet bathroom aur uski chhat per pani ki tanki bna ho aur to vastu dosh h ya nhi btaye please
south-east mai pani ki tanki nahi hona chahiye, aur toilet-bathroom ban sakta hai lekin iska floor level nicha nahi hona chahiye.
Sir mere ghar ka garrage south west m hai jo ki nicha h aur usi k underground m saftic tank bna hua h , wastudosh dur krne k upay btaye bdi kripa hogi...
aap is article ko padh kar samajh lijiye
drive.google.com/file/d/1NQ9HW3nEqzp8BLGyIwfc02X37GwDDOuJ/view?usp=drive_link
Thank you sir ❤
Sir mere ghar bna rha hu neritry kon m bosroom bna rha hu or usko 6 inch ucha flor h to koi froblam to nahi h
south-west mai 6 inch uncha washroom hai to yeh koi dosh nahi hai.
Ok guru ji tqqq
Drainage pipe hai south west corner mai kaisa rhega
drainage pipe se koi vaastudosh nahi aata
Sir je namastay,mere gar may siri o ke middle stape may thora sa SE may toilet bathroom hai koi problem hoga pls bataiyea
isse koi problem nahi hoga lekin iska floor ghar ke barabar hona chahiye
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 sir bathroom toilet to 1 st or 2 nd floor ke middle may
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 sir bathroom toilet to 1st or 2 nd floor ke middle may
Guruji mere ghar ke South west me septik tank he . Ushke uper hi mera kitchen he . Kuch problem hoga keya?
yeh dono hi galat sthan par hai
Guru ji south east main toilet hai or south west main borbel hai koi kya problem hogi kya
South-East ka toilet ghar ke floor ke barabar hona chahiye. Yaha wall mounting commod laga de to jyada achcha hai.
South-west mai borewell galat hai, iska koi upaay nahi hai.
Sir , south west me saptic tank hai aur
S w me toilet aur bathroom hai
Kya Sahi hai, bataye
south west me saptic tank important vaastudosh hai, aise ghar mai aarthik sthihi kharab rehti hai aur beemariya rehti hai
Sir aapse personal floor plan vastu discuss karna. Please cost bata sakte hain.
94250 91601 par contact kr le
Guruji Pranam 🙏
Bedroom ke upar kya toilet bathroom bana sakte he? Hum renovation karane wale he, South West me humara master bedroom ground floor pe banane ka planning he, Lekin first floor pe bedroom ke upar hi bathroom and toilet banana pad raha he. South ki jo deewar he first floor pe uske beechme toilet (Agni and Nairutya) and thik south west me bathroom ka soch rahe he, to is hisab se bed ke upar bathroom aayega Nairutya disha ne. Kripya marg darshan dijiye.
bedroom ke upar toilet bathroom banaya ja sakta hai, isse koi dikkat nahi hai.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 Apka bohat bohat sukhariya Guruji 🙏
Mere ghar m Purab dakshin Ko Na chhodkar sidhiyan Hain aur uske niche andar taraf latrin bathroom hai aur uske baju se hi kitchen hai kitchen aur latrin bathroom jaane ke liye rasta sem hai iska koi upay bataen
इन सीढियों और टॉयलेट से कोई दोष नहीं होगा, और इस रास्ते से कोई फर्क नहीं पड़ता. महत्वपूर्ण बात यहाँ यह है की टॉयलेट और बाथरूम का फ्लोर लेवल बाकि घर के फ्लोर लेवल से निचा नही नहीं होना चाहिए.
Namaste....samaj lijiye ki 10*100 plot me ghar hai to uske liye kya karna chahiye....vastu k hisab thoda bataye please
vaastu ke jo niyam kisi bhi plot par lagu hote hai, woh niyam is par bhi lagu honge, iske liye alag se kuch nahi karna hai
Sir mera ghar ka toilet tank ka nirmaan sw me huaa hai kya koi dikkat h upay bataye
yeh bahut galat jagah hai, ise band karke madhya uttar ya madhya purv mai kar lijiye
East facing house me piche 5 feet ki gali me southwest aur northwest m toilet de sakte hai alag se attach karke
plan dekhkar hi sahi salah di ja sakti hai.
North east corner plot nahi mil rha ! North facing plot m agar east mai 5 feet ki gali bna de toh kya wo north east facing corner plot bn jayga ??
North facing ya East facing koi sa bhi plot mil jaye to achcha hai,
North facing plot mai East mai 4-5 fit ki jagah chhod di jati hai, to yeh jyada vaastu anukul hota hai.
Guruji clearly bataiye na
Floor level nicha nahi hona bata rhe
Matlab floor level ko ucha rakhna h na
Aur ek chiz
Toilet me jo pipeline plumbing kaam ka us se koi dikkat nhi hoga na
SW mai toilet ka floor level uncha rakh sakte hai, aur pipeline se koi vaastudosh nahi aata hai
Guruji... toilet bathroom ka facing door south aa raha hai..lekin.. toilet ka facing east n pith west me aa raha hai...
jo mein samajh raha hun, ismai koi vaastudosh nahi hai, aap floor level ka dhyan rakhiyega.
Guru ji
10*13 kichan
10*14.5 bed room,(1)
8*10 Puja Ghar
10*13 bed room(2)
8*10 iddhi
Kya ye saiz subh hai ya aasubh please guru ji reply
Han, yeh shubh hai, kyonki in sabhi mai ek size lambai ya chaudai shubh hai, isliye yeh chalega.
Sir, north west me attached toilet bathroom bna skte h kya.
BANA SAKTE HAI, FLOOR LEVEL GHAR KE LEVEL KE BARABAR RAKHE
Sir purva ki tarf muh kar ke baith sakte he kya shauchh ke liye
purv ki taraf munh kar sakte hai, peeth na kare to behtar ha
Guru ji kya south west disha me toilet bana skate h kai vastu vale mna krte hai
Bilkul bana sakte hai, Vaastuvid SW mai toilet banane ko isliye mana karte hai, ki south-west mai toilet banane se south-west mai gadda aa jata hai, joki vaastudosh hota hai.
Yadi aap South-West mai toilet banate hai to toilet wall mounting commod wala banaye, aur toilet ka floor level baki ke floor level ke barabar rakhe, aur toilet ke darwaje par patthar ki patti laga de taki toilet ka pani ghar mai na aaye.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 Thanks Guru Ji 🙏
Mera bhi south west me hai bht westrn bithaya hai
Kya north east mein back kar ke sitting kar sakte hain?
Ya south east mein
Agar direction ghoomi ho?
yeh nirbhar karta hai kitne digree par north aa raha hai tabhi sahi salah de payenge.
east ko chhodkar kisi bhi disha mai face karke baith sakte hai.
Sir north me toilet h. Kya thik h
North mai toilet hai to thik hai, isse koi dosh nahi hota, lekin toilet ka floor level uncha nahi hona chahiye
Guruji toilet ke zone ke liye pura toilet dekha jata hai ya commode ka zone dekha jata hai
Pura toilet dekha jata hai.
गुरुजी क्या बाथरूम का दरवाजा पूर्व आग्नेय में हो सकता है
bathroom ka darwaja purv aagney mai chal sakta hai, lekin yaha door na ho to behtar hai
Guru ji South East me saftik tank hai kya ye sahi hai ya galat aur South East me hi toilet aur bathroom hai marg darshan kare please 🙏🏻
South-east mai toilet-bath se koi dosh nahi aata lekin iska floor level barabar hona chahiye, aur SE ke tank se vivaad, kalah aarthik sthithi kharab hoti hai ise band kar madhya purv mai kar dijiye.
South west me toilet bathroom or pani ki tanki or stairs b h isme kya kya galat h
SOUTH-WEST MAI TOILET-BATH AUR STAIRS BANA SAKTE HAI, PANI KI TANKI SOUTH-WEST MAI CHHAT KE UPAR RAKHNA HAI.
Ok thanks
Pranaam guru g 🙏 mere ghr east facing h main gate north west corner me h kitchen east south corner me h but architecture ne design me kitchen 5fitt aage ki or kr di h kya ye shi h vse sara kuch vastu se hi h but mne aapki 1video me suna ki esa nhi hona chahiye tooo...
यदि आपका किचन पूर्व दिशा में आगे की और बड़ा हुआ है अर्थात पूर्व आग्नेय की और बड़ा है तो यह वास्तुदोष है, और यदि यह दक्षिण आग्नेय की और बड़ा है तो यह वास्तुदोष नहीं है.
Sirji namskar utter eshan k bedroom me cupboard bna sakte hai reply plz
Very nice sir ji
Thanku sir 🙏🙏
South west me bathroom toilet hai and south me kitchen hai, jaise apne kahan ki kitchen and bathroom nazdik hoga to ye sahi nahi hai, to kya ispar koi remidy hai apke pass?
vaastu mai kisi prakar ki koi remedy nahi hoti hai, aapko ghar ki banawat mai hi parivartan karna hoga hai.
Guruji kya hum South disha me toilet bath bana sakte hai?
bana sakte hai, lekin iska floor level ghar ke floor ke barabar hona chahiye
Sir agr bana hua hai northeast mein to Kya kre g plzz kripa batao g ??
iska floor level uncha nahi hona chahiye.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 sir thoda uncha hai
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 Thanku g aapka bhut bhut dhanyabaad g
South West mei Septic tank hai.....iske side effects kab se start honge.
yaha rehne ke baad se hi
To iska solution nh h?@@vaastugurukuldeepsaluja1654
स्नानघर उत्तर पूर्व में बना सकते हैं क्या
bana sakte hai
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 thanku Sir
Kitchen aur bathroom ka darwaza Amne samne hay almost uska Elaj kya hay Gujur jj.. Aur Bathroom aur Toilet attached hay dono bi Sout direction may hay
yeh dekh lijiye bathroom south mai hai to iska floor level nicha na ho. aur kitchen aur bathroom ka door samne hai to chalega
Sir south west ki taraf hai toilet
isse koi problem nahi septic tak nahi hona chahiye
महोदय पश्चिममध्य से नैऋत्य पश्चिम मध्य तक और वायव पश्चिममध्य तक के बीच मे यदि लैट,बाथ,बनाया जाये तो दोषपूर्ण हो सकता है क्या?
इशान कोण छोड़कर कही भी टॉयलेट बाथ बनाये इससे कोई दिक्कत नहीं है, लेकिन इनका फ्लोर लेवल घर के फ्लोर लवले के बराबर होना चाहिए.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 सर,यदि फ्लोर लेवल मेन्टेन की बात है तो indian pattren seat लगाने के लिए करीब 45 सेमी की खुदाई करनी होती है ,हां कामोड को फर्श लेवल फे फिट किया जा सकता है।तो क्या देशी सीट लगाने के लिए की जाने वाली खुदाई भी दोषपूर्ण है?
प्रतिउत्तर मिल जाय तो कृपा होगी, 🙏🙏
Sw me hai wo bhi ghar ke bahar hai toilet or bathroom or septictank bhi hai
SW mai toilet-bath thik ha, lekin tank se parivar mai har prakar ke kasht aate hai
Matlab south west me septic tank nahi bana sakte hai...agar hai to kya kar sakte hai....
yadi hai to use mitti dal kar band karna padega, aur purv ya uttar mai banana padega. iske alawa koi upay nahi hai.
17×103 plot k hisab se kaise kya kya kare ek video ban sakti sir ji....Matalb mujhe sahi se samaj aa jayega aur bhi log hai unko bhi ye samaj aayega....Kyuki kafi log lambe plot ka vastu sahi kaam nahi karta aisa bata rahe hai....Waise hi brahmstan bhi samja dijiye kya aur kaise kaha karna hai... Please
पूर्व मूखी मकान का नक्शा बना कर बताएं
सर, जो भूखंड है उसका SW बढ़ा हुआ है मकान सीधा बना है आम तौर पे देखते है जो खेत में मकान होते है वो बीच में बने होते है पर खेत त्रिभुज की तरह घटे बढ़े होते हैं इस से क्या SW extension ho to koi hani hai kyon ki सभी भूखंड ऐसे ही होते है
jo mein samajh raha hun yadi south-west ka extension ho aur waha koi compound wall nahi hogi to koi hani nahi hoti hai, aur khet mai compound wall bani nahi hoti hai,
@vaastugurukuldeepsaluja1654 ok
Guru ji mere ghar me north west cornner toilet h koi problem to nhi
South east septic tank bana h
Me 5 sal se halt bhut buri chal rhi kuch samadhan btaiye
south-east mai septic tank vivaad aur kalah ka karan banta hai, mahilao ko swasthya sambandhi kasht aare hai aur yeh aarthik sthithi kharab karta hai, ise mitti dal kar thos band kijiye aur new madhya uttar ya madhya purv mai baniyye.
NW ke toilet se koi problem nahi
Thanks guru ji
Nrayt Kon m stairs v nrayt kon bada huo h to koi dosh
To nhi
Kya south me kitchen ban sakta hai
nahi
Thanks sir g
गुरुजी! अगर साउथ-वेस्ट में लेट-बाथ बनाहुआ है इसतरह कि पुरे बाथरुम का फ्लाेर लेभल ताे घरके अन्य कमराें के बमाेजिम ही है, किन्तु बाथरुम के भीतर भी SW कर्नर पर इण्डियन स्टायल के प्यान लगाहुआ है जिसका पैर रखनेका स्थान उक्त बाथरुम के फ्लाेर लेभल से 14" उपर है ताे क्या यह सही है, गुरुजी?
yadi south-west mai uncha hai to koi dikkat nahi hai, nicha nahi hona chahiye
Sir... Hamare ghar ka toilet bathrom south west me hai... Koi problem nhi hai
Sw mai toilet-bathroom hone se koi fark nahi padta, lekin inka floor ghar ke floor level ke barabar rehna chahie, nicha bilkul bhi nahi hona chahiye.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 Sir... Agar bathroom ya toilet ka floor barabar me rahega to paani bahar aayega hall me
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 sir 1st floor and 2nd floor pr hai South West me bathroom aur toilet...... Baaki ground floor pr South West me septic tank hai koi problem to nhi aayegi na
door par patthar ki patti laga lijiye.
SW mai septic ka prabhav padega
NE में बाथरूम का दर्जा का निसे कुछ रेमिदि है?
AAP KYA KEHNA CHAH RAHE HA.
Woww
❤
South west bathroom hai but uska tank waha nhii hai
iska floor level ghar ke floor ke barabar hona chahiye, nicha bilkul nahi
सर जी हमारी पानी की टंकी साउथवेस्ट में है छत के ऊपर
yeh sahi hai. isse koi vaastudosh nahi aata
Room k ishaan kon m toilet bana sakte h kya
north-East mai na banaye to achchi baat hai. Yadi bana hai aur uska floor level ghar se uncha nahi hai to chalne de.
Guru ji west.,noth, or east flat ka noth ka center may bathroom kay sahi hay pan ka mukh kon dik may hogi plz
yeh sahi hai lekin iska floor level uncha nahi hona chahiye.
Sir ji namaste
Sir aap aaj kal ke vastu walo se bahut alag ho ,jo logo ko sahi salah dete hai
Baki to bolte hai ki SW mein toilet banane se sab kahtam ho jaayega
Sir SW mein bed room ke saath attached toilet hai koi paresani ho sakti hai kya please bataiye sir
SW mein toilet hone se koi vaastudosh nahi aata, lekin iska floor level nicha bilkul nahi hona chahiye.
Raja Dashrath ke Ghar mein vidwanon ki ki Kami nahin..phir v ....
सर प्रणाम 🙏 अगर टॉयलेट मे इंडियन सीट लगाये तो एक से डेड फूट उतना floor लेव्हल ऊचा होता है तो चलेगा क्या. ये इंडियन सीट nw मे है. और sw मे भी western comode है. तो कोणसा floor lavel उचा रखे
साउथ वेस्ट का टॉयलेट ऊँचा रख लीजिये, नार्थ-वेस्ट का ऊँचा मत रखिये.
@@vaastugurukuldeepsaluja1654 सर प्रणाम 🙏 नॉर्थ वेस्ट मे इंडियन सीट टॉयलेट फ्लोअर lavel एक फिट उचां है. तो साऊथ वेस्ट के वॉल माऊटेड वेस्टर्न टॉयलेट को डेड फिट उचा रख सकते हैं क्या. मतलब sw के wall mounted टॉयलेट फ्लोअर lavel को बाकी टॉयलेट के फ्लोअर lavel से 2-3 इंच उचा
रखे क्या
Bhai ye uncal ji sab galat bata rahe hai rong
Sir m bahut kanfush ho rha tha
गुरुजी दक्षिण में नल क्या करूं
दक्षिण दिशा में गड्ढा नहीं बना सकते, नल तो आप जहां चाहे रख सकते हैं।
Sarey vaham duur kardiye
गुरुजी अगर रसोई का व लेट बाथरूम का दरबाजा पास नहीं है और रसोई का दरवाजा पश्चिम व लेट बाथरूम का दरवाजा उत्तर में है लेकिन रसोई व लेटबाथरूम के बीच दीवार एक ही है
इससे कोई वास्तुदोष नहीं आयेगा आप निश्चिंत रहिये, और यदि आपके यहां कोई समस्या है तो वह इस कारण नहीं है।
प्रणाम गुरुजी,
हमने पुराना मकान लिया जिसमे टॉयलेट West South में था, हमने उसे तुड़वा कर नया बनवाया है, और टॉयलेट west में है और टॉयलेट का फ्लोर घर के फ्लोर से ऊंची है, तो कोई दिक्कत नहीं न है गुरुजी।
ismai koi dikkat nahi
उत्तर-उत्तर-पश्चिम शौचालय की दीवार पर कोई पेंटिंग या फोटो या तस्वीर लगा सकते हैं
han de sakte hai
Ek quarter allote hua h jisme toilet NE corner me h
NE corner par Toilet na ho to achchi baat hai, lekin yadi hai to is toilet ka floor level baki ghar ke floor level se uncha nahi hona chahiye.
Toilet ka floor level ghar ke floor level ke barabar rakhe, toilet ka pani beh kar ghar mai na aaye is ke liye darwaje par patthar ki patti laga dijiye.
Ye jo karo sab sahi wale hain
Or seftitank Utar m h
yeh sahi hai.
Kiyu nahi banana chahiye or kiyu banana chahiye karan bataye, position ke hisab se banta hai, kuchh nahi hota faltu sab
Kripya aap hamare baki videos dekhiye, to aapko clear ho jayega.
🙏
South West may toilet ka sala Jo deta ha o vastu sala kar neye.jiska SW toilet ha,us ghar may 5 sal may paw ka problem paralysis,relation problem 100% ho ga.
SW mai toilet vaastudosh nahi hota, yadi waha gadda ho to woh vaastudosh hota hai, Yeh mera anubhav hai. Aapke anusar jinhe problem hui hai, nishchit roop se unke waha SW jameen nichi hui hogi, chamber hoga ya pit hoga.
BhA par chembar h bt nertykon se 2fit dur h
केवल बाल सफेद हुए है, और कुछ नही
Aapne Aisa kyu bola
Esa nahi bolo
Thoda sharam kr lo ......
Ghar kahi na banaiye jhopdi me rahiye
Jhopdi bhi to ghar hi hota hai
यह कुलदीप सलूजा वीडियो में कुछ और बताता है और कॉल करके पूछने पर कुछ और बताता है। इसका वीडियो मत देखो , इसका विडियोज मानसिक रूप से पागल बना देगा।
भाई मेरे मैंने अपने वीडियो में बोला है कि साउथ-वेस्ट में टॉयलेट बना सकते हैं, लेकिन साउथ-वेस्ट में टॉयलेट बन सकता है, इससे कोई वास्तुदोष नहीं आता, मेरा खुद का टॉयलेट साउथ-वेस्ट में है। लेकिन साउथ-वेस्ट में सेप्टिक टैंक बिल्कुल नहीं बना सकते इसके दुष्प्रभाव के लिए आप यह आर्टिकल बना सकते हैं। और यह जरूरी तो नहीं कि जहां टॉयलेट हो उसके नीचे ही सेप्टिक टैंक बनाया जाये, क्योंकि वर्तमान में हर बेडरूम में सभी को अटैच्ड लेट-बाथ चाहिए इस स्थिति में सभी टॉयलेट के नीचे टैंक को तो बना ही नहीं सकते।
th-cam.com/video/lGALVaY7MHs/w-d-xo.html
🙏🙏
Guru ji Ghar main toilet sw main ban gaya hai par jo hamari main building hai uskey saath chat attached nahi usmain 4 feet ka gap hai kya fir bhi vastu dosh hai
Jo hum samajh rahe hai, yeh ban gaya hai to thik hai lekin is toilet ka floor ghar ke floor ke nicha nahi hona chahiye. yadi nicha hoga to mahatvpurna vaastudosh hoga.
Sir dono floor braber hai
yeh bilkul sahi hai.
Guru ji aap Kahan miltey ho
Mein Ujjain (M.p.) mai rehta hu. Contact 9425091601