mere pas d2h dish tv pehle se hai tv mei aur ab amazon firetv stick liya hai so how to switch between the two dono kaise dek sakte hai ....remote pe option hai kya...please tell me
@@rajlovinglife Ek AV port Mein connect kar lo aur ek HDMI port mein TV ke remote Mein donon option rahte hain AV or HDMI jisse ab aasani se switch kar sakte hain
Meri smsng Lcd monitor jiska resolution 1080 hai and usme hdmi port nhi h just vgi port h. us condition me vgi to hdmi converter use krke ye stick work krega plz reply asap
@@Thinksabouttech pls I want some help tv to agai uske liye thanks but screen mirroring kaise connect kare in tv pls batao na my Amazon fire stick liya hua 25-10-22
Mi tv box me aap pen drive, hard disc connect kar sakte hain aur use access kar sakte hain ful 4K mein aur MI TV box Mein Ram aur internal memory Bhi Jyada Aati Hai is hisab se yah mahanga bhi Aata Hai. Lekin main Amazon fie tv stick ko recommended karunga Sasta aur sabse badhiya Alexa voice control to iska kamal ka hai or ye bhi 1080p ko support karta hai isme full hd video chala sakte hai. ise main bhi use karta hun
@@Thinksabouttech ty sir Sir mujhe last btade ki konsi firestick best h aur sbke subscription ka total cost kya rhega mere pass hotstar ko chod kr kisi ka nhi h filhaal
Bhai ek baat bta ..meine zee5 voot or Netflix ka .. Mobile se subscribtion le rakha hai..agar mein mere number se login karu toh ho jayega na..alag se subscribtion toh lena nhi pdega na
Agar aapne tv wala subscription le rakha hai to wo tv or mobile dono par work karega or agar kewal mobile wala subscription liya hai to kewal mobile par hi kaam karega bhai
@@siddharth8062 subscription to number se hi milta hai lekin usme do type ke subscription milte hai first only for mobile phone and second for both tv and mobile
Jitna net aapko aapke mobile mein online video Dekhne Mein lagta hai utna hi net ismein lagega. 360 pixel per chalana bahut jyada der tak net chalega isme
Sir, means ye humane ek time purchase kar liya 4,000rs me. Fir har month ya har year pay karna padta he. And kya isme kisi bhi apps mesns netflix, hotstar, amazon prime ki subscription leni padti he. Ya sub 4000rs me hi a jata he. Proper detail reply dena sir.
Ismein aap normal TH-cam MX Player zee5 apps vagaira free Mein Chala sakti ho Hamesha ke liye Jiska aapko Kisi bhi Prakar ka charge Nahin Dena Padega But agar aap Netflix hotstar Amazon Prime vagaira chalana chahti ho to iska aapko subscription Lena Padega
@@Thinksabouttech पर कई लोग बोलते है इश्का रिमोट बहुत बेकार होता है और ये 2,4 महीने के बाद बहुत धीरे धीरे और कभी कभी फास्ट फास्ट कार्य करता है कुल मिला कर बोले तो सब बोलते हुए की 2,4 महीने बाद हैंग होने लगता है
Without recharge aap TH-cam Chala sakte hain aur live news channel bhi Chala sakte hain aur apna mobile connect kar kar apne mobile ke photo video bhi aap TV per dekh sakte hain
Sir mere pass bhi same tv h 26lg3700 ye h iska model number lekin isme hdmi se connect karne par fire tv stick connect nahi ho rhi h *no single* dikha rha h Kya solution h iska please reply me Kya aapka proper work kar rha h abhi bhi
Sir mera realme TV ka remote aur tv k andar ka sensor dono kharab ho gaya hai To srf fire stick k remote se connect ho jayega na TV k remote ki koi jarurat nahi hai na?? Apka installation process dekh k lagta hai TV remote ki jarurat nahi hai Please confirm.
@@Thinksabouttech meri lagi hui hai arc wale port me 1 sal se. Kal soundbar purchase kiya ab normal me laga raha hu to nahi chal rahi.. kuch deregister ya reboot etc karna padega kya stick Ko?
Bohot hi achhe tarike se aap ne samjhaya .. Thanks A Lot
- Arun Bafna
Welcome
Thinku bro 5 din se taryi kar raha tha but apki video dhak ka free tv stick chl gai thinku bro❤
Welcome bro
Bohat achha video tha..ekdum step by step guide.
Thank you sir
Nice way of explaining with each step👏🏻
Thanks
V nice impressed mene same aisi hi apni led per fire stick set kiya h thanks bro ..../.,👍👍👍👍👍👍👍👍
Welcome
Price plz
Thanku so much bhai aap ne bahut acche se samjhaya because it is very useful😊
Welcome bhai
❤
Thank you bro . Aap ne bahut simple se samjhya .is ke aap ko dil thank you 🎉❤
Welcome bro🙏
Beautiful description. Thank
@@easymoon8416 welcome
Bhai bhaut ache se samjhaya aapne thanku
@@PuravKakkar welcome
Usme kya badi bat hai
Useful 100/100 bhai 👍best way of telling something 👍
Thank you sir
Wow i love this video thanks for sharing 🤩🙂❤
@@Akchakravarty thank you
Good an clear explain❤
@@user-zl2kg6ub6v thank you
Bhai tum sabke comment ka reply de rahe ho thank you so much 👍👍
@@Yadav_Neeraj_005 reply dena jaruri hai bhai. Kyunki Jab aapse Koi Sawal puchta hai to uska jawab to Dena chahie
@@Thinksabouttech hm bhai yr
Very Nice Video Thank you Bhai ye Video Banane ke liye ❤🎉😊
Welcom bhai
Hi bro, very nice demo👌👌👌. I am also having LG webOS tv like yours. Why you used HDMI port 3?? Instead of port 2?
Because hdmi port gives better picture and sound quality
Very good and detailed description thanks a lot
Thanks
Bhai a stick vw 32A ki led tv me support kare ga please batai a
Karega bhai
i also subscribed and liked and clicked the bell icon
Thanks
Thanks for guidance 😊
@@shipranamdev2700 welcom
Firestick be like bhai tu hi bol le m baad me chaalu ho jaungu😂😂
Thanks
😂😂😂
Haaa 😂😂 bdo video
😂😂
Nice sirji
Beautiful explained! Thankssss
Thanks
@@Thinksabouttech thanks a lot, maine just abhi new li hai and apki video se easily sab samajh aa gaya. Good work!
@@Sohnikudiaish thanks again
bahut acche tarike se samjhaya hai apne thanks so much
@@nishamakwana1604 welcome
Thank you bro it helped me 👍🏻
Welcom bro
I like it Gaurav JAUHARI Coment
thank you bhai
Thankyou bhai❤
Welcome bhai
SONY LCD OLD WALA HAI MERE PASS CHALEGA KYA FIRE STICK USME
Ji chalega sir bilkul
Bhayya meri tv led hai samsung 23 inches ki please bataiye naa ye kaam karega.. please reply
Karega Sir bilkul kam Karega
Plz help me mera tv crown android 12- he pr Netflix or dusre app saprot ni kar reh bo version 13-14- me hii seaport karte he update ni ho rha help me
Iske liye aap fire stick ka use kijiye FIR Sab Kuchh chalne lagega
Bhi normal TV ha led bala isse smart ban jayaga?
Ban jayega bhai
mere pas d2h dish tv pehle se hai tv mei aur ab amazon firetv stick liya hai so how to switch between the two dono kaise dek sakte hai ....remote pe option hai kya...please tell me
@@rajlovinglife Ek AV port Mein connect kar lo aur ek HDMI port mein TV ke remote Mein donon option rahte hain AV or HDMI jisse ab aasani se switch kar sakte hain
@@Thinksabouttech thank you so much .....i thought if you connect firestick you cannot use dist tv set top box at all.....
@@rajlovinglife ok
Thank you brother 😊
Very detailed, nice
Thanks bhai
Very good and useful. Clear and very nice
Thanks sir
Recharge nahi karna padta na?
@@Atharvpatil8383 TH-cam free Mein Chala sakte ho aap
Thanks bhai apke video dekh kr hi instal bhi kar kiya aj 😇🤝
Sir mere paas jio fiber hai jisme ott apps to mil jaate hai toh kya main fir bhi fire stick kharidoo??
@@Subham_unmasked nahi kharido sir
@Thinksabouttech Ok
@Subham_unmasked welcome
Very very nice video for new. Fire stick wale And bad comments wale jalo mat barabari karo
Thanks bhai
jaise aapka 3rd gen he ekhi remote se tv off aur on hojata he ya tv ka alag remote chiye
Ek remote se hi on or off ho jate hai sir
Bhaiya maine ye fire stick, 2 saal pehle li thi aur abhi jab se connect kar raha hu toh chalu hoga kya ??
Yes
Bhai fire stick ko Pendrive wali side per nahi laga sakte h kya
Nahi bhai
Thanks for you bro 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏😊😊😊😊😊😊
Welcom bro
Sir is a recharge karna padta hai Keya?? matlab subscription hai to main use kar sakta hun...
Ji sir kar sakte hai
Meri smsng Lcd monitor jiska resolution 1080 hai and usme hdmi port nhi h just vgi port h. us condition me vgi to hdmi converter use krke ye stick work krega plz reply asap
Ji work karega
Bhai mere pass lg ka lcd h toh usme konsa firetv stick better rahega ?
Fire TV lite or firetv 4k
3rd generation
bhaiya yai hdmi dvi port mai chalega
@@Naman.s70 ji chalega bhai
Bhai fire stick ko bina antina ke use kr skte hai tv ko connect kro fire stick sai only bs
@@aadityapal5160 ismein only internet ki jarurat hoti hai vo aap apne mobile ke hotspot se connect Karke Chala sakte hain
Normal lcd me work krta hai k nhi
Sir ye normal lcd tv ko smart tv banane ke liye hi device hai
@@Thinksabouttech kon sa le 4k ja lite brother
Please help me
@@GyanTv777 me 3rd generation use kar raha hu.
Bahut achcha work kar rahi hai
@@GyanTv777 bilkul sir
Bhai ye hamesha asia he login kate rahna parega kya please bolo bhai
@@TH-camrLevoubgmi ek baar hi karna padta hai bhai
Thanks for sharing the information
Welcom
Bhai isse charge krna padta h or isme wi fi connect krne ka option ata h na?
Ise charge nahin karna padta direct power board Mein lagta hai aur ismein Wi-Fi ka option Aata Hai
Bhai isse power direct tv se nhi de skte ?
@@princechouhan7551 ise tv me hi to connect karte hai or video tv me dekhte hai
Your neighbour who saw your video they know your hotspot password 😬😂😂
😂😂😂😂😂😂😂😂
Toshiba 32 Inch LED HD Ready TV (32PB1E) mere paas yeh tv hai ispe fire stick chalega? Aur konsa chalega?
Fire tv stick 3rd generation
Bhai pls mujhe ek bath batao Sreen connected hai kya usme take mobile ke videos dekh sakhe pls rply ? 24-10-22
Bilkul Hai Sar ji aap apne mobile ki screen ko Apni TV mein dekh sakte hain fire stick se
@@Thinksabouttech k tq bro 25-10-22
@@Thinksabouttech pls I want some help tv to agai uske liye thanks but screen mirroring kaise connect kare in tv pls batao na my Amazon fire stick liya hua 25-10-22
Sumsung ke tv me chalega kya , hdmi port diya hai?
Chalega sir
24 inches Micromax led support or not...
Support karegi sir
Meine soch ye. 2017 ka model
@@thankuuniverse8805 mere lcd ka model 2012 ka hai sir usme bhi working hai
Thanku sir
@@thankuuniverse8805 welcom
It is very useful
Thank you
Bina setup box ke chala sakte hai kya. Or is fire stick se play store se app download kar sakte hai kya
@@RajDas-z3h ji han Bina set top box ke Chala sakte hain aur ismein Play Store se kuchh app bhi download kar sakte hain
Bhai iske liye set of box dusra lena padega
Nahi bhai ye bina setup box ke chalti hai.
Super 🎉
Thanks
Bhaiya isme Netflix prime video ka subscription v deta hai kya aur isme saare TV k channels kaise dekh sakte h please reply kr do ❤️
sir aapko subscription Lena Padega
@@Thinksabouttech Oo
@@Thinksabouttech Par Isme Normal TV channels chalenge ya nhi🙄🙄
@@dhh_for_life youtube, mx player vagerah chala sakte ho free me
@@Thinksabouttech Oo Thanks Sir Jii 💝☺️
Kya ye LED sony bravia se compatible hai
All lcd, led par work karegi sir
Bhai subscription lena padga koi bi movie dekh ne keliye???
Bhai ek hi ott subscription par aap bahut sari movie or web series dekh sakte ho
Kya yeh jio fiber se connect hoga
Ji han uske hotspot se connect ho jayega
Isse norml tv mein jaa skte h ya nhi??
@@ZeyanCricketVideo yes bilkul
Hlo bhai kitna rupiya hai
Aur kya ma isko led tv pe use kar sakta hu? Plz🙏 bhai baatao
Ji Led tv pe use kar sakte ho or price aap description me link di hai check kar lijiye
@@Thinksabouttech ok Bhai Thank You ♥️♥️
Isme wifi ka connection bhi lagana padega na new
Nahi isi me wifi rahta hai sir
mi tv box vs amazon fire stick 4k max which is best according to you reply
Mi tv box me aap pen drive, hard disc connect kar sakte hain aur use access kar sakte hain ful 4K mein aur MI TV box Mein Ram aur internal memory Bhi Jyada Aati Hai is hisab se yah mahanga bhi Aata Hai.
Lekin main Amazon fie tv stick ko recommended karunga Sasta aur sabse badhiya Alexa voice control to iska kamal ka hai or ye bhi 1080p ko support karta hai isme full hd video chala sakte hai. ise main bhi use karta hun
Ap ka tv led smart he kiy normal he
Normal hai
Mere yaha ke tv me hdmi port nhi hai toh me kaise lagau bta dena bhai
@@punimaazad8361 av to hdmi connector le lena bhai
Thik hai
Thank
Sir ye to unavailable hai abhi par jo 4k vala hai vo stock me hai to mere panasonic tv pe chal jaega kya?
Chal jayega sir
Chal jayega sir
Sir mujhe btae iska full process mujhe kuch ni pta meri lcd non smart h
Aap online fire stick purchase Kar Lijiye aur uske bad jo maine process batai hai use aap follow kijiye
@@Thinksabouttech sir mujhe prime Netflix sabka subscription alag se Lena pdega kya ?
@@sachinsharma-uq3ys ji ha Sir
@@Thinksabouttech ty sir
Sir mujhe last btade ki konsi firestick best h aur sbke subscription ka total cost kya rhega mere pass hotstar ko chod kr kisi ka nhi h filhaal
@@sachinsharma-uq3ys sir iske liye Google par search kar le aap
Sir ye normal tv ko smart tv banayega ka and you tube hotstar sab chal jaayega kya
Ji sir chal jayega
@@Thinksabouttech ok ye kitne rs.ka hai
@@Thinksabouttech and warrenty kitni hai
@@dheerajsaxena69 1 year
@@dheerajsaxena69 description me link hai jakar dekh lijiye sir
Sony liv or more ott apps par serials Web series movies download hoti hai?? Plz reply
@@sahilgoswami4517 download Nahin Hoti Hai par aap dekh sakte hain sir.
@@Thinksabouttech mtlb koi bhi app hotstar jaisi popular apps online hi chalti hai? Smart tv mai bhi aisa hota hai?
@@sahilgoswami4517 ji
@@Thinksabouttech 👍👍Mai sirf internet use karta hu isiliye info. Chahiye thi. Sale par offer me lunga. Thank you 🙏
Bro can we connect fire stick with Airtel sata box plz reply
@@GoldyChhina-x8q no only LED or LCD TV
Bhai ek baat bta ..meine zee5 voot or Netflix ka .. Mobile se subscribtion le rakha hai..agar mein mere number se login karu toh ho jayega na..alag se subscribtion toh lena nhi pdega na
Agar aapne tv wala subscription le rakha hai to wo tv or mobile dono par work karega or agar kewal mobile wala subscription liya hai to kewal mobile par hi kaam karega bhai
@@Thinksabouttech lekin mein dusree video dekhe hai bhai...usme toh wo log bol rahe hai ki... number se subscription le rkha ho toh bhi chalega
@@siddharth8062 subscription to number se hi milta hai lekin usme do type ke subscription milte hai first only for mobile phone and second for both tv and mobile
@@Thinksabouttech acha toh mein login toh ho skta hu na tv mein...jaise ki sony live par ...free Wale contant bhi aate hai wo toh chal sakte na tv par
@@siddharth8062 haa
thanks bro i was looking for a video like this it helped a lot bro 😊
thanks
thanks
thanks
thank you very much 😊😊😊
Welcom
Bhai ye smart tv mei kaam krega ,jaise Mera smart tv hai magar kuch app kaam nhi kr rhe hai due to space to ye lagane se kaam krega ya nhi
Yes bhai karega kaam
Yes bhai karega kaam
Bhai updating ki process mobile limited 1.5 gb internet me hojae gi kya?/ 😶
Ho jayega sir
Bhai ek question he kya ye phone ke network pe chalega ki phona ka net bohot speed me kha jayega?
Jitna net aapko aapke mobile mein online video Dekhne Mein lagta hai utna hi net ismein lagega.
360 pixel per chalana bahut jyada der tak net chalega isme
Sir, means ye humane ek time purchase kar liya 4,000rs me. Fir har month ya har year pay karna padta he.
And kya isme kisi bhi apps mesns netflix, hotstar, amazon prime ki subscription leni padti he. Ya sub 4000rs me hi a jata he.
Proper detail reply dena sir.
Ismein aap normal TH-cam MX Player zee5 apps vagaira free Mein Chala sakti ho Hamesha ke liye Jiska aapko Kisi bhi Prakar ka charge Nahin Dena Padega
But agar aap Netflix hotstar Amazon Prime vagaira chalana chahti ho to iska aapko subscription Lena Padega
Bhai setup box lga hua h tv me to bhi kya fire stick work krta h
Yes sir fir bhi work karegi fire tv stick
सर मेरे पास साधारण led है hair का क्या ये चीज उष्णमे काम करेगा
Bilkul sir ji
@@Thinksabouttech पर कई लोग बोलते है इश्का रिमोट बहुत बेकार होता है और ये 2,4 महीने के बाद बहुत धीरे धीरे और कभी कभी फास्ट फास्ट कार्य करता है कुल मिला कर बोले तो सब बोलते हुए की 2,4 महीने बाद हैंग होने लगता है
@@Sudhanshukumar-tl6wv ऐसा बिल्कुल भी नहीं हैं इसका रिमोट बहुत ही फ़ास्ट होता हैं और वॉइस कंट्रोल के साथ आता हैं
Yadi ye device sasti mile to mujhe link bhej dijiyega jara
@@Thinksabouttech ishke related mujhe kuchh aur bhi jankari chahiye kya contact number mil sakti h
Sir fire stick install karne ke bad ismein monthly recharge karna padta hai ya without recharge
Without recharge aap TH-cam Chala sakte hain aur live news channel bhi Chala sakte hain aur apna mobile connect kar kar apne mobile ke photo video bhi aap TV per dekh sakte hain
Iske sth charger ata h ya alag se lena h??
@@HibaSajid-n1b sath me aata hai ji
Bhaiya ye aap ne kaha se liya h
Aur ye kitne ka mila h
Description Mein iska link diya hai vahan se aap price check Kar Lijiye
Kaun saa fire stick tv yeh..
Bhai Amazon ka ka hai
@@Thinksabouttech bhai generation puch rha hu
Sir mere pass bhi same tv h 26lg3700 ye h iska model number lekin isme hdmi se connect karne par fire tv stick connect nahi ho rhi h
*no single* dikha rha h
Kya solution h iska please reply me
Kya aapka proper work kar rha h abhi bhi
Yes sir Mere TV mein to proper work kar rahi hai.
Aap iske sath Jo power adapter aata hai use check Kariye Kahin vah kharab To Nahin Ho Gaya
sir mene cable adapter power supply sab check kar liya lekin abhi bhi no single dikha rha h
Kya yahi same tv h aapke pass???
@@vanshbadiwal3374 ji
Agar sir me hdmi to av converter se tv me lagao to ye kya work karega
Thanxxx for information bro..
Welcome sir
Kya yeh koi bhi lcd ya led tv pein kaam karega na sir .
Bilkul sir
Sir infinix quled and redmi fire tv which is best
Redmi fire tv best hai sir
@@Thinksabouttech thanks you
Kya iske liye wifi connection required hai ya phir without wifi chl jayega
Aapke Mobile ke hotspot se chal jayega
Can we run TV with wifi with this stik
Ji sir
@@Thinksabouttech jio 399 plan or 599 plan
@@sandeepaggarwal361 abhi to jio 5G unlimited chal raha hai bhai koi sa bhi plan le lo
Sir mera realme TV ka remote aur tv k andar ka sensor dono kharab ho gaya hai
To srf fire stick k remote se connect ho jayega na TV k remote ki koi jarurat nahi hai na??
Apka installation process dekh k lagta hai TV remote ki jarurat nahi hai
Please confirm.
TV ke remote ki jarurat Nahin Hai Sir.
@@Thinksabouttech Thank You
Isko HDMI ARC me lagana zaruri hai ya normal HDMI port me bhi laga sakte hai?
Normal hdmi port me bhi laga sakte hai
@@Thinksabouttech maine lagaya to no signal detected aa raha hai aisa kyo?
@@adityapatil3330 sir aap video ko pura dekh kar vaise hi follow kijiye connect ho jayegi or
Internet proper milna chahiye
@@Thinksabouttech meri lagi hui hai arc wale port me 1 sal se.
Kal soundbar purchase kiya ab normal me laga raha hu to nahi chal rahi.. kuch deregister ya reboot etc karna padega kya stick Ko?
Infinix y1 tv mai support karega?
Sabhi led or lcd tv me support karega
Jio tv or jio cinema chalta hai kya
Jio cinema chal jayega
Jio tv app isme install ho skta h ya nhi....??
Ji
Apka tv ka model konsa hai
Simple lg company ka lcd tv hai sir
Kya Bina set top box se bhi chalega
Ha ji
Netflix ke liye kya brother iska recharge karna hoga
Ji sir bilkul
@@Thinksabouttech kitna rupees
Google use kar sakte hai kya
Ji
Bhai ise universal led m lgayege to chal jaygi kya
100% chal Jayegi bhai mere
@@Thinksabouttech thank you bro