Nhi vaise to jma krne nhi jana padta h bt ap 7 day wait kr lijiye agr approve kr dete h vo log to thik nhi to fir ap printout le kr chale jana nagar Nigam me ok
@@sarakariaavedan sir 10 din ho gye samagr id k liye online aply kiye huye request id b aa gyi thi lekin abhi tk koi msg nhi aaya kya hme aage aur kuch krna padega
@@sarakariaavedan sir aapke btaye anusaar maine nagar nigam se approved kra li lekin ab colectrate se not approved dikha rha h kya ab hme colectrate b jake approved karwana padega ya apne aap hi kuch din bad approved ho sakta hai???
Thode din aur wait kr lo qki apke tehsil se abhi approve nhi hua h 7-15 days ka time lgta h agr fir bhi nhi hua to ap apne lok seva Kendra me ja kr complaint kr skte ho.
Jo apke aadhar me h vhi aayega apna nam, pita ji ka nam aur dob adhar ka hu lega usko ap change nhi kr skte aur samgra I'd me nam ki spelling galat h to kuch nhi hoga. Agr ap samgra I'd me nam update Krna chahte h to uske liye video bnaya hu ap dekh lijiye playlist me ja kr
Nivas praman Patra mobile se online apply kaise karen aur uske liye kaun kaun se document jaruri hai aur vahan Chrome jaane wali link bhejiye sar video bhej do jab link bhi
Bhai mai 18 age ka ho gya hu kiya mujhe niwasi certificate banana padega kiya Mere papa ke niwasi certificate me mere naam hai, kiya mujhe alk se mera khud ka niwasi certificate banana padega kiya
@@sarakariaavedan par dusra kaise banaye jis nam se login kiya tha ab usme se kholte h banane ke liye to vhi status bata rha jaha se dalte the FRONT PAGE OPEN NHI HO RHA MULNIVASI BANANE WALA JAHA DETAIL DALTE
mai currently MP mei nahi reh raha but born in MP and class 1 to 8 MP mei padha hu....to address mei old mp ka address dena legal hoga? government quarter tha vo....
Ha bn skta h bt ap abhi mp ke bahar ke ho to vha ka bnva lo, aur agr mp ka hi chahiye to usme ek condition h ki govt. Employee ke liye ap usko pdh lo agr eligible ho to bn jayega.
Sir please batayen hamne online samagr id apply kiya ab kya usko nagar nigam ya lok seva kendra jma karna jaruri h
Nhi vaise to jma krne nhi jana padta h bt ap 7 day wait kr lijiye agr approve kr dete h vo log to thik nhi to fir ap printout le kr chale jana nagar Nigam me ok
@@sarakariaavedan sir 10 din ho gye samagr id k liye online aply kiye huye request id b aa gyi thi lekin abhi tk koi msg nhi aaya kya hme aage aur kuch krna padega
Ap apne yha ke nagar nigam ya gram panchayat me chale jao apni request I'd ko le kr vha se turnt approve kr denge vo
@@sarakariaavedan thanku so much sir for reply
@@sarakariaavedan sir aapke btaye anusaar maine nagar nigam se approved kra li lekin ab colectrate se not approved dikha rha h kya ab hme colectrate b jake approved karwana padega ya apne aap hi kuch din bad approved ho sakta hai???
Sir otp nhia ra error bta rha hai kya kru
Network issue hoga thode time bad kr lena.
Otp vrifiy nahi hota hein
Portal thik se nhi chal rha hoga ap thode time bad Krna ho jayega
Ajj bhi nahi huaa sir
Ye government job me chalta hai ki nhi
Bilkul chalta h har jagah chalega ye
Sir Aadhar OTP ke baad father's name enter nahi ho raha form me please help
Kuch issue chal rha hoga thode time bad Krna ho jayega
iske bad document submit karna padhta hai kya tehsil mei ya lok seva kendra mei ??
Nhi Sara kuch online hota bs ap apply kr ke 7-15 din ka wait kro approve ho jayega
okay
@@sarakariaavedan
AUR CASTE CERTIFICATE K LIE ?? DOCUMENT JAMA KARNA PADHTA NA SDM OFFICE YA TEHSILL MEI??
@@sarakariaavedan
@@OralBuddy_ZAID cast ke liye apko apne yha ke lok sewa Kendra me Jana pdega aur uska process bhi lmba h to usko vhi se pta kijiye
Isme Jo shapath patra h usme address me house number nhi aara . Area ka naam hi aa ra h. Sahi h ky ?
Koi bat nhi sahi h ap apne nearest ka address dal skte ho.
@@sarakariaavedan ok. Shapath patra me house number na ho toh bhi thik h na .
@@sarakariaavedan original jab banega certificate usme house number k sath address hoga ?
@@rahulj080 agr apne dala hoga to hoga
@@sarakariaavedan ha dala h. Bss shapath patra me area mohalla , city bss yahi aa ra h.
Target date 25 august thi
Abhi tak pending hi bta rha..kya kru
Thode din aur wait kr lo qki apke tehsil se abhi approve nhi hua h 7-15 days ka time lgta h agr fir bhi nhi hua to ap apne lok seva Kendra me ja kr complaint kr skte ho.
Kisi ka bhi bana sakte hai
Jo Madhya Pradesh ka h, jo us criteria me aata h jo last me 5-6 h to ap bna skte ho
Bhai mp ka domicil certificate banante time otp receved nhi ker raha any solution
Bhai ye portal thoda slow chalta h to ap kuch time bad try Krna le lega thik h
Address adhar card se auto leta hai ki jo fill kare ge o
Esme hm dal skte h aadhar card se nhi lega
@@sarakariaavedan adress ham apne se dal sakte ho adhar ka koi Kam nhi to Mai bana lu apana koi dikkat to nhi hoga
Koi dikkat nhi hoga dal lo ap
Sir mere samgra id m nam ki spelling alga h or.
Adhar card m surname nhibh. Tho
Mul niwas m konsa nam ayga
Plzzz btaiye 🙏🙏🙏🙏
Jo apke aadhar me h vhi aayega apna nam, pita ji ka nam aur dob adhar ka hu lega usko ap change nhi kr skte aur samgra I'd me nam ki spelling galat h to kuch nhi hoga.
Agr ap samgra I'd me nam update Krna chahte h to uske liye video bnaya hu ap dekh lijiye playlist me ja kr
Bhai aadhaar la otp aa to rha h par otp enter karne wala box nhi aa rha h
Thode time me Krna ye portal thoda slow work krta h
Nivas praman Patra mobile se online apply kaise karen aur uske liye kaun kaun se document jaruri hai aur vahan Chrome jaane wali link bhejiye sar video bhej do jab link bhi
Same process h aur jaise stape btaya h vaise hi Krna
Mera adhar card me address doosare district hai ,
address adhar card se leta hai ki jo mai bharu ga usase nivas ban ke ayega
Aadhar me jo address dala h vhi lega aur agr apko apne address pr chahiye to phle address change kra lijiye.
@@sarakariaavedan change ke liye dala hu kitte din me ho jayega
7 days lg skte h ya usse phle bhi ho jayega aur agr nhi hota h to aadhar ke helpline pr complaint kr dena ho jayega.
Other state wale mp ka domicile bna sakte hai Admission ke liye
Jo video me kuch condition h usme se kisi me bhi eligible ho to bn skt h
Samgra ID ki KYC nahin hai isliye To Nahin ho raha kya
Ap phle samgra me kyc kr lo
Bhai mai 18 age ka ho gya hu kiya mujhe niwasi certificate banana padega kiya
Mere papa ke niwasi certificate me mere naam hai,
kiya mujhe alk se mera khud ka niwasi certificate banana padega kiya
Agr apka nam h usme to ap abhi mt bnavo 19-20 ke bad bna Lena.
Nahi ho raha sahi OTP dalne par bhi verify option aata he par click karne par kuch nahi hota vesa hi rehta he verify option
Ho skta h ap phle kyc update kr dijiye
Mera verify nahi ho raha OTP dalne par bhi thodi der baad invalid OTP bata deta he kya karu
Ap shi OTP dalo agr agr shi dal rhe honge to bhi bta rha h fir ap thoda wait kr lijiye Sam tk apply kriyega
Merried ki jagah non merried dal gya kya kare form edit nhi hoga kya plz bataiye usme wife aur baccho ke nam kaise add kar sakte h plz help me
Ap dusra bna lijiye vo reject ho jayega aur jb dusra bnaiyega to Dhyan se bnaiye. Apne sare family members ka nam add kr lijiye.
@@sarakariaavedan par dusra kaise banaye jis nam se login kiya tha ab usme se kholte h banane ke liye to vhi status bata rha jaha se dalte the FRONT PAGE OPEN NHI HO RHA MULNIVASI BANANE WALA JAHA DETAIL DALTE
Please connect on my Instagram so that I will give you better support.
Link:- instagram.com/push_pendra45/?igshid=YmMyMTA2M2Y%3D
Mere adhar se father's name nhi le rha koi solution de
To ap ayese hi dal do agr option khul rha hoga to nhi to dubara se aadhar Dalo aur OTP verify kro aa jayega.
@@sarakariaavedan bahut bar try kar liya hai lekin nam aa hi nhi rha
Date nikal gayi hai fir bhi bana to kya kare
Thoda wait kr lijiye bn jayega ya apne lok seva Kendra me ja kr pta kr lijiye ek bar
mai currently MP mei nahi reh raha but born in MP and class 1 to 8 MP mei padha hu....to address mei old mp ka address dena legal hoga? government quarter tha vo....
Ha bn skta h bt ap abhi mp ke bahar ke ho to vha ka bnva lo, aur agr mp ka hi chahiye to usme ek condition h ki govt. Employee ke liye ap usko pdh lo agr eligible ho to bn jayega.
@@sarakariaavedan kaha diya hai ye govt employee wala point? Kya aap link de sakte hai uss pdf ja
मूलनिवासी और domicile मे क्या अंतर है भाई
क्या ये एक ही है या अलग अलग
मेरा मूलनिवासी है
Pls reply
Dono eki h ek Hindi nam h aur dusra English so don't worry apka shi h
Please jaldi reply kar deejiye
Bhai 1 din me kese bnaye plz reply
Apne lok sabha Kendra me ja kr jma kr dijiye ya cm helpline pr call kr ke bol dijiye bn jayega 1 din me.
Kitne din me ban jata hai .... Approximately.
7 days me bn hi jata h aur usme date dikhata bhi h ki kb bn jayega usi date ko bn jata h
1 din me mil jata kya is process se
Nhi 7 days lgte h, 1 din ke liye apko lok seva Kendra me Jana pdega
Sir disposed bta rha hai mtlb kya huwa iska
Mtlb apna niwas bna gya h usko download kr lijiye