Bhai maine pulsar bike loan pe liya tha 2019 me aur maine 2021 me pura payment kar diya h lekin abhi tak mujhe NOC nahi mila h jab mai bajaj finance ltd se contact kiya to unhone bataya aapka vehicle number update nhi h to maine bola update kar do to jab wo update kar rhe they to mere gadi ka Bajaj finance hypothecation not available on vahan portal bata rha h jiske wajah se mera NOC nahi issue ho rha h to bro ab kya karna padega koi jankari bataiye iske bare me maine bahut logo se puchha lekin abhi tak koi iska sahi solutions nhi bataya 😢😢😢😢😢😢please bro help me
Same here , mene 40% down payment krke liya tha or rc mein bank ka nam nhi hein kahi pr bhi, but in paper it's given. So we need to remove it from there too.
भाई जान जैसे की मैने honda activa 125 फाइनेंस ली हैं अभी 6 दिन हुए हैं और मैं ये return करना चाहता हूं क्या ये हो सकती हैं होगी तो कितना चार्ज लगेगा plz 🙏 🙏 reply
Bhai mene bike Li thi finance se or wo puri bhi ho gyi mene noc bhi le li pr ab mene bike bech di he to ab kya koi bank se mail bhi krwana padega kya RTO ko
Bhai hamara bhi l&t finance se bike loan liye hue the jismein 24000 fine hai Bank aur l&t finance milakar jismein pura Paisa jama kar diye Hain fir bhi Bank ka check bounce charge Paisa dikha raha hai mines-6000 vah kaise hatega bhai
All Installment Pay Hone Ke Baad Automatically band ho jayaga kya
Hlo sir, mera Q. Hai ki jab hm new bike finance kara te hai to hame kon kon se ducoment milta hai.?
Bhai maine bank se noc 2017 me li thi ab bike bech rha hun to wahi noc kaam kr jayegi ya doosri leni padegi?
मेरे बाईक का RC book गुम हुवा है मेरे बाईक के EMI पुरा HUVA है मुझे NOC लेनी है तो क्या करना पडेगा
Bhai meri गाड़ी की emi पूरी हो चुकी है लेकिन check bounce होने की वजह से 8000 उनका देना है kya मुझे in पैसों के बगैर clearance मिल सकती है
Bhai maine pulsar bike loan pe liya tha 2019 me aur maine 2021 me pura payment kar diya h lekin abhi tak mujhe NOC nahi mila h jab mai bajaj finance ltd se contact kiya to unhone bataya aapka vehicle number update nhi h to maine bola update kar do to jab wo update kar rhe they to mere gadi ka Bajaj finance hypothecation not available on vahan portal bata rha h jiske wajah se mera NOC nahi issue ho rha h to bro ab kya karna padega koi jankari bataiye iske bare me maine bahut logo se puchha lekin abhi tak koi iska sahi solutions nhi bataya 😢😢😢😢😢😢please bro help me
Mane au bank se finance Kari thi par rc par bank ka name nahi hai
Mere per bhi nhi hai
Mere pr bhi nai h kya kru ??
Same here , mene 40% down payment krke liya tha or rc mein bank ka nam nhi hein kahi pr bhi, but in paper it's given. So we need to remove it from there too.
Shoorum bale number plate je liye payment mang raha he, kiyea number plate ke liye extra charge lagta he??
Ab keya kore??
No. Plate ke liye koi extra charge nhi lgta h but wo no. Plate holder k liye charge kr skte h
Nai lgta h bhaiii
NOC is sufficient. RC update karo ya mat karo koi fark nahi parta.
Noc milne ke baad transfer kar sakte ha
भाई जान जैसे की मैने honda activa 125 फाइनेंस ली हैं अभी 6 दिन हुए हैं और मैं ये return करना चाहता हूं क्या ये हो सकती हैं होगी तो कितना चार्ज लगेगा plz 🙏 🙏 reply
हा हा चड्डी जो खरीदी है तुने Return हो जायेगा 😂
Noc Lene k liye bhi paisa Dena padega kya
Nhi bhai koi charge nhi dene hote
Bhai maine loan paid kardiya hai but loan company NOC nahi de raha hai.cibil par due bhi dikha raha hai .iske liye kiya karna chahiye.
Usee bolo setelment karde phir ho jayega
Settlemente inki civil per asar padega@@panditboy32
Bhai agar complete loan duration se phle pay kr de to kya emi bounce hogi kya please help koi solution h kya
Nahi hogi bounce
Finencer bol rha h ki agar complete loan aak sath pay kreoge to emi bounce hogi essa kuch hota h kya
नहीं भाई ऐसा कुछ नहीं होता है
Muje bike transfer krna hai mere pass noc bhi hai kya muje new rc bnwa ke transfer krna ho ga ki bina purane rc me ho jaye ga
Purani rc se hi ho jayega kaam ..noc honi chahiye bus
Me loan clear krna chahte h per vo bol re h ki clear nhi hoga loan emi bounce hogi
Mera shri ram finance se h to bank se milega noc ki shriram city finance office se
Bhai mene bike Li thi finance se or wo puri bhi ho gyi mene noc bhi le li pr ab mene bike bech di he to ab kya koi bank se mail bhi krwana padega kya RTO ko
सर जी बाइक का किस्त पूरा सेटलमेंट कर दिया फिर बैंक में जो कुछ पैसा रखते है पैसा शुन्य हो जाता क्यों।
Maine apna two wheeler loan online forclose kar diya ab mujhe noc kaise milega
Apka konsa finance hai
भाई इन सब प्रक्रिया में कितना टाइमलगता है
Mera bike ka finence clear hai but ynha se finence branch hat gaya h to noc kaise nikale sir ....
Sir mero NOC nahi Diya hai , bola NOC ab ni milta apko direct new RC ke liye apply krna hai
Exactly mera bhi same bola indusld bank
Very informative video. Thanks
So informative vedio 👍👌... Thank you so much sir ...
Bhai NOC mil gayi h ab kitne paise lage ge RTO Maine
Lon close hone ke bad noc kitne din me milta he sir
Ye noc kaha se milega??
Sir muje apse baat krni he bahut jrori baat he jo apse puchana he
Ye Sab Document Kaha Se Laye ??
Bro noc Milne ke kitne ke andar Krna hota hai rc renewal process please batana
3 months
RC renew karna jaruri hai
Bhai meri bike ki kist July m complete hogi mene NOC ki process puchi to
Bola noc ke 3000 langenge
bhai noc ka koi charge nhi lgta ..emi Puri hone pr free milta he
भाई ये नई बात बता रहे हो आप
लोन अदा हो गया है अब कहा रेनीवल होते है कागज़ लोन अदा हीं गया है काम ख़त्म ज़ब दूसरे को बाइक बेचो गे तो noc लगता है
Sir bank wale mohar nahi laga rahe
Cibil kaha check karna hai?
Paisabazar free cibil check
Google krlo
Bhaiya ya sab free hota ha
Useful video
Thank you sir❤❤❤❤
Kya rndi Rona h finance karane ka😅
Form 35 kanha se le financier toh diya nehi
Compeny ki app sw download ho jayega
Thank you
NOC jaha se finance kra tha waha se mile gi aur noc k koi Paisa tu ni lghta
Ha bhai jha se bike ya car li h whi se noc milega our uska 100 rs lagega
Isko kese kree
Tankiyu
CREDIT card is trap don't use it
Noc kaha se milta hai jis bank se loan liya hai
yes
Mera loan clear but noc nehi mela
Itni bakwas kar rha hai kam ki bat bata nahi Raha hai
भाई जान plz 🙏
V..🫡🫡🫡🫡

Nhi
Hii